Waseela Zarori Hai!!! *Must Read Topic of the Week*

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
aap se mera sawal hai nasir sahab

1)..namaz main duye qunoot partay hain to us main salam bhaija jata hai ya keh kar aap wo partay hain?

2)..aap SAWW nay farmaya k jo jummay k roz mujh par durood-e-paak parta hai main usay khd sunta hu..

ab wo kaisay sun laitay hain roohani tor par na?

3)..qabrustan main dakhil hotay waqt ye kyn kaha jata hai

ya Ahlal qaboor??
 

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
Ap Bohat Bhholi hain

Jab Allah Quraan Pak Nazil Farma Raha tha to Us waqat Hazoor Sallaho ALihey Wassalam Hayat they to Allah Hazoor Sallaho ALihey Wasslam ko Mukhatib karty hoey hi ehkamat utarey ga na.

baat ye nahi k Allah paak hayat-e-paak main ahkamat de raha tha baat sirf ye hai k aap un ayaat ka vird to kartay hongay na aur Allah jaanta hai k ap SAWW nay us dunya se parda kar jana tha...jab k quran-e-paak ko daily yaad karnay aur ka kaha to isi bahanay aap kehtay to hain na ya rasool Allah""""



magr kia is sy ye sabit hota hai k "Hazoor Sallaho ALihey Wassalam Allah k madadgar hain"

aap ko koi baat samjh to ati nahi main apni energy bhi kahan wast karrahi hu madadgaar aur waseelay main farq to abhi tak aap ko pata nahi chala main aap se kiya behas karu ab


hum is waqat bat kar rahy hain k "Allah ka koi madadgar nahi"

ji han Allah akaila hi kaafi hai



or is baat ka jawab apney dia hai k apko is maamley per ziada Ilm nahi

ji nahi ghor se parhay is baat ka nahi kaha
main nay ya gos paak k baray main kaha hai pehlay ghor se parha karain phir bola karain

humari last post dehan sy perhain
agr aap waqai ghor-o-Fiker rakhney waly hain

koshish to karrahi hu k poori tarha aisi ban jao ghoro fikar karnay waali magar aap bhi dehan se meri post parhain shayad aap ka zahan bhi roshan hojye
hum ney apko bohat mukhtasir jawab dia tha kio k behas ye nahi jo apny ye new topic shoro kia hai
k "Ya kahna chahiey ya nahi"

apko sirif ek baat or samjha dain k

Quraan pak main jaga jaga Banni Israil k kafiron ko mukhatib kia gaya hai wo kia hai ???????????

or apko ek Quraan ki Ayat bhi bheji thi ap ney uska matlab nahi bataya ??????????????


or jo ap kahty hian k Baat Waseeley ki hai.

madadgaar aur waseelay main farq to abhi tak aap ko pata nahi chala main aap se kiya behas karu ab

Mohtarma dukh hi is baat ka hai shoro main hum ney kaha tha k is tarha k Waseely pr kissi ko Aitraz nahi k jis main Mukhatib Allah ho or hum Allah ko kissi naik bandey ka wasta de saktey hain

mager Ager Barah-e-Rast Allah k siwa kisi ko pukarain..............................

hum is mozo pr baat kar rahy hain

ab ap yaqinan samjh gai hongi

 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
nasir noman ap yahan apnay sawalon ka jawab nahi lena cha rahay ho balkay sab ko just perishan kar rahay ho..ap chahtay he nahi koch smajhna..so ab is topic per or behs nahi ki jaygi..or may yeh topic close karne lagi hoon.

THANKZZZZ
 

missasma

Newbie
Jun 18, 2009
44
12
0
36
Easy to read

{(oh0(}allah ka qaeab khasil karne k liye sirf allh ko yaad karo us per hi eman layo{d3})



app k pass rohani ilaj ho gaslap1)}
 

PakaOo

Newbie
Dec 6, 2009
32
29
0
Salam Alaikum TDK Bhai,

bohat achaa topic hai :)

mujhe kuch confusion haywoh bhi clear ker dain

1- Hazrat Ghous-e-Azam Radi Allahu unha kiya Sahabi thai ?

2- "Ghous-e-Azam" aur "Radi Allahu unha" k meaning bhi bata dijiye..kiun k Quran main "Radi Allahu unha" Allah nay sirf Sahaba Akram R.A kay liye ye use kiya un ki aulad jo tabaeen k liye bhi is ko use nahi kiya jasakta ..

3-Aap nay mention kiya kai "Hum auliya ki ibadat nahi kertay un se dua mangtay hain ? right ?
to "Dua" ibadat nahi kiya????

