Video Friends, Pls Share your memories of your first roza/fast.

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Hehhhehee.....Zee bhukkar logon ka yhi hashr hota hai...sabun khaliya...wawoo;));))
Aise hi ek baar meri siss ne bachpan me Adrak lehsan ka paste RABRI samjh kar khaliya tha..{(haha}){(haha})Aur meine dining table p rakha cooking oil piliya tah andhere me paani samjhkar,..
{(doh)}{(yahoo12)}
Bachpan hota hi aisa hai..masoom sa befikri ka zamana..
 
  • Like
Reactions: Amreen and Zee Leo

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalam Walaikum very nice thread yaar

Well mujhe apna pehla roza toe yaad nahi hai ke kaisa guzra coz party waghera nahi huwi thi. well jab main chota tha mean 4 se 5 saal ka tab se main roze rakhta tha hehehe kabhi fridg main kabhi almari main kabhi bag main lolzz aik dafa kya huwa ramzan ka maheena tha meri cousins mujhe batati hain us din unhoo ne kitchen main roza rakhwaya tha mera lolzz toe main kitchen main nai ja sakta tha lekin main dopehair ko jab soo rahe thay toe chupke se uth kar kitchen main gaya meri nazar aik mithai jisey sohn papri kehte hai kafi sakht hoti hai woh nazar aai maine moun main dali toe pheeki lagi hehehe itne main itifaq se meri aik cousin uth ke aaien aur mujhe range hathoon pakra ub woh mujhe bolen ke moun kholo aur main moun na kholon aur mujhe itna pheeka aur ajeeb karwa feel ho raha tha magar khair jab khoola toe moun se jhag nikalne lagi coz main kapre dhone ka sabun kha gaya tha :D hehehe phr mujhe pitai pari thori si {(upset)}

well Allah ka shukar hai bachpan ho ya jawani roze nahi lagte han kabhi kabhi feel hota hai thora buhat magar Allah ka shukar hai kabhi aisi nobat nahi aai jahan tak yaad parta hai agey kuch yaad aya toe Inshallah share karon ga :)

waah janab saboon khaliye aap
waise sohn papri bohot achi hoti hai :)
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

masha allah...:)

ha ha ha sirf sardiyon me roza aata hai..kya masoom masoom si yaden hoti hain na ab isi bat ko yad kar kar ke hum hanste rehte hain...haye wo bachpan ke din...koi phir se lauta de...{)^})
hahaha,,
han g..ab pata chalgya hai roze garmiyon me b aa jate hain..

