Poet Of The Month February 2013

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



کہیں رشتے ٹوٹتے ہیں پیسے سے
کہیں رنجشیں بڑھتی ہیں ایسے ہی
لے آتے ہیں اک دوجے کو رستے پر
ہر طرف کھڑا کیوں طوفان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



یہاں زمینوں پر قتل و غارت ہے
جھوٹ بولنے میں تو مہارت ہے
کہیں دیتے ہیں بیٹیوں کی بلی
ہوتی ہیں رنگین مہفلیں کھلی
اپنا ہی ایمان بےایمان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



چلتی ہیں تلواریں مذہب کے ناموں پر
ہوتی ہے زیادتی لوگوں کی جانوں پر
نہ کویی دیکھے غریب کے گھروں کو
روٹی کے لیے بیچے وہ اپنے سروں کو
بس فاخرہ اسلام ہی تو بدنام ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے
kahin rishty tooty hein paisy se
kahin ranjishy barhti hein esay
ly aty hein eik dojy ko rasty par
har taraf khara toofan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai


zaminoon par qatalo garat hai
jhoot bolne me muharat hai
kahin dete hein bitiyoon ki bali
hoti hein rangeein mehfilein khuli
apna hi emaan be emaan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai

chatli hein talwarein mazhab k namoon pr
hoti hai ziyadati logo ki jaano par
na koi dekhy gareeb ky gharon ko
roti k lye bichy wo apny saron ko
bas fakhra islam hi tu badnaam hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai[DOUBLEPOST=1360870677][/DOUBLEPOST]@S_ChiragH @Rubi @sherry2112 @DuFFer @hoorain @*SHB*
ahaaan zbaardast sharing @faari
u r a very gud poetess :-bd
 
  • Like
Reactions: faari

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



کہیں رشتے ٹوٹتے ہیں پیسے سے
کہیں رنجشیں بڑھتی ہیں ایسے ہی
لے آتے ہیں اک دوجے کو رستے پر
ہر طرف کھڑا کیوں طوفان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



یہاں زمینوں پر قتل و غارت ہے
جھوٹ بولنے میں تو مہارت ہے
کہیں دیتے ہیں بیٹیوں کی بلی
ہوتی ہیں رنگین مہفلیں کھلی
اپنا ہی ایمان بےایمان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



چلتی ہیں تلواریں مذہب کے ناموں پر
ہوتی ہے زیادتی لوگوں کی جانوں پر
نہ کویی دیکھے غریب کے گھروں کو
روٹی کے لیے بیچے وہ اپنے سروں کو
بس فاخرہ اسلام ہی تو بدنام ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے
kahin rishty tooty hein paisy se
kahin ranjishy barhti hein esay
ly aty hein eik dojy ko rasty par
har taraf khara toofan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai


zaminoon par qatalo garat hai
jhoot bolne me muharat hai
kahin dete hein bitiyoon ki bali
hoti hein rangeein mehfilein khuli
apna hi emaan be emaan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai

chatli hein talwarein mazhab k namoon pr
hoti hai ziyadati logo ki jaano par
na koi dekhy gareeb ky gharon ko
roti k lye bichy wo apny saron ko
bas fakhra islam hi tu badnaam hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai[DOUBLEPOST=1360870677][/DOUBLEPOST]@S_ChiragH @Rubi @sherry2112 @DuFFer @hoorain @*SHB*
WAH BOHAT KHOOOB SHAYRI ... AAP KO TO HER KAAM AATA :D

