Qabaron Me Insani Zindagi ??

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Wow nahin mil rahe abhi post nahin kar sakta bhai jan pabandi ke binah par
otherwise kar deta lekin aap ne yeh milne chahiyen kyunke aur is sameit
aur is aqeede per aur bhi bohot si cheezein maujood hain in hi hazraat ke kutub me
so bhala najaane kyun aapko nahin mil rahin aur apaki jankaari ke liye keh dun
ke inke pages mere paas pare huwe hain aap TM staff se ijazat dila dein hum abhi
re post kiye dengein : )[DOUBLEPOST=1347393281][/DOUBLEPOST]

Wa'alaikumussalaam bhai jan aapke posts parh kar
achha lagta hai ab iski wajah aapki posting ke
alfaaz hain ya mere samajhne ka lihaz mazahiya hai
WALLAHU AALAM..............;))

aap kahe MUSALMAANI firqe ??
so janab jab MUSALMAAN ka QURAN firqa wariyat ke khilaf
MUSALMAAN ka Rasool saww firqa wariyat ke khilaf phir
jo firqon me bata wo MUSALMAANI firqa nahin raha kuch aur hi ho gaya

aur aap ke paas Ibn e Taiymiya r.a ke kutub hon ya mere hon :p
ya phir mere dilazeez aalim ke hon ;)) ALLAH PAK ki qasam
jis jis ne karamat pe jihalat likhi jis jis ne kufr likha jis jis ne
shirk likha jis jis ne UMMAT E MOHAMMAD saww ko gumrah
karne ki koshish ki me ChiragH har us bande ke khilaf hoon

phir ab wo Ehl e hadees hon ya aur koi bhi aur aap har baar aise bolte ho
ke me pesh kar dun to sahi rahega me pesh kar dun to sahi rahega ??
jese aap mujhe dhamkana chaah rahe ho ;)) so lemme clear I am not ehl e hadees
aap ne jispe jo peish karna hai karo jo shakhs QURAN o ahadees se door gaya
woh bhaarh me gaya:D ab wo koi bhi ho basharteeka baat ko kehne wala
khaali dhol na peetta rahe balke baat ko saabit bhi kar dikhaaye ;) ;) .
Saif tumhen ijazat hai meri taraf se ke un reference ko share karo jis ki baat kahi hai tum ne sirf wohi page share karna jin ka reference dya hai tum ne[DOUBLEPOST=1347431852][/DOUBLEPOST]kindly aap sab koi bhi baat out of topic nahi kariye ga otherwise main next time se post delete karon ga ye comment koi personally na le main aik general baat kar raha hon jis main aap sab shamil hain. mujhe umeed hai ke aap sab staff ke sath cooperate karen ge JazakAllah
 
  • Like
Reactions: maghzumi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalamualaikum S_Chiragh bhai aap jazbaati horahe ho, jazbaat se kaam na len balke Deen-e-islam ko achi tarah samjhe jaisa ke mohsin bhai ne kaha unhone aapse sirf sawaal pucha hai aur aap badle me har baat ko apne upar kyu lerahe hai!!!

Jaisa ke aapne aur mohsin bhai ne kaha jo hadees aur Quran ke khilaaf ho sabko radd karden.bilkul radd kardena chaiye !!
mere mohtaram bhai aap mujhe ye bataiye ki jo muhadisee ne kai ahadees ko narrate kiya hai ya hum tak pohchaya hai unko ap radd kar sakte ho kya. Inki zindagyo ke bare me parhenge to pata chalega sb authentic hain Ibn qayum. ibn taymiyyah. Ibn kathir ye logon ki baton ko kaise radd kar sakte hai aap aur hum tak Islaam kisne laaya hai, ye shukar manayen ke hum Musalmaan ke ghar paida hue agar khuda na khasta kisi kaafir ke ghar paida hote to kya hum Islaam jante??
Ye sirf mera sawaal hai aapse mai aapko kuch nahi keh raha aap apne aap per ye baat na lelen!!!

