Qabaron Me Insani Zindagi ??

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Bismillahir rahmanir raheem
Assalaamu alaikum TM jese ke aaj se pehle humare thread lagane ka maqsad
kabhi kisi ki dil azaari nahin thi wese hi aaj bhi hum kisi ke dil dukhane ke liye
yahaan haazir nahin hain balke kuch aisi baaten jinhein ISLAM ka chola pehne
yahood o nassaara se paise wasool kar kuch bad kaar ULMA kehlane wale
ISLAM ka hissa bana dete hain jo dar asal ISLAM to door ki baat INSANIYAT
ke taur se bhi aqal me nahin bethtin wese tamaam jahilana nuqton aqeedon
me se eik bara nuqta hai Qabaron me zindagi bohot se behek kar behka
dene wale ise ISLAMI aqeeda qaraar dete hain ke jo ANBIA o AULIA a.s hain
wo marte nahin bas makaan badal lete hain unhein qabar mein wahi zindagi
naseeb hoti hai jo jesi yahan hum jee rahe hain aur koi yahan aa kar yeh na
keh de na samajh le ke CHIRAGH apni taraf se bol raha hai

dalaiyl to kutub se is mutabiq mazeed bhi beshumar hain lekin humara kaam
kisi ki buraaiy nahin kisi ko kousna nahin balke sach ko aage lana hai aur
jab yeh baat saamne aa gaiy ke yeh mangharat aqeeda waqaiy me
MUSALMAANON me phelaya ja chuka hai woh bhi jo buzargaan e deen
kehlate hain dar asal hain nahin wo loug phela gaye so ab
sub se pehle dekhte hain kya is baat ki ISLAM me koi daleel hai so jawab
hai haan ji eik ayat hai lekin bina tafseer ke parhiyega kyunke uske tafseer
mein jayengen jo khud RasoolALLAH saww ne bayan farmaiy hai so
is aqeede ke khilaf hai jaati hai naa chalen humen bhi is aqeede
ke khilaf hi jaana hai kyunke hum adhoori baat samajhne wale
deen ko apni marzi se phirane wale nahin balke mukammal QURAN SHAREEF
mukammal taur se ahadees per yaqeen o aetmaad karne wale hain
so us ayat aur uski tafseer ko dekh lein ?? us ayat ka tarjuma kuch youn hai
jo loug ALLAH ki raah me maare jayen inhein murda na kaho
balke woh zinda hain apne RAB ke haan rizq paate hain
ab eik aam se MUSALMAAN ke zehen me is ayat se yehi baat
bethegi ke wo zinda to hain per apne RAB ke haan matlab
jannat mein theek ?? lekin kuch loug iski tafseer karte hain
ke iska matlab hai qabaron me zinda hain aur dunya me
yahan wahan har jageh chaahen aate jaate rehte hain
to phir janab daawa agar tafseer per karna hai so ye to aapki
tafseer aur soch hai MOHAMMDUR RASOOLULLAH saww
ne kya farmaya is ayat ke mutaliq uspe ghour dein ??
ABDULLAH ibn e masood r.a se QURAN ki eik ayat ke baare me poocha ke

