Bidaat Ki Aqsaam O Ahkaam

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

baraye meherbaani apna sawal thoda wazeh karen.taake aapka jawab mufeed de sakun.
Meine pucha janab...k...aapne jahan tak parha hai usme Biddat ka zikr kitni baar aya hai?
Misal k taur p.kisi surah ya ayat ya Allah k naam ko ginti se parhna Biddat,kisi ka gham manana biddat,kisika matam karna rona peetna biddat,Shab e Baraat ki fazeelat me namaazen parhna biddat,Milad un Nabi Sww manana Biddat..to akhir kitni baar kin kin hadeeson me BIDDAT ka lafz shumar hua hai?Ye janna hai mujhe..Umeed k aap tasalli bakhsh javab se sarfaraz farmayenge..& yeah ref only frm SAHIH MUSLIM & SAHIH BUKHARI
aur ye bhi batayen k kin hadeeson p jo in kitabon me darj hai hum amal hi nhi karte yani k Rasool swww ki Nafarmani karte hain khule aam...
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

بســم الله الرحمـن الرحيـم

sabse pahle main aapse sawal poochna chahunga sahih batana warna aapke aqeede me qalal aajayega.kia aapka kutub sittah par imaan hai?
kia aap maanti hain k sahih bukhari aur sahih muslim ki tamam aahadees sahih hain?
kia aap shia ko kaafir maanti hain?kyunke wo nauzillah hazrat amma aayesha raziAllahu anhu par aur dosre jaleel ul qadr sahaba par laan taan karte hain aur unpar tuhmatein baandhte hain.laanat Allahi alal kaazibeen.

bus isi k jawab zara soonch samajh kar dijiyega uske baad fir nayi fehrist pesh karunga inshaAllah.
ab aate hain aapke jawab ki taraf.

maine apne thrd me ek quran ki bahetreen aayath pesh ki laikin shayed aapne thrd ko poora parha hi nahi hoga.khair Allah taala quran me irshaad farmata hai k

الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا

aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kardiya aur inpar apni nematein tamam kardin aur tamam insaniyat keliye deen e islam ko pasand farmalia.(05:03)

ksi bhi shaqs ko agar bidaat ko samajhna hai k bidaat kia hai wo is aayath ko agar parh le to usse acchi taha ye baat samaj aajayegi k bidaat kia hai.kis cheez ka naam hai.kyunke Allah taala is aayath me farma raha hai k aaj maine tumhare liye deen ko mukammal kardiya.yaani deen mukammal hogaya.ab is deen me agar koi shaqs ksi nayi cheez ki ijaad karta hai to wo kia hua deen me tahreef jabke Allah k nabi(pbuh) deen e kaamil hum tak pahuncha gaye deen ki aisi koi baat nahi hai jo hum tak na pahunchi ho bus mutaale ki zaroorat hai.agar hum mutala nahi karte to ye hamari ghalti hai.aaj aisi bahot si cheezein hame dekhne me milti hain k jo Allah k nabi(pbuh) k zamane me nahi thin.to ye bidaat hua jaise k Allah taala is quran ki aayath me farma raha hai k
بَدِيعُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ۖ

wo zameen o aasman ka ibtedaa paida karne wala hai..(02:117 )

wo aasmaan o zameen ko awwalan paida karne wala hai.

aur isi tarha Allah k nabi(pbuh) ne farmaya

فإن كل محدثة بدعة وإن كل بدعة ضلالة و كل ضلالة فى النار.
yaani har nayi ijaad karda cheez biddat hai.(sahih bukaari wa sahih muslim)

aur isi tarha hazrat amma aayesha raziAllahu anha farmaati hain k " jo shaqs ye samajhta ho k Allah k nabi(pbuh) ne deen ki koi baat chupaayi hai usne mohammed(pbuh) par bahot bada ilzaam lagaya.(sahih muslim-358).

aur isi tarha Allah taala quran e majeed me irshaad farmata hai

وَمَا آتَاكُمُ الرَّسُولُ فَخُذُوهُ وَمَا نَهَاكُمْ عَنْهُ فَانتَهُوا
kjo kuch tumhe rasool(pbuh) de rahe hain usse lelo aur jis cheez se mana kar rahe hain us se ruk jaao.(59:07).

in quraani aayaat aur sahih aahadees se pata chalta hai k jo bhi nabi(pbuh) k zamane k baad ijaad karda cheezein hai jo sunnat se saabit nahi hain wo bidaat hain.umeed k inshaAllah jawab tasalli baksh hoga.

