Waseela Zarori Hai!!! *Must Read Topic of the Week*

  • Work-from-home

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
@kool~nomi bhai mein INSHA'ALLAH pc se aa kar
mohtaram MKD bhai ko jawab dunga ;)
Jo bhi hain idher jo Aitraz kar rahay hain Nasir bhai ke refferences ka un sab ko Reply mil jayega inshaAllah[DOUBLEPOST=1355151386][/DOUBLEPOST]
i think R.A to sahaba karam k saath hi lgate hain na aur sahaba karam(R.A) wo hain jo eman laaye n HAzrat muhammad (PUBH) ko daikha aur hamesha eman pe rhey..
Baqi issi thread ki first post k first paragraph may Urs mnana tabaruk aur niyaz daine ka bhi kaha gya hay
kia ye Shariyat k mutabiq hay ya biddat?
shariyat may kahi sabit hay URs mnana ya niyaz daina?.....

BTW ye niyaz asal may hoti kia hay? :s

aur bhi kaafi batain hain is thread may jo Questionable and confusing hain!
Apoo R.A Sahaba Karaam Kay liye hi hai sirf aur kisi ke liye nhn use kiya ja sakta aap sahi keh rahi hain 100% ...

Shariyat Mien Urs Manana kahin se sabit nhn hai yeh bas logo ki add ki huwi batien hai Allah aisii Bidat Se Humien bachaye Ameen ...

Niyaaz Allah Ka Siwaye Kisi Aur Kay Liye Karna Bidat Hai ... Niyat Means Kheraat Karna Aur Woh Sirf Hum Allah Kay Liye Karsaktay hain Jaise loug Hazrat Hussain R.A Per Niyaz kartay hain woh sarasar galat hai aur bidat hai Niyaz sirf Allah kay Liye Karna Jayez Hai .. Behnaa Apko Jo Information hai sab 100% theek hai so Aap confuse mat hon ... jo bhi confusion hai aap batadien mujhay ya @S_ChiragH bhai ko ya @*Muslim* Bhai ko ya @Dawn bhai hum aap ko Sahi hadees Se Sabit karkay Batadienge
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
@ hoorain
[DOUBLEPOST=1355109392][/DOUBLEPOST]@ hoorain

Lolx os wqt bolna perh hi jata hai jb banda prove k sath cheezain day .
but due to wrong belvs ulma log k propaganda ki wajha sy innocent log k dilo mai prove bhi ghalat lagny lagy.. :)
ANywayz leave it .
Baatein to is article mein aisi hain jese is aqeede per sach mein
ayah peish kiya gaya hai
jabke ayah ka matlab waseela hai
aur waseela lafz ka matlab hai zariya
so ALLAH ke qurb ka zariya jiski asal tafseer
khud hi kar di gaiy sabar aur namaaz obl kar
phir jitne ahadeeth peish huwe unme se eik per bhi
reference nahin diye gaye NAUZBILLAH
aulia ALLAH apne qabaron mein humaare madad
humaari chokidaari ke liye nahin jaate balke araam farmane ko jaate hain bhai .
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Sirf ALLAH se maango! WAseela khudi bna dy ga ALLAH :)
Han choco you are rite ..[DOUBLEPOST=1355159180][/DOUBLEPOST]
Baatein to is article mein aisi hain jese is aqeede per sach mein
ayah peish kiya gaya hai
jabke ayah ka matlab waseela hai
aur waseela lafz ka matlab hai zariya
so ALLAH ke qurb ka zariya jiski asal tafseer
khud hi kar di gaiy sabar aur namaaz obl kar
phir jitne ahadeeth peish huwe unme se eik per bhi
reference nahin diye gaye NAUZBILLAH
aulia ALLAH apne qabaron mein humaare madad
humaari chokidaari ke liye nahin jaate balke araam farmane ko jaate hain bhai .
Allah samajh Day Bhai ...[DOUBLEPOST=1355160472][/DOUBLEPOST]
@ hoorain

lolx

Afsos hota hai yr kasam sy ..
Logon ko in false logon ki pervi karty hoe .
Jo islam ko na jany kidher ly k gae hain ..
let i increase ur knowledge .
there are two types of bidat .
or jo types di hai wo sahi hai ..
ager app ko pata nai to mai ap ko ik or daleel dy sakta hon ..
Taraveeh AP S.A.W.W sy phalay bajamat nai hao kar ti like jaisy abhi k din hoti hai .
Taraveeh ka hukum HAZrat Umer Farooq R.A. k dour mai hoa tha...
ya bhi to biddat hai ..
then ya kio allow hai ???

one more thing biddat ka actually means kisi ki cheez ka izafa,, izafa kisi bhi cheez mai ho sakta hai ISlam is not fixed :)

