Video Friends, Pls Share your memories of your first roza/fast.

  • Work-from-home

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
walaikum salam wrwb...

NIce thread

pehla roza.. mujhe to theek se yaad nahi ke kab rakha tha....
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Assalam Walaikum very nice thread yaar

Well mujhe apna pehla roza toe yaad nahi hai ke kaisa guzra coz party waghera nahi huwi thi. well jab main chota tha mean 4 se 5 saal ka tab se main roze rakhta tha hehehe kabhi fridg main kabhi almari main kabhi bag main lolzz aik dafa kya huwa ramzan ka maheena tha meri cousins mujhe batati hain us din unhoo ne kitchen main roza rakhwaya tha mera lolzz toe main kitchen main nai ja sakta tha lekin main dopehair ko jab soo rahe thay toe chupke se uth kar kitchen main gaya meri nazar aik mithai jisey sohn papri kehte hai kafi sakht hoti hai woh nazar aai maine moun main dali toe pheeki lagi hehehe itne main itifaq se meri aik cousin uth ke aaien aur mujhe range hathoon pakra ub woh mujhe bolen ke moun kholo aur main moun na kholon aur mujhe itna pheeka aur ajeeb karwa feel ho raha tha magar khair jab khoola toe moun se jhag nikalne lagi coz main kapre dhone ka sabun kha gaya tha :D hehehe phr mujhe pitai pari thori si {(upset)}

well Allah ka shukar hai bachpan ho ya jawani roze nahi lagte han kabhi kabhi feel hota hai thora buhat magar Allah ka shukar hai kabhi aisi nobat nahi aai jahan tak yaad parta hai agey kuch yaad aya toe Inshallah share karon ga :)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
well mene jab pehle roza rakha i was 5 yrs n some months{(thinkg)}
or mene 1 nai 2 nai porey porey 6 rozey rakhe they {(nea)}

first roza,

phir 4 jume ko 4 roza

phir last day ka roza

kul mila ker 6 rozey,

wese pichle sal jab me 4yr ka tha to tab mene inkalab ki awaz uthai thi k me ko bhi roza rahkna hai per us waqt gher walu ne pata ker kaha ok rakhlena porey 30 rakhlena, n jab mene sehri ki to bara khush hua, phir jab school k lie utha to mom ne breakfast me toast laga ker dia, mene kama mama mera to roza hai to mum ne kaha han hai per khaney piney ka roza hai{(nea)}
is tarha mujhe porey 30 rozey pata dia n kaha k tumare bhi porey rozey hogae...wo to eid per pata chala k me ko pataya tha sab ne{(nea)}

phir next yr jab me 5yr ka hua to zid ki to rakhne dia tha...n mene 6 rozey rakhe they...
well pehla roza itna maze se guzra pata bhi nai chala,
bas last time jab gher me iftari ban rai thi n samosey fry ho rahe they to dil k sath sath peth me bhi kuch kuch ho raha tha...
{(haha})
n last rozey me me zara confident hogaya tha k dekha me bhi roza rakh sakta hun, n isi confident me fridge se pani nikal ker ghalti se pi gaya tha {(doh)}
phir sab bhaio ne bht daraya k ab tumara roza tot gaya n bara hasey bhi, {)^})

wo to aapi ne kaha k kuch nai hua chanda apka roza sai hai, jab koi ghalti se pani pi leta hai to roza nai totta phir humari nani c jan me jaan ai {(haha})

kher gifts me bht kuch mila,
mujhe bht sare pese bhi mile, dad ne mom ne diye, khiloney bhi bht miley jin me, aeroplane jo aj tak hai per afsos kabhi ura nai zameen per hi chalta raha {(doh)}
or train jo bina patri k chalti hai or sirf gol gol ghumti hai{(haha})

me nani ka ladla tha n nani us waqt zinda bhi thi to nani ammi ne mere sir pe hath rakh k mujhe bht sari duaein di thi jo sab se bara gift tha n abhi tak mere sath hai
that was the most precious gift of my life cuz agley ramzan nani humare sath nai thi,per unka gift humesha mere sath rahega:)
arey haan yaar mere ghar waley bhi aisi topian kara ke apun ko mamu banate thay {(upset)}
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
v. niceeeeeee zee br