balke woh zinda hain apne RAB ke haan rizq paate hain so farmaya
hum ne is ayat ke baare mein RasoolALLAH saww se poocha
to aap saww ne farmaya shaheedon ki roohein sabz parindon
ke kaaghaz ke andar kandeenon me latki rehti hain
jo arsh e ILAHI se latki huwi hain jannat me jahan chahti
khaati hain peeti hain urti hain
Sahih Muslim
bohot se mufassireen ne is hadees ko apne tafseer mein
peish kiya is ayat ke saath aur ab dekhte hain kya aqal me
ye baat bethti hai ya phir zehen me bohot se sawaal aa jate hain
ye sochne se ke qabar me wese zindagi Anbiya o Auliya a.s ko
naseeb hai jese humen qabboor ke bahir naseeb hai
1...Agar Anbiya a.s ko mout aani hi nahin hoti
to eik hi Nabi na aate aur ta qayamat tak wahi
Nabi hote doosre Nabi ki phir haajat hi nahin honi thi
2...Agar Anbiya a.s qabaron me zinda hain iska
zikr kahaan aaya hai ??
3...Agar Aulia o Anbia a.s marte hi nahin so inhein
dafnaya kyun jaata ??
4...Agar Anbiya o Aoliya a.s apne qabboor mein zinda hain
to apni roohon ki wajah se matlab ke unki roohein
jannat me araam farma nahin hain ?? barzakh mein nahin hain ??
balke 6-7 feet ke qabar ke andar wo aise zinda hain
jese is dunya mein zinda the ??
5...Agar woh apne qabboor mein zinda hain so inhein khaane peene
ki haajat bhi hoti hogi so behesht me behesht ka rizq hai
dunya ke liye dunyavi rizq hai qabar waalon ko kounsa rizq milta hai ??
6...Agar wo apne qabboor mein zinda hain to kitne dukhi hongen
kyunke zindagi ke bawajood apne ehbaab se dost o aal se door hain ??
7...Agar woh apne qabboor mein zinda hain so hum baahir walon
se qabar ke andar se baat kyun nahin karte ??
humen kyun nahin sunte ?? ya phir eik qabar wala doosre qabar
wale se hi baat kyun nahin karta ??
8...Agar Anbiya o Aulia a.s apne qaboor mein zinda hain
so iska matlab huwa ke NAUZBILLAH unhein ALLAH PAK
itni bari dunya ki zindagi se door kar ke 7 feet
ke qabar mein zindagi de kar saza yaafta kar rahe hain ??
kyunke abadi zindagi me banda eik poora din eik hi kamre me guzaar de
so woh tang aa jata hai so apne pyaare bandon ko ta qayamat
ALLAH PAK 7 feet ke andar kyunkar zinda rakhega ??
aise aqaaiyd walon ke aage yeh kehna ke Anbiya a.s har jageh aate jaate nahin
gustakhi ke barabar hai lekin dar haqeeqat yeh sochna ke wo dunya me
hain jahan chahen aayen jayen ye sochna gustakh hai wo is liye ke Anbiya a.s
o Aulia a.s ko ALLAH ki jannaton me bohot hi aala maqaam naseeb hota hai
jannat to is dunya se kaiin darja behetter hai Ibn e kaseer samet baaz mufassireen
ke mutabiq to ANBIYA a.s ke ijazat ke baad unke rooh e mubarak ko qabz kiya jata
so kyunkar apne is dunya se wisaal per raazi hone ke baad wo lauten dunya me ??
jabke jannat ki dunya behadd zabardast hai
is dunya se wahan beshumar azeem nematein hain
mazeed bhi bohot se aise aqwaal hain jinse saabit hai
ke baad e wisaal dunya me nahin aata koi bhi lekin filwaqt
ALHAMDULILLAH wa INSHA'ALLAH jitni baaten peish keen
jitne dalaiyl diye samajhne ke liye asaan hongen aur insha'ALLAH
humein in baaton ke zariye se naseehat o hidayat e haq naseeb hogi
ALLAH ta'ala ki jaanib se Ameen Sum Ameen .
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI

keh de na samajh le ke CHIRAGH apni taraf se bol raha hai aisa koi nahin
likhta hai na sochta hai na bolta hai mein wo kutub se dalaiyl peish karna
chahunga jinme is sameit bohot se aise aqaaiyd maujood hain dekhiye doston
Anbiya a.s per eik lamhe ki mout aati hai
iske baad ruhani jismani lihaz se inko
haqeeqi zindagi aur abdi zindagi hasil ho jati hai
Fatawa e rizwiya jild#1,page110
Writer:Ahmed Raza
Anbiya alayehe salam ke qabboor me unke azwaj e mutehraat
peish ki jaati ahin aur wo unke saath shab paashi karte hain
Malfuzat hissa#3 page#249
Writer:Ahmed Raza
Kitab ki tasveer
Aap saww apne qabar me zinda hain aapki yeh zindagi
dunyavi zindagi hai barzakhi zindagi nahin hai
Kitab:Aqaiyd e ulma e ehl e sunnat deoband,page#38
Kitab ki tasveer
Humare par dada jaa rahe the raaste me daakuon ne hamla kiya
hamle ke baad ye(dada)maare gaye shahadat ke baad ek ajeeb
waaqea huwa shab ke waqt apne ghar masl e zinda ke tashreef
le aaye aur apne ghar walon ko mithaiy laa kar di aur farmaya
agar tum kisi se zahir na karogi to is hi tarah rouz aaya karengen
lekin unke ghar walon ko ye andesha huwa ke ghar wale jab bachon
ko mithaiy khata dekhengen to maloom nahin kya shuba karengen
unhone zaahir nahin kiya to Ashraf Ali ke dada dubara tashreef nahin laaye
Ashraf us sawaaneh,jild#1,page#15
Writer:Ashraf Ali thanvi