[SHADOW=5]Janaab e Aaali.....Sawaal par sawaal nhi kiya jata ,sawal ka javab diya jata hai..
Mei kya hun ye alag mauzoo hai aur mei kya maanti hun isss thread se related baat nahi hai...
Ye hogaya apka out of thread sawaal ka javab...Mera Aqeeda aur yakeen itna bhi kaccha nhi k ek thread se danwadol hojaye..Mere jo aqayed hain unme qalal ki aap fikar na karen..
Aur haan aap anyi fehrist mat pesh karne ki zahmat karen srf Biddat p ahadees matloob hain..
Haan ji humne apke thread ko bht ghaur se parha aur hum un ayeton hi ki taraf arahe thy magar apne humari tamam mushkil hi bari asaan kardi..
Ye wo mashoor ayeten hain Quran ki jinke mei hazar baar sadqe...Jaan e Quraan se kis tarha taghaful barta ja sakta hai..

Quran e Majeed kisi ek roz me nahi utaari gayi,balkay khususiyat k taur par maukhay k lehaaz se Allah ne apne Nabi swww k zariye ahkamaat jaari kiye..kabhi koi waqea kabhi koi shaksiyat kabhi kisi nafarman Qaum p kabhi warning k taur par Allah ne apne azaab se logon ko daraya aur uski mansha se agah kiya..

[/SHADOW]
[SHADOW=5]Ye khubsurat ayat e Quraani[/SHADOW]

[SHADOW=5]Kisi khaas din kis khaas waqea ki yaad dahani k taur par utaari gayi thi aur Allah ki taraf se hukum hua tha Hazrat Mohamad Mustafa sww ko ye paigham ,ye ayat ka elaan karden....
Deen kab mukamil hua?
Is Ayat ka Elaan Rasool swww ne kab aur kahan kiya?
Is ayat k saath hi Nabi swww ne ek aur ahem Elaan kiya kya tha?
In sawalath k javab marahamat farmayen?
*************************************
[/SHADOW]
[SHADOW=5]And a very another beautiful ayat

[SHADOW=5]Beshak beshak jo Rasool swww de lelo mana karen baaz ajaao..kyun Rasool swww wo bat kabhi nhi kahte jiska hukum na hua ho ya k Allah ki taraf se jo paigham ho..Nabi hota hi wo hai jo bina manshaay e elaahi kalaam nhi karta,aur Nabi swww ka hukum Allah ka hukum..
Nabi swww ki nafarmani karnewala kaafir..hai naa
Allah farmata hai k aye logo jo jo rasool swww tumko derahe hain wo lelo.
Apni rahlat k waqt Aap swww ne jo jo diya tha kya wo sab leliya gaya?
**************************************************************
[/SHADOW]
[SHADOW=5]Meine apse biddat k maanay nhi puchay thy janab
humne yh sawaal kiya tha k SAHIH MUSLIM aur SAHIH BUKHARI me kin kin cheezon ko Biddat kaha gaya hai?Sawal abb waza hogaya hai naa to javab me abb dikkat nhi honi chahiye..

