Qabaron Me Insani Zindagi ??

  • Work-from-home

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
Asalam o alikum to all muslims.

HAHAHHAHAHAHAHA.................

Taweeel???????????????? quran aor hadees ki baat karny waly karmaat ki taweel kar rahy hain...........

aor jahan murdu ko zinda karny ka zikar hay os ka jawab hi nien diya..........

janab quran aor hadees ki baat karty ho to en waqyeaat ki quran aor hadees se daleel do taweel nahin karo.........
aor mien allama ibn teymeya(RA) ko ashraf ali thanvi(RA) se nien mila raha balk dekha raha hun k karmaat agar allama ibn teymeya(RA) karin to sahi hay os ki taweel karo aor agar koi deobandi, brelvi bayan kar de to mushrik??? ye kahan ka asool hay?

حافظ ابن القیم رحمه الله فرماتے ہیں کہ

میں نے شیخ الاسلام کی فراست میں عجیب عجیب امور دیکهے اور جو میں نے مشا ہده نہیں کئے وه بہت بڑے بڑےہیں اور ان کی فراست کے واقعات کو جمع کرنے کیلئے ایک بڑا دفتر چا ئیے ،فرمایا کہ ابن تیمیہ رحمه الله نے . ( .699. ہجری . ) . کے سال اپنے ساتهیوں کو خبر دی کہ ،ملک شام ، میں تاتاری داخل ہوں گے اور مسلمانوں کے لشکرکو فتح ملے گی اور ، دِمَشق ، میں قتل عام اور قید وبند نہیں ہو گا اور یہ خبر ابن تیمیہ رحمه الله نے تاتاریوں کی تحریک سے پہلے دی تهی ،پهر ابن تیمیہ رحمه الله نے لوگوں کو خبر دی .(702. ہجری .). میں جب تاتا ریوں کی تحریک شروع هوئ اور انهوں نے ملکِ شام میں داخل هونے کا اراده کیا تو شیخ الاسلام نے فرمایا کہ تاتاریوں کو شکست و هزیمت هو گی اور مسلمانوں کو فتح ونصرت ملے گی اورشیخ الاسلام نے اس بات پرستر. ( .70 .). سے زیاده قسمیں ا ٹھائیں، کسی نے کہا انشاء اللہ بھی بولیں تو فرمایا انشاء اللہ یقناً الخ۔

حافظ ابن القیم رحمه الله فرماتے ہیں کہ

میں نے شیخ الاسلام سے سنا فرمایا کہ ، جب انهوں نے مجھ پر بہت زیاده اصرار کیا تو میں نے کہا کہ مجھ پر زیاده اصرار نہ کرو الله تعالی نے.(. لوح محفوظ. ). پر لکھ دیا ہے کہ تاتاریوں کو اِس مرتبہ شکستہ ہو گی اور فتح مسلمان لشکروں کی ہو گی ، اور ایسا ہی ہوا الخ
حافظ ابن القیم رحمه الله فرماتے ہیں کہ

مجهے کئی مرتبہ ابن تیمیہ رحمه الله نے ایسے با طنی امور کی خبر دی جو میرے سا تھ خاص تهیں میں نے صرف اراده کیا تها زبان سے نہیں بولا تها ، اور مجهے بعض ایسے بڑے واقعات کی بهی خبر دی جو مستقبل میں ہونے والے تهے ، ان میں سے بعض تو میں نے دیکھ لئے ہیں باقی کا انتظار کر رہا ہوں ، اور جو کچھ شیخ الا سلام کے بڑے اصحاب نے مشاہده کیا ہے وه اُس سے دوگناہے جو میں نے مشاہده کیا ۔

