ماہِ محرم

  • Work-from-home

cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
shayad Allah tala ko itna ilm nahi tha jitna aap ko hy (auzubillah) hadd hy bhai apne dimagh ko Allah ki hikmat se uske faislon se barabar kar rahe ho?

aap mera adha post mat lo adhi baat ka jawab mat do my apke poori baat ka jawab de raha hun to aap bhi poori baat ka jawab do

agr apke paas koi aur wajhe hy to batao aur daleel k sath batana

apse request hy mazeed bahes na karo bas authentic baat karo shukria
AstaghfirAllah .. meri konsi bat se aesa laga k me ye gustakhi kar sakta hon ?? bulkey mera to yakeen hi yehi hai k Allah jo kam karta hai wo mukamal hota hai us me koi nuqs nahi hota agar us ne koi hukam diya hai to koi aesi kami rakhi hi nahi hogi us ne k bara sa bara alim bhi koi sawal karey aur usey jawab na miley ...
me aap ki puri post ka hi to jawab de raha hon ... aur aap k is sawal ka jawab bhi me de chuka hon k mere pas koi waja hoti to behas hi q kar raha hota ... me agar behas kar raha hon to wo isliye k aap ne jo waja bataii usey samjhna chah raha hon k kya waqie Allah ne bhi wohi waja rakhi hai ya ham ne hi us waja ko Allah ki marzi banadi ...

meri behas ye nahi k Allah ne q ghalat rakhi bulkey me to yehi janna chah raha hon k yehi waja Allah ne rakhi ya hum ne khud rakhli aur Allah o Rasool ka name use kar raha hain ... coz Allah ka koi kam bina-adal k nahi hota ... aur us ne agar is din ko itni ziada importance di hai to us k adal ka takaza hai k waja bhi koi itni hi bari hogi ... so hamein wo waja talash karni chahye ..
agar aap ko yakeen hai k jo aap ne waja bataii bas yehi waja hai to phir to aap ko mere sawalat ka tahamul se jawab dena chahye na k mujh pe gustakhi ka ilzam lagana chahye ...

aur agar aap behas karna hi nahi chahte to simply ek line me ye keh dein k bhai me behas karna nahi chah raha me agey koi sawal hi nahi karonga .. but aesa hargiz na bolein k me Allah se muqabla kar raha hon (naauzubilla) ...
 
  • Like
Reactions: Mahiya

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

bhai sahab my ne gustakhi wali baat kahan kahi???????????
my to pehle hi kaha bahes nahi karna chahta sirf seekhna seekhana hy to baat karo

mere paas jo wajhe hy quran hadees se my ne batadi aur mere nazdeek yehi wajhe hy
ab aap k paas aur bhi wajhe hosakti hy to talash ki jie aur jab mile to mujhe bhi bata dijie

apse ek sawal hy zarur jawab dena
aap fajar me kitni farz namaz parhte ho?
 
cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
aap ne Quran pak se jo share kiya wo ye hain ....

: [إِنَّ عِدَّةَ الشُّهُورِ عِنْدَ اللهِ اثْنَا عَشَرَ شَهْرًا فِي كِتَابِ اللهِ يَوْمَ خَلَقَ السَّمَاوَاتِ وَالأَرْضَ مِنْهَا أَرْبَعَةٌ حُرُمٌ ذَلِكَ الدِّينُ القَيِّمُ] " مہینوں کی گنتی اللہ کے نزدیک کتاب اللہ میں بارہ ہے ، اسی دن سے جب سے آسمان وزمین کو اس نے پیدا کیا ہے ، ان میں سے چار حرمت وادب کے ہیں یہی درست دین ہے " {التوبة:36}

: ’’ وَأَقِمِ الصَّلَاةَ طَرَفَيِ النَّهَارِ وَزُلَفًا مِنَ اللَّيْلِ إِنَّ الحَسَنَاتِ يُذْهِبْنَ السَّيِّئَاتِ ذَلِكَ ذِكْرَى لِلذَّاكِرِينَ‘‘ " اور دن کے دونوں سرو ںمیں نماز قائم کرو اور رات کی کئی ساعتوں میں بھی ، یقینا نیکیاں برائیوں کو دور کردیتی ہیں ، یہ نصیحت ہے نصیحت پکڑنے والوں کے لئے " ۔ {سورہ ھود:114

’’ فَلَا تَظْلِمُوا فِيهِنَّ أَنْفُسَكُمْ ‘‘" ان مہینوں میں {حرمت والے مہینوں میں } تم لوگ اپنے اوپر ظلم نہ کرو " {التوبة:36