[/SHADOW]
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

jazakAllah khair arshid bhai.....
 
alhamdulillah wassalatu wassalamu ala rasoolihil kareem.

maine jo sawal aapse pooche thei uska koi jawab nahi dia aapne kyun?
kia sawal karne ka huq sirf aaphi ko hai ya mujhe bhi?
laikin aap bhool rahi hain k jo ball aap deewar par jitni taaqat se maarengi wo utna hi laut kar aayega.
mujhe yaqeen tha k aap iske jawab dene se qaasir rahengi.
maine kab aapke aqayed k baare me poocha?maine to ek simple se sawalaat kiye thei.
aapki haqeeqat yahan sabko pata hai mujhe ye jaanne ka koi shauq nahi.

bus maine ye sawal isliye pooche thei k agar aapka aqeeqda in kitabaon par hai to mujhe jawab dene me aasani rahegi laikin agar koi in kutub ko sahih na maane to mera jawab dekar bhi kia faayeda ab aap hi batayen mohtarma.

waise maine oopar jawab diye hain.shayed k Allah hidayat ki taraf rahnumaayi kare.laikin fir bhi aapne firse nadaani me wahi sawalaat kar daale.khair

chaliye bus sirf is ek sawal ka jawab dijiye.
kia agar main namaz me 2 sajdaon k ilawa agar 3 karun to kia ghalat hai.agar ghalat hai to mujhe batyyiye k kaunsi aisi sahih hadees me ya quran ki koi aayat me likha hai k 3 sajde ghalat hain?

besabri se jawab matloob hai :)
Allah yahdeek.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Hahahha....ye to khuli hui baat hai k jab kisi sawal ka javab nhi ban parta hai to mauzoo se hatkar ya dusre ka mind divert karne k liye ghair ahem sawalath karna shuru hojate hain..
Mohatarm jab apko pata hai k mei kon hun to sawaal ka kya matlab?
Meine apko apne aqeeday ka zikr isliye kiya tha k ap khud hi ne aqayed me qalal hone ka tazkera kiya tha..
Aur aapko haq hasil hai sawaal karne ka magar English ki jamaat me urdu k sawalath muzheka khaiz hote hain janab....Yahan jo mauzoo chal raha hai usi p tikay rahen aap aur hum to bahtar........
Aapne thread lagayi apne jo likha uske sawalath humko puchne ka haq zarur hai aur aap hum sabko javab dah ho....Ye alag baat hai k humare sawalath hazam kar k aap dusre sawalath shuru karden..
Baat kutub ki aqeeday ki nahi hai janab baat sabit karne ki chahe kahin se bhi li ho...to ref.k saath pesh karen na yahan ya to phir yhi kahden k apka mutaleaa hi itna wasee nahi...baat hi khatm hojaygi..
Aaap k sawalath ka us waqt hi javab milega jab aap humare sare sawalath ko ref k saath javabat pesh karen..Aapne hume Nadaan kaha bilkul sahi hai sau feesadi agar nadaan na hote to aapse sawal hi kyun karte?Abb aap apni ilmi zahanat se javabat marhamat farmayen takay iss NADAAN k ilm me izafaa ho..
sahib e ilm se ek tashna aalim ka sawaal hai..intezar rahega janab...
Khair andesh...
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
mohtarma agar sawal islah ki gharz se poocha jaaye to daleel k anbaar bhi hum laga sakte hain.laikin agar sawal na samajhne ki ya mahool ko qaraab karne ki gharz se pooche jaayen to baat chahe kitni taweel ho la haasil hai.

aur aapne kaha k main janta hon k aap kaun hai to sawal poochne ka fir kia matlab.to mohtarma main bhi yahi to kahta hon k ye islam ka maamla hai aapka isme sawal poochne ka kia matlab?:)

aur maine ye sawal bus aise hi hansi mazaq me nahi pooche aapse is sawal me hi aapke tamam jawabaat aapko mil jaayenge agar aap apne dimagh ko soonchne ki thodi si zahmat detin to.

aur mohtarma bidaat ki tareef maine apne thrd hi me ki hai.agar aap usi ki tareef ko theek se mutaala karletin to aapke zahan me ye sawal aane k sawal hi paida nahi hota.aur dosri cheez bidaat Allah k nabi(pbuh) k baad ki hui ijadaat ko kahte hain to zahir si baat hai.iska zikr Allah k nabi(pbuh) kaise karte.kyunke Allah k nabi(pbuh) to aalim ul ghaib nahi thei k har aane wali tamam bidaat ka tazkera kardete.