ANd Nayaz means Asa khana jis pey ALLAH ka NAam liya jae or os ka Asiaal e Sawab Buzrgan-e-dean ko diya jae ....
Taraweeh Nimaz Jamayet Se Huzoor S.A.W.W Nay Padhayi Thi Mkd yeh Aap ke liye hadees pesh hai ...Yeh Sunatay Nabwi Hai Kiun Kay Isay Aap S.A.W.W Nay Khud Jamaait Se Ada Kiya , Is Liye Hazrat Umar R.A Ka yeh Zaati Fail Nhn Jo Isay Bidat Samjha Jaye taraweeh Ko Huzoor S.A.W.W Nay Ba Jamaait Padhaya Is Liye Is ko Bidat Nhn Kehte ...
Musalman Ko do nuqton se kabhi aetraaz
ho hi nahin sakta
1..RASOOL E KAREEM saww ke
aemaal e mubarikeen biddaten nahin sunnaten hain
2..Sahih Bukhaari ahadeeth ke mustanad tar kitaab hai
iske ahadeeth se MUSALMAANON ko koi aetraaz nahin
so mein is Sahih Bukhaari se hi ahadeeth peish karte huwe
aap sub ko batana chahunga ke taraveeh masjid mein
ALLAH ke nabi a.s Sahaba r.a ke saath bhi ada karte the
aur iske fazaiyl bhi bayan kiya karte the
Sahih Bukhaari,kitab salatut Taraveeh,hadeeth#2012
Shared By Chiragh
حدثنا يحيى بن بكير،‏‏‏‏ حدثنا الليث،‏‏‏‏ عن عقيل،‏‏‏‏ عن ابن شهاب،‏‏‏‏ أخبرني عروة،‏‏‏‏ أن عائشة
ـ رضى الله عنها ـ أخبرته أن رسول الله صلى الله عليه وسلم خرج ليلة من جوف الليل
،‏‏‏‏ فصلى في المسجد،‏‏‏‏ وصلى رجال بصلاته،‏‏‏‏ فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فاجتمع أكثر منهم،‏‏‏‏ فصلوا معه،‏‏‏‏
فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فكثر أهل المسجد من الليلة الثالثة،‏‏‏‏ فخرج رسول الله صلى الله عليه وسلم فصلى،‏‏‏‏
فصلوا بصلاته،‏‏‏‏ فلما كانت الليلة الرابعة عجز المسجد عن أهله،‏‏‏‏ حتى خرج لصلاة الصبح،
‏‏‏‏ فلما قضى الفجر أقبل على الناس،‏‏‏‏ فتشهد ثم قال ‏"‏ أما بعد،‏‏‏‏ فإنه لم يخف على مكانكم،
‏‏‏‏ ولكني خشيت أن تفترض عليكم فتعجزوا عنها ‏"‏‏.‏ فتوفي رسول الله صلى الله عليه وسلم والأمر على ذلك
اور ہم سے یحییٰ بن بکیر نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے لیث بن سعد نے بیان کیا،
ان سے عقیل نے، ان سے ابن شہاب نے، انہیں عروہ نے خبر دی اور انہیں
عائشہ رضی اللہ عنہا نے خبر دی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم
ایک مرتبہ (رمضان کی) نصف شب میں مسجد تشریف لے گئے اور وہاں تراویح کی
نماز پڑھی۔ کچھ صحابہ رضی اللہ عنہم بھی آپ کے ساتھ نماز میں شریک ہو گئے۔ صبح ہوئی
تو انہوں نے اس کا چرچا کیا۔ چنانچہ دوسری رات میں لوگ پہلے سے بھی زیادہ جمع ہو گئے
اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ نماز پڑھی۔ دوسری صبح کو اور زیادہ چرچا ہوا اور تیسری رات اس سے
بھی زیادہ لوگ جمع ہو گئے۔ آپ نے (اس رات بھی) نماز پڑھی اور لوگوں نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی
اقتداء کی۔ چوتھی رات کو یہ عالم تھا کہ مسجد میں نماز پڑھنے آنے والوں کے لیے
جگہ بھی باقی نہیں رہی تھی۔ (لیکن اس رات آپ برآمد ہی نہیں ہوئے) بلکہ صبح کی
نماز کے لیے باہر تشریف لائے۔ جب نماز پڑھ لی تو لوگوں کی طرف متوجہ
ہو کر شہادت کے بعد فرمایا۔ امابعد! تمہارے یہاں جمع ہونے کا مجھے علم تھا،
لیکن مجھے خوف اس کا ہوا کہ کہیں یہ نماز تم پر فرض نہ کر دی جائے اور
پھر تم اس کی ادائیگی سے عاجز ہو جاؤ،
چنانچہ جب نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات ہوئی تو یہی کیفیت قائم رہی۔
@S_ChiragH , @Dawn , @ChoCo , @hoorain , @nasir noman , @Mkd
Rahi Bidat Ki Tareef Toh Yeh Bhi Sunlain​
Bidat Ka Maanay Yeh Nhn Hain k Kisi bhi Cheez Mien Izafa Balkay Bidat Kay Maanay Hain Deen Mien Kisi Cheez kay Izaafay ko Bidat Kehte hain Agay is Image ko Gour Se Padhlain ... JazakaALlah​
 