: ’’ وَقَاتِلُوا المُشْرِكِينَ كَافَّةً كَمَا يُقَاتِلُونَكُمْ كَافَّةً وَاعْلَمُوا أَنَّ اللهَ مَعَ المُتَّقِينَ ‘‘ " اور مشرکوں سے سب مل کر لڑو جس طرح کہ وہ تم سے مل کر لڑتے ہیں اور یاد رکھو کہ کہ اللہ تعالٰی متقیوں کے ساتھ ہے " ۔ {التوبة:36

:" قَالَ كَلَّا إِنَّ مَعِيَ رَبِّي سَيَهْدِينِ " ’’ ہرگز نہیں ، یقین مانو ! میرا رب میرے ساتھ ہے جو ضرور مجھے راہ دکھائے گا ‘‘{الشعراء:62 }

aur aap ne mujhe kaha k aap ne Quran o ahadees se daleel diya hai me phir bhi jhutla raha hon .. aesa nahi uper jo kuch aap ne Quran pak se share kiya hai us me konsi ayat daleel bani k 10th Muharram ki itni ziada importance hai ?
 
  • Like
Reactions: Mahiya

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
aap ne Quran pak se jo share kiya wo ye hain ....

: [إِنَّ عِدَّةَ الشُّهُورِ عِنْدَ اللهِ اثْنَا عَشَرَ شَهْرًا فِي كِتَابِ اللهِ يَوْمَ خَلَقَ السَّمَاوَاتِ وَالأَرْضَ مِنْهَا أَرْبَعَةٌ حُرُمٌ ذَلِكَ الدِّينُ القَيِّمُ] " مہینوں کی گنتی اللہ کے نزدیک کتاب اللہ میں بارہ ہے ، اسی دن سے جب سے آسمان وزمین کو اس نے پیدا کیا ہے ، ان میں سے چار حرمت وادب کے ہیں یہی درست دین ہے " {التوبة:36}

: ’’ وَأَقِمِ الصَّلَاةَ طَرَفَيِ النَّهَارِ وَزُلَفًا مِنَ اللَّيْلِ إِنَّ الحَسَنَاتِ يُذْهِبْنَ السَّيِّئَاتِ ذَلِكَ ذِكْرَى لِلذَّاكِرِينَ‘‘ " اور دن کے دونوں سرو ںمیں نماز قائم کرو اور رات کی کئی ساعتوں میں بھی ، یقینا نیکیاں برائیوں کو دور کردیتی ہیں ، یہ نصیحت ہے نصیحت پکڑنے والوں کے لئے " ۔ {سورہ ھود:114

’’ فَلَا تَظْلِمُوا فِيهِنَّ أَنْفُسَكُمْ ‘‘" ان مہینوں میں {حرمت والے مہینوں میں } تم لوگ اپنے اوپر ظلم نہ کرو " {التوبة:36

: ’’ وَقَاتِلُوا المُشْرِكِينَ كَافَّةً كَمَا يُقَاتِلُونَكُمْ كَافَّةً وَاعْلَمُوا أَنَّ اللهَ مَعَ المُتَّقِينَ ‘‘" اور مشرکوں سے سب مل کر لڑو جس طرح کہ وہ تم سے مل کر لڑتے ہیں اور یاد رکھو کہ کہ اللہ تعالٰی متقیوں کے ساتھ ہے " ۔ {التوبة:36

:" قَالَ كَلَّا إِنَّ مَعِيَ رَبِّي سَيَهْدِينِ "’’ ہرگز نہیں ، یقین مانو ! میرا رب میرے ساتھ ہے جو ضرور مجھے راہ دکھائے گا ‘‘{الشعراء:62 }

aur aap ne mujhe kaha k aap ne Quran o ahadees se daleel diya hai me phir bhi jhutla raha hon .. aesa nahi uper jo kuch aap ne Quran pak se share kiya hai us me konsi ayat daleel bani k 10th Muharram ki itni ziada importance hai ?
upar apse pehle mera ek sawal hy uska jawab dijie aur my ne quran aur hadees se muharram ki fazilat ahmiat ki daleel di hy
10 tareeq ki daleel hadees se di hy
 
cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
behas ka taluk seekhne se ho to wo ghalat nahi hota .. agar mujh se koi kehta hai k white colour sab se acha hota hai to me janna chahonga k white colour q baqi colour se acha hota hai ... ab agar me sawalaat karonga to ye behas fasaadi nahi bulkey ilmi kehlaegii coz me aqeeda rakhna chah raha hon yakeen k sath ..
islam hi wo mazhab hai jo sirf hukam nahi deta bulkey aqal insani ko aqal istemal karna sikhata hai ... islam hi wo mazhab hai jo but-parast se sawal karta hai k akhir tum aqal se q nahi sochte k ye but kese khuda ho sakta hai ... so ek talib e ilm ki hesiyat se mera haq banta hai sawal karna ..