4- Waseelah ke meaning jo main nay Arabi main read kiye aur Ibn `Abbas R.A said that Waseelah means `the means of approach'. Allah ka Qurb Hasil kernay ki Justaju kerna...by obeying the commands of Allah...[Allah k ahkamat ki pairvi kertay huway]

5-Ager is waseelah kay meaning woh hain jo aap nay bataye k Auliya se mangna hai... to Humaray Nabi Muhammad S.A.W nay kis ko waseelah banaya ? phir us cheez/shaks ko hi waseelah banaoo jis ko humare piyare Nabi Muhammad S.A.W nay banaya ho....?? kiun k ibadat jaysay humare Nabi S.A.W nay ki waysay hi hum ko kernay ka hukum hai Jub unhon nay kisi insaan ko Wseelah nahi banaya to hum kiun banayen??? ager banaya hay to phir kis ko?

in 5 question ka Answer source/refrence [Quran/ "Sahi" Hadith] k sath kerdijiye ta kay meri confusion bhi khatum ho aur main bhi kisi insaan ko waseelah banaoon ya apni dua main shareek keron..

shukriya

P.S mujhe deen k baray main seekhnay ka shok hay aur sahi baat source kay sath mujhe jahan se bhi milti hai main us ko manta hon..
 

InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
BEshak..
Waseela Zarori hai ..
[DOUBLEPOST=1355105996][/DOUBLEPOST]@ PakaOo

Salam Alaikum TDK Bhai,

bohat achaa topic hai :)

mujhe kuch confusion haywoh bhi clear ker dain

1- Hazrat Ghous-e-Azam Radi Allahu unha kiya Sahabi thai ?

2- "Ghous-e-Azam" aur "Radi Allahu unha" k meaning bhi bata dijiye..kiun k Quran main "Radi Allahu unha" Allah nay sirf Sahaba Akram R.A kay liye ye use kiya un ki aulad jo tabaeen k liye bhi is ko use nahi kiya jasakta ..

3-Aap nay mention kiya kai "Hum auliya ki ibadat nahi kertay un se dua mangtay hain ? right ?
to "Dua" ibadat nahi kiya????

4- Waseelah ke meaning jo main nay Arabi main read kiye aur Ibn `Abbas R.A said that Waseelah means `the means of approach'. Allah ka Qurb Hasil kernay ki Justaju kerna...by obeying the commands of Allah...[Allah k ahkamat ki pairvi kertay huway]

5-Ager is waseelah kay meaning woh hain jo aap nay bataye k Auliya se mangna hai... to Humaray Nabi Muhammad S.A.W nay kis ko waseelah banaya ? phir us cheez/shaks ko hi waseelah banaoo jis ko humare piyare Nabi Muhammad S.A.W nay banaya ho....?? kiun k ibadat jaysay humare Nabi S.A.W nay ki waysay hi hum ko kernay ka hukum hai Jub unhon nay kisi insaan ko Wseelah nahi banaya to hum kiun banayen??? ager banaya hay to phir kis ko?

in 5 question ka Answer source/refrence [Quran/ "Sahi" Hadith] k sath kerdijiye ta kay meri confusion bhi khatum ho aur main bhi kisi insaan ko waseelah banaoon ya apni dua main shareek keron..

shukriya

Wallikum As'Salam

Mujhy kuch question ka answer pata hai , I hope u ko kuch madad ho jae ...

1- Hazrat Ghous-e-Azam Radi Allahu unha kiya Sahabi thai ?
Answer number 1
G nai, HAzrat Ghous-e-Azam R.A sahabi nai hai,, ya Buzargan-E-Deen hain ...or ya App S.A.W.W ki Aaaal mai sy hain...


2- "Ghous-e-Azam" aur "Radi Allahu unha" k meaning bhi bata dijiye..kiun k Quran main "Radi Allahu unha" Allah nay sirf Sahaba Akram R.A kay liye ye use kiya un ki aulad jo tabaeen k liye bhi is ko use nahi kiya jasakta ..

Answer 2 ,
Radi Allahu unha means ALLAH PAk jin sy razi ho jae ... "Ghous-e-Azam means The Supreme Helper" (or, "The Mightiest Succor").
Ghawth is an Arabic word meaning:
(1) A cry for aid or succor.
(2) Aid, help, succor; deliverance from adversity.
[DOUBLEPOST=1355106032][/DOUBLEPOST](3) The chief of the Saints, who is empowered by Allaah to bring succor to suffering humanity, in response to His creatures' cry for help in times of extreme adversity.
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
i think R.A to sahaba karam k saath hi lgate hain na aur sahaba karam(R.A) wo hain jo eman laaye n HAzrat muhammad (PUBH) ko daikha aur hamesha eman pe rhey..
Baqi issi thread ki first post k first paragraph may Urs mnana tabaruk aur niyaz daine ka bhi kaha gya hay
kia ye Shariyat k mutabiq hay ya biddat?
shariyat may kahi sabit hay URs mnana ya niyaz daina?.....

BTW ye niyaz asal may hoti kia hay? :s

aur bhi kaafi batain hain is thread may jo Questionable and confusing hain!
 

InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
3-Aap nay mention kiya kai "Hum auliya ki ibadat nahi kertay un se dua mangtay hain ? right ?
to "Dua" ibadat nahi kiya????
Answer ...
Dua ki example tum is tarha lay sakty ho like, you want something from ur dad ,, but u want

4- Waseelah ke meaning jo main nay Arabi main read kiye aur Ibn `Abbas R.A said that Waseelah means `the means of approach'. Allah ka Qurb Hasil kernay ki Justaju kerna...by obeying the commands of Allah...[Allah k ahkamat ki pairvi kertay huway]

5-Ager is waseelah kay meaning woh hain jo aap nay bataye k Auliya se mangna hai... to Humaray Nabi Muhammad S.A.W nay kis ko waseelah banaya ? phir us cheez/shaks ko hi waseelah banaoo jis ko humare piyare Nabi Muhammad S.A.W nay banaya ho....?? kiun k ibadat jaysay humare Nabi S.A.W nay ki waysay hi hum ko kernay ka hukum hai Jub unhon nay kisi insaan ko Wseelah nahi banaya to hum kiun banayen??? ager banaya hay to phir kis ko?

@ in teeno ka jawab mai dy deta hon abhi .,,
But Refrence tumhain mai aj kal mai confirm kar k don coz mujhy sahi sy yaad nai ,, As na ho k kisi ka Gunnah ka Haqdar ban bethoo main :)

Answer in ka QUran PAk ki suraah mai hai ( Surah Inshallah me confrim kar k bata donga )

is ki summary / translation / meaning kuch youn hain k..

ALLAH PAk farmatay hain , k mai apny Naik or PArhez Garon or , Walli bandon mai sy , jis ko chahta hon apna hath bana leta hon mean jb wo deta hai to me os ka hath ban jata hon ,jab wo bolta hai to mai os ki zaban ban jata hon , jb wo chalta hai to mai os ki ankh ban jata hon or wo bolta hai to mai os ki zaban ban jata hon..
When ALLAH PAk said like this , to hum ager kisi Walli sy mangain to wo shirk kio ho ga ?
Koi sense wali baat ho to samjh aee,,, when ALLAH said in QURAN , means K ALLAH ki JO POWER Hai wo to WALLAH Power hai ,, but When ALLAH chahta hai to Apni Power or Authority ko apny Naik bando mai Dy deta hai ,, but is baat ka khayal rakha k jaee k ALLAH Ki power SUperior or os ki Apni hai ,, or jo BAndon means WALLI ko milti hai wo waqti , means ALLAH ki taraf sy atta ki hoe hoti hai ...

Mai jb is Ki AYAAH number post karonga to app khud confirm kar lena :)

GOD BLess you
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
3-Aap nay mention kiya kai "Hum auliya ki ibadat nahi kertay un se dua mangtay hain ? right ?
to "Dua" ibadat nahi kiya????
Answer ...
Dua ki example tum is tarha lay sakty ho like, you want something from ur dad ,, but u want

4- Waseelah ke meaning jo main nay Arabi main read kiye aur Ibn `Abbas R.A said that Waseelah means `the means of approach'. Allah ka Qurb Hasil kernay ki Justaju kerna...by obeying the commands of Allah...[Allah k ahkamat ki pairvi kertay huway]

5-Ager is waseelah kay meaning woh hain jo aap nay bataye k Auliya se mangna hai... to Humaray Nabi Muhammad S.A.W nay kis ko waseelah banaya ? phir us cheez/shaks ko hi waseelah banaoo jis ko humare piyare Nabi Muhammad S.A.W nay banaya ho....?? kiun k ibadat jaysay humare Nabi S.A.W nay ki waysay hi hum ko kernay ka hukum hai Jub unhon nay kisi insaan ko Wseelah nahi banaya to hum kiun banayen??? ager banaya hay to phir kis ko?

@ in teeno ka jawab mai dy deta hon abhi .,,
But Refrence tumhain mai aj kal mai confirm kar k don coz mujhy sahi sy yaad nai ,, As na ho k kisi ka Gunnah ka Haqdar ban bethoo main :)

Answer in ka QUran PAk ki suraah mai hai ( Surah Inshallah me confrim kar k bata donga )

is ki summary / translation / meaning kuch youn hain k..



When ALLAH PAk said like this , to hum ager kisi Walli sy mangain to wo shirk kio ho ga ?
Koi sense wali baat ho to samjh aee,,, when ALLAH said in QURAN , means K ALLAH ki JO POWER Hai wo to WALLAH Power hai ,, but When ALLAH chahta hai to Apni Power or Authority ko apny Naik bando mai Dy deta hai ,, but is baat ka khayal rakha k jaee k ALLAH Ki power SUperior or os ki Apni hai ,, or jo BAndon means WALLI ko milti hai wo waqti , means ALLAH ki taraf sy atta ki hoe hoti hai ...

Mai jb is Ki AYAAH number post karonga to app khud confirm kar lena :)

GOD BLess you
but bro ALLAH ki ibadaat may shirakat kisi surat jayz nhi hay
Jab ALLAH se maagne ka hukam hay to dusro se q maanga jaaye?

Raziq, Khaliq,Maalik ALLAH k Siffati naam hain matlab ALLAH ki siffat hain,,
Nimaz parhna Dua karna Har kisam ki ibadaat karna sirf ALLAH k liye jayz hay aur is may kisi aur ko shareek kar laina shirk hi hay...