JAZAKALLAH khairaan bhai

hum bila shuba WALI ALLAH ko dua karne ka keh sakte hain
lekin zinda ko kisi aise WALI ALLAH ko nahin jinki rooh jannat mein
pohnch chuki hai aur wo khud apne qabar mein araam farma hon
iski wajah yeh hai ke AANHADRAT SALLALLAHO ALAEHE WASSALAM
se unke wafaat ke baad kabhi kisi sahabri radi ALLAH anho ne dua ke liye
waseela nahin banaya naa hi kabhi kisi sahabi radi ALLAH anho ne yeh farmaya
ke aye ALLAH ke nabi alaehe salam aap apne qabar e anwar se ya phir jannat ke
aala baaghaat se door hona hai balke aapka to ab ye haq banta hai ke humaari duaaen
aap ALLAH ke paas pohnchaaen NAUZBILLAH najaane kese loug ye aqeeda rakh lete hain
eik maqaam per Sahih bukhaari mein aaya hai ke swaaleh ke fout hone ke baad uska jism
arz karta hai janaza uthaane walon se ke mujhe jald dafna do kyunke uske liye uska qabar
baagh baagh hota hai ab pehla nuqta yeh ke agar wo humare liye madadgaar hho sakte hain
marne ke baad to khud qabar mein kyun nahin utarte ??

doosri baat yeh ke unhen apne qabboor me jaane ki jaldi is liye nahin hoti ke phir nikal kar
humaare madad karte rahen .
 
Hmm Good Point Chiraagh ... Marnay Kay Baad koi Kisi Ki Madad nhn karskta na sun sakta hai na kuch dekh sakta hai ....[DOUBLEPOST=1355163167][/DOUBLEPOST]
ANSwer..
G bilkul R.A means Radi Allahu unha" which means ALLAH jin sy razi ho , or Ya sahaba k liya hai ..
But jo BUZARGan-E-Dean k liya lagaya jata hai wo R.A means REhmatullah Aleh hota hai , Radi Allahu unha" nai hota :)
@Mkd Dude :)
R.A Ki Defination jo Aap nay Sahaba R.A Kay Liye Batayi Hai Woh Sahi Bilkul jazakaALlah ...
Baaki jo Aap Nay Buzrgon Kay Liye Jo Batayi hai us mien rehmatullah use kartay hain direct us ke liye kisi short form ki zarurat nhn hai Agar aap Short Form mien faraq ki baat kartay hain ke Buzurgon kay Liye Jo R.A Use Huwa hai Rehmatullah Aleh Hai Toh mere bhai is thread ki first post jo hai woh urdu mien hai us mien koi R.A nhn use kiya gaya Balkay Dark Knight ki post woh urdu mien hai and udhar direct Razi Allahu Anha Likha Huwa hai Short Form Nhn Hai jo aap Idher R.A ko As a Rehmatullah Aleh Bata rahay hain Aur Defend kar rahay hain Dark Knight Ki Galat Post Ko Allah Ho Akbar ...... Jab Is post ka start hi galat hai toh Phr Baaki Waseelay Wali Baat ko Ab Kiya Kahain Kiun kay jis ne likhi hai us Gous-e-Azam Ko Sahabi Banadiya Razi Allah Anhu Keh Kar AstaghFerrullah ...

@hoorain , @Mkd , @S_ChiragH , @Dawn , @nasirnoman , @PakaOo , @shizz , @*Muslim*
 
InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
@kool~nomi @ S_ChiragH
Yaaar ya baat nikal k beliefs ki taraf ja rahi hai or mainy is topic pey nai perhna..
Meri NAZAR mai DENA WALA ALLAH HAI ..
Or waseela WALLI ALLAH bhi ho sakta hai , NABI bhi..
CHahy wo zinda hon ya na ho..
OR as far as my Beliefs HOLY PROPHET S.A.W.W Zinda thy, hain or rahain gy Jb tk QAYAMAT nai ajati ....
Or hum on sy mang sakty hain chahy kuch bhi ho jae ... baki jo bhns hai wo fir fiqah pey chali jae gi and mujhy fiqah pey baat nai karni...

@ kool~nomi

MEry payary bahi jan mujhy os bandy ki post sy koi sarokaar nai .
Wo AGER R.Z likh raha hai to os ka sawal app os sy pouch sakty ho :)
MEri nazar mai Buzarg k sath R.A meanz REhmatullah Aleh hota hai .....
[DOUBLEPOST=1355179216][/DOUBLEPOST]@S_ChiragH
Sure..