.(.قال ابن القيم : في كتابه مدارج السالكين .(.2/489,490).).
ولقد شاهدت من فراسة شيخ الإسلام ابن تيمية رحمه الله أموراعجيبة وما لم أشاهده منها أعظم وأعظم ووقائع فراسته تستدعي سفرا ضخما أخبر أصحابه بدخول التتار الشام سنة تسع وتسعين وستمائة. (.699. هجری. ).وأن جيوش المسلمين تكسر وأن دمشق لايكون بها قتل عام ولا سبي عام وأن كلب الجيش وحدته في الأموال : وهذا قبل أن يهم التتار بالحركة . ثم أخبر الناس والأمراء سنة.(.702. هجری.).اثنتين وسبعمائة لما تحرك التتاروقصدوا الشام : أن الدائرة والهزيمة عليهم وأن الظفر والنصر للمسلمين وأقسم على ذلك أكثر من سبعين يمينا فيقال له : قل إن شاء الله فيقول : إن شاء الله تحقيقا لاتعليقا
وسمعته يقول ذلك قال : فلما أكثروا علي قلت : لا تكثروا كتب الله تعالى في اللوح المحفوظ : أنهم مهزومون في هذه الكرة وأن النصر لجيوش الإسلام قال : وأطعمت بعض الأمراء والعسكر حلاوة النصر قبل خروجهم إلى لقاء العدو وكانت فراستهالجزئية في خلال هاتين الواقعتين مثل المطر . .(. الى ان قال.).وأخبرني غير مرة بأمور باطنة تختص بي مما عزمت عليه ولم ينطق به لساني وأخبرني ببعض حوادث كبار تجري في المستقبل ولم يعين أوقاتها وقد رأيت بعضهاوأنا أنتظر بقيتها وما شاهده كبار أصحابه من ذلك أضعاف أضعاف ما شاهدته۔

شیخ الاسلام نے کئی سال پہلے فرمایا دیا کہ تاتاریوں کو شکست و هزیمت ہوگی اورمسلمانوں کوفتح ونصرت ملے گی ؟؟

اورشیخ الاسلام نے اس بات پرستر. (. 70.). سے زیاده قسمیں بهی اٹهائیں ؟؟

اورشیخ الاسلام نے یہ دعوی کیا کہ الله تعالی نے ’’ لوح محفوظ ‘‘ پر لکھ دیا ہے کہ تاتاریوں کی شکست مسلمانوں کی فتح ہوگی ؟؟

بعض ایسے بڑے واقعات کی بهی خبر دی جو مستقبل میں هونے والے تهے؟؟

بعض ایسےباطنی امور کی خبر دی جو ابن القیم رحمہ الله کے سا تھ خاص تهیں اورانهوں نے زبان سے اظہاربهی نہیں کیا تها ؟؟
ایسے عقائد رکهنے والا شخص شرعی اعتبارسے کس برتاوٗ وحکم کا مستحق ہے ؟؟؟
ایک جماعت نے نبي صلى الله عليه وسلم کے قبرسے سلام کا جواب سنا ، یا آپ صلى الله عليه وسلم کے علاوه دیگر صالحين کے قبورسے سلام کا جواب سنا .
إن قوما سمعوا رد السلام من قبر النبي صلى الله عليه وسلم
أو قبور غيره من الصالحين ،وأن سعيد ابن المسيب كان يسمع الأذان من القبر النبوي ليالي الحرة ونحو ذلك ٠
.اقتضاء الصراط المستقيم ص( 373 ).
.الفرقان بين أولياء الرحمن وأولياء الشيطان ص( 226 )

اسی طرح كرامات وخوارق عادات میں سے یہ بهی ہے جو انبیاء وصالحین کے قبور کے پاس پائی جاتی ہیں ، مثلا انوارات اور فرشتوں کا نزول ، اورسکون واطمینان حاصل ہونا ان کی قبورکے پاس ، یہ سب حق ہے الخ

وكذلك ما يذكر من الكرامات وخوارق العادات التي توجد عند قبور الأنبياء والصالحين مثل نزول الأنوار والملائكة عندها . (. الی ان قال .). وحصول الأنس والسكينة عندها ، ، ونزول العذاب بمن استهان بها ، فجنس هذا حق ليس مما نحن فيه ، وما في قبور الأنبياء والصالحين من كرامة الله ورحمته ومالها عند الله من الحرمة والكرامة فوق ما يتوهمه أكثر الخلق ، لكن ليس هذا موضع تفصيل ذلك
.(.اقتضاء الصراط المستقيم ص : 374. ).

صالحين کے قبورسے سلام کا جواب سننا ؟؟

صالحين کے قبورکے پاس انوارات اور فرشتوں نازل ہونا ؟؟

صالحين کے قبورکے پاس سکون واطمینان حاصل ہونا ؟؟
ایسے عقائد رکهنے والا شخص شرعی اعتبارسے کس برتاوٗ وحکم کا مستحق ہے ؟؟؟
Loh-e-mehfooz ka ilm hona shirk hay ya nahin???????????
 