Aur Ibn Taymiyyah, Ibn Qayyum, Ibn-e-Kathir jaise muhadiseen na hote to kya aapko ISLAm ke baare me pata chalta inhi muhadiseen ki wajah se ISLAM yaha tak pohcha hai aur Inshallah aage bhi jaega, aap ek waqia se saari Ummat per tohmat nahi laga sakte aur na hi aapke kehdene se koi mushrik ya kaafir hota hai isliye aise nazuk maslon ke upar behes o mubahisa karne ka matlab insaan aur ulajh jaata, gumrah hojata hai, Mufti kyu hote hai wo fatwe kyu dete hai kyu ke unke paas utna ilm hota hai agar aapki nazar me koi mufti ya Ulama ghalat hai beshak aap unke khilaaf fatwe den lekin jab aap mufti banjaen!!

Meri baat ko ghalat na samjhen mai bus aapko kuch baaten waazeh kar raha hun!!!

Aapne jaise Imam muslim ki hadeeth pesh ki waise hi aur bhi sahih hadeesen maujood hai aap achi tarah tehqeeq karen ye thread dekhen ek martaba!!

http://www.tafrehmela.com/threads/the-prophets-alaihim-as-salam-are-alive.204733/
|Wa'alaikumussalaam Humrahi bhai jan mene jazbaati hona hota to
kisi aur ke post per bhi ho jata lekin yeh fard har thread me
mangharat ilzam laga deta hai mujh per kabhi munkir e hadees
kabhi qadiyani kabhi kya to kabhi kya to mujhe bhi kabhi
to ghussa aana tha naa ;))

aur bhai mein kisi mohdis kisi mufassir kisi aaiyma kisi Sahaba a.s
ko jhutaaya nahin hai agar aapko lagta hai mene jhutlaya hai
aur uske jawab me aapka ye thread hai so is thread ko bhi dekh lengen
lekin behes ke liye naseehat ke liye insha'ALLAH .[DOUBLEPOST=1347432992][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH khair
Bohat aam feham zuban aur bohat aasan examples se aap ne baat waziya ki,,
BOhat ache sawal sab k saamne rakhey....Jisse insani aqal agar zid ya behas se hat k sochey to samajh aayegi..
ye biddatain aur jahliyat k zariye log in HAstio ki shaan may bhi gustakhi kar rhe hain aur apni dunya o aakhirat bhi barbad karte hain.
ALLAH tala sabko AAnkhain aur dil Khol kar Quran paka parhne aur usse samjhne ki taufeeqe ata farmayain aur mangharat baaton ya mehaz apne aaba-o-ijdad ki riwayaat aur tor tareeqo pe chalne ki bjaye ALLAH k ehkaam par amal naseeb farmayain AAMEEN![DOUBLEPOST=1347414771][/DOUBLEPOST]

ALLAHI BARIK FEEK

aapne thread ko ache se saraha bohot khushi huwi
insha'ALLAH subki na to kisi eik ki aankhen zaroor khulengeen Ameen .
[DOUBLEPOST=1347433043][/DOUBLEPOST]
Saif tumhen ijazat hai meri taraf se ke un reference ko share karo jis ki baat kahi hai tum ne sirf wohi page share karna jin ka reference dya hai tum ne[DOUBLEPOST=1347431852][/DOUBLEPOST]kindly aap sab koi bhi baat out of topic nahi kariye ga otherwise main next time se post delete karon ga ye comment koi personally na le main aik general baat kar raha hon jis main aap sab shamil hain. mujhe umeed hai ke aap sab staff ke sath cooperate karen ge JazakAllah

