Bidaat Ki Aqsaam O Ahkaam

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Horror bhayi sawaal ka mukamil javab den agar pata ho to & ye simple si baat nhi hai..mei bar bar ek sawaal puch rahi hun magar mujhe kisi ne mukamil javab nhi diya abtak.
Khair mujhe tashaffi bakhsh javab ka intezar rahega
dekho guria, har cheez ki gehrai mian jana acha nahi hota, baaz oqat ziada gehrai insan ko ghumra kar deti hai.
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
dekho guria, har cheez ki gehrai mian jana acha nahi hota, baaz oqat ziada gehrai insan ko ghumra kar deti hai.
Hehehehe lolzzz..bht khubsurti se samjhaya apne..
Geharayi me jana phir samjh na pana gumrah karta hai bhayi..
waise na samjh nadanon aur gumrahon k liye to har jagah gumrahi hai..
Quran parhna aur baat hai ,uske lafzi maanay samjhna aur uske batini o roohani matlab samjhna har kisi k bas ki baat nhi...
Wassalam...shukrya bro...
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia


Arshad bhayi...aapne phir baat ghumaadi mohtaram....
Abb last bar aapse istefsaar karti hun k is ayat ka nuzool kahan aur kyunkar hua aur iske baray me Allah ka hukum kya hua tha?

الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا
aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kardiya aur inpar apni nematein tamam kardin aur tamam insaniyat keliye deen e islam ko pasand farmalia.(05:03)

Aur iska javab agar mausool na hua to aap na ahel samjhe jaynge..
Aapke sawaal is thread se related hote to zarur javab deti aur apke javab k baad dungi lekin meri zaat p na koi sawaal na mere aqeeday aur eeman par koi bahes ka haq hai apko..
Dusri baat k mera maqsad fitna phailana ya mujhe Quran parhne ki taufeeq nahi ata hui ye to apke javab par ya mere dalayel with ref se sabko pata hi chal jayga...
Sawaal ka javab apko nhi ata hai to is thread ka end yahin hojata hai..
Apne wasee ilm k zariye hume javab marhamat farmayen to aiyen nawazish hogi.
mashaAllah yahan to aapne mujhpar fatwa hi dediya k main na ahal hun.khair aapne mujhe aisa kaha main iska bura nahi manunga inshaAllah kyunke main islam k maamle me abhi kamzoor hi hon.bus jitna il mere paas hai usi ko
ballighu anni walao aaya k tahat logon tak pahunchaane ki koshish karta hon.

aapne jo sawal poocha k is aayath ka shaan e nazool kia hai aur kyun ye aayath Allah ne naazil ki.
ye aayath hajjat ul wida k maoqe par nazil ki gayi thi jo juma ka din tha 10 hijri aur us waqt Allah k nabi(pbuh) apne is azeem qutbe se faarigh huye hi thei k Allah ne ye aayath unpar nazil ki.aur jab ye aayath nazil hui to hazrat omar raziAllahu anhu roone lage to Allah k nabi(pbuh) ne farmaya k aye omar kyun roote ho?kaha k hum log deen k taaluq se ziadati me thei laikin ab jab wo mukammal hogaya hai to jo cheez mokammal hojaati hai wo ghatne lagti hai.aap(pbuh) ne farmaya tumne such kaha.

aur is waqiye k baad 12 rabi ul awwal 11 hijri monday k din chaahst k waqt aap(pbuh) ki wafaat hui is waqt aap(pbuh) ki omar 63 saal 4 din thi.inna lillahi wa inna ialaihi raajioon.



Hehehehe lolzzz..bht khubsurti se samjhaya apne..
Geharayi me jana phir samjh na pana gumrah karta hai bhayi..
waise na samjh nadanon aur gumrahon k liye to har jagah gumrahi hai..
Quran parhna aur baat hai ,uske lafzi maanay samjhna aur uske batini o roohani matlab samjhna har kisi k bas ki baat nhi...
Wassalam...shukrya bro...
wah wah kia khhob likha aapne k quran ko samajhna har ksi k bus ki baat nahi.
mohtarma ye kahne se pahle zara 10 baar sonchlia hota k kia main quran k khilaaf to nahi kah rahi hon.khair aap ka kia aapkeliye to ye choti baatein hain.zara meri signature me nazar daalein aur dekhen k kia likha hai kaunsi aayath ka maine isme zikr kia hai ye surath al qamar ki aayath no17 hai.jisme wazeh aur khule alfaaz me Allah taala irshaad farma raha hai k "humne quran ko samajhne keliye aasaan kardiya hai pus kia hai koi naseehat haasil karne wala".

yahan par kinse qitaab kar raha hai Allah taala farishton ya jinon ya fir koi aur maqlooq balke yahan insanon se qitab hai.k jo samajhna chahe unkeliye isse aasaan kardiya hai laikin jinke dil terhe hon to unhe har cheez mushkil hi nazar aati hai.aur yahi bahan banakar tum log quran ko samajhkar parhte nahi ho.jiski wajah se naam nihaad log aam musalmanon ko gumraah karte firte hain.