أَمَّنْ هَٰذَا الَّذِي يَرْزُقُكُمْ إِنْ أَمْسَكَ رِزْقَه

"Bhala wo kon hay jo rozi dey tumko, agar ALLAH apni rozi band kar dey"(Al-mulk:21)


وَقَضَىٰ رَبُّكَ أَلَّا تَعْبُدُوا إِلَّا إِيَّاهُ
Aur tumhaare rab ne ye faisla farma diya k tum is (ALLAH) k siwa kisi ki ibadat na karo (bani-israel:23)


قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ - اللَّهُ الصَّمَدُ - لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ - وَلَمْ يَكُنْ لَّهُ كُفُواً أَحَد
“Keh wo ALLAH aik hay, ALLAH beniyaz hay, na is ne kisi ko jana, na use kisi ne jana aur na hi uska koi humsar hay”(surah-Ikhlas)


وَإِلَٰهُكُمْ إِلَٰهٌ وَاحِدٌ ۖ لَا إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ الرَّحْمَٰنُ الرَّحِيمُ

"Tumhara maabood aik hay, is(ALLAH) k ilawa koi maabood(ibadat k laiq) nhi,wo rehman-o-raheem hay"(surah Baqra :163)

ye sab batain khud ALLAH ne Quran paak may farmayi hain
MAbood kisse kehte hain? jo Ibadat k laiq ho Dua ibadat hay aur us k laiq sirf ALLAH tala hain..
ALLAH ki siffat ,ibadaat aur wohdaniyat may kisi ko ley aana shirk hay!

AOliya karam(A.S) qabil-e-ehtraam hain ALLAH k naik bandey hain par unho ne nhi kaha hum se maango unho ne nhi kaha hmare urs mnao unho ne nhi kaha hamain shareek thehrao agar hum ye sab cheezain unki Aqeedat samajhte huye karte hain to asal may hum had se tajawuz kar rhe hai aur ALALH had se tajawuz karne walaon ko pasand nhi farmata...

plz read it
http://www.tafreehmella.com/threads/shirk-kia-hay-last-round-task-submitted.190579/
 

InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
@ hoorain


Bismillahir Rahmanir Raheem

(Assalato Wassalamo Alaika Ya RasoolAllah)

ANSWERS TO SOME IMPORTANT QUERIES FOR THE KNOWLEDGE OF MUSLIMS IN GENERAL:

QUESTION: THE WAHABIS AHLE-HADIS
(Salafi)/WAHABIS(Deobandis) criticize that it is impermissible to eat 'Niyaz'?

ANSWER: We offer Niyaz singly and solely in the name of Allah. Our intention in heart is that the person for whom we are giving Niyaz __may Allah include us with him in that 'sawab' / reward. When we have this conviction in heart we are not including anyone with Allah, infact we are including with ourselves only. Now if anyone considers inclusion with ourselves as 'shirk', then it is his misconception and folly. The meaning of 'Shirk' is to include anyone with Allah alone.


QUESTION: THE WAHABIS AHLE-HADIS
(Salafi)/WAHABIS(Deobandis) also say that to seek help from anyone except Allah is impermissible and to make anyone Intercessor / 'Waseela' too is impermissible ?

ANSWER: To ask help as a lawyer from Holy Prophet, family members of last Prophet and saints/ 'awliya' is permissibe, provided the belief in heart is that real help and judge is Allah alone. An example of this is given in the book 'Jaa-ul-Haq' of Mufti Ahmad Yaar Khan on
pg. 218: Hazrat Moosa alaihis salaam 2500 years after his death helpde the Ummat of Hazrat Muhammad sallal laahu alaihi wasallam by reducing the number of times of namaz from 50 to 5, on the night of Mairaj. Allah knew beforehand that the number of namaz would stay five, but He listened to the prayer of His two beloved ones and
thenceforth fixed the number five.

Hence the people who are against help from non-Allah as a lawyer, it will be only proper for them to offer their prayers 50 times a day, bacause in five times help of non-Allah is involved.

HELP FROM NON-ALLAH WITH REFERENCE TO QURAN:

Chapter 28: Surah Al-Saf.(Verse 014)
Chapter 06: Surah Al-MAida.(Verse 002)
Chapter 26: Surah Muhammad.(Verse 007)
Chapter 02: Surah Baqrah.(Verse 153)
Chapter 10: Surah Anfaal.(Verse 064)
Chapter 28: Surah Tehreem.(Verse 004)

QUESTION: THE WAHABIS AHLE-HADIS
(Salafi)/WAHABIS(Deobandis) raise the objection that 'Bidat' / Innovation is impermissible / 'Najaiz' ?

ANSWER: The literal meaning of 'Bidat' is to invent. In Islamic terms bidat means to make innovation in Islam.

Bidat is of two kinds:

1. Bidat-e-Hasanah OR good innovation.
2. Bidat-e-Siyah OR evil innovation.

Bidat-e-Hasanah is that which does not endanger Islam in anyway.

Bidat-e-Siyah is the one which endangers Islam and detriments / erases Sunnah.