  • Like
Reactions: Fitna e Dil

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

Mere taweel karne ki wajah aapka israar tha
jawab talabi ke liye so jo mujhe laga jawab de diya
us tarz se aap ko kitni dafa kahun ke
wo shakhs koi bhi ho jisne kufr kiya shirk kiya
kufriya karamaat likhe ab koi bhi me
aap reh jaate ho Ibn e taiymiya r.a rehte hian
Ashraf Ali thanvi rehta hai na koi aur

ab me phir jawab doon phir apa mazeed baaten
peish karo ibn e Taiymiya ki ya kisi aur ki
inke peish karne ki wajah samajh nahin aa rahi
khair jo bhi ho yeh baaten eik naya thread lagayen
wahaan poochen jahan post topic per ho
to aapko jawab dene me maza aaye otherwise
is waqt is thread ka mauzu Thanvi o Ahmed Raza
ki difa nahin Qabaron me zindagi hai
us per baat karen ya naya thread lagayen
phir mera dil karega to jawab doonga warna meri marzi :D

kyunke aap ne meri sun kar Ashraf Ali thanvi ko
ghalat nahin maana baqiya ko kahan maanoge ;))
eik to mujhe pata bhi ahin ke kis kis ke kutub hain yeh :p
khair phir se wahi baat dohra doon jo aapke palle nahin par rahi kab se

Jo kahe qabboor se salam ka jawab aa raha wo jaahiliyat kar raha hai
ghalat bat ummat me phela raha hai ab wo koi bhi ho

doosri baat ab is thread me aise oot patang postings na karna aap
agar kiye bhi to jawab ki tawaqqo na rakhna alag se thread lagao
phir wahan dekhengein insha'ALLAH kya hoga .
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
Lagta hai S_chiragh sahaab aap bare mufti ho isliye sab muftiyon per Kufr aur Mushrik ka fatwa lagaa diya:D
Chaliye bohot hi achi baat hai agar aap Mufti ho to beshak aapke paas utna ilm hai jo aap Janab Ahmed Raza Sahab aur Janab Ashraf Ali Thanwi sahab per fatwe laga rahe hai!!
Agar aapke paas utna ilm nahi hai aur aap Quran ko tarjume se parhna abi shuru kiya hai to ek baat yaad rakhiye in cheezon me behes takraar hamesha se hoti aayi hai aur dusron ko fatwe baazi karne se pehle ye jaan lijiye ke aage wale ko kaafir kehne se ya Mushrik kehne se wo ho nahi jaata kyu ke unka hisaab kitaab aap jaaker unki khabar me nahi doge balke wo khud denge to mere Bhai Mohtaram un per ungli uthana bund karen aur unke amaal unke saat hamare amaal hamare saat!!

Agar aapko Maarifat ki baare me nahi pata to aap un per ungli uthana band karen aur apni aaqirat ki parwah karen kyun ke hamare saat hamare amaal jaate hai kisi aur ke amaal hamare saat nahi jaate!!
mai jo gunah karunga uska gunah mujhko milega aur jo Neki karunga uski ajar o sawaab bhi mujhe milega koi dusre ke lekar nahi jaunga to ungli uthane se pehle hum agar hamari aaqirat ka sochenge to beshak ALLAH ke hukum se hamari aaqirat sawar sakti hai!!
 
Nahi Humrahi sahab mein mufti to nahin hoon lekin eik sawal karunga aap se
agar me TM per thread laga dun jisme likhun Ma'azALLAH mein ALLAH ka nabi hoon
ya ALLAH ka beta hoon ya kahun ALLAH ki NAUZBILLAH mujh per qudrat nahin
ya hawa per qudrat nahin ya phir RasoolALLAH saww ki shaan me gustakhi karun

so aap mujhe fauran kaafir kahoge ya fatwa talash karoge ??

kya aap ko yeh nahin pata kisi aur ki ibadat karna hi shirk hai ALLAH ko kisi uar se
nikla kehna hi shirk hai kya yeh ISLAM ki bunyadi taleemaat nahin hain ??

agar aapke liye nahin to aapki marzi lekin mere liye aise baaton ko shirk kehne ke liye
mufti hone ki zarurat nahin balke MUSALMAAN hone ki zarurat parti hai

ya phir aap saaf alfaaz me keh daalo aapko shirk kufr LA ILAHA ILLALLAH
ke darmyan ka faraq nahin pata ye pata hi nahin ke LOH E MEHFOOZ kya hai
ye pata hi nahin ke ALLAH kisi insaan se nahin nikla yeh bhi nahin pata
ke QABAR waale mithaiy khareed kar haazir nahin huwa karte

to aap ke MUSALMAANiyat ko salute :D agar pata hai to in baaton ke khilaf
jaane walon ke khilaf na hone per bhi apako salute :D
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ye AAP log zaati behas may q PAr jaate ho bhae
simple baat bhi complicated ho ajati hay,,Kufar,,shirk kia hay,,ye to bOhat saari AAyat may hi kayi baar btaya ja chukka hay,,jaise k maine neeche kuch aayat quote kar rhi hun..

