ماہِ محرم

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
I think yahan members waqiya Karbala and Muharram ko mix up kar rahay hain..jis ki waja se confusion create ho rahi ha.. @*Muslim* ne just Muharram k maheenay ki importance batai ha.. waqiya karbala ka topic bilkul separate ha.. or true waqiya karbala aik aisi qurbani ha jisay koi b jhutla nai sakta..
Waqiya Karbala already Muharram ke sath mixup hua hay Hum ne nahi kia sis. well Jab Koi Mousam badalta hay tu kia us Mousam ke hisab se aap ko woh tamam Cheezain yaad nahi aatin Jo us se related hote hain? sO Jahan Muharram ka zikr aata hay wahan Waqiya Karbala aur Hazrat Imam Hussain R.A ka zikr aana Fiteri se baat hay is main koi issue yah Objection wali baat hay hi nahi. duniya main insan ke anay aur Janay ka din us ke Qareebi logo main hamesha yaad rakha jata hay aur us din us se Juri yaadain bhi taza ho jati hain. so ager koi insan Muharram ko lay ker Hazrat Imam Hussain aur un ke sathiyon se apni Muhabbat ka izhar kerta hay tu is pe aitraz samjh se balater hay. aur sis main ne bhi apny reply main yahe kaha hay ke Muharram ke Importance Waqiya Karbala ke waja se aur bhi bhar Jati hay.
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Hazrat Umar-e-Farooq R.A ke Shahadat ko main nahi bholti at least. Kyun ke woh Bachpan se meri Fav personality hain. mujhay un se Bohat pyar hay. aur issi terah tamam Sahaba se. Laken Hazrat Imam Hussian ki shahdat ka zikr is liye khas hota hay kyun ke Islam ki rah main aise Qurbani ki misal nahi milti Jis ne Tareekh ka rukh badal diya jis main Hazrat Imam Hussain R.A sab pyaray rishton, bachon, Bhayon, doston ko Allah ki rah aur Islam ki sir Bulandi ke liye qurban ker dia. aise Missal koi aur hay kia? Itna sabr kaheen milay ga aap ko? Itni hymat kise aur main hay kia? well mujhay abhe samjh araha hay ke is cheez ko lay ker bhi shyed kuch Conflicts hain waisay mujhay nahi pata woh kia hain, main bass apni aqeedat ki baat ker rahe hon. aur Nawasa-e-Rasool (S.A.W.W) aur un ki aal se Mohabbat aur Aaqeedat Gumrahi nahi.
meri nazar me sab se badi qurbani wo hy jiska zikr Allah ke rasool alayhisalam ne kia aur wo hy hazrat e hamza raziallahu anhu ki aur wo shahadat bhi badi hy jisme ammar raziallahu anhu ki waleeda Summaya raziallahu anha unke bete ke samne shaheed ki gayi zalimo ne neze se unki sharamgah par mata tha aur wo aurton me pehli shohada hy mere nazdeek wo shahadaten bhi badi hy jo gazwa e badr me huyi aur jo gazwa e uhad me huyi aur jitne bhi gazwaat me huye

aur aage ayen mere nazdeek wo shahadat bhi badi yaad karo Usman ghani raziallahu anhu jinko apne ghar me band kar dia tha mahine guzar gaye na khana na peena phir unko shaheed kar dia gaya mere nazdeek Umar bin khattab raziallahu anhu ki shahadat bhi badi hy jihne khabees munafiq kaafir aur jo aaj ka ek makhsoos firqa hy jiski khabar par wo loog phool charate hy jinki waje se hi aaj chund musalman unki shahadat ko bhul bidat o shirk me pari hy mere nazdeek wo shahadat bhi bari hy mere nazdeek hazrat Ali murtuza raziallahun anhu ki shahadat bhi bari hy kya main ye sab bhuladun kya inki shahadaten waqia karbala ke hone se khatam ho gayi?

nahi hargiss nahi aur mera aqeeda hai ke hazrat Hussain raziallahun anhu ki shahadat bhi bari shahadat hai aur unko qatl karne wala jahannam ke nichle hisse me hoga ye mera aqeeda hai aur main unse mohabbat karta hun lekin jo moqam Allah aur Rasool ne jisko jo dia hy main us se zyada nahi barha sakta

mera comment tanqeedi nahi hai aap bilkul isko aise nahi lena ye mera aqeeda hai jo main bayan kar raha hun aur aap se ek guzarish karunga ke aap waqaia karbala ka mutala karen sahi tareeqi hawalon ke sath agar apko ye tahqeeq me meri madad chahie to my zarur karunga

shukria[DOUBLEPOST=1353246036][/DOUBLEPOST]
Assalaamu alaikum @*Muslim* bhai JAZAKALLAH khair bohot hi khoobsurat aur mufeed thread

bila shuba is maah ki ehmiyat bohot bari hai aur bohot hi azeem hai

aur bila shuba mujhe humen aapko Hadhrat Hussain r.a ke shahadat ka dukh aur ranj hai

per humein ye formality ke liye nahin hai ke saal ke MOHARRAM mein hum doodh wali chaaye

gosht machli khana chhoren aur kaala jora pehenne lagen balke humen un samet Ashaab e Rasool a.s

ke khatir e ISLAM shahadat ka ehtaraam ISLAM ki pairvi karke karni chaahiye . . .[DOUBLEPOST=1353234933][/DOUBLEPOST]