For example, the use of loud speakers for Islamic purpose is Bidat-e-Hasanah. But its use against Islam is Bidat-e-Siyah.

BIDAT-E-HASANAH :
Eid Milad-un-Nabi (Birthday), Anniversary, Barsi, Soyem, Chelum, Gyarweeh Sharif, Koonday-e-Niyaz and likewise to specify a day and celebrate it, this is Bidat-e-Hasanah and it does not endanger Islam in anyway, infact to feed and recite is a source of goodness. To feed someone wilfully is not in anyway a payment or compensation. Payment is what is settled or fixed by both parties beforehand. The people who raise objection against Bidat-e-Hasanah should be able to answer this question first; regarding the offering of twenty rakat taraweeh with jamaat nowadays. Twenty rakat Taraweeh with jamaat was established during the period of Hazrat Umar radi Allahu anhu. So this is also a bidat __ since in the times of Hazrat Muhammad sallal laahu alaihi wasallam 20 rakat was not fixed and people with jamaat sometimes offered 8 and sometimes 12 rakat.

For us, 20 rakat Taraweeh is Bidat-e-Hasanah, so we offer it happily today. On the other hand the people whose faith does not allow them any kind of bidat ---, they read 20 rakat taraweeh with their Imam every year from 1st Ramazan to 29th Ramazan. Why ?

PROOF OF TEJA AND CHELUM WITH REFERENCE OF QURAN:

Chapter 4: Surah Nisa.(Verse 06)

REFERENCES IN QURAN REGARDING MILAD SHAREEF:

Chapter 30: Surah Zoha.(Verse 011)
Chapter 06: Surah Maida.(Verse 007)
Chapter 11: Surah Toba.(Verse 128)
Chapter 04: Surah Al-e-Imran.(Verse 164)
Chapter 28: Surah Saf.(Verse 6&9)

(All Quranic references are given from 'Kinz-ul-Imaan'. Kinz-ul-Imaan is the translation of Quran by A'la Hazrat Ahmad Raza Khan Brelvi and the exegesis / interpretation is by Syed Muhammad Naim-ud-din Murad Abadi).

The book Jaa-ul-Haq says on pg. 244 that by logic meelad is a beneficial congregation. To mention the character, life incidents and virtues of Rasool ullah Sallal laahu alaihi wasallam and the recitation of durood and salaam is required to enhance the love for our Holy Prophet (P.B.U.H) in the hearts of Muslims. This way, illiterate people who can't read, they too get a chance to hear it. This auspicious assembly is means of propagation of Islam to non-Muslim. Thirdly, this gathering gives a chance to educate Muslims on religious matters.

The book Jaa-ul-Haq by Mufti Ahmad Yaar Khan says with regard gyarweeh sharif on pg. 277: Hazrat Ghous Pak Rehmatullah alaih convened barweeh of Rasoolullah sallal laahu alaihi wasallam, that is meelad on 12th Rabi-ul-Awwal very regularly. The Holy Prophet (P.B.U.H). heralded him in his dream that Abdul Qadir, you remembered me via barweeh so we are granting you gyarweeh i.e people will remember you through gyarweeh. Thus, in Rabi-ul-Awal , the congregation of meelad is held and in Rabi-ul-Sani gyarweeh of Sheikh Abdul Qadir Jilani (Ghous Pak Rehmatullah alaih) is celebrated. Being a divine endowment it spred throughout the world. People tried to abate it by calling it Shirk and bidat but it kept on progressing.



Bismillahir Rahmanir Raheem

(Assalato Wassalamo Alaika Ya RasoolAllah)


THE 'AMEER' (LEADER) OF THE WAHABIS AHLE-HADIS (Salafi)/WAHABIS(Deobandis) OSAMA BIN LADEN AND SADDAM IS YAZEED!

1.SADDAM MISSION COMPLETED by the will of Allah.

2.O'SAMA BIN LADEN MISSION WILL BE SOON COMPLETE. Amin.

Time has come for WAHABIS AHLE-HADIS (Salafi)/WAHABIS (Deobandis) O'SAMA BIN LADEN AND SADDAM to pay price for killing Sunni-Sufi-Barelwi Muslims and Shia Muslims.

May Allah open eyes of Wahhabism-Salafi (Deobandism-Tableeghi).

Yours In Islam,

Dr.Abdul Haq Khan, Phd-Islam,
Founder Of Ahl-e-Sunnat Wal-Jama'at,
Sunni-Sufi-Barelwi-Muslims.



Bismillahir Rahmanir Raheem

(Assalato Wassalamo Alaika Ya RasoolAllah)

Deobandi And Tableeghi Jamaat Is Creation Of The British! & Why?:

Dear Sunni Muslims & Shia Muslims,

As'salaam-o-Alaikum W'rahmatullah-e-W'barakatuhu,

When the British army invaded Mecca and Medina with the help of Saud family and M.Ibn Abdul Wahab Najdi, they decided that Mr. Najdi should look after the religious affairs, while the Saud family will cater to state/political affairs. The huge and living example is that the name of Saud family has also been included in the name of Saudi Arabia. As soon as Mr.Najdi took over religious affairs, he passed the ruling that, whoever says Ya Muhammad and believes in Haazir/omnipresent, will be charged as Mushrik and liable to death. Taking advantage of this ruling Abdul Wahab Najdi in that era massacred lakhs of Muslims who were believers of Ya Muhammad and Haazir, captured and enslaved their women and children. This was an immoral act and opposed to all Islamic principles. For this reason even today the believers of Ya Muhammad and Haazir dislike M.Ibn Abdul Wahab Najdi.