Jahan tak baat ghebi batain btane ki hay(aane wale waqt ki prediction karna) jaise k ooper kuch posts may kuch log keh rhe hain to ghaib ka ilm to Khud prophet Muhammad (PBUH) k paas bhi nhi tha aur ye baat wo khud bol chukke hain k Main Ghaib ka ilm nhi rakhta siwaye us bata k jo ALLAH tala muj par wahi karey,

in se kahiye k muje nhi maloom k aaya qareeb hay wo cheez jis se draya ja rha hay tum ko ya muqarrar kar rakhi hay is k liye maire rab ne koi muddat wohi ghaib ka janne wala hay pas nhi Muttla farmata wo apne ghaib par kisi ko,,siwaye us rasool key jisse pasand kar liya us(ALLAH) ne to soorat-e-haal ye hay k wo(ALLAH) lga daita hain us(rasool) k aage aur peeche nigraan (Surah JIN :26-27)

Sural Fatirmay ALLA tala ka irshad hay:

aur na brabar ho saktey ho zindey aur na murdey Bilashuba ALLAH sunwata hay jisse chahey aur na tum aey nabi(SAWW) suna saktey ho unhe jo qabron may(madfun) hain (Al-FATIR:22)

Surah alehkaaf may ALLAH tala ka irshaad hay:

Aur kon ziada gumrah hay us shakhs se jo pukaarey ALLAH k siwa unhe jo nhi jawab de sakte isse Qyamat tak bhi Balkey wo to inki pukaar se bhi bekhabar hain (al-Ahkaaf:5)

AIk HIndu Ka SAwal yaad aaya aap k sath share karna chahungi
Kisi LEcture k DOran aik hindu ne uth kar Muslim scholar se sawal kiya k Musalaman aur HIndu may kia farq hay yhi na MUSLIm ALLAH ki pooja karte hain aur HINDU Button ki,,TO AAJ bi bohat se Muslim aise hain jo Qabron ko sajda karte aur Qabron waalon se Madad maangte hain unhe poojtey hain to kia farq rha,, kar to wo bhi wohi rhe hain jo hum karte hain ,,farq itna hay k HUm(hindu) kharre butt(idol) ko poojtey hain aur ye(MUSLIM) laite huye Butt ko pooj rhe hain!

Surah al-nehl may irshad hay:

aur wo mabood jinko ye log ALLAH k siwa pukarte hain woh koi cheez bhi paida nahi ker
saktey, bulkey
woh khud paidah kiye gaey they¤ woh Murdah hai, Inko to ye bhi nahi ma'loom ke woh kab uthaey jaengey¤(Al-Nahl, V#20:21)

ab mazeed kuch Ahadith quote kar rhi hun

Hadees: Syedha Aaisha Raziallahu Anha
fermatin hain jo shaks ye gumaan rakhta hai ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam kal ko pesh aaney waaley halaat
ka Ilm rakhtey hain, is ne Allah per bohat bara Bohtaan baandha,
kyun ke Irshaad Baari Ta'la hai:"keh dijye ke Aasman waalon main se aur
Zameen waalon main se siwae Allah ke koi Gaib nahi jaanta"(An-Naml, V#65)
(Sahih Muslim, H# 177)

Hadees: Abu Huraira Raziallahu
Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne fermaya,
may ne Qiyamat ke din apni ummat ki Sifarish ke lye 1 Dua ko mehfooz ker
rakha hai, woh Inshallah is shaks ko hasil hogi jo ALLAH ke saath kisi
qism ka shirk na kerte hoe Fot hoa.(Sahih Muslim, Kitabul Iman, H#199)