Ooh wow aur is ijazat ki wajah kya hai bhai ??
khair me wo refs abhi yahan post kar deta hoon .
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
|Wa'alaikumussalaam Humrahi bhai jan mene jazbaati hona hota to
kisi aur ke post per bhi ho jata lekin yeh fard har thread me
mangharat ilzam laga deta hai mujh per kabhi munkir e hadees
kabhi qadiyani kabhi kya to kabhi kya to mujhe bhi kabhi
to ghussa aana tha naa ;))

aur bhai mein kisi mohdis kisi mufassir kisi aaiyma kisi Sahaba a.s
ko jhutaaya nahin hai agar aapko lagta hai mene jhutlaya hai
aur uske jawab me aapka ye thread hai so is thread ko bhi dekh lengen
lekin behes ke liye naseehat ke liye insha'ALLAH .[DOUBLEPOST=1347432992][/DOUBLEPOST][DOUBLEPOST=1347433043][/DOUBLEPOST]

Ooh wow aur is ijazat ki wajah kya hai bhai ??
khair me wo refs abhi yahan post kar deta hoon .
Ijazat ki waja ye hai ke jinhen aitrazaat hain un ke aitrazat clear ho jayen aur behas apne ikhtitam ko pohnchey
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Saif tumhen ijazat hai meri taraf se ke un reference ko share karo jis ki baat kahi hai tum ne sirf wohi page share karna jin ka reference dya hai tum ne[DOUBLEPOST=1347431852][/DOUBLEPOST]kindly aap sab koi bhi baat out of topic nahi kariye ga otherwise main next time se post delete karon ga ye comment koi personally na le main aik general baat kar raha hon jis main aap sab shamil hain. mujhe umeed hai ke aap sab staff ke sath cooperate karen ge JazakAllah
Hmmmmm well dont worry zee yaha pe aise koi baat nai hurahe jho staff k rules k against ho, but actually I would like to suggest k ager humse staff co-operation ki umeed kerte hain then aap bhi humare and voh members jenka maksad islam ko sahi tareekay se bayan kerna ho unse co-operate kijye kio k jenhe deen ka zra se bhi ilm ho voh kuch padhe tu zahiran kuch bhi kahne se pahlay aapna research zaroor kerta hain, per yaha ber aks hain, yaha kuch aisa haal hain k members bena thread read kiye ek member k thread se ikhtelaaf kerna shoro kerta hain,just by reading the title of the thread aur ager thread padhe bhi tu usay samajhne k baghair comment paas kerte hain. jho k ghalat hain.
ager aap ne chiragh ka thread read kiya ho so aap wakiye us mei editing nai balke unhe appreciate kerte lekin baki members ko aapke support se froogh mel raha hain, jenhu ne na topic ka maksad theek se samjha na sahi judgment kersakte hain tu aise haal mei staff se umeed hain hamisha thread lagane wale k against na jaye balke jho be wajah comment kerte hain unpe bhi zra pabandi lagaye. yeh mai eslie kah rahe hu kio k shoro se yaha pe ikhtelaaf kerne wale ko support mele hain aur jho deen ka msg pahlane wala hain usay tu banned hune ki warning melti hain, ager shoro se sahi ko sahi and ghalat ko ghalat samajh ker TM mei judgment kiya jata tu yaha per be wajah ikhtelaaf kerne walo ki tedad zyada na hote balke deen k sahi baat ko samajhne wale and samjhane wale zyada hojate khair buhut time k baad mai ne pir se islam section ko active hoker dekha hain it's hurtful hum khud ko musalman kahne wale khud he islam k sahi baat ko convey kerne walo k against hain aur pir kahte hain k es se humare musalman bhaio k jho dusre firqo se hai unke dil azari hujate hain. ab humare dusre firqay se jho members hain unhe yahi kahna hain k thora sa sabr aur zahanat ko saath mei lekar ager maksad ko padhe and samjhe tu he improvement ki umeed ki jasakte hain. baki Islam kessi firqay mei division k zerye nai balke ek nation k unity se pahla tha. Prophets k zamane mei musalman ko serf mushrekeen ka samna kerna tha per ab musalman ko musalman se he zid aur ikhtelaaf ka samna hain, afsoos.
khair aur yeh msg serf aapke lie nai hain balke puray staff k lie hain. I hope mere baat ko ghalat na liya jaye.
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
ohh ho yeh behes to boht lambi chali gayi yar plz plz ap logon se guzarish hai apas main tafarqe main mat paro or Allah ki rassi ko mazbuti se pakre rakho or agar kisi ko chiragh sabah or muslim bro ki pesh ki gayin ahadeeson or quraani ayaton per aitraz hai to phir in logon ke fatwe ko quran or hadees ke zariye hi jhutlayen or hamare ilm main izafa farmayen warna phir aisi lambi lambi or pujosh taqreeren bhi apna asar kho deti hain ke jin main Allah or uske Rasool ke farmaan hi mojod na hon
 