India Or Now South Asia:

When the British alongwith Saud family terminated the Usmania Sultanate/ Ottoman Empire, they applied the same formula on India, but when they could not succeed to proclaim Najdi law/Nizam in India, they proclaimed the doctrine of M. Ibn Abdul Wahab Najdi by dividing Hanifis into two parts. The British got Abdul Wahab Najdi's book Tahamai Tauheed translated by Maulana Ismai Dehlvi and named this translated version Taqveeyatool Imaan which is in actuality a source of agony, rather than a source of solace for the believers of Ya RasoolAllah. It should be remembered that Maulana Ismail Dehlvi's grandfather Hazrat Shah Wali-ullah was a believer of Ya Muhammad, and his father and uncle Abdul Aziz Dehlvi too was a believer of Ya Muhammad. Then they got a student of Maulana Ismail Dehlvi to set up a school in India, which was named Deobandi school. This student through whom this school was started was Maulana Muhammad Qasim Nanatoi who is today called the founder of Deonandi school. He in turn had a student Maulana Rasheed Ahmed Gangohi, who in his book Fatwa-Rasheedia vol. 1 , pg.111 says that M. Ibn Abdul Wahab Najdi had excellent principles/faith/doctrine but had extremism in mind. Now the question arises if a person massacres lakhs of people can he be excused on the pretext that he was an extremist by nature. Viewing this A'la Hazrat Ahmed Raza Khan Barelvi established Barelvi school.

Deobandis were puppets in the hands of the British, the living example of which is that in the war Deobandis did not support Bahadur Shah Zafar on the pretext that they will not support bid'atis/innovators. The believers of Ya Muhammad hail back from 1400 years, be they Sunni or Shiite, they are still prevailing. History is witness to the fact that such people who are non-believers of Ya Muhammad have risen from the past 250 years only. In this way, British have played a big role in detrimenting the Muslims. It is exemplary that whatever designs/ulterior motives the west had against the east, the same designs counteracted/ counterfired on them. The plant sowed by the west has grown up to be a tree with thorns pricking the west so much so that now they have been reduced to cut this tree that they nurtured. Time magazine of 15 Sep. 2003 on pg. 25, 32 writes that Wahabism is a toxic faith. This article is along with photographs.

The British Christians used their agent Hamfire. By plan they proved him Muslim, named him Abdul Aziz and befriended him with M. Ibn Abdul Wahab Najdi. Another man, a Jew Rabbi, was named Abdul Karim and he became the right hand of Abdul Wahab Najdi. Abdul Wahab Najdi was tied into two contract marriages, first with a Christian by the name of Safia. The second wife was a Jew called Aasia. These two women lured him into drinking. M. Ibn Abdul Wahab Najdi wrote with them a book Tahamai Tauheed. This book was written entirely in contradiction to the believers of Ya Muhammad. Even M. Ibn Abdul Wahab Najdi's father and brother who were believers of Ya Muhammad rejected this book.

During the reign of Ottoman Empire/ Usmania Caliphate, Hanifi law was proclaimed in Mecca and Medina. Then with the help of the Britsih, M. Ibn Abdul Wahab Najdi and Saud family eradicated/nullified Hanifi law and established Najdi law.

One question arises, can it be acceptable to us Hanifis that after demolishing our law/ Nizam, Najdi law/Nizam was proclaimed in Mecca and Medina. But Why?






