تين طلاق كي حقيقت

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
pr phir bhi log hadees aur QURAAN k btaye huey raston sey zyada apney immam ko suntey hai....
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
AAMEEN
JAZAKALLAH KHAIR

Muje bohat ziada acha lag rha hay ka ap ne itni tehqeeqe,sab references, tmam pheluon,,aur tmam adwaar may is Muamle pe amal k tmama pehluon ko bohat tafseel se bohat sada alfaz may aur achi misalon se wazea kiya MASHA ALLAH!
ALLAH tala hum sabko haq k raaste pe chalne ,aur khuli nishanio ,,tmama tafseelat aur hawal jaat ko daikhte huye HAQ pe eman laane ki taufeeq ata farmayain AAmeen SUM AAMEEN.
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sumAmeen
jazakAllah
boht ache se wazahat ki ap ne..Allah hume islam ki aasaniyon aur bhalai ko smjhane ki tufeeq dy..Ameen
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
JazakAllah awesome sharing..!

Bohat hi Detail main aak Hasaas masalay ko biyan kia hay with Solid Examples..! Humain is Knowledge ko aam Life main bhi doseron tak pohnchana chahiye kyun k Log is matter main Ghalt Fehmi aur Gumrahi ka shikar hain..! aur 3 Talaaq ko 1 mannay ki Bohat Valid reasOn Is Topic k end pe batae gie hay Jo k Kise k liye bhi samjhna mushkil nahi..!

aur Main yahan aak Q kerna Chahon ge...! Jo Log Divorce Papers sign ker k Talaq detay hain us main bhi yahe rule Lago hota hay..? Jahan tak mujhay pata hay Divorce papers tu aak dafa hi bantay hain aur aak dafa hi sign hOtay hain..!
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
its nice and comprehensive sharing....

yeah aise mua'mlaat haen jin ke bare maen maloomat rakhna hum sub ke liye zuroori hai.... and you did it in very comprehensive way...

jazaakAllah Khair
 
Top