Hadees: Rasulullah Sallallahu
Alaihi Wasallam ka ferman hai, yaqinan tamaam baton se behter Allah ki
kitaab hai, tamaam tariqo se behter tariqa Muhammad (Rasulullah
Sallallahu Alaihi Wasallam) ka hai, aur tamaam kaamo se buttareen kaam
woh hain jo (Deen Islam) main apni taraf se Ijaad kye jaen. Deen main
her naya kaam bid'at hai aur bid'at gumrahee hai, aur gumrahee ka anjaam
Jahannam ki Aag hai.(Sahih Muslim, Kitaab ul Jumma, Hadees #2005:2008)

Hadees: Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam
se mervi hai k ALLAH Tala fermate hain, Main tamaam shariko ki nisbat her Qism ke Shirk se bohat ziada bezaar
hon, Jisne kisi Amal may mere sath kisi ko shareek
kia to may ise chor deta hon, woh Amal isi ke lye hoga jisko isne
shareek kia tha.(Ibn Maja, Al-Ria, H#4202)

baqi manna ya na manna Insan k apne ikhtyar may hay batain bohat wazea aur saada hain un may khud se kami beshi karna to waise hi biddat ahy pta ane hum q seedha rasta chor k idhar udhar nikal jaate hain,Quran paak may kahi bhi in baatoon ka zikr muje ab tak nhi mila Jo ooper bohat se log kar rhe hain,,,ALLAH tala hum sabko hidayat ata farmayain

Baqi sab members khaas kar @S_ChiragH
@Humrahi
@i love sahabah

AAP log koi bhi behas karna chahain WO sirf Quran paak aur ahadith k references Quote kar k keh sakte hain (like Aayat btayain hadith btayain Khud kuch mat kahain,,aur na aik dusre ko kafir declare karain,,,AAP jaise ilm rakhne waale log bhi jab is tara dharalley se aik dusre ko hi kaafir kehte rehte ho to barre afsos ki baat hay,,dusro ko kia sikhayain gaye aap sab)
is k ilawa b agar ab koi zaati behas ya aik dsure ka mazaq uraya gya to Aap sabki posts delete kar di jayaingi baghair kisi warning k!
Stay BLessed!
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Hmmmmm JazakALLAH khair @hoorain sis
ALLAH PAK humen RasoolALLAH saww per
naazil kiye huwe QURAN ko samajhne ki
taufeeq ata farmaye aur behuda jihalat
se bachaaye Ameen Sum Ameen

ji insha'ALLAH ab mene to koi behes nhi karni .
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
@hoorain

Maine kabhi bhi kisi ko kaafir ya mushrik nahi kaha mohtarma maine ye bhi nahi kaha ki Qabar parasti karna chahiye ya Qaboor per sajde karna chahiye balke wo bilkul bhi hamare deen e islam me nahi bataya gaya hai!!!

Maine bus janaab ko itna kaha ki kisi ko Mushrik ya Kaafir na kaho jiska amal unke saat hai aur hum kisi ko kuch kehdene se na humko unke haal ka sawaab milega na hi azaab to keh kar sabko aisa kehdene se kya hojaega balke ikhtelaaf aur barh jaega to kyu kisi ke upar ungli uthate hai hamara kaam hai logon ko samjhana to samjhaenge lekin kisi ko tanqeed karke nahi Quran aur Hadees se to logon ko tanqeed karne ka kya matlab hai???

Maine bus S_Chiragh sahab ko yahi kaha hai ke koi baat aapko logon ko batana hai to beshak bataiye lekin Quran aur Hadees se na hi kisi ko tanqeed karke!!

Lehaza is forum per aaker boht acha laga, boht khushi bhi hui!!

Inshallah aap sabko phir yaha nahi dikhunga mai

Mohtaram @S_ChiragH bhai mujhe pata hai ke meri baaten aapko boht buri lagi hogi uske liye tahe dil se mai aapse mazerat chahta hun!!:)

Jazakallah Khair
Allah Hafiz
 
  • Like
Reactions: hoorain

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Pehli baat mujhe aapki baaten bilkul buri nahin lageen
doosri baat mene kisi ko kaafir ya mushrik is
thread me nahin kaha balke seedhe tareeqe se
aqeeda e jihalat ke aage aqeeda e HAQ ko peish kiya
bas isse mazeed kuch nahin kehna chahunga jahan
rahen khush rahen Ameen Thumma Ameen .
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
Baqi sab members khaas kar @S_ChiragH
@Humrahi
@i love sahabah

