کیا یہ فورم صرف اہلحدیث حضرات کے لئے ہے

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Jis roz pehla firqawariyat ka thread TM p laga kaash k TM k sarbarah,admins aur staff samjh jate k TM ki fizaa me zaher ghul raha hai...lekin chaaron aor khamosh tamashayi thy sab...abb ye wabaa TM ka hissa ban chuki hai..TM ki wo khushboo wo mahek abb nahi na hi wapas aygi..Kaash k apni zimmedariyon ko khushasloobi se nibha pate ...Dusron ki dilaazaari yahan ka mamool ban chuki hai...afsos sad afsos..
Dusron p ungli uthana bara asaan aur apne garebaan me jhankna gawara nahi...waahhh...
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi

freedom of speech sis freedom of speech.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

No Silent Soul actually some members are using freedom of speech in a wrong way
dar asal TM per ye usool aaya is liye ke ab hum kisi bhi baat per bol sakte hain
jo ahadeeth ke khilaf ho pehle aisa tha ke jis matter per kisi bhi firqe ko ikhtilaf ho
us per baat ki pabandi thi lekin ab aise aqaaiyd per jo ISLAM me QURAN o AHADEETH
se kuch aur saabit hain lekin kuch firqe walon ne ya kuch jaahil lougon ne unse hat kar
aqaaiyd garhe so unke khilaf baat ki ijaazat ke liye freedom of speech hai aur is rule ke tehet bhi
aap kisi firqe ko nishana nahin bana sakte....na ISLAMIC rules ki khilaf warzi kar sakte hain

aap mere threads dekh lein kuch me lougon ne ikhtilaaf kiye hain lekin bohot saare iase hain
jo freedom of speech ki wajah se lage hain per un per aapko kisi ka ikhtilaf nahin dikhega kyunke
baat karne ka thread post karne ka bhi eik tareeqa hota hai .
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Abb Kyun ye baat her kisi k bhejay me ghusrahi hai k kisi firqay ko nishana nahi bana sakte..Us waqt TM k members kahan gaye thy jab kisi firqay ko kafir kaha gayaa..?jab to bare dharadhar threads ban rahe thy jab kisi ki dilazaari nazar nahi aayi?aaj ye achanak Ye Rule her kisi ko by herat kaise hogaya k kisi firqay ko target nahi kiya jasakta..Jab apne p parti ahi to zyada shor machta hai naa..
 
App Saif or 2,1 members in rules ko follow karte ho. Baqi koi bhi nhi karta ziadatar woh threads lag rahi hain ek member ki janib se jis se ache bhale musalmano ki dil azari hoti hai phir kehte hain hum to Quran aur hadees ki abt kar rahe hain Kia sirf Quran aur hadees mai yeh likha hai ke ek dosron ke firqon par lanat malamat karo.
Kitab ke ek hisse ko mano aur dosre ko side par akh do?
Kia Allah ne bandon ke haqooq nhi rakhe hain?
Kia is tarhan apni abt dosron tak phonchahi jati hai?
Ajkal kitni he aesi threads lag rahi hain jin se dil para para hojata hai par phri bhi khamosh rehna parta hai. Kia humen Quran ka nhi pata? Kia hum hadees nhi jante?
Huamri ghalti yeh hai ke hum in topics par research nhi karte hain jo firqaparasti par ho that's it.
Aur Allah na kare kabhi mera ilim in kamon mai istemal ho.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Abb Kyun ye baat her kisi k bhejay me ghusrahi hai k kisi firqay ko nishana nahi bana sakte..Us waqt TM k members kahan gaye thy jab kisi firqay ko kafir kaha gayaa..?jab to bare dharadhar threads ban rahe thy jab kisi ki dilazaari nazar nahi aayi?aaj ye achanak Ye Rule her kisi ko by herat kaise hogaya k kisi firqay ko target nahi kiya jasakta..Jab apne p parti ahi to zyada shor machta hai naa..
Aap to paani peeyen Bahaaruuu ;))

auron ka nahin pata per hum ne tab bhi kaha tha no one shud target any sect aur ab bhi keh raha hoon

Ji bilkul eik so feesad sahi kaha kisi tak HAQ pohnchaana hai to us tareeqe se pohnchaao jis tareeqe se
ALLAH ke HABEEB salat o salam ne pohnchaaiy unke Sahaba r.a ne pohnchaiy is tarah se na pohnchao
jis tarah ke baat pohnchaane wale per QURAN ne hi laanat ki hai yaani tanz o gheebat kar ke na pohnchao .
 
