TM Poet Muqabla - Nov 2011

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Farhan Memon yahan apni zati shairy share karni hai.
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalam o alaikum doston meri nazm peish hai doston ki khidmat mein
don din 2-2 ghante sochne aur koshish ke bawajood mujhe is topic pe
dil ki janib se kuch alfaaz nahin aaye phir bhi kuch khaas doston ke liye
mujh se jo bhi ho saka yahan shirkat ke liye peish kar raha hoon
umeed hai mer tooti phooti nazm aap logon ko pasand aayegi


Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar

teri yaadon mein raat din tarapta hoon
teri kami ko har jageh mehsoos karta hoon
aur jab yaad teri narazgi aati hai mujhe
mein baraah e nigah badal se zyada barasta hoon

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


naa dekhta din na hoon dekhta raat
bas har ghari karta rehta hoon ibadaat
rehti hai labon pe jaari yehi dua ke
phir apni dosti ke hon pehle se halaat

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


ab tu nahin hai mujh se naraaz
hai hasrat ke sunoon yeh awaaz
mere dil ko bada chubhta hai
teri be rukhi ka dilnasheen yeh andaaz

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


tere bin to be naseeb o be muqaddar mein
mehel hote huwe bhi jaise fard e be dar mein
ho chuka hai khata ka ehsaas kya tab hi maanoge
jab baha doon nigahon se samandar ke samandar mein

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar

jaanta hoon teri bhi bigri si haalat hai
tere dil mein bhi ubharti milne ki chahat hai
to kyun bandhi hai dunyavi roothne ke rasm se
to kyun nahin kar rahi to firaq se baghawat hai

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhorh kar ghussa ab maan jaa yaar

***S_ChiragH***
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wssalam u alaikum
boht khoob..
Best of luck:-bd
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
Assalam o alaikum doston meri nazm peish hai doston ki khidmat mein
don din 2-2 ghante sochne aur koshish ke bawajood mujhe is topic pe
dil ki janib se kuch alfaaz nahin aaye phir bhi kuch khaas doston ke liye
mujh se jo bhi ho saka yahan shirkat ke liye peish kar raha hoon
umeed hai mer tooti phooti nazm aap logon ko pasand aayegi


Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar

teri yaadon mein raat din tarapta hoon
teri kami ko har jageh mehsoos karta hoon
aur jab yaad teri narazgi aati hai mujhe
mein baraah e nigah badal se zyada barasta hoon

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


naa dekhta din na hoon dekhta raat
bas har ghari karta rehta hoon ibadaat
rehti hai labon pe jaari yehi dua ke
phir apni dosti ke hon pehle se halaat

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


ab tu nahin hai mujh se naraaz
hai hasrat ke sunoon yeh awaaz
mere dil ko bada chubhta hai
teri be rukhi ka dilnasheen yeh andaaz

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar


tere bin to be naseeb o be muqaddar mein
mehel hote huwe bhi jaise fard e be dar mein
ho chuka hai khata ka ehsaas kya tab hi maanoge
jab baha doon nigahon se samandar ke samandar mein

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhor kar ghussa ab maan jaa yaar

jaanta hoon teri bhi bigri si haalat hai
tere dil mein bhi ubharti milne ki chahat hai
to kyun bandhi hai dunyavi roothne ke rasm se
to kyun nahin kar rahi to firaq se baghawat hai

Yeh khushboo ujale rang o bahaar
tere bin sub hi lagein mujhe bekaar
chhorh kar ghussa ab maan jaa yaar

***S_ChiragH***

wahhh g wahhh bht lajawab,,bht umda sharing hy chigoo bhaiya ,,,mujhe to lging u will wining...{(yahoo)}
its like a dedication from a frd to another frd...bhai meri janib se u ko all the best...may ALLAH gives u success:)
13.gif
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
Waah waah Asma baji ouststanding poetry likhi hai
aankh bhar aaye yeh nazm parhte parhte
yeh waqt to katta jaye aapki tareef karte karte


humein to lagta hai u hi win karoge insha'ALLAH Ameen
leikin hum bhi agar poetry likh liye to participate karengein
insha'ALLAH

so nice of u chigoo bhaiya...thanxx alot216.gif
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]


 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]


Wa'alaikum assalam behna kya hi
umdah nazm likhi hai best of luck
 
  • Like
Reactions: hoorain

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]




:-bd Beautiful Hoorain , bht khubsurat lafzon ka istemal kia =D>

Allah Pak sari Maou'n ko umer-e-khizer Ata karay ..^:)^

Sakht rahoon men b asaan safar lagta hai ,
Yeh mujko meri maan ki duaOn ka asar lagta hai
aik mudat se meri maan nai soi tabish
meri aik bar kaha tha mje dar lagta hai ....@

..................................




 
  • Like
Reactions: hoorain

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]


hmmmm what would i say hoorain es rishtey se precious kuch aaur ho hi nahi skta...very pretty poetry,,,me to emotional hogyi parha ker{(cray)}..superb sharing.best of luck,and all the best dear ,,,,:)es rishtey ki nazam ko kamiyabi mile aameen
 
  • Like
Reactions: hoorain

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]


Walaikum Salam Wrwb!
All I can says is, while reading your poem I was just imagining my mother's Love and All that moment which I've spent with her, sometime we become so irresponsible for giving her all those care and love which she really deserve, but at the same time we realize that even a little mistake of ignoring or hurting our mothers can make a big difference in our life, We should always try to cherish Her, because whatever we are today its just because of her prayers..
Beautiful Poem hoor... thank you
 