  • Like
Reactions: مسلم

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Hmmmmm well dont worry zee yaha pe aise koi baat nai hurahe jho staff k rules k against ho, but actually I would like to suggest k ager humse staff co-operation ki umeed kerte hain then aap bhi humare and voh members jenka maksad islam ko sahi tareekay se bayan kerna ho unse co-operate kijye kio k jenhe deen ka zra se bhi ilm ho voh kuch padhe tu zahiran kuch bhi kahne se pahlay aapna research zaroor kerta hain, per yaha ber aks hain, yaha kuch aisa haal hain k members bena thread read kiye ek member k thread se ikhtelaaf kerna shoro kerta hain,just by reading the title of the thread aur ager thread padhe bhi tu usay samajhne k baghair comment paas kerte hain. jho k ghalat hain.
ager aap ne chiragh ka thread read kiya ho so aap wakiye us mei editing nai balke unhe appreciate kerte lekin baki members ko aapke support se froogh mel raha hain, jenhu ne na topic ka maksad theek se samjha na sahi judgment kersakte hain tu aise haal mei staff se umeed hain hamisha thread lagane wale k against na jaye balke jho be wajah comment kerte hain unpe bhi zra pabandi lagaye. yeh mai eslie kah rahe hu kio k shoro se yaha pe ikhtelaaf kerne wale ko support mele hain aur jho deen ka msg pahlane wala hain usay tu banned hune ki warning melti hain, ager shoro se sahi ko sahi and ghalat ko ghalat samajh ker TM mei judgment kiya jata tu yaha per be wajah ikhtelaaf kerne walo ki tedad zyada na hote balke deen k sahi baat ko samajhne wale and samjhane wale zyada hojate khair buhut time k baad mai ne pir se islam section ko active hoker dekha hain it's hurtful hum khud ko musalman kahne wale khud he islam k sahi baat ko convey kerne walo k against hain aur pir kahte hain k es se humare musalman bhaio k jho dusre firqo se hai unke dil azari hujate hain. ab humare dusre firqay se jho members hain unhe yahi kahna hain k thora sa sabr aur zahanat ko saath mei lekar ager maksad ko padhe and samjhe tu he improvement ki umeed ki jasakte hain. baki Islam kessi firqay mei division k zerye nai balke ek nation k unity se pahla tha. Prophets k zamane mei musalman ko serf mushrekeen ka samna kerna tha per ab musalman ko musalman se he zid aur ikhtelaaf ka samna hain, afsoos.
khair aur yeh msg serf aapke lie nai hain balke puray staff k lie hain. I hope mere baat ko ghalat na liya jaye.
shukrya mohtarma aap ki suggestion ka. thread pe comments ka maqsad chiragh ko maloom hai.. aur meri un se baat b ho chuki hai. JazakAllah khair
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
shukrya mohtarma aap ki suggestion ka. thread pe comments ka maqsad chiragh ko maloom hai.. aur meri un se baat b ho chuki hai. JazakAllah khair
mai tu kessi comments k bare mei baat nai ker rahe the, it was general, by the way thank you for replying in a humble way. :)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
mai tu kessi comments k bare mei baat nai ker rahe the, it was general, by the way thank you for replying in a humble way. :)
Hmmm yes I know sis aur aap ne jo kaha bilkul sahi kaha
sirf reply nahin karte balke mukhalifana thread bhi lag jata hai
bina thread ko parhe ALLAH PAK hum sub ko hidayat o ilm e haq
ke pehchaanne ki taufeeq de Ameen .
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Fatawa e rizwiya jild#1,page110
Writer:Ahmed Raza

