کیا یہ فورم صرف اہلحدیث حضرات کے لئے ہے

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم

@Don@RedRose64@hoorain@Zee Leo@hoorain @F-iceage @Tooba Khan@ Fitna e Dil @lovelyalltime @shizz @ nasirnoman @ tilmiz

میں انتظامیہ سے یہ پوچھنا چاہتا ہوں کہ کیا یہ فورم صرف اہلحدیث حضرات کے لئے ہے..
کیونکہ میں نے محسوس کیا ہے کہ ویسے تو کہا جاتا ہے کہ یہ فورم کسی فرقے کا نہیں ہے اور کسی کے حق میں نہیں ہے لیکن یہاں اہلحدیث حضرات کو سہولت دی جارہی ہے.

کہا جاتا ہے کہ کسی فرقے پہ پوسٹ نہ کرو اور اعتراض نہ کرو لیکن لولی صاحب ہر بار اختلافی پوسٹ کرتے ہیں اور احناف پہ کھلے عام اعتراض کرتے جا رہے ہیں اور جب ہماری طرف سے اس کا جواب دیا جاتا ہے تو یہ کہہ دیا جاتا ہے کہ ذاتی تنقید ہے یا پھر ہمارے جواب کے بعد ٹاپک کو بند کر دیا جاتا ہے..

لولی نے ایک ٹاپک پیش کیا مناظرہ مابین امام شافعی رحمہ اللہ اور امام ابو یوسف رحمہ اللہ کے نام سے.
اس ٹاپک پہ احناف اور امام ابوحنیفہ رحمہ اللہ پہ اعتراض تھا اور کئی دن سے یہ ٹاپک اس فورم پہ ہے لیکن کسی کو یاد نہیں آیا کہ یہ احناف کے خلاف ہے یا کسی فرقے کے خلاف ہے.
جب میں نے اس کا جواب دیا تو پھر ایڈمن کو یاد آیا کہ یہ تو فرقے کے خلاف ہے اور اس کو بند کر دیا گیا.
مجھے یہ اختلاف نہیں کہ اس کو بند کیوں کیا گیا بلکہ یہ اختلاف ہے کہ جب یہ فرقے کے خلاف تھا تو پہلے اس کو بند کیوں نہیں کیا گیا.​
بے شک لولی کے چند ٹاپک کو بند کیا گیا ہے لیکن اس کے باوجود لگاتار احناف پہ اعتراض ہو رہا ہے اور ہمارے جواب دینے پہ یہ کہہ دیا جاتا ہے کہ ذاتی تنقید ہے.
لولی صاحب کا ہی ایک ٹاپک کیا چاروں امام برحق ہیں کے نام سے ہے اور اس میں امام ابوحنیفہ رھمہ اللہ پہ جرح کی گئی ہے اور بعد میں بھی حضرت عمررضی اللہ عنہ کے چند اقوال پیش کر کے احناف کو ٹارگٹ کیا
گیا ہے لیکن کوئی ایکشن نہیں ہے
ائمہ اربعہ کی تعلیمات میں لولی کی احناف کے خلاف پوسٹ ابھی بھی موجود ہے اور میں نےا نتظامیہ کو کہا بھی ہے لیکن وہ پوسٹ ابھی تک موجود ہیں.
میں نے انتظامیہ سے پوچھا بھی تھا کہ جب احناف پہ اس طرح بحث ہو سکتی ہے تو ہم کو بھی اجازت دی جائے کہ ہم بھی لولی کے فرقے اہلحدیث پہ بات کر سکیں لیکن کوئی جواب نہیں دیا گیا.​

