sabha collection

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Ae mere hamnashee chal kahi aur chal,
Is chaman me ab apna guzara nahi,
Baat hoti Phoolon tak to seh lete hum,
Ab to Kaanton pe bhi haq hamara nahi
***********
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Jahaan sheher hoon sarey weerane
Jahaan log hoon sarey beganey
Jahaan sab k sab hoon deewane
Jahaan koi na humko pehchane
Mujhe aur kahin le chal sanwal
Jahaan Nafrat dil mein bass na sake
Jahaan koi kissi ko dass na sakey
Jahaan koi kissi pe hass na sakey
Mujhe aur kahin le chal sanwal
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
wafa ki dastan-e gham chalo tum ko sunate hain
jo dil per daagh hain apne
sabhi tum ko dikhate hain
suno neend nahin ati k dil betab rehta hai
kabhi titli k kache rang kabhi jugnoo satate hain
suno jab shaam hoti hai,andheron se khafa ho ker
teri yaadon k mandir mein charagh-e-shab jalate hain
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kucch na socha kabhi maine kucch na chaha tha tere siwa
Keh na paaya dil kii baat shayad thi ye meri khata
Kaash main iqraar kar deta apni mohabbat ka
Toh anjaam e- Ishq main na milti ye saza .....
 
  • Like
Reactions: annie qadri

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Thokrake us ne mujh ko kaha ke muskurao,
maine hans diya kyunki sawaal uski khushi ka tha,
maine khoya wo jo mera tha hi nahi ,
usne khoya woh jo sirf ussi ka tha.
 
  • Like
Reactions: annie qadri

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
jiss jagha teri jafa ki inteha ho jayegi
sabr ki mere wahan se ibteda ho jayegi

kia khabar thi zindagi ab to dua ho jayegi
unkey paney ki tamanna ilteja ho jayegi

ye kahan maloom tha qasd e safar k sath hi
tum badal jaogey dunya bewafa ho jayegi
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
waqt to bohot guzar chuka par itna bhi nahi Nasir
intezar me uski hain palken bichaye par uski nazar hi nahi



Quote:
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Tujhay dil say hamnay bhula diya kiya bura kya?
har jafa ka badla wafa diya kiya bura keya!

Tujhay bhoolnay tujhay chahney he k darma'yan
Khud apna aap bhula diya kiya bura keya
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Umar Bhar Chaha k Zamen-o-Aasman Hamara Hota
Kash K Khwahishon Ka B Koi Kinara Hota
Ye Soch K Us MUSAFIR Ko Roka Hi Nhi
Door Jata Hi Q Agr Wo Hamara Hota
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
eh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Najane ye najar kyun udhas rehta hai
Najane unhe kisi ki talash rehta hai
Ye jaan kar bhi ki woh kismat mein nahi hamare
Phir bhi Meri aankhien unka intezaar karte hai………
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Jabse Bewafa Voh Meri Jaan Ho Gayi
Har Dhadkan Mere Dil Ki Preshaan Ho Gayi
Voh Jabse Gaye Mujhse Haath Chhudakar
Meri Hasin Raahein Bhi Veeran Ho Gayi!!
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Ehsas hoga jab hum tumse dur ho jayenge
ankhon me ansu honge par nazar na ayenge
koi saath na de to hame yaad karn
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Mat puch mere sabar ki inteha kaha tak hai
Tu sitam kar le, Teri taqaat jaha tak hai,
Wafa ki umeed jinhe hogi, unhe hogi,
Humein toh dekhna hai, tu zaleem kaha tak ha
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Mom ki tarah pighalati hai JINDAGI,
Jab GAMO ki AAG me jalti hai JINDAGI,
Thokar lage to gam na karna, Kyunki
Thokar lagkar hi sanbhalati hai JINDAGI
 
Top