Reactions: Zee Leo

Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')

{(haha})kapry dhony k sabunnn lolzz
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
, v. gud adi bhai waqi hi pehla roza ki baat hi kuch or hoti hay challo ap nay 30 roza kitny umer main rakhy they ,,
well mene jab pehle roza rakha i was 5 yrs n some months{(thinkg)}
or mene 1 nai 2 nai porey porey 6 rozey rakhe they {(nea)}

first roza,

phir 4 jume ko 4 roza

phir last day ka roza

kul mila ker 6 rozey,

wese pichle sal jab me 4yr ka tha to tab mene inkalab ki awaz uthai thi k me ko bhi roza rahkna hai per us waqt gher walu ne pata ker kaha ok rakhlena porey 30 rakhlena, n jab mene sehri ki to bara khush hua, phir jab school k lie utha to mom ne breakfast me toast laga ker dia, mene kama mama mera to roza hai to mum ne kaha han hai per khaney piney ka roza hai{(nea)}
is tarha mujhe porey 30 rozey pata dia n kaha k tumare bhi porey rozey hogae...wo to eid per pata chala k me ko pataya tha sab ne{(nea)}

phir next yr jab me 5yr ka hua to zid ki to rakhne dia tha...n mene 6 rozey rakhe they...
well pehla roza itna maze se guzra pata bhi nai chala,
bas last time jab gher me iftari ban rai thi n samosey fry ho rahe they to dil k sath sath peth me bhi kuch kuch ho raha tha...
{(haha})
n last rozey me me zara confident hogaya tha k dekha me bhi roza rakh sakta hun, n isi confident me fridge se pani nikal ker ghalti se pi gaya tha {(doh)}
phir sab bhaio ne bht daraya k ab tumara roza tot gaya n bara hasey bhi, {)^})

wo to aapi ne kaha k kuch nai hua chanda apka roza sai hai, jab koi ghalti se pani pi leta hai to roza nai totta phir humari nani c jan me jaan ai {(haha})

kher gifts me bht kuch mila,
mujhe bht sare pese bhi mile, dad ne mom ne diye, khiloney bhi bht miley jin me, aeroplane jo aj tak hai per afsos kabhi ura nai zameen per hi chalta raha {(doh)}
or train jo bina patri k chalti hai or sirf gol gol ghumti hai{(haha})

me nani ka ladla tha n nani us waqt zinda bhi thi to nani ammi ne mere sir pe hath rakh k mujhe bht sari duaein di thi jo sab se bara gift tha n abhi tak mere sath hai
that was the most precious gift of my life cuz agley ramzan nani humare sath nai thi,per unka gift humesha mere sath rahega:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalamoalikum frnds... :)

Ramzan Ul Mubarak ke hawale se ek thread le ke hazir huwi hoon...:)

is me aapko batana hai ke aapne apna pehla roza kab rakha tha..aur us mauqe per kya kya ehtemam kiya gaya tha...aapki kya feelings rahi roze ke dauran...ammi abbu aur baqi logo se kya kya gifts mile...bus aapko apne pehle roze ki yaden taza karni hogi yaha hamare sath...:)
to frnds kesa idea hai ????

karenge na apne pehle roze ki yaden taza...;;)