اور آپ دیکھ سکتے ہیں کہ قادیانیت کے علاوہ میں نے یہاں کسی فرقے پہ اعتراض نہیں کیا لیکن جب بار بار احناف پہ اعتراض کیا گیا ہے تو صرف جوابی پوسٹ کی ہے
برائے مہربانی یہاں وضاحت فرما دیں
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
میرے بھائی
کیا
سارے اماموں کے اقوال پیش کرنا ٹارگٹ ہے
ہماری بات ہمیشہ دلیل سے ہوئی ہے
میرے تھریڈ
کیا چاروں امام حق پر ہیں
آئمہ اربعہ کی تعلیمات
میں اگر کوئی غلط بات ہے تو آپ وہاں جواب دیں
آپ کیا ثابت کرنا چاہتے ہیں کہ آپ اہلحدیث کے خلاف پوسٹ کر کے
اپنی بات کو ثابت کر سکتے ہیں
میرے بھائی ہمارے لیے
نہ اہلحدیث
نہ دیوبندی
نہ بریلوی
ضروری ہے
ہمارے لیے صرف اللہ کا قرآن اور محمّد صلی اللہ کا فرمان ضروری ہے
جس کی بات بھی قرآن یا صحیح حدیث سے ٹکرا جا ے گی اللہ کی قسم میں رد کر دوں گا
کریں دعوه آپ بھی کہ اگر کسسی بزرگ یا امام کی بات قرآن یا صحیح حدیث سے ٹکرا جا ے گی رد کر دی جا ے گی
سارے امام بھی احادیث کو ماننے والے تھے
کسی نے بھی اپنی تقلید کا نہیں کہا
اگر کہا ہے تو ثبوت پیش کریں صحیح سند کے ساتھ
چیختا صرف ووہی ہے جس کے پاس دلیل نہیں ہوتی
دلیل والا کبھی نہیں چیختا
آپ کا بھائی
لو لی آل ٹائم
:"{}pak​
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
jee aisa bilkol b nhi hai aap plz apna dil chota na karen yeh forum sirf ahl e hadees ya hanfi ya malaki ya brelvi ya sunni kisi khas firqe ke lye nahi balke yeh forum ek mazhab ke lye hai or woh mazhab hai islaam or yeh baat hum sab jante hain ke mazhab e islaam main dakhil hone ke lye sab se pehle Allah per imaan lana hota hai or uske baad Allah ke rasool Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam per imaan lana zarori hota hai
so isi lye Allah or uske rasool SAW per imaan rakhte hoye jab Allah or uske rasool ki baat ati hai to hum log us baat ki hosla afzai bhi karte hain tasleem b karte hain or amal karne ki koshish bhi karte hain lekin yeh baat bhi hum sab hi jante hain ke Rasool SAW ki koi baat kisi imaam ke through hi hum tak pohonchti hai islye hum us imaam ka bhi ehtiram karte hain or us imaam ko bhi izzat dete hain
lekin islaam per imaan rakhne ki wajah se Allah or uske Rasool SAW ke kisi bhi farmaan ko kisi imaam ke farmaan per bartari nhi de sakte kyunke islaam ka pehla rukun hi Allah or uske rasool SAW per imaan lana hai so izzat b boht karte hain imaamon ki unke aqwaal bhi yahan likhte hain parhte hain or amal karne ki k0shish bhi karte hain lekin jab unka koi qoul Muhammad SAW ke kisi qoul se takra jata hai to hum bas itna karte hain ke unke qoul ko ignore kar ke Muhammad ke qoul ko apna lete hain or agar suche dil se socha jai to Rasool Allah per imaan Rasool Allah se Muhabbat or Rasool Allah ki tabedaari bhi sirf isi tarha rasool Allah ke farman ko tamaam insano ke farmanon per tarjeeh de ker puri ho sakti hai ke jis tarha quran ne yeh kaha hai ateeUllah wa ateeur Rasool yani Allah or uske rasool ki ita'at karo ya jis tarha Muhammad SAW ne farmaya hai ke
tum main se koi jab tak momin nahi ho sakta ke jab tak uske lye uska Rasool,uske maa baap uske rishte daaron or uske dost ahbaab se pyara na hojai
to baat sirf yehi hai ke hum Allah or uske rasool ki baat ko oper rakhte hain phir chahen woh baat kisi makhsos firqe ko ghalat sabit karti ho ya kisi makhsos firqe ko sahi sabit karti ho is se hamen or na hi forum ke kisi mod ko or forum ke admin ko koi matlab hota hai kyunke mere lye apke lye is forum ke users ke lye ya is forum ke mod or admin ke lye bhi Allah or uske rasool SAW se barh ker koi nhi hota
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Kia aisa Mumkin nahi ke aise Topics ko Discuss kerna hi band ker dia Jaye Jin ka result mazeed aur mazeed Ikhtilafaat hon? Kia Islam sirf Firqa bandi ko Differentiate kernay main hi Cover hO jata hay? Kia aaj Humain be Haysiat Musalman kise aur Islamic Maslay ko Discuss kernay ke zurorat nahi? Pichlay kuch din se Dhara Dhar Topics lagaye gaye kuch Members ke terf se mager un se kuch hasil nahi hua siwaye Apas ke Fasilay bharanay ke.
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113