  • Like
Reactions: hoorain

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
ASSALAM O ALAIKUMTopic se related kuch random lines likhi thi maine wo aap sab k saath share karti hun aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}
meri pyari ammi jaanmuj se na aap rootha karainyun na moun mora karaink aap k rooth jaane seye dil seham sa jaata haybohat takleef hoti haykahi na chain paata haydunya wairan lagti haykabhi jo sochti thi mainkabhi aap jo rooth jayain giaaram se main mna lungik ye to hay aasan bohatmagar ab aap roothi hainye dunya ajnabi se lagti haymuje aisa kio lagta hayk dunya naraz hay muj sesab hi k chehre kio lag rhe hainyun tanney hue be tasur sekisse sunaun gi qisseapni nadan yaadon kkis se maangugi jawabapne bemaani sawalon kkon muje samjhaayegameri bejor baaton pehans k kon taalegameri in kotahio kok muj se hui hay bhool barripar aap muj se na roothi rhaink aap hi to merizindagi ka mehwar hainudaas to hain aap bhijaanti hun ye baat mainaapki aankhon k aansukarte hai ghamnaak mujeaap yun na roya karainwarna main bhi rooth jaungiphir nhi mnaugi kia maaf nhi kar payaingimuj se khafa reh payain gi?
[email protected]
walikum salam:)beautiful sharing hoor sis:-bdbest of luck
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wa'alaikum assalam behna kya hi
umdah nazm likhi hai best of luck
thanx chiragh bro :)



:-bd Beautiful Hoorain , bht khubsurat lafzon ka istemal kia =D>

Allah Pak sari Maou'n ko umer-e-khizer Ata karay ..^:)^

Sakht rahoon men b asaan safar lagta hai ,
Yeh mujko meri maan ki duaOn ka asar lagta hai
aik mudat se meri maan nai soi tabish
meri aik bar kaha tha mje dar lagta hai ....@

..................................




AAMEEN SUM AAMEEN
thanx ML bro
n beautiful shaer :-bd

hmmmm what would i say hoorain es rishtey se precious kuch aaur ho hi nahi skta...very pretty poetry,,,me to emotional hogyi parha ker{(cray)}..superb sharing.best of luck,and all the best dear ,,,,:)es rishtey ki nazam ko kamiyabi mile aameen
AAMEEN
JAZAKALLAH sis :)


Walaikum Salam Wrwb!
All I can says is, while reading your poem I was just imagining my mother's Love and All that moment which I've spent with her, sometime we become so irresponsible for giving her all those care and love which she really deserve, but at the same time we realize that even a little mistake of ignoring or hurting our mothers can make a big difference in our life, We should always try to cherish Her, because whatever we are today its just because of her prayers..
Beautiful Poem hoor... thank you
very true sabah sis
thanx for liking :)

walikum salam:)beautiful sharing hoor sis:-bdbest of luck
thanx SOnu sis :)
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb...
simply beautiful sis..pehle parh li thi maine :p
but isey bar bar parhne ko dil karta hai....

ASSALAM O ALAIKUM
Topic se related kuch random lines likhi thi maine
wo aap sab k saath share karti hun
aur main ye lines apni ammi jaan ko dedicate karna chahungi {(popcorn)}




meri pyari ammi jaan
muj se na aap rootha karain
yun na moun mora karain
k aap k rooth jaane se
ye dil seham sa jaata hay
bohat takleef hoti hay
kahi na chain paata hay
dunya wairan lagti hay
kabhi jo sochti thi main
kabhi aap jo rooth jayain gi
aaram se main mna lungi
k ye to hay aasan bohat
magar ab aap roothi hain
ye dunya ajnabi se lagti hay
muje aisa kio lagta hay
k dunya naraz hay muj se
sab hi k chehre kio lag rhe hain
yun tanney hue be tasur se
kisse sunaun gi qisse
apni nadan yaadon k
kis se maangugi jawab
apne bemaani sawalon k
kon muje samjhaayega
meri bejor baaton pe
hans k kon taalega
meri in kotahio ko
k muj se hui hay bhool barri
par aap muj se na roothi rhain
k aap hi to meri
zindagi ka mehwar hain
udaas to hain aap bhi
jaanti hun ye baat main

aapki aankhon k aansu
karte hai ghamnaak muje
aap yun na roya karain
warna main bhi rooth jaungi
phir nhi mnaugi
kia maaf nhi kar payaingi
muj se khafa reh payain gi?



[email protected]


 
  • Like
Reactions: hoorain

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
bohot hi umda asma...
bht acha likhti ho ap...
idhar to sab shayer hein..mashaAllah...
stay happy always
en lamhon se guzarish kerta hy dil
dil ki dhadkno ki aah abhi baki hy
chahaton ka sisila abhi baki hy
tum na jao rooth ker
waqt ka karwan abhi ruka nahi
hawaon ka sama abhi thama nahi
phoolon ka jharna abhi baki hy
tum na jao rooth ker
aankho se khuwabon ka parda hat jane do
neendon se aankhien oujhal ho jane do
raaton me jugna ka chamkna abi baki hy
tum na jao rooth ker
aati jati muskurati yaadon ka tasawar
gaya nahi mere her pal se door
abhi lamhon pe hasraton ka chehra hata nahi
tum na jao rooth ker
wo rahat jo tmhne dekh k mil jati hy
wo betabi jo tere aane se mit jati hy
me kerlon qaid tmko apni aankhon me
tmhen jee bhar k dekhna abhi baki hy
tum na jao rooth ker
tum bin kuch nahi
bas aik baat hy mere hoonto pe
k mujhe tmse mohobat hy
tum na jao rooth ker
tum na jao rooth ker.........
View attachment 44052



 
  • Like
Reactions: Asma24 and hoorain
Status
Not open for further replies.
Top