Allah ne hamari guidance keliye kahdiya hai k aaj maine deen ko mukammal kardiya hai.iska maana hua jitna deen Allah k nabi(pbuh) ne hame bataya utna hi islam hai aur baaqi jo baad me ijaad hua wo bidaat hai.

aapka sawal theek usi tarha hai jis tarha maine poocha k 2 sajdon k ilawa agar main 3 karlun to kia ghalat hai.jabke iski koi hadees nahi hai k 3 sajde bidaat hai.laikin hum tamam ye baat jante hain k 3 sajde bidaat hojayega kyunke Allah k nabi(pbuh) ne hame 2 ka hukum diya hai.

theek isi tarha jitna Allah k nabi(pbuh) hame bata gaye wo islam hai aur baaqi bidaat hain.

chaliye main ek taalib e ilm ki haisiat se aapse poochta hon.
aap jis kaam ko bidaat nahi sahih kah rahi hain uski koi daleel den k ye jo bidaat hain unka zikr kaunsi sahih aahadees me moujood hai?

ab firse wahi puraani kahani na dohraana.ok:)
 
Mash Allah itni lambi taqreer magar mere sawaal k javab mohtaram?
aapke paas hain k nahi?
Aapne kaha "" bidaat Allah k nabi(pbuh) k baad ki hui ijadaat ko kahte hain to zahir si baat hai.iska zikr Allah k nabi(pbuh) kaise karte.kyunke Allah k nabi(pbuh) to aalim ul ghaib nahi thei k har aane wali tamam bidaat ka tazkera kardete.""

Kya Nabi Sww aalim ul ghaib nahi?
wawoooo
73 firqay bhi to humare NABI Swww k baad hi banay na to phir app Swww ne pahle se kaise kahdiya tha k 73 Firqay honge 72 naari aur 1 naaji..?
Aaap mujhe neecha dikhane k chakkar me kahin deen aur uske rasool swww ki tauheen to nhi karahe?
Soch samjh k dheere se tahamul se araam se janab...hum yhin hain..

""Allah ne hamari guidance keliye kahdiya hai k aaj maine deen ko mukammal kardiya hai.iska maana hua jitna deen Allah k nabi(pbuh) ne hame bataya utna hi islam hai aur baaqi jo baad me ijaad hua wo bidaat hai.""

Allah ne to humare guidance ko saari Quran utaari...ye to bacche bacche ko pata hai..
Humara sawal tha kab utaari,kis din aur kya hukum hua tha Rasool swww ko?Kya elaan kiya tha Rasool swww ne?
Ye humari first aur second post k sawalath hain janab...aur apko dalayel k dher laganay ki zarurat nhi hai,srf 2,4 ref kaafi hain..apke paas dalayel k ambaar hain to pesh karen naa..aur humne seedha sa sawaal pucah hai apki threadk mutaliq aur Quran o hadees ki roo se to kya Rasool swww ka Elaan bayan karne me mahol kharab hoga?
Common Arshad bro..itna bhi intezar kyun abb bata bhi den apne javabat...
 
بسـم الله الرحمـن الرحيـم 0​

maine apni 3 poston me mukhtalif sawal kiye kahan hai uske jawab? fazool bahes ko aage barhaane se behtar hota k ksi ek ka hi aap jawab detin.laikin aapko to fitna philana maqsood hai na.aur rahi baat 73 firqe waali to main aapko batata chalun k jitna ilm Allah k nabi(pbuh) ko wahi k zarye bataya jaata tha utna hi wo hame mustaqbil k baare me bata diya karte thei.jisse wahi e khaffi kaha jaata hai.