Allah aapko hidayat de aameen.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


mashaAllah yahan to aapne mujhpar fatwa hi dediya k main na ahal hun.khair aapne mujhe aisa kaha main iska bura nahi manunga inshaAllah kyunke main islam k maamle me abhi kamzoor hi hon.bus jitna il mere paas hai usi ko
ballighu anni walao aaya k tahat logon tak pahunchaane ki koshish karta hon.

aapne jo sawal poocha k is aayath ka shaan e nazool kia hai aur kyun ye aayath Allah ne naazil ki.
ye aayath hajjat ul wida k maoqe par nazil ki gayi thi jo juma ka din tha 10 hijri aur us waqt Allah k nabi(pbuh) apne is azeem qutbe se faarigh huye hi thei k Allah ne ye aayath unpar nazil ki.aur jab ye aayath nazil hui to hazrat omar raziAllahu anhu roone lage to Allah k nabi(pbuh) ne farmaya k aye omar kyun roote ho?kaha k hum log deen k taaluq se ziadati me thei laikin ab jab wo mukammal hogaya hai to jo cheez mokammal hojaati hai wo ghatne lagti hai.aap(pbuh) ne farmaya tumne such kaha.

aur is waqiye k baad 12 rabi ul awwal 11 hijri monday k din chaahst k waqt aap(pbuh) ki wafaat hui is waqt aap(pbuh) ki omar 63 saal 4 din thi.inna lillahi wa inna ialaihi raajioon.



wah wah kia khhob likha aapne k quran ko samajhna har ksi k bus ki baat nahi.
mohtarma ye kahne se pahle zara 10 baar sonchlia hota k kia main quran k khilaaf to nahi kah rahi hon.khair aap ka kia aapkeliye to ye choti baatein hain.zara meri signature me nazar daalein aur dekhen k kia likha hai kaunsi aayath ka maine isme zikr kia hai ye surath al qamar ki aayath no17 hai.jisme wazeh aur khule alfaaz me Allah taala irshaad farma raha hai k "humne quran ko samajhne keliye aasaan kardiya hai pus kia hai koi naseehat haasil karne wala".

yahan par kinse qitaab kar raha hai Allah taala farishton ya jinon ya fir koi aur maqlooq balke yahan insanon se qitab hai.k jo samajhna chahe unkeliye isse aasaan kardiya hai laikin jinke dil terhe hon to unhe har cheez mushkil hi nazar aati hai.aur yahi bahan banakar tum log quran ko samajhkar parhte nahi ho.jiski wajah se naam nihaad log aam musalmanon ko gumraah karte firte hain.

Allah aapko hidayat de aameen.

''aapne jo sawal poocha k is aayath ka shaan e nazool kia hai aur kyun ye aayath Allah ne naazil ki.
ye aayath hajjat ul wida k maoqe par nazil ki gayi thi jo juma ka din tha 10 hijri aur us waqt Allah k nabi(pbuh) apne is azeem qutbe se faarigh huye hi thei k Allah ne ye aayath unpar nazil ki.aur jab ye aayath nazil hui to hazrat omar raziAllahu anhu roone lage to Allah k nabi(pbuh) ne farmaya k aye omar kyun roote ho?kaha k hum log deen k taaluq se ziadati me thei laikin ab jab wo mukammal hogaya hai to jo cheez mokammal hojaati hai wo ghatne lagti hai.aap(pbuh) ne farmaya tumne such kaha.

aur is waqiye k baad 12 rabi ul awwal 11 hijri monday k din chaahst k waqt aap(pbuh) ki wafaat hui is waqt aap(pbuh) ki omar 63 saal 4 din thi.inna lillahi wa inna ialaihi raajioon.''


is Waqea ka reference kahan hai?kahan se liya ahi apne?ya apne dil se?
Hajjat ul Widah 10 hijri me hua? aur ye ayat bhi 10 hijri me utri aur apke bayan k mutabiq Rasool swww ki wafaat 11 hijri me hui...rite?
Jab poora waqeaa hi change kardiya to bhayi hijri bhi change kardete naa...to sabko aur pukhta yakeen hojata..
Kya 11 hijri me Rasool swww ne Hajj nhi kiya tha?Kya 10 hijri me Aapka swww ka akhri hajj tha?
Jab Rasool swww ne ye ayat logon tak pahuncahyi to kitno ka majma tha?ya srf Hazrat Umar hi thy wahan maujood?Is Ayat ka nuzool konsi jagah hua tha aur iske baad Rasool swww ne kya elaan kiya tha?

Aur wahi to mei kah rahi hun k apke liye bht asaan hai Quran samjhna aur mashAllah se aapne samjh bhi liyahai sab kuch...
Hum Quran ko samjhkar parhte hain ya nahi isse apko sarokaar nhi...Aap waqea ka hawala enayat farmayen?
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Horror bhayi sawaal ka mukamil javab den agar pata ho to & ye simple si baat nhi hai..mei bar bar ek sawaal puch rahi hun magar mujhe kisi ne mukamil javab nhi diya abtak.
Khair mujhe tashaffi bakhsh javab ka intezar rahega
Bahaar if yOu dOn't mind tO kia aap dubara apna Sawal duhra Sakti hai
may kOshish karOnga k aap kO tafseel Say jawab de SakOn
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan
Status
Not open for further replies.
Top