[DOUBLEPOST=1355107797][/DOUBLEPOST]
Fateha and Esaale Sawaab is permissible in Islam
1. All the Ulama-e-Haq and the Buzrugaan-e-Deen hold the belief that to send Esaale Sawaab to the souls of the deceased is permissible.
2. It is permissible for a Muslim to send the Sawaab of his deeds, such a Salaah, Saum, Zakaah, Hajj, Sadaqa, etc. to others. (Hidaya)
3. If a person kept Fast, performed his or her Salaah, or gave Sadaqa and then sent this Sawaab to another person, either living or deceased, then to do so is permissible, and that Sawaab reaches the said person. (Bahrur Raa'iq)
4. Hazrat Anas (radi Allahu anhu) asked the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam): "If we send Sawaab to the deceased, give Sadaqa and Khayraat and ask Du'a for them, does this reach them?" The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said: "Verily it reaches them. Read Salaah for them as you read for yourself and fast for them as you fast for yourself. In other words, make Esaale Sawaab of Salaah and Saum for them." The meaning of this Hadith Shareef is that we should send the Sawaab of our actions to the deceased, since in reality one cannot perform Salaah and keep fast for another person or on his behalf, but we can send the Sawaab of our actions to them.
5. Hazrat Abdullah ibn Abbas (radi Allahu anhu) has stated: "On the Days of Eid, the 10th of Muharram, the first Friday of Rajab, on Shabbe Baraat, and on Thursday nights, the souls of the deceased are left free to go to their homes, wherein they go and ask for Sadaqa and Khayraat. If they do not receive any Du'a or Fateha, then they return to their graves saddened and disappointed and they say, 'O Allah! They have deprived us, You deprive them'".
6. The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) as said: "When a person passes away and the family of the deceased gives Sadaqa, Khayraat and makes Du'a for him, then Sayyiduna Jibraeel (alaihis salaam) takes it to them in their graves on a tray that is beautifully decorated. When they receive this, they become so pleased as if someone in the world becomes pleased on receiving a gift, and his neighbour who has not received any Sawaab becomes sad".
7. Hazrat Sa'ad ibn Ubaadah (radi Allahu anhu) once came to the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) and said: "Ya Rasoolallah (sallal laahu alaihi wasallam)! My mother has passed away. What can I do for Esaale Sawaab?" The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said: "Prepare a well for water". When the well was prepared, Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) went close to the well and made Du'a: "This is for the Esaale Sawaab for the mother of Saad". While making this Du'a, he raised his hands high, and after Du'a, he turned his hands over his blessed face.
8. For those who object to Fateha and Du'a, the following is for their perusal:-
8.1 It is allowed to make Du'a in front of the Niyaz (offering), as this is what the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) did by coming close to the well to make Du'a.
8.2 It is allowed to lift up the hands for Du'a and to end the Du'a by turning the hands over the face.
8.3 It is preferable to call a pious person to make the Du'a.
8.4 To make Fateha on Niyaz is allowed. If it were not, then the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) would not have made Du'a near the water, but would have said that the intention was sufficient.
8.5 For the person to obtain the Sawaab, it is not necessary to feed the Niyaz first, but Du'a can be made before this since the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) made Du'a even before any person drank out of the well.
9. Whosoever makes Khatam of the Holy Quran and then makes Du'a, 4 000 Angels say Aameen on his Du'a. They then continue making Du'a for him and they continue asking blessings for him until the morning or afternoon. (Tafseer Roohul Bayaan)
10. At the time of Khatam Shareef, there is a flow of mercy and to make Du'a after completing the Quran is Mustahab.
11. When Hazrat Anas (radi Allahu anhu) used to complete the Holy Quran, then he would call all his family and friends and make Du'a. (Jila'ul Afhaam)
12. When making Fateha, one should follow the proceedure of the pious Saints. When making the Fateha, send the Sawaab to the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), the pious servants, the Companions, and then through their blessing, ask for it to be sent to the soul of the deceased. This is the prescribed method, and this is the method that the Ahle Sunnah has always followed.
13. By making Esaale Sawaab, it gives comfort to the deceased, pleases them, saves them from the torment of the grave, elevates their status and causes benefit to the sender as well as the receiver.
[DOUBLEPOST=1355107818][/DOUBLEPOST]@ hoorain


i think R.A to sahaba karam k saath hi lgate hain na aur sahaba karam(R.A) wo hain jo eman laaye n HAzrat muhammad (PUBH) ko daikha aur hamesha eman pe rhey..
Baqi issi thread ki first post k first paragraph may Urs mnana tabaruk aur niyaz daine ka bhi kaha gya hay
kia ye Shariyat k mutabiq hay ya biddat?
shariyat may kahi sabit hay URs mnana ya niyaz daina?.....

BTW ye niyaz asal may hoti kia hay? :s

aur bhi kaafi batain hain is thread may jo Questionable and confusing hain!
ANSwer..
G bilkul R.A means Radi Allahu unha" which means ALLAH jin sy razi ho , or Ya sahaba k liya hai ..
But jo BUZARGan-E-Dean k liya lagaya jata hai wo R.A means REhmatullah Aleh hota hai ,
Radi Allahu unha" nai hota :)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
aapki is Post may AIk se ziada TOpics hain!

first Question is Niyaz kehte kisse hain? specific naam hay Niyaz to definition b hogi kuch,,,muje nhi pta kisse kehte hain is liye pooch rhi hun :)


2nd Question k answer may jo references aap ne diye unhe check kar k continue karti hun INSHAALLAH!