CORRECT bhai

aur agar soug karne lage to saal ke 365 din kaale jore aur maatam karna shuru karna parega
kyunke RASOOL E KAREEM saww ke bohot se Ashaab r.a ne dauraan e jihaad shahadat paaiy hai . . .[DOUBLEPOST=1353236057][/DOUBLEPOST]

Bila shuba RasoolALLAH saww ke pyaare Hassan o Hussain r.a
Be shak RASOOLALLAH saww ke dulaare Hassan o Hussain r.a
Hassan o Hussain r.a dono pyaare the naa ??
Nabi e kareem saww ko ?? to is qadar soug
eik ki shahadat per kyun ??
Ali r.a Umer r.a Abu Bakar r.a Osman r.a ke naam se pehle
hum ne Imam nahin lagaya Hazrat Hussain r.a ke naam se
pehle lagaate hain kyun ??
Rasool e kareem saww ke nidar o azeem Chacha unki to shahadat ke baad
unka kaleja tak bad bakht kaafir kacha chaba gaye us din ka soug kahan gaya ??
us din ko kaala jora kyun nahin pehna jaata ??
us din ko sharbat kyun baanti jaati ??
us din ghar ghar chole kyun nahin jaate ??
kya aal e HUSSAIN r.a mein unke shahadat ke baad
koi moharram ka maheena nahin aaya ??
aaya hi hai aur jab aaya to unhone shabeel ka camp gaarha ??
lougon se chande wasoole ??
kaale jore pehne ??
maatam kiya ??
nahin kiya to humen unke aal se zyada dukh hai unke liye ??
ya hum bas dikhaawe se khud ko khush kar rahe hain
ke shahadat e Hussain r.a ka ehtraam kar rahe hain
ehtraam karna hi hai to Hussain r.a ke baba Ali r.a
rivayat karda ahadeeth per chal ke karo Hussain r.a
ke mubarak aqwaal ko yaad karo unki pairvi karke dikhaao
aur dukh apne dil per unke shahadat ka hamesha rakho
aur munh se uska izhaar karte raho naa ke kisi fix draame ki tarah
saal mein eik baar hi yaad aayen Hussain r.
subhan Allah
bhai ap ne mere dil ki baat kahi
jazak Allah khaira
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
I think yahan members waqiya Karbala and Muharram ko mix up kar rahay hain..jis ki waja se confusion create ho rahi ha.. @*Muslim* ne just Muharram k maheenay ki importance batai ha.. waqiya karbala ka topic bilkul separate ha.. or true waqiya karbala aik aisi qurbani ha jisay koi b jhutla nai sakta..
g apne sahi bola yahan sahi tareeqi haqeeqat aur islam me muharram ka sahi muqam na maloom hone ki wajhe se aur ek maqsoos firqe ki inko mix up karke pesh karne ki wajhe se aam loog bhi unki chal me agae hy aur muharram ko bas karbala ka hi naam deke chanda usool karte hy aur dunia bhar ki bidat isme shamil karke musalmano ko asal maqsad se door kar dete hy

muharram ki fazeelat quran se sabit hy hadees se sabit hy,
na to jab karbala ka waqia pesh aya tha na kuch kayi salon baad karbala ka hadsa hua aur ittefaq se wo mahina yehi tha bas iske elawa muharram ki jo fazeelat pehle se hy us se kch lena dena nahi

aur my ne wahi fazeelat ahmiat bayan ki jo is waqia se pehle ki thi jo dalail se sabit hy Alhamdulillah
 
  • Like
Reactions: Nelly and S_ChiragH

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
meri nazar me sab se badi qurbani wo hy jiska zikr Allah ke rasool alayhisalam ne kia aur wo hy hazrat e hamza raziallahu anhu ki aur wo shahadat bhi badi hy jisme ammar raziallahu anhu ki waleeda Summaya raziallahu anha unke bete ke samne shaheed ki gayi zalimo ne neze se unki sharamgah par mata tha aur wo aurton me pehli shohada hy mere nazdeek wo shahadaten bhi badi hy jo gazwa e badr me huyi aur jo gazwa e uhad me huyi aur jitne bhi gazwaat me huye

aur aage ayen mere nazdeek wo shahadat bhi badi yaad karo Usman ghani raziallahu anhu jinko apne ghar me band kar dia tha mahine guzar gaye na khana na peena phir unko shaheed kar dia gaya mere nazdeek Umar bin khattab raziallahu anhu ki shahadat bhi badi hy jihne khabees munafiq kaafir aur jo aaj ka ek makhsoos firqa hy jiski khabar par wo loog phool charate hy jinki waje se hi aaj chund musalman unki shahadat ko bhul bidat o shirk me pari hy mere nazdeek wo shahadat bhi bari hy mere nazdeek hazrat Ali murtuza raziallahun anhu ki shahadat bhi bari hy kya main ye sab bhuladun kya inki shahadaten waqia karbala ke hone se khatam ho gayi?