Waliekum salam , Jazak Allah khair for thread. Yeh sari ki sari behas-O-takraar ka kya masaad hai ??? Kiya Saif tum nai samajte tumhara yeh amal Frika wariyat ko buri tara hawa day sakta hai Phr Q ????? bhai yeh jante hue bi k pehle bi esi tara k threads behas-O-takraar ki rO men beh jatay hain phr kyun kar ?? mere khayal se ummat-e-muslima ko aik Plate for pe le k lanay ki Koshish honi chiaye na k es tara ksi aik firkay ko mark kar k pinout karna chiaye , so Called extremists pe Hamari esi baat ka faida aik arsay se utha rahay hain , Muslimano ko apas men hi shiya , sunni, hanafi , bralvi men Uljha kar aik dusray se mutanafar kar rahay hain or Umma ko ander se Khokhla kiye ja rahay hain ..!
 
maghzumi

Newbie
Feb 18, 2012
11
5
903

  • Like
Reactions: GudiaKhan

What do u mean by kisi eik firqe ko ??

aare bhai chill karen ;) behes o mubahisa das loug karne lagen
koi baat nahin un 10 ke barabar agar koi 1 bhi haq ko pehchaan le
to kitni bari baat hogi aur mene kab eik firqe ko target kiya hai bhai ;;)
mene to aqeede ka zikr kiya hai us aqeede ke daleel ke saath
taake koi ye na bol de ke mein apni taraf se bol raha hoon kyunke
TM per bohot se aise members bhi hain jo is aqeede se anjan hain dear bro

unki malumaat aur baqiya ke hidayat o naseehat ka maqsad hai yeh thread
firqa wariyat ko hawa deni hoti so hum aap se hi jhagar parte ya phir in firqon
ke jinka aap zikr kar rahe ho saare haqaiyq o dalaiyl humare paas hain
lekin saara hum ne peish kiya ?? nahin balke sirf aqaaiyd ki wazahat ki
phir apne mauzu ko aage barhaya ji durust farmaya shiya ke andar hanafi
ke andar barelvi ke andar apne apne pasand ke khareede huwe ulma se
jahilana aqaaaiyd banwaye ja rahe hain jese ke yahan bhi wahi mauzu hai
aur us jahilana aqaaiyd ka rad humara MUSALMAANON ka ka farz hai
woh bhi bina kisi firqe se hote huwe jese ke mein ALHAMDULILLAH
out of firqa wariyat hoon baat karunga to dalaiyl ke saath aqaaiyd per

taake kisi na kisi ko haq ki baat samajh aaye aur ghalat aqaaiyd chorh de simple bro ;)
 
Diva

Newbie
Mar 7, 2012
1,676
599
113
Aap laakh kahien k aap ka maqsad dil azaari nahin but dil azaari to honi hi hain ...

yeh koi doosra topic tha aapka usi baat k connection mien..Mashriki Ladka se agree krti hoon mien .. ab aap extremist ki trah behave kar rahe hain :) Aap apni soch kisi per jabran nahin laad saktey .. or jabar to hamare deen mien hain hi nahin na :) ..