Wa'alaikum assalam very nice thought Ammo ji
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
well mene jab pehle roza rakha i was 5 yrs n some months{(thinkg)}
or mene 1 nai 2 nai porey porey 6 rozey rakhe they {(nea)}

first roza,

phir 4 jume ko 4 roza

phir last day ka roza

kul mila ker 6 rozey,

wese pichle sal jab me 4yr ka tha to tab mene inkalab ki awaz uthai thi k me ko bhi roza rahkna hai per us waqt gher walu ne pata ker kaha ok rakhlena porey 30 rakhlena, n jab mene sehri ki to bara khush hua, phir jab school k lie utha to mom ne breakfast me toast laga ker dia, mene kama mama mera to roza hai to mum ne kaha han hai per khaney piney ka roza hai{(nea)}
is tarha mujhe porey 30 rozey pata dia n kaha k tumare bhi porey rozey hogae...wo to eid per pata chala k me ko pataya tha sab ne{(nea)}

phir next yr jab me 5yr ka hua to zid ki to rakhne dia tha...n mene 6 rozey rakhe they...
well pehla roza itna maze se guzra pata bhi nai chala,
bas last time jab gher me iftari ban rai thi n samosey fry ho rahe they to dil k sath sath peth me bhi kuch kuch ho raha tha...
{(haha})
n last rozey me me zara confident hogaya tha k dekha me bhi roza rakh sakta hun, n isi confident me fridge se pani nikal ker ghalti se pi gaya tha {(doh)}
phir sab bhaio ne bht daraya k ab tumara roza tot gaya n bara hasey bhi, {)^})

wo to aapi ne kaha k kuch nai hua chanda apka roza sai hai, jab koi ghalti se pani pi leta hai to roza nai totta phir humari nani c jan me jaan ai {(haha})

kher gifts me bht kuch mila,
mujhe bht sare pese bhi mile, dad ne mom ne diye, khiloney bhi bht miley jin me, aeroplane jo aj tak hai per afsos kabhi ura nai zameen per hi chalta raha {(doh)}
or train jo bina patri k chalti hai or sirf gol gol ghumti hai{(haha})

me nani ka ladla tha n nani us waqt zinda bhi thi to nani ammi ne mere sir pe hath rakh k mujhe bht sari duaein di thi jo sab se bara gift tha n abhi tak mere sath hai
that was the most precious gift of my life cuz agley ramzan nani humare sath nai thi,per unka gift humesha mere sath rahega:)
Hmmmmm good aapka rouza to pehla rouza achha guzra masha'ALLAH
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalam Walaikum very nice thread yaar

Well mujhe apna pehla roza toe yaad nahi hai ke kaisa guzra coz party waghera nahi huwi thi. well jab main chota tha mean 4 se 5 saal ka tab se main roze rakhta tha hehehe kabhi fridg main kabhi almari main kabhi bag main lolzz aik dafa kya huwa ramzan ka maheena tha meri cousins mujhe batati hain us din unhoo ne kitchen main roza rakhwaya tha mera lolzz toe main kitchen main nai ja sakta tha lekin main dopehair ko jab soo rahe thay toe chupke se uth kar kitchen main gaya meri nazar aik mithai jisey sohn papri kehte hai kafi sakht hoti hai woh nazar aai maine moun main dali toe pheeki lagi hehehe itne main itifaq se meri aik cousin uth ke aaien aur mujhe range hathoon pakra ub woh mujhe bolen ke moun kholo aur main moun na kholon aur mujhe itna pheeka aur ajeeb karwa feel ho raha tha magar khair jab khoola toe moun se jhag nikalne lagi coz main kapre dhone ka sabun kha gaya tha :D hehehe phr mujhe pitai pari thori si {(upset)}

well Allah ka shukar hai bachpan ho ya jawani roze nahi lagte han kabhi kabhi feel hota hai thora buhat magar Allah ka shukar hai kabhi aisi nobat nahi aai jahan tak yaad parta hai agey kuch yaad aya toe Inshallah share karon ga :)
Wa'alaikum assalam LoLZ hahha bro realy funny rouza tha
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
WSSALM U ALIAKUM
BOHT MAZE KA THREAD HAI ..{(ok)}