baaqi quraan shahid hai k Allah k nabi(pbuh) ko ilm e ghaib nahi tha.shayed k quran parhne ki bhi aapko taufeeq hui hoti
قُل لَّا أَمْلِكُ لِنَفْسِي نَفْعًا وَلَا ضَرًّا إِلَّا مَا شَاءَ اللَّـهُ ۚ وَلَوْ كُنتُ أَعْلَمُ الْغَيْبَ لَاسْتَكْثَرْتُ مِنَ الْخَيْرِ وَمَا مَسَّنِيَ السُّوءُ ۚإِنْ أَنَا إِلَّا نَذِيرٌ وَبَشِيرٌ لِّقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ ﴿١٨٨
aap khud kahdijiye k main apni zaat khaas keliye bhi nafa ka ikhtiyaar nahi rakhta aur na ksi zarar ka amagar itna hi jitna k Allah ne chaha ho agar main ghaib ki baatein janta hota to bahot sa nafa hasil karlia hota aur koi nuqsaan mujhko na pahuncha hota main to mahez darane waala hon un logon ko jo imaan rakhte hain.(07:188)

قُل لَّا أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَائِنُ اللَّـهِ وَلَا أَعْلَمُ الْغَيْبَ وَلَا أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ ۖ إِنْ أَتَّبِعُ إِلَّا مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ ۚ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي الْأَعْمَىٰ وَالْبَصِيرُ ۚ أَفَلَا تَتَفَكَّرُونَ ﴿٥٠
aap kahdijiye k na to main tumse ye kahta hon k mere paas Allah k ghazaane hain aur na main ghaib janta hon aur na main tumse ye kahta hon k main farishta hon main to sirf jo kuch mere paas wahi aati hai iski itteba karta hon aap kahiye k andha aur beena barabar hosakte hain so kia tum ghaur nahi karte?(06:50).

in aayaton se hame is baat ka pata chalta hai k nabi(pbuh) ko utna hi ilm hasil tha aur wahi baat humko kahte thei jo wahi k zarye unhe batlaayi jaati thin.

aur bhi bahot si quran ki aayatein hain jinse ye pata chalta hai k nabi(pbuh) ko ghaib ka ilm nahi tha.
uske ilawa is sahih hadees ko mulaheza farmayen.jisme hazrat amma ayesha raziAllahu anha ne farmaya "jo shaqs ye kahe k nabi(pbuh) ghaib jaante thei usne Allah par buhtaan baadha.(sahih bukhaari).

aur isi tarha bahot se waqiyaat aur quraan ki aayatein hain jinse hame pata chalta hai k aalim ul ghaib sirf Allah hi hai.

ab ye aap par depend karta hai k itni waazeh aayaton aur sahih aahadees ko bil chun o chira maanti hain ya iska inkaar karti hain. Allah yahdeek:)
.
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
mohtarma agar sawal islah ki gharz se poocha jaaye to daleel k anbaar bhi hum laga sakte hain.laikin agar sawal na samajhne ki ya mahool ko qaraab karne ki gharz se pooche jaayen to baat chahe kitni taweel ho la haasil hai.

aur aapne kaha k main janta hon k aap kaun hai to sawal poochne ka fir kia matlab.to mohtarma main bhi yahi to kahta hon k ye islam ka maamla hai aapka isme sawal poochne ka kia matlab?:)

aur maine ye sawal bus aise hi hansi mazaq me nahi pooche aapse is sawal me hi aapke tamam jawabaat aapko mil jaayenge agar aap apne dimagh ko soonchne ki thodi si zahmat detin to.

aur mohtarma bidaat ki tareef maine apne thrd hi me ki hai.agar aap usi ki tareef ko theek se mutaala karletin to aapke zahan me ye sawal aane k sawal hi paida nahi hota.aur dosri cheez bidaat Allah k nabi(pbuh) k baad ki hui ijadaat ko kahte hain to zahir si baat hai.iska zikr Allah k nabi(pbuh) kaise karte.kyunke Allah k nabi(pbuh) to aalim ul ghaib nahi thei k har aane wali tamam bidaat ka tazkera kardete.