3rd Q se Biddat ka topic shuroo ho gya
Biddat biddat hi hoti hay jo bhi type ho aur Biddat shariyat k baahir ki cheez hay
Surah Al Mayda may jab Quran paak ki takmeel ki akahri aayat nazil hui to us k baad kisi cheez ki gunjaysh nhi rehti jo quran paak ahadith ya Prophet Muhammad(PBUH) ki zindagi may sabit na ho!
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
dont say lolx when u r involved in a serious discussion :)
we both r not proving each other as wrong we r just discussing on a topic and r trying to solve some confusions!

anywayz let @kool~nomi discuss this topic in details i really want to learn more about it with references :)
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
dont say lolx when u r involved in a serious discussion :)
we both r not proving each other as wrong we r just discussing on a topic and r trying to solve some confusions!

anywayz let @kool~nomi discuss this topic in details i really want to learn more about it with references
behna thodi dair baad sahi se padh kay phr karta hun answer ok ... JAzakaAllah For Tag :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Mujhe iss discussion se koi lena dena nah!
Na he ma mazeed yahan posting karun ga,but I am happy to see the persons like @Mkd ,
bcos ma jab se aaya hun, islamic section main one sided batain he parhnay ko milien,
 
  • Like
Reactions: InnoXious

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Assalam-o-Alikum,

apkahtey hain k ye chhota isse hai aaiey hum apko batain k chhoti si bat kaha ley jati hai:

Hazrat Adam Alihey Assalam sy jo silsila bani Adam ka shoro hua to koi mazhab na tha
phir
aaj itney mazhab kesey ejad hoey ?
kia Mushrik aasman sy utertey hain ?

Essai kio Mushrik hoey ?

Hazrat Essa Alihey Assalam ko Allah ka beta(Maaz Allah)mantey hain
Hazrat Jibrail Alihey Assalam ko Allah ka madadgar mantey hain

Hazrat Essa Alihey Assalam ki ye taleemat to nahi thin(see Attachemnt 01)

phir Shaitan logon ko gumrah krney main kesey kamiab hua ?

kabhi aap ney socha ??????????????

Allah ko mushrik bhi mantey hain

mager Allah ka madadgar dosron ko samjhtey hain(mushrik b kahtey hain sab kuch Allah hi ka hai)see attachment 02

kia Shiatan ek hi din main aaker kahta hai k Hazrat Essa ALihey Assalam ko Allah ka beta (Maaz Allah)mano ?
kia Shitan ek hi din aaker kahta hai k Buuton ko Khuda mano ?

nahi.........Bilkul Nahi

Gumrahi ya bohat bari burai ek dam nahi phhelti

waqat k sath aahista aahista tabdeeli aati hai

pehley Aqeedat main thora sa Izafa hota hai(or phir Shiatan tamasha dekhta hai)

ek nasal jati hai dosri nasal aati hai wo is Aqedat main thora or Izafa karti hai

phir teesri nasal mazeed izafa karti hai

ek waqat aata hai k log gumrah hojatey hain or logon ko pata hi nahi chalta

sab ko ye hi Itmenan hota hai k hum hi drust hain(jis mazhab sy poochho wo apney mazhab ko sahi honey k beshumar dalil dey ga

phir Allah Taala ney Quraan pak mian tamam Insaniat ko sahi or ghalat ka rasta batadia

ab jis ka dil chahey wo Eman ley aaey ya na maney

ab yaha ye mozoo bhi is silsiley ka hissa hai

aaj sy 30 saal pahley sarey log ye hi kahtey they k hum kisi Buzrugan-e-Deen sy nahi mangtey
hum Allah sy mangtey hain bas Allah k Hazoor Waseela pesh karty hain

magr aaj

"Ya Rasool Allah Madad"
"Ya Ghos Pak Madad"
"Ya Ghos Mushkil Kusha"

ye sab kia hai ?

waseela hai ya barah-e-Rast Buzrugan-e-Deen sy madad mangna ????????????????????

ab kaha jata hai k ye buzrigan-e-Deen Allah ki ata sy madad kar saktey hain ????

or Essaion ka kia Aqeeda hai k Hazrat Jibrail Alihey Assalam Allah k madagar hain ????


dono baton main kia faraq hai humain samjhiey

kia Tareekh apney ap ko nahi dohra rahi ??

kia Shaitan apney sadyon puraney war karny main doobara kamiab nahi ho raha ?

ab aap batain ye issue chhota hai ya bohat bara hai ????
Assalam-o-ALikum

ap Gor-o-Fikr karny waly hain
ap her maamley key dono pehloo dekhtey hain

chleiy dekhtey hian k ap apney dawaey main kitny suchhey hain ???

ye Midtown bhai neylikha hai :

Hum waseela talash karty hain tu madad allah hee karta hai magher Allah ke nabi, wali aur naik bandy bhi allah ki ata say hum gunnah garon ki madad karty hain jo ki quran ki bay shumar ayaat and ahadith say sabit hai.

ap ney jawab main Midtown bhai sy itna bhi nahi poocha Quraan ki wo beshumar Ayat main sy sirf 10 jaga ye dekha dain k Allah Taala ney wazeh tor per hukum dia ho k Allah k Naik bandey Allah k Madadgar hain ????

Qayamat tak ka time hai ager 10 jaga chhorain ek jaga dekha dain

werna hum apko 10 sy ziada jaga dekha saktey hain k Allah k siwa koi madadgar nahi

kary gi ghor-o-fiker ya bas apney Zid kerni hai tamam wazeh ehkamat k bawajood ?????
Appreciate your Replys Nasir Bhai Allah Aap ko Khush Rakhay ... Khushi Huwi Kisi ko Itnay Achay Se Haq Baat karrhay hain keep it up we are with you @S_ChiragH , @Dawn ...
 
Top