@ Abidi
School of thoughts hi alag hai so kia kar sakty hai bro..
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Taraweeh Nimaz Jamayet Se Huzoor S.A.W.W Nay Padhayi Thi Mkd yeh Aap ke liye hadees pesh hai ...Yeh Sunatay Nabwi Hai Kiun Kay Isay Aap S.A.W.W Nay Khud Jamaait Se Ada Kiya , Is Liye Hazrat Umar R.A Ka yeh Zaati Fail Nhn Jo Isay Bidat Samjha Jaye taraweeh Ko Huzoor S.A.W.W Nay Ba Jamaait Padhaya Is Liye Is ko Bidat Nhn Kehte ...
Musalman Ko do nuqton se kabhi aetraaz
ho hi nahin sakta
1..RASOOL E KAREEM saww ke
aemaal e mubarikeen biddaten nahin sunnaten hain
2..Sahih Bukhaari ahadeeth ke mustanad tar kitaab hai
iske ahadeeth se MUSALMAANON ko koi aetraaz nahin
so mein is Sahih Bukhaari se hi ahadeeth peish karte huwe
aap sub ko batana chahunga ke taraveeh masjid mein
ALLAH ke nabi a.s Sahaba r.a ke saath bhi ada karte the
aur iske fazaiyl bhi bayan kiya karte the
Sahih Bukhaari,kitab salatut Taraveeh,hadeeth#2012

Shared By Chiragh

حدثنا يحيى بن بكير،‏‏‏‏ حدثنا الليث،‏‏‏‏ عن عقيل،‏‏‏‏ عن ابن شهاب،‏‏‏‏ أخبرني عروة،‏‏‏‏ أن عائشة

ـ رضى الله عنها ـ أخبرته أن رسول الله صلى الله عليه وسلم خرج ليلة من جوف الليل

،‏‏‏‏ فصلى في المسجد،‏‏‏‏ وصلى رجال بصلاته،‏‏‏‏ فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فاجتمع أكثر منهم،‏‏‏‏ فصلوا معه،‏‏‏‏

فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فكثر أهل المسجد من الليلة الثالثة،‏‏‏‏ فخرج رسول الله صلى الله عليه وسلم فصلى،‏‏‏‏

فصلوا بصلاته،‏‏‏‏ فلما كانت الليلة الرابعة عجز المسجد عن أهله،‏‏‏‏ حتى خرج لصلاة الصبح،

‏‏‏‏ فلما قضى الفجر أقبل على الناس،‏‏‏‏ فتشهد ثم قال ‏"‏ أما بعد،‏‏‏‏ فإنه لم يخف على مكانكم،

‏‏‏‏ ولكني خشيت أن تفترض عليكم فتعجزوا عنها ‏"‏‏.‏ فتوفي رسول الله صلى الله عليه وسلم والأمر على ذلك

اور ہم سے یحییٰ بن بکیر نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے لیث بن سعد نے بیان کیا،

ان سے عقیل نے، ان سے ابن شہاب نے، انہیں عروہ نے خبر دی اور انہیں

عائشہ رضی اللہ عنہا نے خبر دی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم

ایک مرتبہ (رمضان کی) نصف شب میں مسجد تشریف لے گئے اور وہاں تراویح کی

نماز پڑھی۔ کچھ صحابہ رضی اللہ عنہم بھی آپ کے ساتھ نماز میں شریک ہو گئے۔ صبح ہوئی

تو انہوں نے اس کا چرچا کیا۔ چنانچہ دوسری رات میں لوگ پہلے سے بھی زیادہ جمع ہو گئے

اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ نماز پڑھی۔ دوسری صبح کو اور زیادہ چرچا ہوا اور تیسری رات اس سے

بھی زیادہ لوگ جمع ہو گئے۔ آپ نے (اس رات بھی) نماز پڑھی اور لوگوں نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی

اقتداء کی۔ چوتھی رات کو یہ عالم تھا کہ مسجد میں نماز پڑھنے آنے والوں کے لیے

جگہ بھی باقی نہیں رہی تھی۔ (لیکن اس رات آپ برآمد ہی نہیں ہوئے) بلکہ صبح کی

نماز کے لیے باہر تشریف لائے۔ جب نماز پڑھ لی تو لوگوں کی طرف متوجہ

ہو کر شہادت کے بعد فرمایا۔ امابعد! تمہارے یہاں جمع ہونے کا مجھے علم تھا،

لیکن مجھے خوف اس کا ہوا کہ کہیں یہ نماز تم پر فرض نہ کر دی جائے اور

پھر تم اس کی ادائیگی سے عاجز ہو جاؤ،

چنانچہ جب نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات ہوئی تو یہی کیفیت قائم رہی۔

@S_ChiragH , @Dawn , @ChoCo , @hoorain , @nasir noman , @Mkd

Rahi Bidat Ki Tareef Toh Yeh Bhi Sunlain​
Bidat Ka Maanay Yeh Nhn Hain k Kisi bhi Cheez Mien Izafa Balkay Bidat Kay Maanay Hain Deen Mien Kisi Cheez kay Izaafay ko Bidat Kehte hain Agay is Image ko Gour Se Padhlain ... JazakaALlah​
[/quote]