End of the day hum sab sirf Allah k aagey jawabdaah hain aur kisi k nahin .. so dosre k baarey mien comment kyun karien ... Allah ne sab ko dimagh diya hain ilm bhi diya hain or samjhne ki salahiyat bhi .. aur sab se uper Sirat e Mustaqeem ki sab se mazboot dalaeel ... jis se insan har doubt clear kar sakta hain ..
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
baat phr wo woi aa jatai hai k , Chachnia , Bosnia , Falasteen , Burma or aesay kitni hi muslim mumalik men Baray pemanay per ka MuslamanOon ka Qatal-e-Aam ksi se chupa to nai hai. We need to reunite Mulsim Umma , Na k es tra ki battien karay k Log Esi gorakh Dhenday men paray rahay ...!, mje wakia Yad aaa gia, aik No muslim Haj pe gia to Kushi se wahan Tawaaaf karne wali aik Jama'at se Kaha k men ne recently Deen Islam men dakhil hua hu or jawab men Mubalaig ne Kaha k Musalmanoo ki kis jama't se hain .sadistic and more than a pathetic picture ..!
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
baat phr wo woi aa jatai hai k , Chachnia , Bosnia , Falasteen , Burma or aesay kitni hi muslim mumalik men Baray pemanay per ka MuslamanOon ka Qatal-e-Aam ksi se chupa to nai hai. We need to reunite Mulsim Umma , Na k es tra ki battien karay k Log Esi gorakh Dhenday men paray rahay ...!, mje wakia Yad aaa gia, aik No muslim Haj pe gia to Kushi se wahan Tawaaaf karne wali aik Jama'at se Kaha k men ne recently Deen Islam men dakhil hua hu or jawab men Mubalaig ne Kaha k Musalmanoo ki kis jama't se hain .sadistic and more than a pathetic picture ..!
Great said bro aur us firqa wariyat se ummat e MUSLIMA ko door karna mera azam hai
baat wahin jaati aap ko dikh rahi hai lekin ghalat dikh rahi hai

aaj agar mere woh MUSALMAAN bhai jo is bayan karda mauzu per aqeeda rakhte hain
is thread ko dekh kar aqal le lein ya mere kisi aur aise thread ko deikh kar so ye firqa wariyat hogi
ya unke liye bhalaiy hogi ?? I am not with any firqa mein to kehta hoon be just one and only MUSLIM
and that's it lekin eik MUSALMAANiyaT ke tehet aap ne jo ilm milta hai aur jin jaahilon ko pata lagta hai
unke mutaliq apne MUSALMAAN bhaion ko khabar dena firqa wariyat to nahin hai naa ??

firqa wariyat to tab hoti jab me bolta ye aqeeda falan firqe ka hai use chorh do jidher se mein
hoon usme shamil ho jaao aare bhai mein to keh raha hoon leave the whole firqas and there
jahilana aqeedas ISLAM ke qawaneen per aqaaiyd per koi bhi firqa nahin hai har firqe se
door rehna MUSALMANIYAT hai unke aqaaiyd se door rehna MUSALMANIYAT hai
apne MUSALMAAN bhaion ko firqa wariyat se door karna meri zimmedaari hai .
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
No Comments ..:|

me baat to taweeel nai karna chahta .

Stay blessed ..:)
you also stay blessed bro Ameen

and wait for my next thread bro

the title will be " LA TAFARRAQU " insha'ALLAH .[DOUBLEPOST=1347347490][/DOUBLEPOST]
Aap laakh kahien k aap ka maqsad dil azaari nahin but dil azaari to honi hi hain ...

yeh koi doosra topic tha aapka usi baat k connection mien..Mashriki Ladka se agree krti hoon mien .. ab aap extremist ki trah behave kar rahe hain :) Aap apni soch kisi per jabran nahin laad saktey .. or jabar to hamare deen mien hain hi nahin na :) ..

End of the day hum sab sirf Allah k aagey jawabdaah hain aur kisi k nahin .. so dosre k baarey mien comment kyun karien ... Allah ne sab ko dimagh diya hain ilm bhi diya hain or samjhne ki salahiyat bhi .. aur sab se uper Sirat e Mustaqeem ki sab se mazboot dalaeel ... jis se insan har doubt clear kar sakta hain ..
Yes Dibuuuu I agree with you

bila shuba ISLAM deen e jabar nahin lekin ISLAM deen e JIHALAT bhi to nahin
aapka koi dost sharabi ho to aap use rokengen ?? ya phir ye sochengen ke
ye matric shuda hai sharabi hai to apna bura bhala jaan sakta hai ?? ;))

