"Sanam Taraash magar,,
"Aadab-e-kaafri bhi samajh......
"Har aik Sang-e-sar-e-raah ko,,
"Tu Khuda na samajh.......
"Main tujh ko mang raha hoon,,
"Qabool kar, ya na kar,,,,,
"Ye baat teri meri hai,,
"Isay Tu dua na samajh......
"PaLat k aaye ga wo bhi,,
"Gai hui ruton ki tarha,,,,
"Jo tujh se rooth gaya hai,,
"Usay Tu juda na samajh......
"Rah-e-wafa mein koi ,,
"Aakhri muqaam nahin,
<SAQI>
"Shikast-e-dil ko Tu,,
"Mohabbat ki inteha na samajh ..
"Aadab-e-kaafri bhi samajh......
"Har aik Sang-e-sar-e-raah ko,,
"Tu Khuda na samajh.......
"Main tujh ko mang raha hoon,,
"Qabool kar, ya na kar,,,,,
"Ye baat teri meri hai,,
"Isay Tu dua na samajh......
"PaLat k aaye ga wo bhi,,
"Gai hui ruton ki tarha,,,,
"Jo tujh se rooth gaya hai,,
"Usay Tu juda na samajh......
"Rah-e-wafa mein koi ,,
"Aakhri muqaam nahin,
<SAQI>
"Shikast-e-dil ko Tu,,
"Mohabbat ki inteha na samajh ..