AAP log koi bhi behas karna chahain WO sirf Quran paak aur ahadith k references Quote kar k keh sakte hain (like Aayat btayain hadith btayain Khud kuch mat kahain,,aur na aik dusre ko kafir declare karain,,,AAP jaise ilm rakhne waale log bhi jab is tara dharalley se aik dusre ko hi kaafir kehte rehte ho to barre afsos ki baat hay,,dusro ko kia sikhayain gaye aap sab)
is k ilawa b agar ab koi zaati behas ya aik dsure ka mazaq uraya gya to Aap sabki posts delete kar di jayaingi baghair kisi warning k!
Stay BLessed!
Asalam o alikum to all muslims
Hoorain sister baat ye hay k chiragh sahib hi aik books se aik waqeya utha k fatwa lagye ja rahy hain.
mujhy itraaz en k ikhtelaaf se nahin balk books mie se karmaat k chand waqye utha k ulama karam pe shirk aor kufr ka fatwa lagany se hay..
karmaat kbhi bhi ksi ka aqeeda nien hoti lakin chiragh sahib aik karamat bayan kar k os ko aqeeda k tour pe zahir kar rahy hain aor phir kufr aor shirk ka fatwa laga dety hain,
esi liye mie ne alama ibn teymeya(RA) ki karamat zikar ki aor sawal kiya k en pe fatwa lagaow lakin yahan unhun ne taweel start kar di....
ab aap bataow k jab alam ibn teymeya(RA) karmaat dekhayen to taweel karo aor koi deobandi , brelvi bayan kar de to kufr aor shirk ka fatwa..
ye kahan ka insaaf hay???????
mera en se sirf ye sawal hay k agar karamaat pe hi fatwa lagy ga to allama ibn teymeya(RA) aor alama ibn qayyam(RA) pe fatwa kyun nien lagy ga???
ya phir chiragh sahib allama ibn teymeya(RA) ki karmaat ko sabit kar dain?
 
hmm ok

Now listen all members jo bhi discussion may involve hain!

just quote Aayat and Ahadith,,,is k ilawa kisi ki baat ko quote mat karain!
jo bhi saabat karna hay Aayat aur ahadith se kariye kisi khaas firqe ya kisi khaas bandey ko point nhi kiya jana chahiye!
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
چراغ صاحب آپ کے اس حوالے کا جواب دے رہا ہوں اور یہ نہ سمجھنا کہ یہ ہمارا عقیدہ ہے کیونکہ کرامات سےعقیدہ ثابت نہیں ہوتا
آپ نے یہ واقعہ بیان کیا ہے تو جناب اب یہاں بھی ذرا فتوی لگاتے جائیں.
phir se wohi sab bro?

ab aapp log hi muje btao k kia hona chahiye

aik traf se behas rukeygi to next time is cheez ko handle kiya ja sakta hay

ab jab ooper maine sabko bola hay next yahan ya kisi aur thread may kisi firqe ya koi book ka reference nhi dain siwaye quran aur ahadith k TO maira khayal hay aapko avoid karna chahiye tha behas ko taweel karne se!

Agar aap members ye samajhte hain k aap staff ke saath cooperate nhi karo gaye is k bawajud hum sab kuch handle karain aur Forum pe masayl na hon ,,TO aap btao kia ye possible hay?
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
phir se wohi sab bro?

ab aapp log hi muje btao k kia hona chahiye

aik traf se behas rukeygi to next time is cheez ko handle kiya ja sakta hay

ab jab ooper maine sabko bola hay next yahan ya kisi aur thread may kisi firqe ya koi book ka reference nhi dain siwaye quran aur ahadith k TO maira khayal hay aapko avoid karna chahiye tha behas ko taweel karne se!

Agar aap members ye samajhte hain k aap hmare saath cooperate nhi karo gaye is k bawajud hum sab handle karain aur Forum pe masayl na hon ,,TO aap btao kia ye possible hay?

Asalam o alikum to all muslims
sorry hoorain sister. mie apni post tyaar kar raha tha es liye mie ne aap ki uper wali post perhi nien thi blk apni post pesh karny k baad perhi.
mie ne pehly bhi sorry keh diya hay..
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
چراغ صاحب آپ کے اس حوالے کا جواب دے رہا ہوں اور یہ نہ سمجھنا کہ یہ ہمارا عقیدہ ہے کیونکہ کرامات سےعقیدہ ثابت نہیں ہوتا
آپ نے یہ واقعہ بیان کیا ہے تو جناب اب یہاں بھی ذرا فتوی لگاتے جائیں.
[DOUBLEPOST=1347708710][/DOUBLEPOST]

Asalam o alikum to all muslims

Sorry hoorain sister aap ki ye post mie ne pehly dekhi nahin thi blke abhi dekhi hay es liye uper wali post kar di warna wo post na karta.
waalaikum assalam
so may i delete it?
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
waalaikum assalam
so may i delete it?