nahi hargiss nahi aur mera aqeeda hai ke hazrat Hussain raziallahun anhu ki shahadat bhi bari shahadat hai aur unko qatl karne wala jahannam ke nichle hisse me hoga ye mera aqeeda hai aur main unse mohabbat karta hun lekin jo moqam Allah aur Rasool ne jisko jo dia hy main us se zyada nahi barha sakta

mera comment tanqeedi nahi hai aap bilkul isko aise nahi lena ye mera aqeeda hai jo main bayan kar raha hun aur aap se ek guzarish karunga ke aap waqaia karbala ka mutala karen sahi tareeqi hawalon ke sath agar apko ye tahqeeq me meri madad chahie to my zarur karunga

shukria
Main ne aap ka reply Tanqeedi hergiz nahi lia cuz yah koi aise baat nahi ho rahe Jo main ne kaha yah aap ne woh Islam se related hay aur un logo ka zikr hay Jin se kise bhi suchay Musalman ko Muhabbat kerni chahiye..! mujhay aap ka reply bohat acha laga cuz is main aap ne un Tamam Hastiyon ka zikr kia hay Jin se Islam zinda hay aur hamesha rahay ga Insha'Allah. Being a Muslim mera Eman bhi ussi cheez pe hay Jo Nabi Muhammad sallahu alayhi wasallam ne ferma de. Aap sallahu alayhi wasallam ne kis Sahabi ko kia derja dia humain un sab ka ahtraam kerna chahiye. aur aap ne Jitnay oper name liye mujhay in se Muhabbat hay In sab ki Qurbani aur shahadat apni misaal aap hay. Laken mera point sirf itna tha ke Jaisay Baqi Shuhda ke Shahdat ke din yah month main hum un ki shahdat ko yaad kertay hain aisay hi Muharram se Juri Hazrat Imam Hussain aur un ke sathyion ki shahdat ko bhi yaad kerna chahiye aur Muhrram ka zikr hotay hi yah Waqiya zuror yaad aata hay. aisa tu nahi hota Muhrram ka zikr ho raha ho laken Waqiya Karbala ki yaad na aye. I hope meri baat aap ko samjh agie ho ge..! :)
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
ashura se muradh 10 muharram ka roza hy
lekin iske sath 9 ya phir 11 ka mila ke rakhna mustahab hy yani 9 aur 10 ya phir 10 aur 11

10 muharram ho ya phir muharram ka poora mahina isme shadi, shopping ya khushi ka koi bhi kaam ho wo kar sakte hy ye islami calender ka pehla mahina hy khushion wala mahina hy

is mahine me kch waqiat guzre jo afsosnak the lekin un waqion se muharram ya phir 10 ashura ka kuch lena nahi hy wallahu aalam
buhat hi achi sharing hai aur ye sae kaha k ya tu 9aur 10 ya phir 10 aur 11 ka roza lkn @*Muslim* bro ye saal ka pehla mahina hai tu is lehaz se beshak khushi ka hai lkn ye bhi dekho k karbala ki yaad bhi hai tu i think is month shadi wagera nae hoti
 
  • Like
Reactions: cutepoison

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
This thread is very helpful and authentic. or is thread k zaraye mere bahut saray sawalo k jawabat mujhe mill gaye... JazakAlllah !!
------ jo bahess yahan chal rahi hain us k bare may to kuch nahi kahonga may... ap sab ka haq hai apne apne points share kijiye...
but I did not found anything wrong in post one, as at the end Thread starter pointed out the biddat some of us carry... I did not see where he neglected the value of Karbala.
===========
One day ago, my Shiya friend asked me why do I fast on Yum E Ashura.... I did not really know the exaxt answer, but my answer to him was somehow related to Karbala incident. But now I am thinking I should call him back and tell him that Muhammad SAW asked us to fast on this day...Reference
Again I m not neglecting Karbala Massacre.
 
ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX
بسم اللہ الرحمن الرحیم
ماہِ محرم
الحمد للہ وحدہ و الصلاۃ والسلام علی من لا نبی بعدہ ۔ وبعد
اللہ تبارک وتعالٰی نے اپنی حکمت وعدل سے بعض ایام کو بعض ایام پر ، بعض مہینوں کو بعض مہینوں اور بعض اوقات کہ بعض اوقات پر فضیلت بخشی ہے ، اور تقریباً ہر فضیلت والے مہینے ، وقت اور دن میں کچھ نیک کام مشروع قرار دئے ہیں ، ان میں گناہ کے کام سے روکا اور اپنی اور اپنے رسول کی نافرمانی کو زیادہ قابلِ مذمت بتلایا ہے ۔
انہیں افضل ومحترم مہینوں میں ایک مہینہ محرم اور انہیں مبارک دنوں میں ایک دن عاشورہ کا بھی ہے ۔
محرم الحرام کی فضیلت :
محرم الحرام کو اللہ تعالٰی نے متعدد فضائل سے نواز ہے :
1. اس کی سب سے پہلی فضیلت وا ہمیت یہ ہے کہ اسلامی سال کی ابتداء اسی مہینہ سے ہوئی ہے ،جیسا کہ تمام مسلمانوں کا اس پر اتفاق ہے ۔
2. یہ مہینہ سال کے چار محترم اور حرمت والے مہینوں میں سے ایک ہے ، ارشاد باری تعالٰی ہے : [إِنَّ عِدَّةَ الشُّهُورِ عِنْدَ اللهِ اثْنَا عَشَرَ شَهْرًا فِي كِتَابِ اللهِ يَوْمَ خَلَقَ السَّمَاوَاتِ وَالأَرْضَ مِنْهَا أَرْبَعَةٌ حُرُمٌ ذَلِكَ الدِّينُ القَيِّمُ] " مہینوں کی گنتی اللہ کے نزدیک کتاب اللہ میں بارہ ہے ، اسی دن سے جب سے آسمان وزمین کو اس نے پیدا کیا ہے ، ان میں سے چار حرمت وادب کے ہیں یہی درست دین ہے " {التوبة:36} ۔
حجۃ الوداع کے موقعہ پر اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے اعلان فرمایا تھا کہ : ’’ اب زمانہ گھوم گھما کر پھر اسی حالت پر آگیا ہے جس حالت پر اس وقت تھا جب اللہ تعالٰی نے آسمانوں اور زمین کی تخلیق فرمائی ، سال بارہ مہینوں کا ہے ، جن میں چار حرمت والے ہیں تین پے درپے ہیں ، ذوالقعدہ ، ذو الحجۃ اور محرم اور چوتھا رجب مضر ہے جو جمادی الاولی اور شعبان کے درمیان واقع ہے ۔ { صحیح البخاری :4662 ، التفسیر - صحیح مسلم : 1679 ، القسامہ}
حضرت عبد اللہ بن عباس رضی اللہ عنہما کا ارشاد ہے کہ اللہ تعالٰی نے چار مہینوں کو خاص کرلیا اور انہیں حرمت والے قرار دیا ، نیز ان کی عزت وحرمت کو بڑھایا اور ان میں اپنی نافرمانی کو قبیح قرار دیا ، اسی طرح ان مہینوں میں عمل صالح کے اجر و ثواب کو بڑھا دیا { شعب الایمان :5/341 }
3. اس مہینہ میں روزہ رکھنا اور مہینوں کے مقابل میں افضل ہے ۔چنانچہ اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے کہ : " رمضان المبارک کے بعد سب سے افضل روزہ اللہ کے مہینے محرم کا ہے اور فرض نمازوں کے بعد سب سے افضل نماز رات کی نماز ہے ۔ { صحیح مسلم :1202، الصوم – سنن ابوداود :2429، الصوم – سنن الترمذی :740 ، الصوم ، بروایت ابو ہریرہ } ۔
سنن النسائی الکبری میں ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے کسی نے سوال کیا کہ رمضان المبارک کے بعد سب سے افضل روزہ کون ہے؟ تو آپ نے فرمایا : اللہ کے اس مہینے کا روزہ جسے تم محرم کے نام سے یاد کرتے ہو ۔ { سنن النسائی الکبری : 2906 ، ج:2/171 } ۔
4. اس مہینے کی نسبت اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے اللہ تعالٰی کی طرف کی ہے یعنی " اللہ تعالٰی کا مہینہ " حالانکہ سارے مہینے ہی اللہ تعالٰی کے پیدا کردہ اور متعین کردہ ہیں ، لیکن اس ماہ کی اہمیت کے پیش نظر اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے اس کی نسبت واضافت اللہ تعالٰی کے طرف کی ، جیسا کہ پچھلی دو حدیثوں سے واضح ہوا ، اور ظاہر ہے کہ جن چیزوں کی نسبت اللہ تعالٰی کی طرف ہوتی ہے وہ قابل احترام اور افضل ہوتے ہیں جیسے بیت اللہ ، کعبۃ اللہ وغیرہ ۔
5. اس مہینے میں عاشوراء کا دن ہے جس کا روزہ ایک سال کے گناہوں کا کفارہ ہے ، چنانچہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے :" جس نے عرفہ کے دن کا روزہ رکھا اس کے ایک سال آئندہ اور ایک سال گزشتہ کے گناہ معاف کردئے گئے اور جس نے عاشورا کا روزہ رکھا اس کے گزشتہ ایک سال کے گناہ معاف کردئے گئے ۔ { صحیح مسلم : 1162 ، الصوم – سنن الترمذی :752 ، الصوم ، بروایت ابو ہریرہ }
اس مہینے کے مسنون کام : اس مہینہ کی اہمیت وفضیلت کے پیش نظر اس میں کچھ ایسے کام مشروع ہیں جو اگرچہ دوسرے مہینوں بھی مشروع ہیں لیکن اس مبارک مہینہ میں ان کی اہمیت زیادہ ہے وہ کام یہ ہیں :
1) روزہ : محرم الحرام کے روزہ کے متعلق دو حدیثیں گزرچکی ہیں جس سے پتہ چلتا ہے کہ نفل روزوں میں سب سے افضل روزے ماہ محرم کے ہیں ۔ ماہ محرم میں روزہ رکھنے کی فضیلت کی وجہ : علماء کہتے ہیں کہ اس مہینے میں روزہ رکھنے کی فضیلت کی دو وجھیں ہیں :
1. چونکہ یہ مہینہ حرمت والا مہینہ ہونے کی وجہ سے مبارک ہے اور روزہ بھی اللہ کے نزدیک بڑا محبوب عمل ہے، لہذا مبارک دن میں محبوب عمل کی ترغیب دی گئی ، اس لئے کہ وقت ، جگہ اورحالت کے اختلات کے پیش نظر نیک عمل کی اہمیت وفضیلت میں بھی اضافہ ہوجاتا ہے ۔
2. یہ سال کا پہلا مہینہ ہے اور شریعت نے کسی چیز کے ابتداء وانتہا میں نیک عمل کی ترغیب دی ہے ، جیسے : ارشاد باری تعالٰی ہے : ’’ وَأَقِمِ الصَّلَاةَ طَرَفَيِ النَّهَارِ وَزُلَفًا مِنَ اللَّيْلِ إِنَّ الحَسَنَاتِ يُذْهِبْنَ السَّيِّئَاتِ ذَلِكَ ذِكْرَى لِلذَّاكِرِينَ‘‘ " اور دن کے دونوں سرو ںمیں نماز قائم کرو اور رات کی کئی ساعتوں میں بھی ، یقینا نیکیاں برائیوں کو دور کردیتی ہیں ، یہ نصیحت ہے نصیحت پکڑنے والوں کے لئے " ۔ {سورہ ھود:114}
اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی حدیثوں میں بھی صبح وشام ذکر الہٰی پر خصوصی طور پر ابھارا گیا ہے ، اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے کہ’’ جو شخص سورج کے طلوع ہونے اور سورج کے غروب ہونے سے قبل نماز پڑھے گا وہ ہر گز ہرگز جہنم میں داخل نہ ہوگا ‘‘۔ { صحیح مسلم : 634، المساجد سنن ابوداود :427 ، الصلاۃ ، بروایت عمارہ } ایک حدیث قدسی میں ہے کہ اللہ تعالٰی فرماتا ہے : اے ابن آدم! دن کے ابتدائی حصے میں میری رضا کے لئے چار رکعت سے عاجز نہ رہ جس کی وجہ آخری حصے تک میں تیرے لئے کافی رہوں گا ۔ { سنن ابو داود :1289، الصلاۃ – مسند احمد :286/5 ، عن نعیم بن معمار الغطفانی }
یہی وجہ ہے آپ دیکھیں گے کہ اسلامی سال کا پہلا مہینہ اور آخری مہینہ دونوں حرمت والے ہیں اور دونوں میں نیک اعمال کی خصوصی اہمیت حاصل ہے ،،،، واللہ اعلم ۔۔
2) گناہوں سے پرہیز : اس مبارک مہینہ کا دوسرا خصوصی عمل یہ ہے کہ بندے کو چاہئے کہ عبادت کے کاموں اور دیگر نیک کاموں میں دلچسپی لے اور گناہ کے کام سے خصوصی طور پر پرہیز کرے ، جیسا کہ ارشاد باری تعالٰی ہے : ’’ فَلَا تَظْلِمُوا فِيهِنَّ أَنْفُسَكُمْ ‘‘" ان مہینوں میں {حرمت والے مہینوں میں } تم لوگ اپنے اوپر ظلم نہ کرو " {التوبة:36}
اس جملے کی تفسیر کرتے ہوئے امام ابن کثیر رحمہ اللہ لکھتے ہیں کہ : " یعنی قتال کرکےیا گناہ کا کام کرکے اپنے اوپر ظلم نہ کرو ، کیونکہ ان مہینوں میں گناہ کرنا اور مہینوں کے مقابلے میں زیادہ برا ہے ، جس طرح کہ حرم میں گناہ دوسری جگہوں کے مقابلے زیادہ برا ہے "{تفسیر ابن کثیر }
3) توبہ واستغفار : چونکہ اس ماہ میں کثرت سے روزہ رکھنا مشروع ہے نیز اپنے خالق و مربی کی نافرمانی سے پرہیز بڑی اہم نیکی ہے لہذا اگر کوئی بندہ ٴمومن ان دونوں کاموں کے ساتھ ساتھ اپنے رب کے حضور سچی توبہ کرتا ہے تو قوی امید ہے کہ اللہ تعالٰی اس کی توبہ قبول فرمائے گا ، اس سلسلے میں مسند احمد وغیرہ میں ایک حدیث مروی ہے جسے امام ترمذی اور حافظ منذری رحمہما اللہ وغیرہ حسن قرار دیتے ہیں ، چنانچہ حضرت علی رضی اللہ عنہ سے کسی شخص نے سوال کیا کہ رمضان المبارک کے بعد وہ کونسا مہینہ ہے جس میں روزہ رکھنے کا ہمیں آپ مشورہ دیتے ہیں ؟ حضرت علی رضی اللہ عنہ نے اس سے فرمایا : ایک دن میں اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس بیٹھا ہوا تھا کہ ایک شخص نے آپ سے یہی سوال کیا ، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے جواب میں ارشاد فرمایا : اگر تم رمضان المبارک کے بعد کسی مہینہ کا روزہ رکھنا چاہتے ہو تو ماہ محرم کا روزہ رکھو ، کیونکہ وہ اللہ تعالٰی کا مہینہ ہے ، اس مہینہ میں اللہ تعالٰی نے ایک قوم کی توبہ قبول کی ہے اور دوسری قوموں کی توبہ بھی قبول فرمائے گا ۔ { مسند احمد :1/154 – سنن الترمذی : 741 ، الصوم }
4) اتفاق واتحاد : اشہر حُرم کے ضمن میں اللہ تعالٰی ارشاد فرماتا ہے : ’’ وَقَاتِلُوا المُشْرِكِينَ كَافَّةً كَمَا يُقَاتِلُونَكُمْ كَافَّةً وَاعْلَمُوا أَنَّ اللهَ مَعَ المُتَّقِينَ ‘‘" اور مشرکوں سے سب مل کر لڑو جس طرح کہ وہ تم سے مل کر لڑتے ہیں اور یاد رکھو کہ کہ اللہ تعالٰی متقیوں کے ساتھ ہے " ۔ {التوبة:36}
یعنی جس طرح کہ وہ متفق متحد ہوکر تم سے لڑتے ہیں اس طرح تمہیں بھی چاہئے کہ کہ تم ان سے متفق ومتحد ہوکر لڑو کیونکہ اللہ تعالٰی کی مدد آپس میں نا اتفاقی ، ایک دوسرے کی دشمنی اور ایک دوسرے سے بغض ونفرت سے نہیں بلکہ آپسی اتفاق و اتحاد اور آپسی محبت ومودت سے حاصل ہوسکتی ہے ۔
5) توکل : محرم کا مہینہ آتے ہی حضرت موسی علیہ السلام اور ان کی قوم کا ذکر چھڑ جاتا ہے کہ کسی طرح اللہ تعالٰی نے حضرت موسی علیہ السلام اور ان کی قوم کو ظالموں کے چنگل سے نجات دیا اور جب ایک شخص موسی علیہ السلام کے اس موقف پر ایک نظر ڈالتا ہے کہ وہ اپنی قوم کو لیکر رات و رات فرعون کی پکڑ سے بچنےکے لئے سرزمینِ مصر سے کہیں دور نکل جانا چاہتے ہیں لیکن ابھی فرعون کی حکومت کے حدود ہی میں ہیں کہ وہ اپنے پورے لشکر کے ساتھ سمند رکے کنارے انہیں پالیتا ہے ، بنو اسرائیل چیخ پڑتے ہیں کہ اب تو ہم مارے گئے ، سامنے سمندر ہے اور پیچھے سے فرعون اور اس کا لشکر بالکل قریب پہنچ چکے ہیں، لیکن ایسے مشکل وقت میں بھی حضرت موسی علیہ السلام نے اللہ تعالٰی پر توکل و اعتماد کا دامن نہیں چھوڑا اور اپنی قوم کو تسلی دیتے ہوئے ایک ایمان بھرا جواب دیا کہ:" قَالَ كَلَّا إِنَّ مَعِيَ رَبِّي سَيَهْدِينِ "’’ ہرگز نہیں ، یقین مانو ! میرا رب میرے ساتھ ہے جو ضرور مجھے راہ دکھائے گا ‘‘{الشعراء:62 } ۔ہوا بھی ایسا ، چنانچہ اللہ تعالٰی نے حکم دیا کہ موسی! ابھی چھڑی اس سمندر میں مارو ، تمہارے لئے ایک راستہ نہیں بارہ راستے بن جائیں گے ۔
یہ ہے اس مبارک مہینے کی شرعی حیثیت جسے بالائے طاق رکھ کر عام مسلمانوں نے اسے شرک وبدعات کا مہینہ ٹھہرا لیا ہے ، اور بہت سے سادہ مسلمان یہ سمجھتے ہیں کہ ماہ محرم منحوس ہے جس میں شادی وبیاہ اور کوئی کاروبار شروع نہیں کرنا چاہتے ، اور کچھ لوگ یہ سمجھتے ہیں کہ اس مہینہ کو جو اہمیت ملی ہے اس کی وجہ حادثہِ کربلا ہے ۔ نعوذ باللہ ۔
bht achi informative thread hai bht kuch pata chala issey..
JazakAllah Khair : )..
Allah Ta'ala hum subko naik hidayat ata fermaye (aameen)
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
Mah e Muharram ki fazeelat se agah kiya aap ne ... but is Month ko Allah ne itni importance q di hai ye nahi bataya ..