Well said .....!
Agree with U.
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
میرے بھائی
کیا
سارے اماموں کے اقوال پیش کرنا ٹارگٹ ہے
ہماری بات ہمیشہ دلیل سے ہوئی ہے
میرے تھریڈ
کیا چاروں امام حق پر ہیں
آئمہ اربعہ کی تعلیمات
میں اگر کوئی غلط بات ہے تو آپ وہاں جواب دیں
آپ کیا ثابت کرنا چاہتے ہیں کہ آپ اہلحدیث کے خلاف پوسٹ کر کے
اپنی بات کو ثابت کر سکتے ہیں
میرے بھائی ہمارے لیے
نہ اہلحدیث
نہ دیوبندی
نہ بریلوی
ضروری ہے
ہمارے لیے صرف اللہ کا قرآن اور محمّد صلی اللہ کا فرمان ضروری ہے
جس کی بات بھی قرآن یا صحیح حدیث سے ٹکرا جا ے گی اللہ کی قسم میں رد کر دوں گا
کریں دعوه آپ بھی کہ اگر کسسی بزرگ یا امام کی بات قرآن یا صحیح حدیث سے ٹکرا جا ے گی رد کر دی جا ے گی
سارے امام بھی احادیث کو ماننے والے تھے
کسی نے بھی اپنی تقلید کا نہیں کہا
اگر کہا ہے تو ثبوت پیش کریں صحیح سند کے ساتھ
چیختا صرف ووہی ہے جس کے پاس دلیل نہیں ہوتی
دلیل والا کبھی نہیں چیختا
آپ کا بھائی
لو لی آل ٹائم
:"{}pak​
JAZAKUMULLAH khair
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hmmmmmmmm well said per mera khayal hai topic koi bhi ho lekin jahan Quran or hadees ki baat ajai wahan zid behes ki koi wajah hi nhi honi chahiye baqi ap logon ki marzi hai chahen aise topics per hi pabandi laga den chahen quran o hadees per hi pabandi laga den ya phir chahen quran o hadees sunane walon per hi pabandi laga den
 
Pabandi ki bat kahan se agai?
Masla sirf itna hai ke jo topics par salon se ikhtelaf chala araha hai unko discuss karne se kia woh iktelaf khatam hojayga?
Is waqt Humen ek hone ki zarorat hai isliye woh topics share kiye jain jis se ba hesiyat musalman hum mai ek dosre ke liye gunjaish aur muhabbat paida ho.
That's it.
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
hmmmmmmmm well said per mera khayal hai topic koi bhi ho lekin jahan Quran or hadees ki baat ajai wahan zid behes ki koi wajah hi nhi honi chahiye baqi ap logon ki marzi hai chahen aise topics per hi pabandi laga den chahen quran o hadees per hi pabandi laga den ya phir chahen quran o hadees sunane walon per hi pabandi laga den
bilkul sahi kaha,,,,,Qurran aur ahadees ko chore dai aur shughal meley mai lag jaey sab.........
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Pabandi ki bat kahan se agai?
Masla sirf itna hai ke jo topics par salon se ikhtelaf chala araha hai unko discuss karne se kia woh iktelaf khatam hojayga?
Is waqt Humen ek hone ki zarorat hai isliye woh topics share kiye jain jis se ba hesiyat musalman hum mai ek dosre ke liye gunjaish aur muhabbat paida ho.
That's it.
hum ikhtilaf khatam karne ke lye quran o hadees nhi sunate kyunke according to ahadees yeh ikhtilafaat to ta qayamat jaari rehne hain hum agar quran o hadees sunate hain to sirf islye ke jin logon ke nazdeek Allah or uske rasool ki koi importance hai to woh apne ghar walon ki apne rishte daron ki apne doston yaaron ki or apne imaamon ki baaton ko importance dene ke bajai Apne Allah or apne Rasool ki baat ko importance den or is tarha quran o hadees pesh karne se woh log ke jinko Allah hidayat dena chahta hai woh log samjh jate hain ke kya sahi hai or kya ghalat hai or jo log Allah or uske rasool ke farmanaat per ghor nhi karte woh bas aise hi zid behes karte hain or forum per apni importance show karne ke lye aise hi threads lagate hain lekin such yehi hai chahen hamen sunne ko ya parhne ko karwa hi lage ke Allah or uske rasool ki baat ke agay kisi bhi shaks ki kisi b baat ki koi importance nhi hoti
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ek aur firqa parasti wala thread
bhai sahaab aap sirf quran aur sahih hadees se baat karo to kaun rokega aap ko?
qissa hi khatam lekin aap to aisa karenge nahi uske bar aks aap quran aur sahi hadees ke khilaf apne iamamo ka qaul le ke ajaate ho jab unka radd kia jaata hy to apko lagta hy ke ham apke khilaf lekin aisa nhi hy bhai mere baat sirf ye hy ke haq sirf quran aur hadees hi hy lekin ye baat apki samajh me ny aati