nihayat hi khoobsurat post ki aapne jazakAllah khair bhai
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ok Bhai .. per hum aap ki islah chaha rahay hain galat mien bhi ho sakta hun aap bhi ho saktay hain Yeh Aqeeda boht hi bura hai kay marnay kay baad waseela WALLI ALLAH bhi ho sakta hai , NABI bhi ... Aap ki zindagi hai aap jo chahain karain humien is se kuch nhn lekin haqaiq ko saamnay laana zaruri hai phr aap maano ya na maano yeh aap ki marzi hai ... Mien eik post karunga woh aap dekhna and padhna gour se phr faisla karna ... Zaruri nhn kay aik dafa agar kisi cheez pe believe ho gaya toh bas usi ka ho jana hai , Aisa believe bas Allah kay liye ho na chaye Aur kisi kay liye nhn .. So Dear Brother Just for knowledge i will post some usefull things aap padh kay reply karna ... JazakaAllah Aur Aap khud keh rahay ho na kay Duniya vi faiday ke liye ulama nay boht si baatien Add kardi hain Toh Aap suno inshaAllah Allah Hum Sab ki Islaah Karay Ameen ...[DOUBLEPOST=1355218755][/DOUBLEPOST]
Taraweeh Nimaz Jamayet Se Huzoor S.A.W.W Nay Padhayi Thi Mkd yeh Aap ke liye hadees pesh hai ...Yeh Sunatay Nabwi Hai Kiun Kay Isay Aap S.A.W.W Nay Khud Jamaait Se Ada Kiya , Is Liye Hazrat Umar R.A Ka yeh Zaati Fail Nhn Jo Isay Bidat Samjha Jaye taraweeh Ko Huzoor S.A.W.W Nay Ba Jamaait Padhaya Is Liye Is ko Bidat Nhn Kehte ...
Musalman Ko do nuqton se kabhi aetraaz
ho hi nahin sakta
1..RASOOL E KAREEM saww ke
aemaal e mubarikeen biddaten nahin sunnaten hain
2..Sahih Bukhaari ahadeeth ke mustanad tar kitaab hai
iske ahadeeth se MUSALMAANON ko koi aetraaz nahin
so mein is Sahih Bukhaari se hi ahadeeth peish karte huwe
aap sub ko batana chahunga ke taraveeh masjid mein
ALLAH ke nabi a.s Sahaba r.a ke saath bhi ada karte the
aur iske fazaiyl bhi bayan kiya karte the
Sahih Bukhaari,kitab salatut Taraveeh,hadeeth#2012

Shared By Chiragh

حدثنا يحيى بن بكير،‏‏‏‏ حدثنا الليث،‏‏‏‏ عن عقيل،‏‏‏‏ عن ابن شهاب،‏‏‏‏ أخبرني عروة،‏‏‏‏ أن عائشة

ـ رضى الله عنها ـ أخبرته أن رسول الله صلى الله عليه وسلم خرج ليلة من جوف الليل

،‏‏‏‏ فصلى في المسجد،‏‏‏‏ وصلى رجال بصلاته،‏‏‏‏ فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فاجتمع أكثر منهم،‏‏‏‏ فصلوا معه،‏‏‏‏

فأصبح الناس فتحدثوا،‏‏‏‏ فكثر أهل المسجد من الليلة الثالثة،‏‏‏‏ فخرج رسول الله صلى الله عليه وسلم فصلى،‏‏‏‏

فصلوا بصلاته،‏‏‏‏ فلما كانت الليلة الرابعة عجز المسجد عن أهله،‏‏‏‏ حتى خرج لصلاة الصبح،

‏‏‏‏ فلما قضى الفجر أقبل على الناس،‏‏‏‏ فتشهد ثم قال ‏"‏ أما بعد،‏‏‏‏ فإنه لم يخف على مكانكم،

‏‏‏‏ ولكني خشيت أن تفترض عليكم فتعجزوا عنها ‏"‏‏.‏ فتوفي رسول الله صلى الله عليه وسلم والأمر على ذلك

اور ہم سے یحییٰ بن بکیر نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے لیث بن سعد نے بیان کیا،

ان سے عقیل نے، ان سے ابن شہاب نے، انہیں عروہ نے خبر دی اور انہیں

عائشہ رضی اللہ عنہا نے خبر دی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم

ایک مرتبہ (رمضان کی) نصف شب میں مسجد تشریف لے گئے اور وہاں تراویح کی

نماز پڑھی۔ کچھ صحابہ رضی اللہ عنہم بھی آپ کے ساتھ نماز میں شریک ہو گئے۔ صبح ہوئی

تو انہوں نے اس کا چرچا کیا۔ چنانچہ دوسری رات میں لوگ پہلے سے بھی زیادہ جمع ہو گئے

اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ نماز پڑھی۔ دوسری صبح کو اور زیادہ چرچا ہوا اور تیسری رات اس سے

بھی زیادہ لوگ جمع ہو گئے۔ آپ نے (اس رات بھی) نماز پڑھی اور لوگوں نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی

اقتداء کی۔ چوتھی رات کو یہ عالم تھا کہ مسجد میں نماز پڑھنے آنے والوں کے لیے

جگہ بھی باقی نہیں رہی تھی۔ (لیکن اس رات آپ برآمد ہی نہیں ہوئے) بلکہ صبح کی

نماز کے لیے باہر تشریف لائے۔ جب نماز پڑھ لی تو لوگوں کی طرف متوجہ

ہو کر شہادت کے بعد فرمایا۔ امابعد! تمہارے یہاں جمع ہونے کا مجھے علم تھا،

لیکن مجھے خوف اس کا ہوا کہ کہیں یہ نماز تم پر فرض نہ کر دی جائے اور

پھر تم اس کی ادائیگی سے عاجز ہو جاؤ،

چنانچہ جب نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات ہوئی تو یہی کیفیت قائم رہی۔