Han woh yaadain..missing that days.{)^})
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
hmmmmmmmmmmm, meine 5 class men pehla roza rakha tha , hamari English ki teacher Miss Farkhanda ne kaha tha k jo koi puray rozay rakhay ga us ko aik surprise gift dia jaye ga , maine tab first time puray rozay rakhay thy or Last rozay walay din mje Parker ka aik pen as a gift mila tha, ..meri kushi ki koi inteha nai thi ..or men phulay na samata tha , wo pen apni upar wali jaib men rakhta tha taky sab ko nazer aa sakay {(haha})or jab koi puchay to bata skun k kesay mila hai muje yeh gift...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb..
mujhe to yaad bhi nai apni age....but i was less than 10 yrs old for sure...
mera jo 1st roza tha..us din maine chupke se paani bhi piya tha aik sip i think...aur pher ghar mei sab ko yahi lag raha tha ke mera roza hai...aur pher jab iftari ka waqt howa..to mujhe barabar walo ne snooker pool gift kiya tha chota sa..aur bas wahi the aur hamari familyt hi....
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum salam Wrwb!
humara first roza Hmmmm kaise bhol sakte hain...tub shayed 9 ya 10 k the mai jub pahla roza rakha tha. Baba buchpan mei roza rakne ki permission nahin dete jub sub roze rakte and aise mei humare jho buchpan ki saheli huti voh bhi kuch days rakte,
tu voh bhi aker kahte k aaj mera roza hain to aise mei humara bhi dil kerta roza rakne ko and shauk se iftar k lie wait kerna but Baba hamisha kahte k "nahin bache nahin rak sakte ek tu itne se jan aur pir roza /:)" pir bhi ek baar humne chupke se roza rakha, sehri k lie bhi nahi uthe the but humne roze ka niyaat kiya hoa tha k buss rakne he hai, per kessi ko bataye nahin Baba k derr se, subhe ka breakfast Dadi hamisha tyar kerte! school jane se pahle jub unhone bolaya khane k lie pir humne kaha k bhook nahin hain pir dadi kahne lagi "achaaa u tu khana na mele tu shorr machate ho ab bhook nahin chalo aao khana khao ab breakfast tyar ki hain to khana parega" /:) pir humne dadi ko gusse mei kaha jub ek baar kahe k nahin khana tu nahin khana ({sad)} tu gussa eslie show kiye, ta k mazeed koi na poche k kio nahin khana hain, kahe roza tu nahin rakha etc.. subhe ka breakfast tu aise mei ignore kiye but afternoon k lie parishan the k uske lie kaise bahana kare school se ane k wakt tu buhut tense the k Baba ko pata chale tu kia kahenge es derr se tu bhook ka ahsas bhi nahi horaha tha but haa thirsty buhut hue the yeh pata hain, >:P khair jub gher aye tu kuch dair guzer he gaye the k dadi pir se aker pochne lagi tumne subhe ko breakfast kio nahin kia? :-< pir humne koi jawab nahin diya and show kia k hum unse naraz hain, pir ammi se shikayat ki k tumhare beite ne subhe ko kuch nahi khaya abhi dekho chahre ka rang bhook k wajah se kaise lal hugae hain :| jub k voh serf derr k wajah se tha pir ammi samajh gaye and aker khane ka plate samne rak diya aur kaha lunch kero, pir ammi k samne koi kia bahana kersakta hai pir humne kaha k ammi humara aaj roza hain, :( pir unhone kuch nahin kaha aur hum tub soche aray ammi ne kuch kaha he nahin hum khamakha k parishan hurahe the pir iftar tuk hum khush the but bhook bhi kafi lage the last moment pe. jub shaam hugae tu humne socha chalo acha hain ajka roza bhi hogaya and kessi ko pata bhi nahin chala, Baba bhi kaam se agaye the, unhe jub Salam kiya tu voh buss gusse se dekh rahe the, pir humne socha aj tu kuch nahin kiye pir baba aise kio dekh rahe hain tu unhone pocha k tumhara roza hain? /:) es sawal ka jawab dena tu exams k question se bhi difficult laga :s pir humne kaha k nahin kess ne bataya aapko? pir unhone kaha k tumhare chahre ka rang bata rahe hain jub k ammi ya dadi mei se kessi ne batay tha shayed {}{r54.. pir voh usay waqt hume pani and khana khilane wale the per ammi ne kaha k khair ab pahla roza rakne do, itne shauk se rakhi hai baad mei nahin rakegi, tu baba ne kaha k theek hain ainda nahin rakna but iftar tuk baba suna the rahe :( and warning diye k aaj akhri tha kal se nahin rakna jub k humne us wakt plan kiye the k kafi days roza rakenge khair humara tu belkul ajeeb sa guzra but thora sa proud feel kiye and school jaker humne bhi saheli ko sunaye khob k kal humne bhi roza rakha and hame tu belkul bhi bhook nahin lage the etc... so humara pahla roza kuch aisa raha...
 
Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Hehhhehee.....Zee bhukkar logon ka yhi hashr hota hai...sabun khaliya...wawoo;));))
Aise hi ek baar meri siss ne bachpan me Adrak lehsan ka paste RABRI samjh kar khaliya tha..{(haha}){(haha})Aur meine dining table p rakha cooking oil piliya tah andhere me paani samjhkar,..
{(doh)}{(yahoo12)}
Bachpan hota hi aisa hai..masoom sa befikri ka zamana..
haye bahaar bari ho gai hai kya....{(oh0(}