Malfuzat hissa#3 page#249
Writer:Ahmed Raza

Ashraf us sawaaneh,jild#1,page#15
Writer:Ashraf Ali thanvi

Assalamualaikum, mere mohtaram S_Chiragh bhai kya aap in pages ko yaha post kar sakte ho??
Kyu ke mujhe dhundne per bhi ye nahi mil rahe??
kitab kholke dhunde ya aisehi andhere me teer chalare?[DOUBLEPOST=1347470123][/DOUBLEPOST]
shayad aapki bhi ghalat fehmi door hosakti hai mohtaram

ye kaun likha hy kis ki baat hy ?
na ata na pata aap khud likh kar lagae kia ?
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
First of all i m hoping ke again kisi bhi member ki janib se aisi thread samney na ayen jis se kisi single person ko bhi aitraz hon.. aap sab se guzarish ki jati hai ke koi thread qabil-e-qubool na honey ki surat main report karney ke sath down vote system use karen jo ke thread ke top pe right side pe maujood hai.

THREAD MATERIAL EDITED BY ZEE

Regards
Zee
agr kisi single person ko b eteraz rahe tu us surat me kya kia jayega? wazahat farmae
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
@Humrahi bro aap ne adabana guftagoo ki​
saboot maanga hum adaaana tarz se peish kar rahe hain​
qasam se aapke ilawa koi aur maangta to hum apna​
waqt zaya nahin karte is per khair agar aapko inse yeh baat​
saabit hota na lage ke ine aqeede me ye baat thi ke Anbiya o auliya a.s​
apne qabboor me zinda hainto iske ilawa bhi bohot bohot se kutub​
me aise waaqeaat hain .​
.

Asalam o alikum to all muslims

Chiragh sahib hayat nabi(SAW) aik alag topic hay lakin books se aik waqyea utha k os pe kufr ka fatwa laga dena alag baat hay.
aap ne Molana ashraf ali thanvi aor molana ahmad raza khan k haway diye aor un pe to kufr aor shirk ka fatwa lag diya ab zara idhar bhi yehi fatwa laga dain.
عتبة غلام نے اپنے رب سے تین چیزیں مانگیں ، خوبصورت آواز ، اورخوب بہتے آنسو، اور رزق بغیرتکلیف کے ، لہذا وه جب قرآت کرتے توخود بهی روتے اورلوگوں کوبهی رُلاتے ، اوران کے آنسوا برابرجاری رہتے ،اورجب اپنے گهرجاتے توگهر کهانا موجود پاتے اوران کومعلوم نہیں تها کہ یہ رزق کہاں سے آتا ہے ۔
الفرقان بين أولياء الرحمن وأولياء الشيطان( 229)
حضرت حسن البصري حَجاج بن یوسف سے روپوش گئے تهے ، پس وه چھ دفعہ ان کو گرفتار کرنے کے لیئے گئےلیکن حضرت حسن البصري نے الله عز وجل سے دعا کی لہذا وه ان کو نظرنہیں آئے ، ؟؟ ایک خارجی حضرت حسن البصري کو اذیت پہنچاتا تها لہذا آپ نے اس خارجی کے لیئے بد دعا کی تو وه اسی وقت مرگیا۔ .
وتغيب الحسن البصري عن الحجاج، فدخلوا عليه ست مرات فدعا الله عز وجل فلم يروه، ودعا على بعض الخوارج كان يؤذيهم فخر ميتا .
( .. الفرقان بين أولياء الرحمن وأولياء الشيطان ص225
تحقیق کبهی مردوں کا زنده کرنا أنبياء عليهم السلام کے پیروکاروں کے ہاتھ پربهی ہوتا ہے ، جیسا کہ اس امت محمدیہ کی ایک جماعت کے لیئے واقع ہوا ۔.(. کہ انهوں نے مردوں کو زنده کیا.).
.(.قال ابن تيمية رحمه الله في كتاب النبوات ’’ ص 298 ‘‘.).
’’ وقد يكون إحياء الموتى على يد أتباع الأنبياء كما وقع لطائفة من هذه الأمة‘‘
مردوں کو زنده کرنے میں بہت سارے انبیاء وصالحین شریک ہیں
.(.قال ابن تيمية رحمه الله في كتاب النبوات’’ ص 218 ‘‘. ).
’’بخلاف إحياء الموتى فانه اشترك فيه كثير من الأنبياء بل ومن الصالحين‘‘
حافظ الإمام ابن القيم رحمه الله اپنی بے نظیرکتاب ’’ الرُوح ‘‘ میں فرماتے ہیں کہ
ایسے لوگوں کی تعداد بہت زیاده ہے جن کو شيخ الإسلام ابن تيمية رحمه الله نے خواب میں کوئی دوا .(.کوئی نُسخہ.). بتائی ، انهوں نے استعمال کی اورشفایاب ہوگئے ، مزید فرماتے ہیں کہ مجهے ایک سے زیاده لوگوں نے بیان کیا جو شيخ الإسلام ابن تيمية رحمه الله کی طرف مائل بهی نہیں تهے ، .(.یعنی اتنا خاص تعلق وعقیدت نہیں رکهتے تهے. ). کہ انهوں نے موت کے بعد شيخ الإسلام ابن تيمية رحمه الله کو خواب میں دیکها اور فرائض وغیره مشکل مسائل کے بارے شيخ الإسلام سے سوال کیا تو شيخ الإسلام نے خواب میں صحیح اوردرست جواب دیا۔
حافظ الإمام ابن القيم رحمه الله فرماتے ہیں کہ
اس (یعنی خواب کے) امراورمعاملے کا انکار وہی شخص کرے گا ، جو ارواح کے أحكام اور شان سے لوگوں میں سب سے بڑا جاہل ہو ۔
((قال الإمام ابن القيم رحمه الله تعالى في كتابه الروح ص48)))
Ab zara himat karo aor lagaow fattwa Allama ibn teymeya(RA), allama ibn qayyam(RA) pe aor hassan basri(RA) pe......
 
