sabha collection

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
aatey Jaatey Kya Kya Dey Gaya Koi
Aansoo Bahaney Ka Bahaana Dey Gaya Koi
Koi Maqsad Na Tha Mairi Zindagi Ka
Jaatey Jaatey Apni Talaash Ka Aik Maqsad Dey Gaya Koi
Khuda Naraz Tha Ke Koi Ilteja Na Karta Main Uss Say
Jaatey Jaatey Khuda Ko Manaaney Ka Aik Maqsad Dey Gaya Koi
Likhney Parrhney Ka Koi Shoq Na Tha Mujh Ko
Terey Naam Ko Likhna Terey Naam Ko Perrhna,
Jaatey Jaatey Ye Shoq Bhi Sikha Gaya Koi
 
  • Like
Reactions: annie qadri

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Bahut Khoob choudhary ji kyaa baat kahi aapne bahut khoob............!

ye aarazuu hii rahii koii aarazuu karte
Khud apanii aag mein jalte jigar lahuu karte

tere jamaal kaa para tau nigaah mein hotaa
kabhii sabaa se kabhii gul se guftaguu karate

tere Khayaal mein gum hoke ek Gazal kahate
aur us Gazal ko na rusvaa kuu-ba-kuu karate

ham ahal-e-dil ko bahut thaa ye nashshaa-e-Gam bhii
usii sharaab se raushan subuu-subuu karte

ye ehataraam-e-junuuN hai ki sii liyaa daaman
vaarnaa ek tamaashaa-saa kuu-ba-kuu karate

hamein yaqiin hai ki gar tuu qariib bhii hotaa
to duur jaake kahiin terii justajuu karate..
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Zindagi hukm suna deti hai
Jo bhi jee chahe sazaa deti hai
Jiss se ummeed nahin hoti bilkul
Bas wahi cheez dagaa deti hai
Aankh ke aansoo bhi na ghulne paaye
Uss se pehle kuch aur rula deti hai
Jab bhi karta hoon main koshish sambhlalne ki
Mere qadmon ko zara aur ladkhada deti hai
Jab bhi chaha hai sitaron sa chamakna maine
Mere ghar ka nanha diya bhi woh bujha deti hai
Nadaan duniya ke dastoor par aati hai hansi mujhko
Har shaam mujhko rone ki wajah deti hai
Meri masoom hasraton.!! na chhodo daaman
Hai kahin ak dhadkan jo sadaa deti hai
Bas yahi ek khwahish hai jeene ke liye
Thodi ummeed jo dil mein jagaa deti hai
Zindagi hukm suna deti......
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kitni Asani Se Wo Thukra Gye Muje
Ansu Bana K Ankh S Tapka Gye Muje
Kaisa Ye Pyar Kaisa Fareb Tha
Manzil Dikha K Jo Rah S Bhatka Gye Muj
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Chand, Suraj aur Sitare ajnabi
Ek musafir aur Sab Nazaare ajnabi
Moajiza hai Gardish-e-halaat ka
Sheher apna log saare ajnabi
Phool khushbu rang saare ajnabi
wo jise humne apni pehchaan di
aaj wo hum ko pukare ajnab
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kitne itminaan se woh thukra gaye mujhe,

Aansoo bana ke aankh se tapka gaye mujhe,



Kaisi yeh rehbari thi yeh kaisa fareb tha,

Manzil dikha ke raah se bhatka gaye mujhe



Khamosh nigahon se kahani suna gaye,

Lafzon ke har phair mein atka gaya mujhe,



Mujh ko bhi bachpan ka sa ek mazaq samaj ke,

Chhoti si ek hansi mein uraa gaya mujhe,



Do din mein uss ke dil se mohabat utar gayi,

Aur do hi din mein yaad se mita gaye mujhe..
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Dard toa hamne intezar me dekha hai ,
Chaahat ka asar pyar me dekha hai ,
Log dhundte hai mandir masjid me jis khuda ko ,
Use humne apne pyaar me dekha hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Khaali shishe bhi nishaan rakhte hain,
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai…
Jo khaamoshi se guzar jaaye,
Woh dariyaa bhi dil me toofan rakhte hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
kabi shikasto ka duka uthay tu us sa pocho
wo mari tarah tott jay tu uss sa pocho.......

usay be koi sitara manzil sa dorr ker da....
usay be rasta nazar na aya tu us pochu...
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kagaz kagaz hurf sajaya kerta hai
Tanhai mein shahar basaya kerta hai
Kaisa paagal shakhs hai sari sari raat
Dewaaron ko dard sunaya kerta hai
Ro deta hai aap hi apni baaton per
Aur phir khud ko aap hansaya kerta hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Khud hi chaly aty hain jab koi nahi hota

ankhon se chalak jaty hain jab koi nahin hota

dil bhi jis dard ko samait na paye

usy seeny se kagaty hain jab koi nahi hota

alfaaz nahi milty jis dard k liye

wo bat ye keh dety hain jab koi nahi hota

in ansuoon se aqedat yunhi to nahi mujhko

ye sath nibhaty hain jab koi nahi hota
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kisi ka nind chura k
Khud soo jana achhi baat nahi,
Pyaar k raah mein humsafar ban k
Chood jana achhi baat nahi.
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Aey sanam teri duniya aur tumhe chod jayenge,
Jab hum na honge toh bahut yaad aayenge,
Tum lakh chupana zamaane se ae sanam,
Aansu ban ke teri aankh se beh jaeng
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
WaQT Ki AnDheRe Se NikaL KeR To DekHo
MoSaM Ki ThaPeRe Leker KeR To DeKhO

Kitne HaSeeN Yeh yeH rHiM MooTi
BaresTi gHaTa Ko ChooKer To DeKHo

GuN GuNaaTe HeiN In Palko pE ChaTe Hein
In Jugnu'oo Ki RoshNi Se Jag MagaKer To Dekho

PairH pE lipTi Hui iN RanGoo Ki ChaDer Ko
Apne HatHo Ki LakiRo Pe sAaJa Ker To DekHo

ChaNd Ki cHodwi sE Sitaro Ki ChanDini sE
HoTi Hein KiyA BaaTein Kabhi SunkEr To DekHo

Apne diL kI JHooMti Hui DhaRkano Ko
Kisi Nagmae MehFil Mein Gunguna ker To DekHo

KabHi KhuDse AdaWeT kabHi UnsE UlFaT
TapTee HuI DhooP Se cHaun Ake'r To DeKho
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
kisi ki chaht ka tum yu imtihaan na lena,
jo nibha na sko wo vada hi na karna,
jise aapke bina jine ki aadat na ho use kabhi jine ki dua na dena
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Jis pal aap dil se muskurange, aapni hasi me humari jhalak payenge. Na samajhana ki saath na diya humne, paltkar dekhoge to har raah par hume hi paoge
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
khuda ne hume kitab bnaya hota
Use padne k liye sirf Apko bnaya hota
Ap padhte padhte so jate
Is bahane Hume kuch pal gale s to lagya hota
 
Top