aap k akhir sawal ka taluk zatiyaat pe mabni hai so me us ka jawab nahi dena chahonga .. shukriya ... :)
 
bhai namaz har musalman par farz hy to apki zatti kese ho gai
my ne jo sawal pucha hy usi me apko jawab mil jaega meharbani karke bata dijie ke fajr me kitne rakat farz parhte ho aap?
 
  • Like
Reactions: Mahiya

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
nahi mujhe to bazahir koi waja samjh me nahi arahi tabhi hi me poch raha hon ... coz waja koi aesi honi chahye jo kabhi aur na hoi ho .. 12 months me se agar kisi ek month k kisi ek khas din ko important dedi gai to koi to aesi waja honi chahye jo baqi 12 months na hoi ho ... aur mera aqeeda hai k islam ek mukamal mazhab hai to agar kuch karne ka hukam mila hai to us k sath daleel bhi di gai hogi .. ye bat aur hai k ham tak wo daleel na pohach paii ho ..
I think ap k is specific sawal ka jawab un Hadith may majood hai jo may nay ap ko di hain....
 
cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
Maybe following Hadiths can help.
-----
Narrated by Ibn 'Abbas: Bukhari # 222
The Prophet came to Medina and saw the Jews fasting on the day of ashura. He asked them about that. They replied, "This is a good day, the day on which Allah rescued Bani Israel from their enemy. So, Moses fasted this day." The Prophet said, "We have more claim over Moses than you." So, the Prophet fasted on that day and ordered (the Muslims) to fast (on that day).​

Narrated by Abu Musa: Bukhari # 223
The day of 'ashura' was considered as 'Id day by the Jews. So the Prophet ordered, "I recommend you (Muslims) to fast on this day."​
Narrated by 'Aisha: Bukhari # 172
'ashura' (i.e. the tenth of Muharram) was a day on which the tribe of Quraish used to fast in the pre-lslamic period of ignorance. The Prophet also used to fast on this day. So when he migrated to Medina, he fasted on it and ordered (the Muslims) to fast on it. When the fasting of Ramadan was enjoined, it became optional for the people to fast or not to fast on the day of ashura.​
jee bro in 3no ahadees me ek hi bat bataii gai hai ... is k bad mene is hadees se related hi sawal kiya tha .. aap agey meri posts read karein plz...
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
buhat hi achi sharing hai aur ye sae kaha k ya tu 9aur 10 ya phir 10 aur 11 ka roza lkn @*Muslim* bro ye saal ka pehla mahina hai tu is lehaz se beshak khushi ka hai lkn ye bhi dekho k karbala ki yaad bhi hai tu i think is month shadi wagera nae hoti
apko pata hy faari isi mahine me kayi sahaba ki shadi bhi huyi to unhone kya galat kia?
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
JAZAKALLAH khair ,,, informative n authentic sharing!
yom-e-aashura k baare may muje bhi kaafi confusion thi aur main samajhti thi roza bhi karbala k waqea ki waja se rakha jata hay!
thanx for spreading authentic info!
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
JAZAKALLAH khair ,,, informative n authentic sharing!
yom-e-aashura k baare may muje bhi kaafi confusion thi aur main samajhti thi roza bhi karbala k waqea ki waja se rakha jata hay!
thanx for spreading authentic info!
wa iyyak
g bht se loog yehi samajhte hy ek maqsoos giroh ne ye waba phailai rakhi hy
my khud is ko apki tarah samajhta tha pehle
 
  • Like
Reactions: hoorain

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
mene jinhey tag kiya wo isliye kiya tha k mujhe un k comments achey lagey the .. aap ka to thread hai so aap ne parhna hi tha isliye aap ko tag nahi kiya tha ...