HA HA HA HA

aap se aise kisi post ke tawaqqoh ke ilawa aur kis cheez ki tawaqqoh nahin thi
aap har tarz se khud per lougon ko hansate ho aur kuch nahin karte

janab mene ab tak koi fatwa nahin diya per MUSALMAAN hote huwe ye
zaroor kaha hai ke jo QURANI AYAAT aur AHADEES ke khilaf gaya
phir wo MOHSIN ho Ahmed Raza ho Ashraf Ali ho ibn e Taiymiya r.a hon
ya aur koi bhi ho woh kaafir hi hai ab aapke hisab se aam banda
kufr kare to kaafir Ashraf Ali thanvi kare to kufr nahin hai
sharam aati hai aise soch per

aapke in riwayat peish karne ka faiyda kya maqsad kya mein pehle hi
bol chuka jo bhi kufr kare mein CHIRAGH uske khilaf hoon
aur aap MOHSIN har kaafir ke khilaf nahin balke sirf uske khilaf ho
jo hanafi na ho kar kufr kare so aapka deen aapke liye
mera deen mere liye .
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
Asalam o alikum to all muslims.

Wah chiragh sahib... kufr aor shirk k fatwy aor ab jab baat allama ibn temyeya(RA) aor allama ibn qayyam(RA) pe ayi to quran aor hadees yaad aye.
janab ye har muslim ka aqeeda hay k jo quran aor hadees ka inkaar kary wo kafir aor mushruik lakin aap ne to apni marzi se books se chand waqye zikar kar k un pe kufr k fatwy laga diye........... lakin ayse hi waqye jab allama ibn teymeya(RA) aor alaama ibn qayyam(RA) ki books se saamny aye to baat ye bayan kar di k jo quran aor hadees k mukhalif ho aap os k khilaf hai??
aap ne fazayel amaal se or malfuzaat se chand waqye utha k kaha k ye shirk phelaaty hain to janab ye bhi waziah kar deejye kagar karmaat k waqyeaat bayan karny pe deobandi aor brelvi ulama ko aap mushirk kehty hain aor khul kar kehty han to kiya alama ibn teymeya(RA) aor alma ibn qaym ki books karamaat k waqyeat bayan karny ki wajah se shirk nahin phelaati?