haandi roooti bhi ker he laiti ho gi hai naa :p
 
  • Like
Reactions: faari

pattielynn

TM Star
Oct 21, 2012
2,956
961
413
24
sialkot,cantt
hi frndzzzzzzzz this is my poetry thori lambi hogayi lekin plz bardasht kr lena
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan
Jab Raggon Main Laaway Ki Surat
Lahu Tumhaara Dourta Tha
Jab Teri Shuja'at Ka Qissa
Dushman Ki Zuban pe Hota Tha
Sarr Dharr Se Alag Gir Jaata Tha
Per Zulm Ke Aagay Na Jhukta Tha
Or Tanha Saf e Dushman Main Ghus Ker
Tu Allah Hu Akbar Kehta Tha
Kaise Imaan Se Alag Hoa Jihaad
Or Kho Gaya josh O Jalaal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka AB Woh Ubaal Kahan
Kisi Aankh Se Koi Aanso Kya Gira
Phaans Tere Dil Main Thi Chubi
Jab Tees Kisi Ke Bhi Thi Uthi
Takleef Thi Tere Chehre Se Jhalki
Jab Saat Samandar Paar Bhi KOi
Kisi Zulm Ki Aag Main Jalta Tha
Ho Ke Lazzaton Se Be Parwahh Tu
Allah Ki Raah Main Nikalta Tha
Kaise Lahu Ko Tu Ne Kya Safaid
Dil Main Uthte Ab WOh Wabaal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan
Haan Aj Bhi Tere Sheher Pe Chaya
Wehshaton Ka Saaya Hai
Haan Aaj Bhi Koi Ghar Se Nikla
Wapis Na Lout Ke Aaya Hai
Haan Aaj Bhi Mamta Ki Cheekhon Ne
Asmaan Ko Hilaya Hai
Haan Aaj Bhi Do Nannhe Haaton Ne
Apne Baba Ko Dafnaya Hai
Laathi Ke Bina Na Chal Sakte Burhe Ne
Jawan Laashe Ko Uthaya Hai
Haan Aj Bhi Ek Behen Ne Aanchal Main
Kitne Aansoun Ko Chupayaa Hai
Or Aaj Bhi Tu Ne Karwat Leti
Gherat Ko Behlaya Hai
Kaise Ho Gaya Tu Itna Behas
Dil Main Chubte Ab Sawal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan..
[DOUBLEPOST=1360775723][/DOUBLEPOST]yr poetry se oper wala msg maine kisi or thread main likhna tha ghalti se yahan type hogaya plz mods delete this
woww..bohat ache hain..
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
haha ap ki nazre karam hai warna hum tu :nea thank u itni tarefoon k lye :D
you're most welcome waisey dhaikha jaye to maine tareef kum aur leg pulling keri theee per woh he baat akhir ko to aap larki ho naa ... :D sirf tareef he dikhi {(laugh)}
 
  • Like
Reactions: faari

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
you're most welcome waisey dhaikha jaye to maine tareef kum aur leg pulling keri theee per woh he baat akhir ko to aap larki ho naa ... :D sirf tareef he dikhi {(laugh)}
main bhi yehi kehna cha rahi thi k itni taref kar k kisi ko nae marty wese bhi ap ne jo likha us me taref hi thi aur kuch ho tu btaoooo ;)
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
main bhi yehi kehna cha rahi thi k itni taref kar k kisi ko nae marty wese bhi ap ne jo likha us me taref hi thi aur kuch ho tu btaoooo ;)
arey haan haan tareef he theee.... tum ne kon sa handi rooti kerni hai .... :D
 

ChoCo

{ ' . ' } {C__C}
Super Star
Oct 29, 2012
6,169
6,637
363
MaRs
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



کہیں رشتے ٹوٹتے ہیں پیسے سے
کہیں رنجشیں بڑھتی ہیں ایسے ہی
لے آتے ہیں اک دوجے کو رستے پر
ہر طرف کھڑا کیوں طوفان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



یہاں زمینوں پر قتل و غارت ہے
جھوٹ بولنے میں تو مہارت ہے
کہیں دیتے ہیں بیٹیوں کی بلی
ہوتی ہیں رنگین مہفلیں کھلی
اپنا ہی ایمان بےایمان ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے



چلتی ہیں تلواریں مذہب کے ناموں پر
ہوتی ہے زیادتی لوگوں کی جانوں پر
نہ کویی دیکھے غریب کے گھروں کو
روٹی کے لیے بیچے وہ اپنے سروں کو
بس فاخرہ اسلام ہی تو بدنام ہے
یہاں لہو لہو سے انجان ہے
kahin rishty tooty hein paisy se
kahin ranjishy barhti hein esay
ly aty hein eik dojy ko rasty par
har taraf khara toofan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai


zaminoon par qatalo garat hai
jhoot bolne me muharat hai
kahin dete hein bitiyoon ki bali
hoti hein rangeein mehfilein khuli
apna hi emaan be emaan hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai

chatli hein talwarein mazhab k namoon pr
hoti hai ziyadati logo ki jaano par
na koi dekhy gareeb ky gharon ko
roti k lye bichy wo apny saron ko
bas fakhra islam hi tu badnaam hai
yahaan lahu lahu se anjaan hai[DOUBLEPOST=1360870677][/DOUBLEPOST]@S_ChiragH @Rubi @sherry2112 @DuFFer @hoorain @*SHB*
:oops:
 