1. well aap ne jawab diya k Allah ne is ko ehmiyat di but mera sawal hi yehi tha k Allah ne is ko q ehmiyat di ..
2. Hazrat Mousa ko Firoun se nijaad mili thi sirf is hi waja se is din ki itni ziada ehmiyat k is din roza rakha jae to guzishta saal k gunah mauf hojaenge ?? baqi anbiya e karam ko kisi firoun namrood o shiddaat se nijaat nahi mili thi ... baqi anbiya ko kis month ki kis tareekh ko mili thi shyd hum to ye bhi nahi jante ..
3. aur kya Yahoodiyon k batane pe hi hamein is bat ka ilm hoa k is din hazrat mousa ko nijaat mili thi to isliye Musalmano ne roza rakha coz yahoodi bhi rakhte the aur un se ziada haq hamara hai??
4. beshaq ye jesa k aap ne bataya k ye sad kubh ahadees se sabit hai but us zamane me bhi jab Nabi pak ne ye sab bataya hoga to logo ne sawal to kiya hoga to unhe jawab bhi mila hoga... agar aap ko wo jawabaat bhi maloom hain to zaroor share karein ...

Note: mera maqsad behas karna nahi hai .. aur na hi me koi apne aqaiiid ko yahan pe paish kar raha hon mujhe Quran o ahadees k reference ki zaroorat to tab paregi jab me khud koi bat paish kar raha honga .. me to mehaz seekhne ki gharz se ek talib-e-ilm ki hesiyat se sawal kar raha hon ...
ek talib e ilm ko ye haq hasil hai k us k sylabus me jo kuch likha hai wo apne teacher se ye pochey k jo likha hoa hai wo q likha hoa hai ... so is ko zaati behas na banaya jae agar aap in fazeelat ki haqaiis se waqif hain to hamein bhi farhaam karein .... shukriya .. (andaaz apna cool rakhiyega plz coz aap as a teacher hain yahan)

@Don @Zee Leo @Anokhi_Laadli @Abidi ....
1. I do not think we are allowed to ask Why Allah has done this or why not that... As it says in Quran 5:101
مومنو! ایسی چیزوں کے بارے میں مت سوال کرو کہ اگر (ان کی حقیقتیں) تم پر ظاہر کر دی جائیں تو تمہیں بری لگیں اور اگر قرآن کے نازل ہونے کے ایام میں ایسی باتیں پوچھو گے تو تم پر ظاہر بھی کر دی جائیں گی (اب تو) خدا نے ایسی باتوں (کے پوچھنے) سے درگزر فرمایا ہے اور خدا بخشنے والا بردبار ہے​
2.yahan ap pouchna kia chah rahe hain..
3. Well, Muhammad SAW k pass resources thay. Hazrat Jibrael A.S ilm lay k ate thay Ap SAW k pass.. So zaroori nahi k Yahodiyo say hi pata chala ho.. or agar Yahodiyo say hi pata chala to yeh sach hi hoga tabhi Ap SAW nay Rozay ka hukum dia tha.
4.I do not think Sahaba used to Question Muhammad SAW. I do not think kissi bhi Sahaba nay kissi Order par question kia ho.. agar kabhi kisi nay koi question kia to shayad bat smajh na ane par ya more details k lie hoga...

Now mera ap say yeh sawal hai k ap jo question kar rahe hian wo knowledge berhane k lie kar rahe hian ya phir kissi or iraday say kar rahe hain... ?[DOUBLEPOST=1353312493][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH khair ,,, informative n authentic sharing!
yom-e-aashura k baare may muje bhi kaafi confusion thi aur main samajhti thi roza bhi karbala k waqea ki waja se rakha jata hay!
thanx for spreading authentic info!
I had same confusion, and this thread solved it.
May Allah reward him for this. Ameen.
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
1. I do not think we are allowed to ask Why Allah has done this or why not that... As it says in Quran 5:101
مومنو! ایسی چیزوں کے بارے میں مت سوال کرو کہ اگر (ان کی حقیقتیں) تم پر ظاہر کر دی جائیں تو تمہیں بری لگیں اور اگر قرآن کے نازل ہونے کے ایام میں ایسی باتیں پوچھو گے تو تم پر ظاہر بھی کر دی جائیں گی (اب تو) خدا نے ایسی باتوں (کے پوچھنے) سے درگزر فرمایا ہے اور خدا بخشنے والا بردبار ہے​
2.yahan ap pouchna kia chah rahe hain..
3. Well, Muhammad SAW k pass resources thay. Hazrat Jibrael A.S ilm lay k ate thay Ap SAW k pass.. So zaroori nahi k Yahodiyo say hi pata chala ho.. or agar Yahodiyo say hi pata chala to yeh sach hi hoga tabhi Ap SAW nay Rozay ka hukum dia tha.
4.I do not think Sahaba used to Question Muhammad SAW. I do not think kissi bhi Sahaba nay kissi Order par question kia ho.. agar kabhi kisi nay koi question kia to shayad bat smajh na ane par ya more details k lie hoga...