Asalam o alikum to all muslims.
agar mie ne jawab dena hota to pehly hi jab chiragh sahib ne apni post ki thi tab hi un ki post ka jawab de deta lakin chiragh sahib k baar baar itrazaat ki wajah se abhi ye post ki hay.
aap meri post k sath sath chiragh sahib ki post jis ko mien ne qoute kiya hay wo bi delete kar dian aor aysi jitni bhi posts hain delete kar dain.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Asalam o alikum to all muslims.
agar mie ne jawab dena hota to pehly hi jab chiragh sahib ne apni post ki thi tab hi un ki post ka jawab de deta lakin chiragh sahib k baar baar itrazaat ki wajah se abhi ye post ki hay.
aap meri post k sath sath chiragh sahib ki post jis ko mien ne qoute kiya hay wo bi delete kar dian aor aysi jitni bhi posts hain delete kar dain.
waalaikum assalam
phir to maira khayal hay saara thread delete hona chahiye tha!
magar ye nhi hoga ab,,,q k aapko aisa karwane k liye pehle bolna chahiye tha aur khud koi jawab nhi daina chahiye tha :)
action ya to aap log khud laitey rhain ya staff ko laine dain
dusri baat ikhtlafat ki soorat may(agar aapko laggey thread may information authentic nhi ya ikhtlafi hay) aap sab DOWN VOTE system use kiya karain thread k ooper down vote likha hay us pe vote karain 10 votes hone pe thread khud close ho jata hay!(aur thread may aik post bhi karain jis may down vote ki Reason bayan ki gai ho!

khair filhaal aapki aur chiragh bro ki ye 2 posts delete kar rhi hun muje umeed hay k at least aap dono ki taraf se aaynda kahi koi aisi behas daikhne ko nhi milegi INSHA ALLAH!
@S_ChiragH
@i love sahabah
 
  • Like
Reactions: i love sahabah

Hoorain sister thread start Chriagh sahib ne kiya tha qabru main insaani zindagi k naam se to ye ikhtelafi masla hay es liye ,main ne jawab nahi diya tha..
lakin jab unhun ne ulama ka aik waqyea qoute kar k un pe itraaz karna start kiya phir bhi mie ne un ko foran jawab nahin diya..
ab ye to un ko chahye tha k jab topic doosra hay to beech main karamat k waqye bayan kar k itraaz karna jayez hi nahin banta..

meri taraf se aysa koi bhi thread pehly nahin kiya gya aor ayenda bhi ksi maslak k khilaf nahin ho ga , mien sirf chiragh sahib ki baatu ka jawab de raha tha.

albata qadyanait pe mery threads hain jo k muslim hain hi nahin es k elawa agar koi thread hay mera to aap mujhy bata dain.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Asalam o alikum to all muslims
Hoorain sister thread start Chriagh sahib ne kiya tha qabru main insaani zindagi k naam se to ye ikhtelafi masla hay es liye ,main ne jawab nahi diya tha..
lakin jab unhun ne ulama ka aik waqyea qoute kar k un pe itraaz karna start kiya phir bhi mie ne un ko foran jawab nahin diya..
ab ye to un ko chahye tha k jab topic doosra hay to beech main karamat k waqye bayan kar k itraaz karna jayez hi nahin banta..

meri taraf se aysa koi bhi thread pehly nahin kiya gya aor ayenda bhi ksi maslak k khilaf nahin ho ga , mien sirf chiragh sahib ki baatu ka jawab de raha tha.