MysTeri0uS

Super Star
Oct 31, 2012
8,792
1,497
1,213
..............
..............
..............
..............
......lahu
...........!!
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
baqiyon ki sharings kahan hyn?{(thinkg)}

@saviou @Qawareer @hoorain
ham to aaj hi dekh rahe hain ye thread /:)
masroofiat bohot hai In Sha Allah next month bhi ye silsila jaari rahega to zaroor hissa lenge
waise bhi bohot din ho gaye kuch likhe nahi aur poorani nazme bhi mukammal karni hain
shukran behna :)
 
  • Like
Reactions: Rubi

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
ham to aaj hi dekh rahe hain ye thread /:)
masroofiat bohot hai In Sha Allah next month bhi ye silsila jaari rahega to zaroor hissa lenge
waise bhi bohot din ho gaye kuch likhe nahi aur poorani nazme bhi mukammal karni hain
shukran behna :)
@saviou bro , abhi txm hy 19th feb tk , araam sy share kr skten hyn aap {(cherry)}[DOUBLEPOST=1361001828][/DOUBLEPOST]
pehly btao u ki kidar hai
hmmm mera idea toh u ny chura liya @faari , main b kch aisa e likha tha :p khair meri b sharing aa e jayegi kbhi na kbhi {(thinkg)}
 
  • Like
Reactions: faari

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hi frndzzzzzzzz this is my poetry thori lambi hogayi lekin plz bardasht kr lena
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan
Jab Raggon Main Laaway Ki Surat
Lahu Tumhaara Dourta Tha
Jab Teri Shuja'at Ka Qissa
Dushman Ki Zuban pe Hota Tha
Sarr Dharr Se Alag Gir Jaata Tha
Per Zulm Ke Aagay Na Jhukta Tha
Or Tanha Saf e Dushman Main Ghus Ker
Tu Allah Hu Akbar Kehta Tha
Kaise Imaan Se Alag Hoa Jihaad
Or Kho Gaya josh O Jalaal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka AB Woh Ubaal Kahan
Kisi Aankh Se Koi Aanso Kya Gira
Phaans Tere Dil Main Thi Chubi
Jab Tees Kisi Ke Bhi Thi Uthi
Takleef Thi Tere Chehre Se Jhalki
Jab Saat Samandar Paar Bhi KOi
Kisi Zulm Ki Aag Main Jalta Tha
Ho Ke Lazzaton Se Be Parwahh Tu
Allah Ki Raah Main Nikalta Tha
Kaise Lahu Ko Tu Ne Kya Safaid
Dil Main Uthte Ab WOh Wabaal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan
Haan Aj Bhi Tere Sheher Pe Chaya
Wehshaton Ka Saaya Hai
Haan Aaj Bhi Koi Ghar Se Nikla
Wapis Na Lout Ke Aaya Hai
Haan Aaj Bhi Mamta Ki Cheekhon Ne
Asmaan Ko Hilaya Hai
Haan Aaj Bhi Do Nannhe Haaton Ne
Apne Baba Ko Dafnaya Hai
Laathi Ke Bina Na Chal Sakte Burhe Ne
Jawan Laashe Ko Uthaya Hai
Haan Aj Bhi Ek Behen Ne Aanchal Main
Kitne Aansoun Ko Chupayaa Hai
Or Aaj Bhi Tu Ne Karwat Leti
Gherat Ko Behlaya Hai
Kaise Ho Gaya Tu Itna Behas
Dil Main Chubte Ab Sawal Kahan
Dil Pochta Hai Ay Musalman Bata
Tere Lahu Ka Ab Woh Ubaal Kahan..
[DOUBLEPOST=1360775723][/DOUBLEPOST]yr poetry se oper wala msg maine kisi or thread main likhna tha ghalti se yahan type hogaya plz mods delete this
MashAllah superb poetry duffer aur mai surprise nai hu k yeh aapnay he likha hai because yeh aapnay likha hai and to be honest buhut he zaberdast likha hai MashAllah aur mujhay MSC ne already padh ker sunaya thi aapke poetry so tabhe sunker buhut acha laga and abhi comment ker rahe hu.. brilliant poem so keep it up... :)
 
  • Like
Reactions: DuFFer
Status
Not open for further replies.
Top