Dibuu I am never against of any firqa wala MUSLIM but I am against of firqa wariyat
and ghair ISLAMI aqeedas in MUSLIMS .
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
Waliekum salam , Jazak Allah khair for thread. Yeh sari ki sari behas-O-takraar ka kya masaad hai ??? Kiya Saif tum nai samajte tumhara yeh amal Frika wariyat ko buri tara hawa day sakta hai Phr Q ????? bhai yeh jante hue bi k pehle bi esi tara k threads behas-O-takraar ki rO men beh jatay hain phr kyun kar ?? mere khayal se ummat-e-muslima ko aik Plate for pe le k lanay ki Koshish honi chiaye na k es tara ksi aik firkay ko mark kar k pinout karna chiaye , so Called extremists pe Hamari esi baat ka faida aik arsay se utha rahay hain , Muslimano ko apas men hi shiya , sunni, hanafi , bralvi men Uljha kar aik dusray se mutanafar kar rahay hain or Umma ko ander se Khokhla kiye ja rahay hain ..!
agree with u
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Humare par dada jaa rahe the raaste me daakuon ne hamla kiya
hamle ke baad ye(dada)maare gaye shahadat ke baad ek ajeeb
waaqea huwa shab ke waqt apne ghar masl e zinda ke tashreef
le aaye aur apne ghar walon ko mithaiy laa kar di aur farmaya
agar tum kisi se zahir na karogi to is hi tarah rouz aaya karengen
lekin unke ghar walon ko ye andesha huwa ke ghar wale jab bachon
ko mithaiy khata dekhengen to maloom nahin kya shuba karengen
unhone zaahir nahin kiya to Ashraf Ali ke dada dubara tashreef nahin laaye

ye konsa waqia hai maqsad kya hai iska.......?

MASHA ALLAH JAZAKUMULLAH KHAIR..........bohot achi koshish hai apki......
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Waliekum salam , Jazak Allah khair for thread. Yeh sari ki sari behas-O-takraar ka kya masaad hai ??? Kiya Saif tum nai samajte tumhara yeh amal Frika wariyat ko buri tara hawa day sakta hai Phr Q ????? bhai yeh jante hue bi k pehle bi esi tara k threads behas-O-takraar ki rO men beh jatay hain phr kyun kar ?? mere khayal se ummat-e-muslima ko aik Plate for pe le k lanay ki Koshish honi chiaye na k es tara ksi aik firkay ko mark kar k pinout karna chiaye , so Called extremists pe Hamari esi baat ka faida aik arsay se utha rahay hain , Muslimano ko apas men hi shiya , sunni, hanafi , bralvi men Uljha kar aik dusray se mutanafar kar rahay hain or Umma ko ander se Khokhla kiye ja rahay hain ..!
Allah ka quran or Muhammad SAW ka farman firqa nahi deen e islaam hai or deen e islaam ki tableegh kisi surat ghalt nhi hoti
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Allah ka quran or Muhammad SAW ka farman firqa nahi deen e islaam hai or deen e islaam ki tableegh kisi surat ghalt nhi hoti

suno duffer bat itni c hi ab Ijmaa nai raha or iktelaf-e-rai peda ho jata hai ...

Imam baheeki , Imam maja , Imam Kustulani , Imam bukhari , Imam masoori or mutadid Aima ka apas me iktelaf - raye nai tha ..chunki ab iktelaf ra'ye bhar raha hai es ksi waja se maine prompt kiya hai ..
 
  • Like
Reactions: GudiaKhan

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
suno duffer bat itni c hi ab Ijmaa nai raha or iktelaf-e-rai peda ho jata hai ...