@S_ChiragH , @Dawn , @ChoCo , @hoorain , @nasir noman , @Mkd

Rahi Bidat Ki Tareef Toh Yeh Bhi Sunlain​
Bidat Ka Maanay Yeh Nhn Hain k Kisi bhi Cheez Mien Izafa Balkay Bidat Kay Maanay Hain Deen Mien Kisi Cheez kay Izaafay ko Bidat Kehte hain Agay is Image ko Gour Se Padhlain ... JazakaALlah​
nihayat hi khoobsurat post ki aapne jazakAllah khair bhai[/quote]

JazakaALlah Bro Aap bhi kuch is baaray mien post karo waseela wagera kay baaray mien
 
  • Like
Reactions: hoorain and Dawn

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Allah se mangne ka subse best waseela sirf of sirf namaz hai isliay hum Allah se jub b mangen 2 rakat Salaat ul Haajat parh k Allah se mangen in sha Allah zaror milega agr aafiat hoi to... Q k Sahaba Karaam Razi Allahu anhum b Namaz k zariay se apne kam banwate thay unho ne kisi buzurg ya bare aalim ka sahara ni lia... bohot si misalen hen ap sub jante honge k Na-mumkin kam b Namaz k zariay se hul hoye hen to bhaion dosre peer faqeer k chakkaron mai parne ki kia zarorat hai ? kia hamare liay Namaz he kafi ni ? bus itna simple sa jawab tha thats it ? itni lambi chowri behes ki zarorat he ni thi...

@nasirnoman @sweet_syndrella @kool~nomi @hoorain @RedRose64 @S_ChiragH
@InnoXious @Dawn
 
Bilkul Sahi kaha .. Dear .. Mien Aik Thread bana raha hun us mien sab cheezien inshaAllah clear kardunga kay Waseela kiya hai aur peeri fakeeri chakar mien nhn padna chaye Astaghferrullah bht hi bura aqeeda hai yeh Mazaron pe jakar maangna ... Aisii jaghon per jaana hi shirk hai Jahan Shirkiyaan kaam hotay hain unhay dekhna bhi galat hai kiun Kay Aik Dafa Huzoor S.A.W.W Ja rahay thay kahin se toh unho nay apna Chehra Mubarak Dhaanp liya kisi sahabi nay poocha Kay Aap S.A.W.W Aap nay Aisa kiun kiya toh unho nay kaha is jaga pe aik koum ko azaab aya tha Un Kay galat kamon ki waja se...
 
  • Like
Reactions: F-iceage and Dawn

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Bilkul Sahi kaha .. Dear .. Mien Aik Thread bana raha hun us mien sab cheezien inshaAllah clear kardunga kay Waseela kiya hai aur peeri fakeeri chakar mien nhn padna chaye Astaghferrullah bht hi bura aqeeda hai yeh Mazaron pe jakar maangna ... Aisii jaghon per jaana hi shirk hai Jahan Shirkiyaan kaam hotay hain unhay dekhna bhi galat hai kiun Kay Aik Dafa Huzoor S.A.W.W Ja rahay thay kahin se toh unho nay apna Chehra Mubarak Dhaanp liya kisi sahabi nay poocha Kay Aap S.A.W.W Aap nay Aisa kiun kiya toh unho nay kaha is jaga pe aik koum ko azaab aya tha Un Kay galat kamon ki waja se...
hmm bilkul
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
آج ہندو بھی ہم سے یہ سوال پوچھتے ہیں۔
ہو گئی تیری مسجدیں ویران اور دربار گونجتے ہیں۔
فرق بس اتنا رہ گیا ہے اے مسلمان!
تم وسیلے کو لیٹا کر تو ہم اسے کھڑا کرکے پوجتے ہیں۔
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
آج ہندو بھی ہم سے یہ سوال پوچھتے ہیں۔
ہو گئی تیری مسجدیں ویران اور دربار گونجتے ہیں۔
فرق بس اتنا رہ گیا ہے اے مسلمان!
تم وسیلے کو لیٹا کر تو ہم اسے کھڑا کرکے پوجتے ہیں۔
Boht hi khooooob and sach kaha hai aisa hi waqiya mere cousin ke sath pesh aya dubai mien woh kisi hindu ke pass kam karta tha toh us ne us se yehi sawal kiya kay hum mien aur tum may kiya faraq hai tum mazaar jaatay ho hum mandar jaatay hain Like this toh woh bechara sharminda ho gaya kay yar mushriko ki waja se hum sahi haq per honay ka bawajood badnaam ho rahay hain Allah ho akbar ..
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
@kool~nomi @ S_ChiragH
Yaaar ya baat nikal k beliefs ki taraf ja rahi hai or mainy is topic pey nai perhna..
Meri NAZAR mai DENA WALA ALLAH HAI ..
Or waseela WALLI ALLAH bhi ho sakta hai , NABI bhi..
CHahy wo zinda hon ya na ho..
OR as far as my Beliefs HOLY PROPHET S.A.W.W Zinda thy, hain or rahain gy Jb tk QAYAMAT nai ajati ....
Or hum on sy mang sakty hain chahy kuch bhi ho jae ... baki jo bhns hai wo fir fiqah pey chali jae gi and mujhy fiqah pey baat nai karni...