ab is thread se ek aur jhagra shuru kar rahe ho aap apas me ladwa ke kia milega aap ko

baat sirf itni si hy ke jo bhi pesh karo quran aur sahi hadees se pesh karo koi ny rok sakta aap ko ye meri guzarish hy shukria

@Zee Leo @hoorain
 
  • Like
Reactions: Detective

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
hum ikhtilaf khatam karne ke lye quran o hadees nhi sunate kyunke according to ahadees yeh ikhtilafaat to ta qayamat jaari rehne hain hum agar quran o hadees sunate hain to sirf islye ke jin logon ke nazdeek Allah or uske rasool ki koi importance hai to woh apne ghar walon ki apne rishte daron ki apne doston yaaron ki or apne imaamon ki baaton ko importance dene ke bajai Apne Allah or apne Rasool ki baat ko importance den or is tarha quran o hadees pesh karne se woh log ke jinko Allah hidayat dena chahta hai woh log samjh jate hain ke kya sahi hai or kya ghalat hai or jo log Allah or uske rasool ke farmanaat per ghor nhi karte woh bas aise hi zid behes karte hain or forum per apni importance show karne ke lye aise hi threads lagate hain lekin such yehi hai chahen hamen sunne ko ya parhne ko karwa hi lage ke Allah or uske rasool ki baat ke agay kisi bhi shaks ki kisi b baat ki koi importance nhi hoti
Maine bat kuch kahi hai jawab kuch mil raha hai.
Jee app he quran aur hadees ko folow karte hain baqi sab yahan par non muslims bethe hain?
Insan ki pasti ka agaz wohin se hojata hai jahan se woh khud aala aur dosre ko haqeer samjhe. that's
Mujhy yahan kisi se personal behs nhi karni hai.
maine sirf ek general bat ki hai. App shoq se is topic par behes karte rahen we dont care.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikumussalaam Mohsin bhai
mujhe is thread se aur TM staff per
in dinon aate mushkilaat per eik sheir
soojha hai aur wo kuch youn hai ke

Jab TM per jang e firqa sar e aam hota hai
aise me aksar TM staff badnaam hota hai

bila shuba aise threads ISLAMIC section me nahin lagne chahiyen
jinme ISLAMIC section ke kisi usool ki khilaf warzi ho ya phir
kisi firqe ko target kiya ja raha ho lekin aise threads musalsal lagne chahiyen
jinse ummat e MUSLIMA me agar ghalat aqaaiyd phele hain to unme
kami ki koshish ki jaa rahi ho ab phir wo jahilana aqeeda kisi bhi firqe ka ho
chaahe TM ke admin ka ho ya TM ke newbie member ka ho by my opinion
aise aqaaiyd ke khilaf bina TM ke usoolon ki khilaf warzi kiye threads lagne chahiyen

lekin ab nuqta agar ye liya jaaye ke TM ISLAMIC sect me kuch waqt se aise threads
lag rahe hain jinme firqa bandi ho rahi hai lekin TM staff ne kuch to band kiye
lekin kuch band nahin kiye so unme aapko aapke firqe ke khilaf baaten dikheen
tabhi aap keh rahe hain ke kya ye forum ehl e hadeeth hazrat ke liye hai ??