1. Allah ne jin 4 months ko hurmat waley months qarar diye to wo q diye un 4 months me koi khaas kuch hoa ya nahi?
2. chalein ye saal ka pehla month hai is ki ehmiyat is hi waja se hogai but 10th tareekh ki ziada ehmiyat kis waja se hai? us din roza rakhne ki ehmiyat q hai ?
3. Zilhaj k month ki bhi fazeelat hai to kya 10 zilhaj ko bhi roza rakhne ki ehmiyat hai ? (bulkey kya us din roza rakha ja sakta hai? )[DOUBLEPOST=1353303557][/DOUBLEPOST]@Zee Leo @Anokhi_Laadli @Abidi
 
Maybe following Hadiths can help.
-----
Narrated by Ibn 'Abbas: Bukhari # 222
The Prophet came to Medina and saw the Jews fasting on the day of ashura. He asked them about that. They replied, "This is a good day, the day on which Allah rescued Bani Israel from their enemy. So, Moses fasted this day." The Prophet said, "We have more claim over Moses than you." So, the Prophet fasted on that day and ordered (the Muslims) to fast (on that day).​
Narrated by Abu Musa: Bukhari # 223
The day of 'ashura' was considered as 'Id day by the Jews. So the Prophet ordered, "I recommend you (Muslims) to fast on this day."​
Narrated by 'Aisha: Bukhari # 172
'ashura' (i.e. the tenth of Muharram) was a day on which the tribe of Quraish used to fast in the pre-lslamic period of ignorance. The Prophet also used to fast on this day. So when he migrated to Medina, he fasted on it and ordered (the Muslims) to fast on it. When the fasting of Ramadan was enjoined, it became optional for the people to fast or not to fast on the day of ashura.​
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Mah e Muharram ki fazeelat se agah kiya aap ne ... but is Month ko Allah ne itni importance q di hai ye nahi bataya ..