Now mera ap say yeh sawal hai k ap jo question kar rahe hian wo knowledge berhane k lie kar rahe hian ya phir kissi or iraday say kar rahe hain... ?[DOUBLEPOST=1353312493][/DOUBLEPOST]
I had same confusion, and this thread solved it.
May Allah reward him for this. Ameen.
SUM AAMEEN :)
waise muje kabhi kabhi kaafi pareshani ho jaati hay k hum itne ziada saalon se sab daikh rhe hain aur kabhi socha hi nhi k asal waja kia hay :-ss
 
Aunty_Bilqees

Banned
Oct 12, 2012
1,535
1,379
113
حقیقت خرافات میں کھو گئی​
یہ امت روایات میں کھو گئی​
لبھاتا ہے دل کو کلام خطیب​
مگر لذتِ شوق سے بے نصیب​
بیاں اس کا منطق سے سلجھا ہوا​
لغت کے بکھیڑوں میں الجھا ہوا​
وہ صوفی کہ تھا خدمتِ حق میں مرد​
محبت میں یکتا، حمیت میں فرد​
عجم کے خیالات میں کھو گیا​
یہ سالک مقامات میں کھو گیا​
بجھی عشق کی آگ ، اندھیر ہے​
مسلماں نہیں، راکھ کا ڈھیر ہے​
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
حقیقت خرافات میں کھو گئی​
یہ امت روایات میں کھو گئی​
لبھاتا ہے دل کو کلام خطیب​
مگر لذتِ شوق سے بے نصیب​
بیاں اس کا منطق سے سلجھا ہوا​
لغت کے بکھیڑوں میں الجھا ہوا​
وہ صوفی کہ تھا خدمتِ حق میں مرد​
محبت میں یکتا، حمیت میں فرد​
عجم کے خیالات میں کھو گیا​
یہ سالک مقامات میں کھو گیا​
بجھی عشق کی آگ ، اندھیر ہے​
مسلماں نہیں، راکھ کا ڈھیر ہے​
jazak Allah
 
  • Like
Reactions: Aunty_Nasreen

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
lkn 10 muharam k baad
ap muje batao tareeq islami shohada se bhari parhi hy to kya har us din koi acha kaam karna chorden?
ye alag baat hy ke shahadat ka afsos hy lekin uski wajhe se koi acha kaam karna band nahi kar sakte agar aise hy to phir daleel chahie

kya Hamza raziallahun anhu ki shahadat ke baad Allah ke rasool ne kaha tha ke is din shadi na kijae ya koi acha kaam na kia jae ?
ye to shaheedon ke sardar the
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
ap muje batao tareeq islami shohada se bhari parhi hy to kya har us din koi acha kaam karna chorden?
ye alag baat hy ke shahadat ka afsos hy lekin uski wajhe se koi acha kaam karna band nahi kar sakte agar aise hy to phir daleel chahie

kya Hamza raziallahun anhu ki shahadat ke baad Allah ke rasool ne kaha tha ke is din shadi na kijae ya koi acha kaam na kia jae ?
ye to shaheedon ke sardar the
main ne kb kaha k is din acha kaam krna choor doo lkn shadi me jo shadiyaane bajty hein wo bhi in dinoo me jo qable ehtraam hein kitny loog shaheed hoye acha btaooo in dinoo me roza k swab kiyu itna hai pehly din se ziyada aur hazrat muhammad ne bhi is din roza rakha kya baqi dinoo me bhi rakha tha pehly din qable ehtraam hein wese tu pura month hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
main ne kb kaha k is din acha kaam krna choor doo lkn shadi me jo shadiyaane bajty hein wo bhi in dinoo me jo qable ehtraam hein kitny loog shaheed hoye acha btaooo in dinoo me roza k swab kiyu itna hai pehly din se ziyada aur hazrat muhammad ne bhi is din roza rakha kya baqi dinoo me bhi rakha tha pehly din qable ehtraam hein wese tu pura month hai
ap pehli post parhie usme details hy ke is din roza rakhne ka sawab kyun hy
aur is din roza rakhne ki fazeelat karbala ke waqia se pehle ki hy
 
Top