so let me accept once again ke bila shuba kuch members ke aise posts hain
jinme firqon ke naam hain aur wo deleted nahin.......per ye bhi haqeeqat hi hai
ke aapke bhi aise posts hain jinme ghair muqaliddeen maliki ya ehl e hadees ka naam hai
woh posts bhi deleted nahin hain

jiski wajah yeh hai ke aise posts ko handle karne se TM staff thak gaiy hai
aap ye ilzaam to laga rahe ke shayad eik firqe ko support kar raha hai ye forum staff
lekin aap jaante ho eik firqa bandi wale thread per poore din discussion ke baad
action lena parta hai TM staff ko kaiin kaiin ghante mere aapke threads posts per
sochne ke baad faisla lete hain yeh aur kisi firqe ke bachao ke liye kabhi action nahin le sakte
is baat ka saboot yeh hai ke TM ISLAMIC sect me saare staff ke decision ke baad koi action hota hai
aur TM staff me only muslims bhi hain deoband bhi hongen barelvi bhi hongen shia bhi saare firqe wale

so kisi eik firqe ka support mumkin nahin jo posts delete nahin hote unki wajah hai
anginat posts hona matlab ke agar kisi firqe pe tanqeed huwi hai so uske jawab me
report karne wala jawab bhi de chuka hota hai aur staff ke desicion se pehle eik aur
jawab bhi aa chuka hota hai ab aise me thread cloze bhi ho jaaye to thread starter bolta hai
aap hanafi ke saath mile ho mere saath bura huwa aur eik do dafa to aise huwa report karne wala bola
ke mere jawab ki baari aaiy tab thread band huwa saara ka saara staff munafiq hai ;))

eik saadi si baat ke agar TM ISLAMIC sect me aapke firqe ke against koi post kar bhi de
to aapka kya jaayega ?? aap se qabar me ya aakhirat me sawal hoga ke jab TM islamic sect me
firqe ki baat aaye to tum ne kya kiya ??
@i love sahabah bhai ye baat sirf aapke liye nahin kar raha balke subke liye hai

ya phir wo loug jo firqon pe tanqeed karte hain unse ye sawal hoga ke
maliki/shaafaai/hanafi pe tanqeed ka mauqa tha kyun nahin kiya ??

aise sawalaat deen o dunya se jure huwe hain ??

chaaron aaiyma r.a me ikhtilaaf tha theek hai tha lekin kya wo aapas me jhagra karte the ??

agar aap dekh rahe ho koi firqe wala ghalat hai to bina use target kiye samjha sakte ho
aur agar aapke firqe ko koi target kare to aap chup bhi reh sakte ho jawab farz nahin kisi per

sirf ye do line agar samajh aa jaayen to ISLAMIC section me jang khatam ho jaaye INSHA'ALLAH

kaiin dinon se mujhe hi teen topics share karne hain magar is tarah us section me jangi haal dekh kar
mein khud sharing nahin kar raha ke in dinon is section me shayad koi thread dekhne na aaye

ALLAH mujhe sameit aap sub ko sabar o tahammal ki DEEN E AMAN ko pehchaanne ki taufeeq de
aur firqa bandi karne ki firqon ke liye larne ki Rasool e kareem saww ke aqwaal e mubarikeen se door
hone se jhoot bolne se jihalat se jahilana aqaaiyd se bachaaye Aameen .
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
hurt mai ney nhi kiya ap sab ager gore o fiker kro tou ye log ahadees ko jhutlatey hai apni marzi sey ayyat badal daitey hai,,,,gali gloch krtey hai,,,,,wo hurt krtey hai,,,,
Sis aap ka Lehja Bohat Harsh hay so Aap aisay andaz main doseron ke rawiye ke kaise shikyat ker sakti hain.? :) Ghor o Fikr kernay ke aap ko yah mujhay nahi her Musalman ko zurorat hay. ahl-e-Hadees kaun hain? main nahi janti kyun ke Jab tak hum Main Falan hon main Falan hon se nikal ker Main Musalman hon nahi banen ge aise andaz hi se pehchanay jain gay.
 
mera lehja tou normal hi hai(hgj)
ahle hadees kon hai ye jan jaey tou kabhi larai jhagrey na ho,,,,,ye sirf un logon ko laqab diya gya hai jo Quraan key baad sahi ahadees ki pairwi krtey hai,,,,Quraan key baad sirf aik immam ko nhi paker kr baithey,,,,,kisi bhi imam ki kisi baat pr ikhtilaf kiya ja sakta hai pr sahi ahadees sey ikhtilaaf nhi kiya ja sakta,,,,,
 
  • Like
Reactions: DuFFer and *Muslim*
Status
Not open for further replies.
Top