Imam baheeki , Imam maja , Imam Kustulani , Imam bukhari , Imam masoori or mutadid Aima ka apas me iktelaf - raye nai tha ..chunki ab iktelaf ra'ye bhar raha hai es ksi waja se maine prompt kiya hai ..
imaam bukhari imaam muslim imaam maja imaam doud imaam shaafi or imaam e malik ke ilava baqi tamaam imaamon ka akhri or muttefaqa bayan yeh tha ke agar meri koi baat Allah or uske Rasool ke farmaan se takra jai to meri us baat ko dewaar per maar dena or Allah or uske Rasool ki baat ko thaam lena
phir chiragh ne Allah ke quran ki ayat or rasool Allah ki hadees hi to bayan ki
is main firqa wariyat kahan se agayi?
usne kisi firqe ka naame le ker unhe bura kaha?ya apne firqe ka naam bata ker khud ko sahi kaha?usne to just Allah or uske rasool ka farmaan bataya to apki baat ko main Allah or uske rasool SAW se zyada importance de dun?
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Pheli baat ..​
Maulana Ahamd raza Khaan Bralvi ( mere ilm k mutabak yeh firka hai )​
2nd​
Akaid-e-Ulma Aehal-e-sunnat ....( yeh bi mere ilm k mutabik firka ai )​
kya sirf Yehi ahadees mubaarka hai sahi Muslim men Jisme Qabroo me insani zindagi k ahawl ka zikar ai ahai ?????​
agar aesa hai to phr sari Ahades ko rad'd karne wala bata hoi kya ???​
maine nai tume keh raha k Allah Or Us k Rasool S.A.W.W se ziad meri baat ko importance do , but least reality basis per baat karo, agar karni hi hai to dono sides ko braber men rakh ker k dekho ...​
Jazak Allah Khair ..!​
 
  • Like
Reactions: GudiaKhan

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Pheli baat ..​
Maulana Ahamd raza Khaan Bralvi ( mere ilm k mutabak yeh firka hai )​
2nd​
Akaid-e-Ulma Aehal-e-sunnat ....( yeh bi mere ilm k mutabik firka ai )​
kya sirf Yehi ahadees mubaarka hai sahi Muslim men Jisme Qabroo me insani zindagi k ahawl ka zikar ai ahai ?????​
agar aesa hai to phr sari Ahades ko rad'd karne wala bata hoi kya ???​
maine nai tume keh raha k Allah Or Us k Rasool S.A.W.W se ziad meri baat ko importance do , but least reality basis per baat karo, agar karni hi hai to dono sides ko braber men rakh ker k dekho ...​
Jazak Allah Khair ..!​
hmmmm ho sakta hai apke ilm ke mutabiq yeh sab firqe kehlate hon
lekin mere ilm ke mutabiq woh deen e islaam hi nahi kehlata ke jis main Allah or uske rasool ke farman hi mojod na ho
ap ahadees ko radd karne ki baat kr rhe hain jabke koi hadees suna b nhi rahe
ap sahi muslim ki hadees per ungli utha rhe hain jabke bukhari shareef or sahi muslims ki ahadees ko kisi firqe ka alim ghalt nhi kehta or tamaam firqon main sab se zyada darja bukhari shareef or sahi muslim ko hi dya jata hai so agar sahi muslim se koi aisi hadees hamari nazr main ati hai jo kisi dusre firqe ke amaal ko ghalt sabit krti hai to phir us firqe ke manne walon ko chahiye ke woh sahi muslim se na sahi bukhari shareef se na sahi kisi dusri ahadees ki kitaabon se aisi hadees suna de jo sahi muslim ki is hadees ko ghalt sabit kr rhi ho
lekin yeh kesa firqa hoa jo Allah ya uske Rasool SAW ke kisi farman ko ghalt qarar deta hai lekin Allah or uske Rasool SAW ka koi farman b nhi sunata?
chiragh se mujhe koi zaati muhabbat thori hai usne to bs quran sunaya or rasool Allah ki hadees sunayi so mere pas koi bat hi nhi rahi uski bat ko radd krne ke lye
so ap b mujhe quran ya Rasool Allah ka farman suna den mera sir bhi us baat ke age jhuk jaiga
lekin main aisi baat ko sahi kaise maan lon jo na Allah ne kahi na Muhammad ne kahi lekin tum keh rhe ho?
 
theek hai apko me abi aik musnad ahadees jawab me likh deta hu ..:) , or Fahad men Kab inkar kar raha hu k Quran majeed Ya App S.A.W.W k farmaan ko rad kiya jaye Ya Ksi aese firqay ki pervi ki jaiye jo en tamam batoon ko rad kar day , mje bi Koi chiragh se zaati Adavat nai hai hai lakin Jahan men samajta hu mje prompt karna chaiye wahen kar raha hu ..:)
 
  • Like
Reactions: GudiaKhan
Top