Jab woh threads lag rahi thin mai nhi thi yahan but jab maine musalsal aesi threads dekhi to maine openly iski mukhalfat ki thi but ab admin ko is taraf seriously kuch karna chahiye warna phir kehden ke Hum aesi threads ko support karte hain app yahan se ja sakte hain.
 
Ye Log Quran aur Hadees ki aarh lekar srf apne aapko aalim apne apko bara mullah aur mufti samjh rahe hain..kya Islam ki taleemat srf 4 kitabon tak mahdood hain?Kya Rasool Allah sww ki hadeesen Sirf in char kitabon k alawa kahin nahi hai?Asal me apneaap ko zyada aqalmand samjhnewala hi sabse bara bewakuf hota hai..Ye inki samjh se balatar hai k kisi p Ek ungli uthao to bakhi 3 khud ki janib uthti hain..
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Aap to paani peeyen Bahaaruuu ;))

auron ka nahin pata per hum ne tab bhi kaha tha no one shud target any sect aur ab bhi keh raha hoon

Ji bilkul eik so feesad sahi kaha kisi tak HAQ pohnchaana hai to us tareeqe se pohnchaao jis tareeqe se
ALLAH ke HABEEB salat o salam ne pohnchaaiy unke Sahaba r.a ne pohnchaiy is tarah se na pohnchao
jis tarah ke baat pohnchaane wale per QURAN ne hi laanat ki hai yaani tanz o gheebat kar ke na pohnchao .
AGree ..:)
 
Aaap ne kya kaha aur kahan kahan like kiya mohtaram..isay mat hi khodo to behtar hai..
Aap ka to like ka button ankhen band kar k chalta hai...so is baat ko yahin choren..
Kahan apne kya kaha kya suna ye kehne ki na hi hume samjhaane ki zarurat hai..
Paani to abb aap jaise mullaah hi pioge wo bhi bina filter kaa...
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Aaap ne kya kaha aur kahan kahan like kiya mohtaram..isay mat hi khodo to behtar hai..
Aap ka to like ka button ankhen band kar k chalta hai...so is baat ko yahin choren..
Kahan apne kya kaha kya suna ye kehne ki na hi hume samjhaane ki zarurat hai..
Paani to abb aap jaise mullaah hi pioge wo bhi bina filter kaa...
Auron ka seh liya to aapka ghussa bhi seh lengen bolo jo bolna hai Bahaaru aur mullaon ka to nahin pata
lekin me paani nahin sharbat piunga({drink)} aapko peena hai ?? ;))
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Jab woh threads lag rahi thin mai nhi thi yahan but jab maine musalsal aesi threads dekhi to maine openly iski mukhalfat ki thi but ab admin ko is taraf seriously kuch karna chahiye warna phir kehden ke Hum aesi threads ko support karte hain app yahan se ja sakte hain.
Matlab to yehi hai..Ek aadh staff member agar khara hojaye insaaf ko to isse hota hi kya hai..
saare system ko change karne ki zarurat hai magar shayed ye na ho chahe hum ya ap jaise members rukhsat hojayen..:)[DOUBLEPOST=1349551853][/DOUBLEPOST]
ahan .......... {(thinkg)}[DOUBLEPOST=1349551116][/DOUBLEPOST]

Mouqe ki munasibat se shair ka chunao behad umdaaa hai ... hamein aap ka zoq aur intekhab pasand aya :)
Aap to her thread me srf sher hi talash karte rahen bas..[-(
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Matlab to yehi hai..Ek aadh staff member agar khara hojaye insaaf ko to isse hota hi kya hai..
saare system ko change karne ki zarurat hai magar shayed ye na ho chahe hum ya ap jaise members rukhsat hojayen..:)
Hmm......4 years se forums use kar rahi hun 2 forums ki mod reh chukki hun kabhi maine kahin aesa nhi dekha. Apni real lyf mai bhi itna extrimism nhi dekha par yahan a kar mujhy ajeeb ajeeb batain maloom ho rahi hai har ek din ek new he cheez dekhne ko milti hai. Pata nhi baqi dosre in Qabil bataon se Q dor rhete hain?
system change nhi hoga agar hona hota to ho jata ab do he raste hain ya to bardasht karo(jo hum karte hain) Ya phir apni apni rah lo.
 
PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور
salam
main bas itna kahon gi kay forum per discussion bananay yaa naa bananay say kya ho ga
internet per bahas lari karnay say koi bhi kisi ka balah nahi kar raha
aik tu hum sab naa samjh hain....dosra dosroin ko bhi hadayat dena
anyway i will just say kay apnay faith per barosa rakhain ..koi kuch bhi kahay ..agar apko koi doubt hai
tu lari karnay ki bajay do to root of the problem
educate urself read Quran, hadees ....if u consider urself muslim...learn what it means to be a muslim...
agar aap khud ko educated karnay mein kaamyaab ho gay tu koi kuch bhi kahay apko is say koi farq nahi parhna chahyai ....
at the end of the day aap ko sirf apnay imaalon ka hisaab dena hai kisi aur kay imaalon ka nahi ....
dosri baat yeh kay agar baat hoti bhi hai tu aap apni baat per roshini daalan
evidence dain..jis say aap ka imaan mazboot ho aur dosroin ko bhi learn karnay ka moqa millay...
 
PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور
Dosri baat yeh sab ko bata doin kay
Musliman insaan kaisay hota hai ?
La Ilaha Ill Allah Muhammadur Rasool Allah(There is no god only Allah, Muhammad is the Rasool (Messenger) of Allah)
just read and blv in this one kalima and u will be muslim...

kahtay hain insaan kay 5 pillar hain aur sab say mushkil pillar jo hai woh hai kalimah
kyun kay haj aik bar zindagi main farz kiya gaya hai
jakaat sal mein aik bar
rozay aik month kay liye
nameez 5 times a day and
kalimah 24 hours per day ...

ahlay hasees ka matlab Allah aur uskay Rasool per yaqeen rakhana aur unki kahi hoi baataon per imaan lana

agar aap muslim hain aur kalimah parh liya ..tu matlab aap sab hi ahlay hadees hain...kyun kay jab aap nay khud qabol kiya hai apnay muhn say kay Allah aur uska Rasool hai ...tu khud ba khud aap unki baataon per yaqeen letay hain ...
agar aapko problem hai tu batain .....
hum muslim honay ka sab say bara saboot ko kaisay hita saktay hain yaa is per fight kar saktay hain ...
agar aap muslim hain tu hum sab hi ahlay hadees hain ...ab mana naa mana aap per hai ....
hain sab ko yeh practice caryy out nahi kartay waisay hi jaisay sab log namaz nahi parhtay ...
baqi suni shia aur baqi jo bhi division hain Quran per is per abhi bhi behas jari hai .....
aur har insaan apnay apko theek kahta hai ....
 
Well said lekin insaan kay 5 pillars nahin hain siso ISLAM ke five pillars hain ;))
overall i liked ur post osum reply of the thread for me
bila shuba kalima parh lena MUSALMAAN hone se hi aap ehl e hadeeth ehl e sunnat
ban jaate ho kyunke hadeeth o sunnat ko maanna inpe amal karna har MUSALMAAN
ka fareeza hai yeh bhi sahi kaha ke sub hi khud ko haq per kehte hain divsions waale
very weill said .
 
PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور
Well said lekin insaan kay 5 pillars nahin hain siso ISLAM ke five pillars hain ;))
overall i liked ur post osum reply of the thread for me
bila shuba kalima parh lena MUSALMAAN hone se hi aap ehl e hadeeth ehl e sunnat
ban jaate ho kyunke hadeeth o sunnat ko maanna inpe amal karna har MUSALMAAN
ka fareeza hai yeh bhi sahi kaha ke sub hi khud ko haq per kehte hain divsions waale
very weill said .
it is the truth bhai ji...
baqi hum tu khud gunah gar hain kisi aur ko path kya daykhain ...
 
Status
Not open for further replies.
Top