1. Allah ne jin 4 months ko hurmat waley months qarar diye to wo q diye un 4 months me koi khaas kuch hoa ya nahi?
2. chalein ye saal ka pehla month hai is ki ehmiyat is hi waja se hogai but 10th tareekh ki ziada ehmiyat kis waja se hai? us din roza rakhne ki ehmiyat q hai ?
3. Zilhaj k month ki bhi fazeelat hai to kya 10 zilhaj ko bhi roza rakhne ki ehmiyat hai ? (bulkey kya us din roza rakha ja sakta hai? )[DOUBLEPOST=1353303557][/DOUBLEPOST]@Zee Leo @Anokhi_Laadli @Abidi
agar ap is thread me bahes ke irada se ghuse hain to bahar ka rasta bhi khula hai
lekin agar ap seekhne seekhana ya samajhne samjhane ki niyat se aye hain to welcome

bhai koi bhi cheez samajhne k lie motadil hona zaroori hai apne aqaid ko side me rakh kar sirf aur sirf quran aur hadees par etemad karo aur talash karo to haq apke samne hoga

aur zee bhai abidi bhai aur anhokhi ladli ko tag karne ka kya maqsad?
bahes ko hawa dene ke lie?

is mahine ki fazeelat aur ahmiat kyun hai to iska pehla jawab ye hai ke Allah ne isko ahmiat di
aur phir dusri wajoohaat jo quran aur hadees se milti hy wo ye hai ke, ye islam ka pehla mahina hy aur isi mahine ki 10 tareeq ko musa alayhisalam ko Allah ne firoun se najat di aur iske shukran me moosa alayhisalam ki qaum roza rakhti thi

Mohammad alayhisalam ne kaha tha yahoodion se zyada haq to mera hy aur phir wo roza rakhe aur unki ummat ko bhi roza rakhne ko kaha

aur ye wujoohat mukhtasaran my ne pehli post me hi bata diye hain lekin afsos aap parhe nahi bas bahes ke lie agae

aur ek baat zahen me rakho apne, mere se baat karo to sahi hawalon se baat karo bas apke ya kisi ke khud sakhta gadhi baton ka jawab dene k lie mere paas time nahi

shukria
 
  • Like
Reactions: Detective

cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
mene jinhey tag kiya wo isliye kiya tha k mujhe un k comments achey lagey the .. aap ka to thread hai so aap ne parhna hi tha isliye aap ko tag nahi kiya tha ...

1. well aap ne jawab diya k Allah ne is ko ehmiyat di but mera sawal hi yehi tha k Allah ne is ko q ehmiyat di ..
2. Hazrat Mousa ko Firoun se nijaad mili thi sirf is hi waja se is din ki itni ziada ehmiyat k is din roza rakha jae to guzishta saal k gunah mauf hojaenge ?? baqi anbiya e karam ko kisi firoun namrood o shiddaat se nijaat nahi mili thi ... baqi anbiya ko kis month ki kis tareekh ko mili thi shyd hum to ye bhi nahi jante ..
3. aur kya Yahoodiyon k batane pe hi hamein is bat ka ilm hoa k is din hazrat mousa ko nijaat mili thi to isliye Musalmano ne roza rakha coz yahoodi bhi rakhte the aur un se ziada haq hamara hai??
4. beshaq ye jesa k aap ne bataya k ye sad kubh ahadees se sabit hai but us zamane me bhi jab Nabi pak ne ye sab bataya hoga to logo ne sawal to kiya hoga to unhe jawab bhi mila hoga... agar aap ko wo jawabaat bhi maloom hain to zaroor share karein ...