Allah ne hamari guidance keliye kahdiya hai k aaj maine deen ko mukammal kardiya hai.iska maana hua jitna deen Allah k nabi(pbuh) ne hame bataya utna hi islam hai aur baaqi jo baad me ijaad hua wo bidaat hai.

aapka sawal theek usi tarha hai jis tarha maine poocha k 2 sajdon k ilawa agar main 3 karlun to kia ghalat hai.jabke iski koi hadees nahi hai k 3 sajde bidaat hai.laikin hum tamam ye baat jante hain k 3 sajde bidaat hojayega kyunke Allah k nabi(pbuh) ne hame 2 ka hukum diya hai.

theek isi tarha jitna Allah k nabi(pbuh) hame bata gaye wo islam hai aur baaqi bidaat hain.

chaliye main ek taalib e ilm ki haisiat se aapse poochta hon.
aap jis kaam ko bidaat nahi sahih kah rahi hain uski koi daleel den k ye jo bidaat hain unka zikr kaunsi sahih aahadees me moujood hai?

ab firse wahi puraani kahani na dohraana.ok:)
jazakAllah kahir
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

بسـم الله الرحمـن الرحيـم 0​

maine apni 3 poston me mukhtalif sawal kiye kahan hai uske jawab? fazool bahes ko aage barhaane se behtar hota k ksi ek ka hi aap jawab detin.laikin aapko to fitna philana maqsood hai na.aur rahi baat 73 firqe waali to main aapko batata chalun k jitna ilm Allah k nabi(pbuh) ko wahi k zarye bataya jaata tha utna hi wo hame mustaqbil k baare me bata diya karte thei.jisse wahi e khaffi kaha jaata hai.

baaqi quraan shahid hai k Allah k nabi(pbuh) ko ilm e ghaib nahi tha.shayed k quran parhne ki bhi aapko taufeeq hui hoti
قُل لَّا أَمْلِكُ لِنَفْسِي نَفْعًا وَلَا ضَرًّا إِلَّا مَا شَاءَ اللَّـهُ ۚ وَلَوْ كُنتُ أَعْلَمُ الْغَيْبَ لَاسْتَكْثَرْتُ مِنَ الْخَيْرِ وَمَا مَسَّنِيَ السُّوءُ ۚإِنْ أَنَا إِلَّا نَذِيرٌ وَبَشِيرٌ لِّقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ ﴿١٨٨
aap khud kahdijiye k main apni zaat khaas keliye bhi nafa ka ikhtiyaar nahi rakhta aur na ksi zarar ka amagar itna hi jitna k Allah ne chaha ho agar main ghaib ki baatein janta hota to bahot sa nafa hasil karlia hota aur koi nuqsaan mujhko na pahuncha hota main to mahez darane waala hon un logon ko jo imaan rakhte hain.(07:188)

قُل لَّا أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَائِنُ اللَّـهِ وَلَا أَعْلَمُ الْغَيْبَ وَلَا أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ ۖ إِنْ أَتَّبِعُ إِلَّا مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ ۚ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي الْأَعْمَىٰ وَالْبَصِيرُ ۚ أَفَلَا تَتَفَكَّرُونَ ﴿٥٠
aap kahdijiye k na to main tumse ye kahta hon k mere paas Allah k ghazaane hain aur na main ghaib janta hon aur na main tumse ye kahta hon k main farishta hon main to sirf jo kuch mere paas wahi aati hai iski itteba karta hon aap kahiye k andha aur beena barabar hosakte hain so kia tum ghaur nahi karte?(06:50).

in aayaton se hame is baat ka pata chalta hai k nabi(pbuh) ko utna hi ilm hasil tha aur wahi baat humko kahte thei jo wahi k zarye unhe batlaayi jaati thin.