@ kool~nomi
MEry payary bahi jan mujhy os bandy ki post sy koi sarokaar nai .
Wo AGER R.Z likh raha hai to os ka sawal app os sy pouch sakty ho :)
MEri nazar mai Buzarg k sath R.A meanz REhmatullah Aleh hota hai .....
[DOUBLEPOST=1355179216][/DOUBLEPOST]@S_ChiragH
Sure..

@ Abidi
School of thoughts hi alag hai so kia kar sakty hai bro..
Hahahahaha aap lougon ne baat karni hi kab hoti hai
koi nahin karega fiqah pe baat Abu bakar radi ALLAH anho per to baat karoge naa aap ??
agar unhone kaha ho ke RASOOLALLAH alaehe salam fout ho chuke hain
to us hadeeth ko maanoge aap ?? nahin bilkul nahin mein aap se poochta hoon
agar fiqah per bhi baat karni hai to kya Abu Hanifa rehmatullah alaeh ne kabhi farmaya
ke RasoolALLAH sallallaho alaehe wassallam wafat ke baad bhi zinda hi hain ??

aur jis tarah se @Dawn bro ne shayari peish ki aaj ke muslims ka bilkul wahi hinduana aqeeda hai
ke kuch bhi peish kar do hum ne aulia ke qabaron per pathar saja akr unki pooja karte rehna hai
jese ke hinduiyat ke bohot se kutub se bhi patharon ki pooja ghalat saabit hai per wo karte hain
waise hi aaj ke MUSALMAANon ke aage bhi QURAN o ahadeeth koi value nahi nrakhte
naa hi un auliya ke aqwaal jinke qabaron pe pathar rakh kar ye unki pooja karte hain
balke humare liye ehmiyat hai to bassss us yaqeen mein jo humare buzargon se humen mila

ALLAH humen hidayat de Aameen .
 
  • Like
Reactions: Dawn and kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
@ hoorain

[DOUBLEPOST=1355109392][/DOUBLEPOST]@ hoorain

Lolx os wqt bolna perh hi jata hai jb banda prove k sath cheezain day .
but due to wrong belvs ulma log k propaganda ki wajha sy innocent log k dilo mai prove bhi ghalat lagny lagy.. :)

ANywayz leave it .