Note: mera maqsad behas karna nahi hai .. aur na hi me koi apne aqaiiid ko yahan pe paish kar raha hon mujhe Quran o ahadees k reference ki zaroorat to tab paregi jab me khud koi bat paish kar raha honga .. me to mehaz seekhne ki gharz se ek talib-e-ilm ki hesiyat se sawal kar raha hon ...
ek talib e ilm ko ye haq hasil hai k us k sylabus me jo kuch likha hai wo apne teacher se ye pochey k jo likha hoa hai wo q likha hoa hai ... so is ko zaati behas na banaya jae agar aap in fazeelat ki haqaiis se waqif hain to hamein bhi farhaam karein .... shukriya .. (andaaz apna cool rakhiyega plz coz aap as a teacher hain yahan)

@Don @Zee Leo @Anokhi_Laadli @Abidi ....
 
shukria bhai aur welcome :)
muje seekhne ka bht shauq hy agr apse bhi seekhne ko mile to my seekhunga
my ne jo wajhe batai wo reference ke sath batai
aur rahi baat sirf moosa alayhisalam ko firaon se najat ke lie hi kyun ye roze to mere bhai zahen ko thora wasee karo jab Allah ke rasool alayhisalam madeena me aaye to tab wahan yahood hi the jo kisi nabi ko follow kar rahe unke mutabik aur baki nabion ki koi quam maujood nahi thi to islie wahan sirf uska zikar hua hai

mazeed my bohot kuch share karunga in sha Allah

ab aap batao ap ke paas aur bhi koi wajhe hy is mahine ki fazeelat ki ?
agar hai to please sahi hawalon ke sath share karo my bhi seekhunga

shukria :)
 
nahi mujhe to bazahir koi waja samjh me nahi arahi tabhi hi me poch raha hon ... coz waja koi aesi honi chahye jo kabhi aur na hoi ho .. 12 months me se agar kisi ek month k kisi ek khas din ko important dedi gai to koi to aesi waja honi chahye jo baqi 12 months na hoi ho ... aur mera aqeeda hai k islam ek mukamal mazhab hai to agar kuch karne ka hukam mila hai to us k sath daleel bhi di gai hogi .. ye bat aur hai k ham tak wo daleel na pohach paii ho ..
 
insaan ka dimagh hy bhai wo kuch bhi soch sakta hy bht se wahem o guman bhi isme palte hy to aese hota hy mere sath bhi hota tha lekin Allah ka shukar hy usne mujhe haq ka rasta bataya meri khalis duon ke baad Alhamdulillah

my ne to wajhe batadi jo mere samne hy dalail ke sath ab apko wo wajhe quran hadees me jo hy wo wajhe nahi lagti to aap inka inkar kar rahe ho mujhe to aese hi lag raha hy

kher ab aap ko koi aur wajhe lagti hy to aap talash karo agr mil jae to mujhe bhi bata dena
shukria
 
cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
aur han last post me aap ne kaha ..

"aur rahi baat sirf moosa alayhisalam ko firaon se najat ke lie hi kyun ye roze to mere bhai zahen ko thora wasee karo jab Allah ke rasool alayhisalam madeena me aaye to tab wahan yahood hi the jo kisi nabi ko follow kar rahe unke mutabik aur baki nabion ki koi quam maujood nahi thi to islie wahan sirf uska zikar hua hai"

Quran pak me bht se maqamaat pe Allah tala ne hazrat Mousa ka zikar farmaya hai takreeban firoun ka waqiya bhi bataya gaya hai ... to agar itni hi importance is din ki is hi waja se hona thi to is bat ka zikar bhi Quran pak me hi kar diya hota hamein yahoodi aur kisi dosri qoum se na pata karne ki zaroorat hoti .. 2nd ye k yahoodiyon k batane pe hi Nabi Pak (s.a.w) ne yakeen kar liya k 10th Moharram hi ko hazrat mousa ko firoun se nijaat mili thi ?? yahoodiyon ki bat pe itna bharosa ?
 
shayad Allah tala ko itna ilm nahi tha jitna aap ko hy (auzubillah) hadd hy bhai apne dimagh ko Allah ki hikmat se uske faislon se barabar kar rahe ho?

aap mera adha post mat lo adhi baat ka jawab mat do my apke poori baat ka jawab de raha hun to aap bhi poori baat ka jawab do

agr apke paas koi aur wajhe hy to batao aur daleel k sath batana

apse request hy mazeed bahes na karo bas authentic baat karo shukria
 
  • Like
Reactions: Detective
Top