mujhe to pata hi nahi chala...{(thinkg)}
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Walaikum salam Wrwb!
humara first roza Hmmmm kaise bhol sakte hain...tub shayed 9 ya 10 k the mai jub pahla roza rakha tha. Baba buchpan mei roza rakne ki permission nahin dete jub sub roze rakte and aise mei humare jho buchpan ki saheli huti voh bhi kuch days rakte,
tu voh bhi aker kahte k aaj mera roza hain to aise mei humara bhi dil kerta roza rakne ko and shauk se iftar k lie wait kerna but Baba hamisha kahte k "nahin bache nahin rak sakte ek tu itne se jan aur pir roza /:)" pir bhi ek baar humne chupke se roza rakha, sehri k lie bhi nahi uthe the but humne roze ka niyaat kiya hoa tha k buss rakne he hai, per kessi ko bataye nahin Baba k derr se, subhe ka breakfast Dadi hamisha tyar kerte! school jane se pahle jub unhone bolaya khane k lie pir humne kaha k bhook nahin hain pir dadi kahne lagi "achaaa u tu khana na mele tu shorr machate ho ab bhook nahin chalo aao khana khao ab breakfast tyar ki hain to khana parega" /:) pir humne dadi ko gusse mei kaha jub ek baar kahe k nahin khana tu nahin khana ({sad)} tu gussa eslie show kiye, ta k mazeed koi na poche k kio nahin khana hain, kahe roza tu nahin rakha etc.. subhe ka breakfast tu aise mei ignore kiye but afternoon k lie parishan the k uske lie kaise bahana kare school se ane k wakt tu buhut tense the k Baba ko pata chale tu kia kahenge es derr se tu bhook ka ahsas bhi nahi horaha tha but haa thirsty buhut hue the yeh pata hain, >:P khair jub gher aye tu kuch dair guzer he gaye the k dadi pir se aker pochne lagi tumne subhe ko breakfast kio nahin kia? :-< pir humne koi jawab nahin diya and show kia k hum unse naraz hain, pir ammi se shikayat ki k tumhare beite ne subhe ko kuch nahi khaya abhi dekho chahre ka rang bhook k wajah se kaise lal hugae hain :| jub k voh serf derr k wajah se tha pir ammi samajh gaye and aker khane ka plate samne rak diya aur kaha lunch kero, pir ammi k samne koi kia bahana kersakta hai pir humne kaha k ammi humara aaj roza hain, :( pir unhone kuch nahin kaha aur hum tub soche aray ammi ne kuch kaha he nahin hum khamakha k parishan hurahe the pir iftar tuk hum khush the but bhook bhi kafi lage the last moment pe. jub shaam hugae tu humne socha chalo acha hain ajka roza bhi hogaya and kessi ko pata bhi nahin chala, Baba bhi kaam se agaye the, unhe jub Salam kiya tu voh buss gusse se dekh rahe the, pir humne socha aj tu kuch nahin kiye pir baba aise kio dekh rahe hain tu unhone pocha k tumhara roza hain? /:) es sawal ka jawab dena tu exams k question se bhi difficult laga :s pir humne kaha k nahin kess ne bataya aapko? pir unhone kaha k tumhare chahre ka rang bata rahe hain jub k ammi ya dadi mei se kessi ne batay tha shayed {}{r54.. pir voh usay waqt hume pani and khana khilane wale the per ammi ne kaha k khair ab pahla roza rakne do, itne shauk se rakhi hai baad mei nahin rakegi, tu baba ne kaha k theek hain ainda nahin rakna but iftar tuk baba suna the rahe :( and warning diye k aaj akhri tha kal se nahin rakna jub k humne us wakt plan kiye the k kafi days roza rakenge khair humara tu belkul ajeeb sa guzra but thora sa proud feel kiye and school jaker humne bhi saheli ko sunaye khob k kal humne bhi roza rakha and hame tu belkul bhi bhook nahin lage the etc... so humara pahla roza kuch aisa raha...
Masha Allah sabah aapne parents ke mana karne ke bawajood bhi shauq se pehla roza rakha tha...Allah sab bachon ko aisi taufeeq ata kare... Aameen
bohat acha laga aapki story jan ke...:)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Wah Ji Wah {(oh0(} kya baat hai sabah aap ki buhat maze ka roza rakha aap ne :D aur shukar karen abbu ne pitai nahi lagai {(wacko)}
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
mirza bhai abhi tu is gareeb bunday na be share kerna hay soxh raha hoon kaha say shoroo karo {(thinkg)}{(thinkg)}
na ji koi bat nahi koi zaroorat nahi sochne ki sochne se bhi kuch yad aane wala nahi hai aapko....{(doh)}

Masha Allah mere sare bhai budhey ho chuke hain...{(wacko)}
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
Assalam Walaikum very nice thread yaar

Well mujhe apna pehla roza toe yaad nahi hai ke kaisa guzra coz party waghera nahi huwi thi. well jab main chota tha mean 4 se 5 saal ka tab se main roze rakhta tha hehehe kabhi fridg main kabhi almari main kabhi bag main lolzz aik dafa kya huwa ramzan ka maheena tha meri cousins mujhe batati hain us din unhoo ne kitchen main roza rakhwaya tha mera lolzz toe main kitchen main nai ja sakta tha lekin main dopehair ko jab soo rahe thay toe chupke se uth kar kitchen main gaya meri nazar aik mithai jisey sohn papri kehte hai kafi sakht hoti hai woh nazar aai maine moun main dali toe pheeki lagi hehehe itne main itifaq se meri aik cousin uth ke aaien aur mujhe range hathoon pakra ub woh mujhe bolen ke moun kholo aur main moun na kholon aur mujhe itna pheeka aur ajeeb karwa feel ho raha tha magar khair jab khoola toe moun se jhag nikalne lagi coz main kapre dhone ka sabun kha gaya tha :D hehehe phr mujhe pitai pari thori si {(upset)}

well Allah ka shukar hai bachpan ho ya jawani roze nahi lagte han kabhi kabhi feel hota hai thora buhat magar Allah ka shukar hai kabhi aisi nobat nahi aai jahan tak yaad parta hai agey kuch yaad aya toe Inshallah share karon ga :)

lolx
:D :D
zee bhaiya app na saboon kha liya tha
{(doh)}
well jazaKAllah bakhair
dats so sweet
:)

mashAllah
:)
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh
Top