sabha collection

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Need Walon ko kya khaber iski. kyun Jagah hai koi Raat bher tanha
Apni fursaton me kho k na bhool jana tum koi masroof rehta hai teri yaadon me her lamha...........!
__________________
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Bhale Wafa Ka Sila Na Dena,
Magar Mujhe Yun Bhula Na Dena,
Zara Sambhal Ke Rakhna Mere Dost Mujh Ko
Main Kaanch Hoon Mujhe Gira Na Dena
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Garmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hain
Hum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hain

Shama jalti hai jis aag mein numayish ke liye
Hum usi aag mein gumnaam se jal jaate hain
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Tumhe kuch khabar bhi hai mehfil ki

Saansein thak chuki hain ab gul ki

Nahin talluk isko ab rasme yaara se

Aankhein nam hui hain yun dil ki
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Milkar juda huye to na soya karenge hum
Ek doosre ki yaad meiN roya karenge hum
Aansoo chalak chalak ke satayenge raat bhar
Moti palak palak meiN piroya karenge hum
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Koi Jata hai yahan se na koi aata hai
Ye Diya apne andhere mein ghuta jata hai
sab samajhte hain wahi raat ki kismat hoga
Jo sitaara ke Bulandi pe nazar aata hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Waqt badalta hai halaat badal jate hain.
Ye sab dekh ke jazbat badal jate hain..
Ye kuch nahi bas waqt ka taqaza hai doston
kabhi hum to kabhi aap badal jate hain..
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha
Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
Hum usko dekhne k liye taraste he rahe
Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Ishq hai tu

Tu hi zindagi

Hasil hai tu

Tu hi bandagi



Sans ruk si gayi

Wakt tham sa gaya

Pyar main tere main jaan se gayi

Hijar ki raaton ne bahut rulaya

Pyar kiya maine

Tu samjha “DILLAGI
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
teri judaai mein bhi humko wafa mili

bewafa to bas hume zindagi mili

kismat mein hai daraarein, jo tu na mila

aansuon ki keemat par humko har khushi mili

koi gila nahi hai tumse, koi shikwa nahi

khud apne dil se hi humko ruswaai mili

dekha durr talak magar koi saath na paya

apne wajood mein shamil apni hi parchhai mili
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kiya kya kasoor jo zindagi dekar bhi chain na mila

Dushamani ki sazaa mile to samajh aaye

Kissi ko itna chaho aur mile sazza , dil ko kon samjhaye
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Mohobbat ne hum per yeh ilzaam lagaya hai,

Wafa kar k bhi bewafa ka naam paya hai.

Rahain alag nahi thin hamari phir bhi,

Hum ne alag alag manzil ko paya hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Baar baar laut kar zindagi mein meri mujhe yun na sataya karo,
Jaanta hoon main ki tum bewafa ho
Kam se kam in bujhti nigaahon mein pani ke chirag na jalaya karo
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi
Zindagi lagti hai bejaan kabhi kabhi
Samjh Aaye tou humen bhi batana
Ke kyun karti hain yaden pareshan kabhi kabhi
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
waqt ki ho dhoop ya ho tez aandhiyan
kuch qadmon k nishan kabhi nahi khote

jinhen yaad kar k muskura den aankhain
wo log door ho kar bhi door nahi hote
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
dil mein aarzu ke diye jalte rahenge
aankhon se aansu nikalte rahenge
tum shama bankar dil mein roshni to karo
hum mom bankar yuhi pighalte rahenge
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na Tha
Woh Meri Zindagi Tha Magar Be-Wafa Na Tha
Dol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana Dala
Warna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Th
 
Top