itna jawab de deejye apni theqqeeeq ki bunyaad pe k kiya uper jo hawaly mie ne diye hain wo shirk hain ya nahin aor likhny waly aor bayan karny waly aap k nazdeek mushrik hain ya nahin??????????
aor ye hawaly quran aor hadees k khilaf hain ya nahin?????
bas baat waziah ho jaye gi.
ab ye na keh dena k aap mufti nahin hain kyun k aap khud ulama deoband aor brelvi ulma ko un ki karamaat k wqayeaat bayan kar k mushrik keh chuky hain.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Pehla waqea us shakhs ne dua ki
phir dua qabool huwi

aur likha hai ke use pata nahin ke uske ghar rizq kahaan se aata tha
ab ALLAH rizq ka zariya kya banate hongen is baat ko wo mention nahin kiye
agar ye mention hota ke rizq asmaan se utarta hai mere aage wagheira wagheira
jese aapke ulma kehte hain ke RASOOLALLAH saww asmaan se utre
aur hisab kitab check kar ke waapas rawana huwe is tarah ka kuch nahin
hai pehle waaqea me lekin yeh zaroor hai ke dua ki gaiy phir khana pata nahin
pata nahin ?? kahan se ghar me aata tha yeh nahin hai ke asmaan se utra
wagheira wagheira jis tarah ka jhoot aap loug thopte ho

doosra waaqea:Isme eik mazloom ne dua ki phir wo us giriftaar karne wale
zalim ko dhoondte waqt nahin dikha ab use nahin dikha ka ye matlab aap
ne apni marzi se nikaalna hai ke wo ghayab tha ?? ya phir lafz ru posh ko
aage rakhte huwe chup jaane ko sahi qarar doge ??
uske baad aziyat dene waala khwaar hi hota hai aur mazloom ki bad dua
jald qabool hoti hai is baat ka ilm aap ko hai hi nahin ??

Teesre waaqea per khwaab ka zikr hai khwaab me sahi jawaab
ka dena kyunkar mumkin nahin ho sakta ??
isse Ibn e taiymiya ka zinda hona saabit hota hai wafat ke baad
ya phir khwaab ka silsila saabit hota hai ??

bataaiye khwaab me koi bhi murda aa sakta hai sahi ya ghalat
baat keh sakta hai ke nahin ??

plzz dont try to compare Ibn e Taiymiya r.a with ur Ahmed Raza or Ashraf ali Thanvi

aapke bayan karda baaten eik zehen me bethti hain araam se
deeni taur bhi dunyavi taur bhi dua ke qabooliyat ke baad
rizq ka ghar me aana wo bhi kahan se is baat ka zikr nahin
kiya so isme takleef ki kya baat ??

doosre me mazloom ki yaani museebatzada bande ki dua qabool huwi
zaalim faut huwa isme kesa aetraaz ??

teesre me khwaab ka zikr to koi khwaab me aa kar kuch kahe
iska ye matlab nahin ke wo mar kar zinda hai

jese Thanvi sahab
ke dada to mithaiy le aaye the ab batao murdon ko mithaiy
kis dukaan se mil sakti hai ??

mene pehle hi kaha tha ke aap se baat karna bekaar hai bhai
aap bila wajah Thanvi aur Barelvi loug ko bachane ki justajoo me ho
jabke woh khullam khulla kufr kar guzre hain aankhen kholo apni bhai aankhen kholo

ya phir mujhe chorh do na toka karo kyunke jitna tokoge aap utna hi apne
in Jahil ulma ke haqaiyq apne aage paaoge insha'ALLAH .

@i love sahabah
 
Top