MUJHE WESE YAAD NHI K PEHLA ROZA KB RAKHA THA..{(thinkg)}
LEKIN JB MAIN NE ROZE RAKHNE SHURU KIYE US K BARE ME ZARUR SHARE KRON GI..INSHAALLAH:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
HAHAHAHA..
SB KA HI BOHT MAZE K ROZE THE..
AKSR KO TO YAAD B HAI LEKIN MUJHE NHI..HAYEE MAIN KITNI BHULAKAR HON..{)^}):p
or gift b mile hain ap sb ko..mujhe to nhi mile the..
zulam ho gya mere sath..ab khabr lon gi..:p
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
jb main ne roze rakhne start kiye..to us Ramazan me kafi roze rakhe the,
roza feel hota tha us time..skol se wapisi pe khas kr..humare skol k raste me ek tubewell tha,jis ka pani boht thanda tha..us ko dekh kr jo piyas lgti thi..{(wacko)}mat pochen..dil to chahta tha.sara pani pi jaon or naha b len:p
lekin roza agr rakha hai to pora to krna hi hota tha..gift to nhi milte the lekin tareef ho jati thi..wese us zamane me kafi tareef hoti thi..kya time tha8->. or khud ko b khushi boht hoti thi roze ki..koi aasan kam b nhi tha..:p
ek khush'fehmi mujhe bari dair tak rahi k roze sirf sardiyon me hi aate hain..ye mujhe kafi dair bad me pata chala k roze garmiyon me b aa sakte hain..:p
or han sunday ka roza mujhe boht lamba lgta tha..
khair ab roza bilkul b feel nhi hota..Alahmdulillah boht maze se guzr jata hai..
 
Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Assalam Walaikum very nice thread yaar

Well mujhe apna pehla roza toe yaad nahi hai ke kaisa guzra coz party waghera nahi huwi thi. well jab main chota tha mean 4 se 5 saal ka tab se main roze rakhta tha hehehe kabhi fridg main kabhi almari main kabhi bag main lolzz aik dafa kya huwa ramzan ka maheena tha meri cousins mujhe batati hain us din unhoo ne kitchen main roza rakhwaya tha mera lolzz toe main kitchen main nai ja sakta tha lekin main dopehair ko jab soo rahe thay toe chupke se uth kar kitchen main gaya meri nazar aik mithai jisey sohn papri kehte hai kafi sakht hoti hai woh nazar aai maine moun main dali toe pheeki lagi hehehe itne main itifaq se meri aik cousin uth ke aaien aur mujhe range hathoon pakra ub woh mujhe bolen ke moun kholo aur main moun na kholon aur mujhe itna pheeka aur ajeeb karwa feel ho raha tha magar khair jab khoola toe moun se jhag nikalne lagi coz main kapre dhone ka sabun kha gaya tha :D hehehe phr mujhe pitai pari thori si {(upset)}

well Allah ka shukar hai bachpan ho ya jawani roze nahi lagte han kabhi kabhi feel hota hai thora buhat magar Allah ka shukar hai kabhi aisi nobat nahi aai jahan tak yaad parta hai agey kuch yaad aya toe Inshallah share karon ga :)
ha ha ha....{(haha})

kya bat hai aapki...phir to zindagi bhar ke liye sonpapri se tauba kar li hogi... {(wacko)}

bohat acha laga tumhare roza ke bare me janke...kuch aur yad aaye to zaroor share karna...:)
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
hooooooooooooooooooow sweeeeeeeeeeet....:xkitni pyari yaden hoti hain na masoom masoom si...kal ko yehi yaden zindagi me kabhi fursat ke palo me dil ko gudguda jaya karti hain...thx for sharing atif... :)
han ye to hai bth pyari yaadein hain, na jane kyu aj nanni ammi yaad agai, Allah unhe janat me jaga de , bht jald me unki ek pic jo mere ipod me humesha rehti hai wo share karunga :)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
hehehehe Thanks janab woh bachpan he kya jo insaan bhool jaye :) Thanks amreen u ne itna kuch yaad dilwaya phr se and agey bhi share karon ga Inshallah :)
 
Top