albata qadyanait pe mery threads hain jo k muslim hain hi nahin es k elawa agar koi thread hay mera to aap mujhy bata dain.
waalaikum assalam
g main samajh sakti hun!
Qabron ki zindagi ya ye sab is pe kuch aayat maine quote ki mazeed details de sakti hun sirf Quran paak aur ahadith k hawala jaat se,,to general baat karna chahungi sab k liye Quran aur hadith koo hamesha prefer karain dehan se samjhain ,,,us k baad kahi bhi mazeed ikhtalafaat nhi hotey
personally main bhi khilaf hun kisi bhi FIrqe,,kisi khaas Person ya kisi khaas BOok ko point out kar k baat karne k...
to request hay aap sab se ab bhi aur aaynda bhi Quran paak aur ahadith ka ilm phailayain aur sab apne apne aqeedon pe datae rehne ki bjaaye aik baar Un baaton ko samjhne ki koshish karain jo bohat aasan hain! phir ghalat sahi ka andaza hum khud lga sakte hain,,manna ya na manna insan k apne iktyar may hay
ALLAH tala hum sab k liye aasaniyan paida farmayain aur hamain hidayat ka raaste pe chalne ki taufeeq ata farmayain AAMEEN! :)

MAzeed koi problem to nhi?
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
@hoorain siso insha'ALLAH mohtaram i love sahabah to kya TM ke kisi ISLAMIC rule
tak ki khilaf warzi ke bhi bina ab se thread lagaunga ;;) ;;)

lekinnnnn baaten ab bhi bohot se clearity chaahti hain aap ne manah kiya so hum chuppi
ikhtiyaar kar rahe hain ;)) ok siso will try to be careful next time insha'ALLAH

bas itna kahengen ke hum ne kisi per koi fatwa nahin diya siwaye iske.....
jo shakhs QURAN O AHADEES ke khilaf hai woh kaafir hai kaafir hai kaafir hai
ab woh koi bhi ho .
 
Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
میرے خیال میں گمراہی کی ساری جڑ یہ ہے کہ کچھ لوگوں نے اسلام کو اپنی رائے سے سمجھنے کی کوشش کی جس میں انہوں نے سخت ٹھوکر کہائی ہے۔ یہ بات یاد رکھنی چاہئے اسلاف سے ہٹ کر کوئی عمل یا عقیدہ بنانا گمراہی ہے۔ اسلاف نے جو اصولِ دین تجویز کیئے ہیں وہی مدار نجات ہے اُس کے علاوہ گمراہی کا خطرہ ہے۔ ابن تیمیہؒ بہت بلند مقام کے مجاہد اور ہمارے اکابرین میں سے ہیں اور ہر مسلمان اُن کی خدمات کو بہت قدر کی نگاہ سے دیکھتا ہے لیکن کچھ لوگوں نے تو صرف ابن تیمہ و ابن قیم کو ہی مسلمان سمجھ رکھا ہے، اور باقی سب کو للو بنجو سمجھتے ہیں اور ستم بھی دیکھیں کہ شیخ ابن تیمہؒ کو تو ائمہ مجتھدین کے رتبے تک لے جاتے ہیں۔
اصولی طور پر یہ بات سمجھنے کی ہے کہ امام شافعیؒ، امام مالکیؒ، امام احمد بن حنبلؒ اور امام اعظم ابو حنیفہؒ یہ سب ہمارے اکابرین ہیں اور ان کا مجتہد مطلق ہونے میں آج تک شاید ہی کسی مسلمان کو انکار ہو۔ لیکن ابن تیمہ اور ابن قیم کا وہ درجہ نہین جو ہمارے کچھ دوستوں نے سمجھ رکھا ہے۔ یہ تو ایسا ہی ہے کہ مفتی کے سامنے پانچویں کلاس کا طالب علم آڑ جائے اور بولے تم سب غلط اور میں صحیح۔ ابن تیمیہؒ اور ابن قیمؒ نے بےشمار عقائید میں جمہور امت مسلمہ سے اختلاف کیا ہے۔ لیحاظہ ابن تیمہؒ اور ابن قیمؒ کا مرتبہ یقینن ہمیں اُن پر اعتراض کرنے سے روکتا ہے لیکن امت مسلمہ کے جید علما کرام نے ابن تیمیہؒ پر انتہائی سخت تنقید بھی کی ہے۔ البتہ اہل سنت والجماعت نے انتہائی قدم نہیں اٹھایا لیکن اس بات کو نظر انداز نہیں کیا جانا چاہئے کہ ابن تیمیہ پر سخت الفاظ میں جراہ کی گئی ہے۔ ہمارے لیے باعث خیر و افیت یہی ہے کہ ان شخصیات کی غلطیوں کو چُن چُن کر یا بزرگانِ دین کے کندے پر بندوق رکھ کر اپنے مخالفین پر گولیاں نا چلائیں جائے۔
 
  • Like
Reactions: i love sahabah
Top