Gair ALlah Ko Pukarna Ya Allah Kay Siwa Kisi Aur Se Faryad Kuna hona Shirk Hai​

Waseela Ki Aik Simple Si Wazahat Mien Quran ki Ayat Se Kardeta hun :-
Logo Ka Aqeeda Hargiz yeh nhn Hota kay yeh kisi makhlooq ko paida kartay hain ya barish barsaatay hain ya angoor wagera Ugaatay Hain, Balkay woh ya toh in ki ibadat kartay Hain Ya in ki qabron ko poojtay Hain Ya in kay saamnay jhuktay hain aur woh yeh kiun kartay thay?
Quran Majeed Is ki Wazahat In Alfaz Mien Karta Hai :-
Surah Younus Ayat 17 :- Aur Yeh Loug ALlah Wahid ko Chor Kar , Aisii Cheezon ki ibadat kartay hain jo na un ko koi nafaa pohncha sakta hai na koi zarar Aur Kehte Hain Kay Yeh Allah Taalah Kay Pass Hamaray Sifarashi Hain.
(Is Ayat nay Waazeh Saabit Kardiya Kay Jo Loug Yeh Boltay Hain kay Hum toh sirf in ko sifarashi bana kay Yeh Allah Kay Wali Banday Hain Auliya hain In Kay Waseelay Se Allah se maangtay Hain Woh Galat Hain Aur Mushrik Loug Hain Allah Ho Akbar Ab Quran ki Ayat ko koi Jhutla kar phr wohi baat karay kay Kisi Murda Kay Waseelay Se Maanga ja sakta hai kiun kay woh Allah Ka Wali Hai Naik Banda hai Toh Woh Kufur per hai Mazeed Detail Kay Liye Agay Padhye ) @RedRose64 , @hoorain , @InnoXious , @The_Dark_Knight , @sweet_syndrella , @Shizuka , @Abidi , @ChoCo
Tashreeh / Tafseer of Ayat Number 16 - 18 Surah Younus ..
Chunachay Allah Nay Apnay Rasoolon Ko Mabuoos farma kar logon ko is baat se roka kay woh kisi dusre ko na pukara karain na duain Ibadat ki Soorat Mien Aur na Duain Istagasa ki soorat mien.(Kisi se Madad Talab Karnay ko Istagasa Kehte Hain)
Shaikh Ul Islam Rehmatullah Mazeed Farmatay Hain Kay Jo Shakhs Allah Taalah Aur Apnay Darmiyan Kisi Bhi Gair Allah ko Waseela Banaye , In Per Bharosa Karay In ko Pukaray Aur in se sawal karay woh shakhs baala ijmaa Kaafar Hai ".
Shaikh Ul Islam Rehmatullah Kay Shagird Ibn Qaim Rehmatullah Likhte Hain Kay Shirk Ki Iqsaam Mien se Aik Qisim yeh Bhi Hai Kay Insan Apni Zaruriyat Fout Shuda Auliya Allah Se Talab Karay , In kay Naam se istagaasa karay Aur In ki taraf poori tarah mutawaja ho jaye Haqeeqat mien yehi shirk ki jadd hai ..... Jo Shakhs Fout Ho Chuka Us Kay Aimal Munkatay Ho Chukay , Woh Toh Ab Apni Zaat Kay Nafaa Nuksaan Per Bhi Qudrat Nhn Rakhta Toh Doosron ki Zaruriyat Mien Kaise Kaam Ayega , un Ki Faryaad Sunay Ya Yeh Kahay Kay Kay Woh Allah Se Iski Sifarish Karay Ga , Yeh Sab Jahalat Ki Baatain Hain. Waqiya Yeah Hai Kay Taalib wa Matloob Aur Shaafay wa Mashfoo Dono Barabar Hain.
Ahnaaf Ki Mashoor Kitab Fatawa Albazaziya Mien likha hai kay Jo Shakhs Yeh Aqeeda Rakhta hai kay buzirgaan-e-Deen Aur Mashaaikh Ki Roohain Haazir Hain Aur Hamaray Baaray Mien Ilm Rakhti Hain woh kaafar ho jaata hai.
Shaikh Sanaullah Hanfi Rehmatullah Apni Kitab Mien Tehreer Kartay hain kay Dour-e-Hazir mien Musalamano Mien Kuch Garwa Is Qisim kay paida ho gaye hain jo yeh aqeeda rakhtay hain kay Auliya Allah Ko APni zindagi mien Bhi Aur Baad Az Wafat Bhi is aalam Mien Qudrat, tasaruf haasil hai aur shudaid wa bilyat mien un say istagasa aur ista'anat ki jasakti hai loug yeh aqeeda rakhtay huway un ki qabron per atay hain aur us haajaat rafayi karnay ki darkhuwast kartay hain kay yeh asshaab-e-karamat thay jo logon ki faryadain suntay hain aur in he per is nizaam ka daaromadar hai , in kay naam nazro niyaz bhi dete hain , janwar zibah kartay hain aur khayal kartay hain kay is se woh Auliya in ko mustehaq ajar dienge , Halankay Yeh woh aqeeda hai jis se na sirf Afrat wa tafreet he paayi jaati hai balkay is mien halakat hai aur azaab bhi hai kiun kay is mien khaalis shirk ki boo aati hai jo kitab Allah Kay Sahi Aur Waazeh Ahkaam Kay Sareeh Khilaaf Hai , Tamaam Ayemaa Karaam Kay Aqaaid se Mutsaadim hai aur ijmaah umat kay khilaaf hai.

@Don , @Dawn , @S_ChiragH , @FallenAngeL , @Bela , @*Muslim* , @Nelly , @InnoXious , @nasirnoman , Choco , @F-iceage
@i love sahaba , @Star24 [DOUBLEPOST=1355244856][/DOUBLEPOST]
Hahahahaha aap lougon ne baat karni hi kab hoti hai
koi nahin karega fiqah pe baat Abu bakar radi ALLAH anho per to baat karoge naa aap ??
agar unhone kaha ho ke RASOOLALLAH alaehe salam fout ho chuke hain
to us hadeeth ko maanoge aap ?? nahin bilkul nahin mein aap se poochta hoon
agar fiqah per bhi baat karni hai to kya Abu Hanifa rehmatullah alaeh ne kabhi farmaya
ke RasoolALLAH sallallaho alaehe wassallam wafat ke baad bhi zinda hi hain ??

aur jis tarah se @Dawn bro ne shayari peish ki aaj ke muslims ka bilkul wahi hinduana aqeeda hai
ke kuch bhi peish kar do hum ne aulia ke qabaron per pathar saja akr unki pooja karte rehna hai
jese ke hinduiyat ke bohot se kutub se bhi patharon ki pooja ghalat saabit hai per wo karte hain
waise hi aaj ke MUSALMAANon ke aage bhi QURAN o ahadeeth koi value nahi nrakhte
naa hi un auliya ke aqwaal jinke qabaron pe pathar rakh kar ye unki pooja karte hain
balke humare liye ehmiyat hai to bassss us yaqeen mein jo humare buzargon se humen mila

ALLAH humen hidayat de Aameen .
Chiragh Just Wait nd Watch My New Thread ... Abhi Chor do discuss karna Nhn Maanienge Jo Qabron ki ziyarat karna sahi samjhtay hain...
 
Top