aur bhi bahot si quran ki aayatein hain jinse ye pata chalta hai k nabi(pbuh) ko ghaib ka ilm nahi tha.
uske ilawa is sahih hadees ko mulaheza farmayen.jisme hazrat amma ayesha raziAllahu anha ne farmaya "jo shaqs ye kahe k nabi(pbuh) ghaib jaante thei usne Allah par buhtaan baadha.(sahih bukhaari).

aur isi tarha bahot se waqiyaat aur quraan ki aayatein hain jinse hame pata chalta hai k aalim ul ghaib sirf Allah hi hai.

ab ye aap par depend karta hai k itni waazeh aayaton aur sahih aahadees ko bil chun o chira maanti hain ya iska inkaar karti hain. Allah yahdeek:)
.
Arshad bhayi...aapne phir baat ghumaadi mohtaram....
Abb last bar aapse istefsaar karti hun k is ayat ka nuzool kahan aur kyunkar hua aur iske baray me Allah ka hukum kya hua tha?

الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا
aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kardiya aur inpar apni nematein tamam kardin aur tamam insaniyat keliye deen e islam ko pasand farmalia.(05:03)

Aur iska javab agar mausool na hua to aap na ahel samjhe jaynge..
Aapke sawaal is thread se related hote to zarur javab deti aur apke javab k baad dungi lekin meri zaat p na koi sawaal na mere aqeeday aur eeman par koi bahes ka haq hai apko..
Dusri baat k mera maqsad fitna phailana ya mujhe Quran parhne ki taufeeq nahi ata hui ye to apke javab par ya mere dalayel with ref se sabko pata hi chal jayga...
Sawaal ka javab apko nhi ata hai to is thread ka end yahin hojata hai..
Apne wasee ilm k zariye hume javab marhamat farmayen to aiyen nawazish hogi.
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

yeh natural hota hai jab insan ko kisi cheez ka jowab nahi milta to woh phir yeh sochta hai shaid dosray ghalat hain or sirf wohi theek hai
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
hmmmm..may be...
main ne ap ki sari posts nahi pari lekan akhri posts pari hai, kia ap muje bata sakti hain, kay ap kia baat samjanay ki koshish kar rahai aaraaf ko... meray matlibh do ya teen lino mian bata dain to main ap ki dono ki thori si help kar dun ga. kay ap main ne kon theek hai
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Mei kisi ko kuch samjhane ki koshish nhi karahi horror bhayi Srf jo upar sawal kiya hai uska javab darkaar hai
and bahtar hai k aap shuru se hum sabkay comments parh len to baat khud waza hojaygi..
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
hahaha lolzzz..

Ye mashoor ayat hai Quran ki sura e Mayeda se

الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا
aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kardiya aur inpar apni nematein tamam kardin aur tamam insaniyat keliye deen e islam ko pasand farmalia.(05:03)

Ye ayat kab aur kahan nuzool hui aur iske baray me nabi e Akram swww ko kya hukum hua tha?Nabi swww ne kahan aur kis maukhay par Elaan kiya tha?

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
hahaha lolzzz..

Ye mashoor ayat hai Quran ki sura e Mayeda se

الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا
aaj maine tumhare liye deen ko kaamil kardiya aur inpar apni nematein tamam kardin aur tamam insaniyat keliye deen e islam ko pasand farmalia.(05:03)

Ye ayat kab aur kahan nuzool hui aur iske baray me nabi e Akram swww ko kya hukum hua tha?Nabi swww ne kahan aur kis maukhay par Elaan kiya tha?

yeh to simple si baat hai hajatulwada kay moqay pe. Yani Allah ne deen ko mukmil kar dia.... Aaaraaf sahib kia keh rahay hain, or ap kia kia rahi hai... Yeh do char lafzo main biyan kar dain.
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Horror bhayi sawaal ka mukamil javab den agar pata ho to & ye simple si baat nhi hai..mei bar bar ek sawaal puch rahi hun magar mujhe kisi ne mukamil javab nhi diya abtak.
Khair mujhe tashaffi bakhsh javab ka intezar rahega
 
Status
Not open for further replies.
Top