"Net Addiction"(Question of the Week 24th july 2012)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
yup :p
waise kia computer library ka n E-books,,library books ka alternative ho sakte hain?
 
SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar
Walaikum Salam
buhut he interesting topic hain aur mai khud Internet se related ek Article likh rahe hu,
InshAllah Ramadan k baad he usay complete ker k share kerungi.
per abhi itna he kahu k Internet ek buhut he hasas invention hai, and it's not less than a Car,
car ko drive kerne k lie hame ek professional driver k zaroorat hain jesay driving ka maloom ho ager koi bhi aira ghaira aker drive kiye jesay car k features and functions ka maloom na ho tu surely accident honge, same internet use kerne k lie serf unhe loug ko permit kerne chahye jenhe eske sahi aur ghalat estemal kerne ka maloom ho jenhe maloom ho k internet will either lead you go astray or will help you find your way, so serf unhe allow kerne chahye jho mature ho aur serf study and aap ne kaam k lie internet use kare,
aajkal ka tu aisa zamana aya hain k 20+, 21 k teenage bhi mature nai rahe voh bhi internet ko misuse ker rahe hain jho k ghalat hain aur es se youngsters ko kitna nuqsan hota hain uska voh loug andaza bhi nai laga sakte hain, so I think aise haal mei parental supervision ki buhut zaroorat hain, parents ko chahye k voh ek limited period k lie aap ne bacho ko internet use kerne de jho serf study k lie ho else they shouldn't allow them to give plenty of their times only and only for using internet.
kio k internet ne today's youth ko buhut bigar ker k rakha hain aur yeh vohi loug hain jenhe at the age of 14 or 16 internet se facilitate kiya gaya tha, ager bac
ho ko shoro mei he internet usage pe thori restriction lagaye hota tu agay jaaker unpe focus kerne ki itne zaroorat nai paregi per ager shoro se he internet pe kuch bhi kerne diya then baad mei jitna he restriction kare, control kare, it won't benefit like a small pebble!
but mai internet ko belkul bhi blaim nai ker rahe, kio k her ek cheez mei positivity and negativity huti hain it depend on us, how do we use it, kio mai khud personally buhut he seek chuke through internet so for me it was a good experiance but sab ke lie good nai hota.

Mashallah
I agreed
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
yup bilkul mere khyal se us se better hain

coz search option hota computer pe aur google chachooo bhi to hain ...

Library mai books ke page phattey hote akser log cheating ke lea chura ke lai jaate but E book mai aisa kuch nahi hota :p
 
  • Like
Reactions: hoorain

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
meray khiyal main bacho ko rok took kharab karti hai ... jaisay akser maan baap bacho ko daratay hain kay bachay agar esay kia tau kal Jahanam main joa gay.. Bacho kay dilon mian khof paida nahi karna chahe... agar aik bacha net use kar raha hai ya koi game khel raha hai tua uss ko khelnay di jaye.. takay woh khud descide karay kay uss kay liey kia acha hai kia bura...
aap belkul sahi kah rahe hain, bacho ko rok took kharab kerdeti khaas ker ager un pe buhut zor de tu, per mera matlab yeh tha k aisa koi circumstance create na kare jes wajah se bache internet use kerne ki zid kare, I mean to say ko unhe pahlay se he internet k bare mei itne jankari na hune chahye k usay maloom padhe k es mei kia hota hain kia nai, ek limitation hune chahye. parents chahe tu shoro se he aapnay bache ko ghalat se refrain kersakte hain, ager thora sa unke terbiat pe focus kare, ta k unke bache ko yeh na lage k usay pochne wala koi nai voh jho chahe kare, pir aise mei bhi voh bigar he jayenge.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
lakn ye bhi to true ha k chahy jitna bhi time set kr dain parents bachy phr bhi computer pe rehty han sara din
computer se hatin ge to mobile le k beth jain ge
n phr se net net net........
 
  • Like
Reactions: hoorain

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
aap belkul sahi kah rahe hain, bacho ko rok took kharab kerdeti khaas ker ager un pe buhut zor de tu, per mera matlab yeh tha k aisa koi circumstance create na kare jes wajah se bache internet use kerne ki zid kare, I mean to say ko unhe pahlay se he internet k bare mei itne jankari na hune chahye k usay maloom padhe k es mei kia hota hain kia nai, ek limitation hune chahye. parents chahe tu shoro se he aapnay bache ko ghalat se refrain kersakte hain, ager thora sa unke terbiat pe focus kare, ta k unke bache ko yeh na lage k usay pochne wala koi nai voh jho chahe kare, pir aise mei bhi voh bigar he jayenge.
ess tarah aik soorat main ho sakta hai.. agar mashra educated hai.. lekan Pakistan india jaisay mashray main namukin hain.. jahan pe log orton ki taleem pe tajwa nahi detay ...
 
Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
mood set ho gya sb ka ab real topic ki trf aati hun :p

wesy mujhy to itna idea nhi hy k in k advantages ya disadvantages kya ho skty haen, mery khyal mae ye wesy he hy jesy her tasveer k do rukh hoty haen aik +ve aik -ve ye dekhny waly pe depend krta hy k wo kisy dekhna chahta hy... isi trah bht c cheezun pe hmae is ki zrorat b hy ,,, oar ager nhi b hy to dekhen jab bnda free hota hy to "khali dimagh shetan ka gher" us sy behtr hy bnda TM per aa jaye :p achi achi chezen seekhny ko b mil jati haen to ye addiction to achi hui na;)

oar jo disadvantages haen wo unhaen he pata hungy jo ghlt use krty haen iska,,, unka such maenhi pata hoor aapa {}{r54

hoorain
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
lakn ye bhi to true ha k chahy jitna bhi time set kr dain parents bachy phr bhi computer pe rehty han sara din
computer se hatin ge to mobile le k beth jain ge
n phr se net net net........
very true!
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
appa, mian ne aksar dekha hai..... primary paas jo main hoti hai.. woh bacho ko kharab kar kay rakh deti hain... har waqat un kay sar pe sowar rehti hain.. yeh karo yeh na karo.. agar esa kia tau Kal Jahanam main jalo gay... Kal saza milay gi.. ess tarah bacha bohat kharab hotay hain.. merya khiyal yeh tab hota hai jab maion ko religion kay naam pe brainwash kia jata hai.. yani un ko itna daraya jata hai kay woh apna dar agli naslo mian muntaqil karti hain... or daranay kay liey jahanam se achi cheez or kia ho sakti hai..
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
sorry ab yeh nai samjhe mai, thora wazahat kare!
ess ki simple si misaal hai koi bhi society perfect nahi hoti har mashray main jahil log hotay hain.. or Jahil logon ko asani se "Dar or Khof" kay naam pe control kia ja sakta hai.. Pakistan mashray main Literacy 45% hai.. yani illiteracy ziada hai. .. ap ne kaha koi esay hilaat create na karay jis ki waja se bachay zid na karain... Yeah asal Maain khud bacho ko zidi banati hai.. Jahalat ki waja/ Ignorance ki waja se un ko Laad day kar.. Un ki har khawaish poori kar kay.. Ap jo baat kar rahi hai woh aik soorat mian ho sakti hai.. agar maain educated ho... aur un ko bacho ki parwarish karna ati hai.. Baaz main khud zidi hoti hai.. or bachay un ki habbit ko adopt kar lati hain.. or pakistani mashray mian ap ki baat na mukin hai.. bacho ne zid lazmi karni hai.. Main ess haq main hun un ko azad chor dia jaye ta kay woh apni marzi se decide karain ..
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

to azaaad chorney se bacha zidddi nahi ho ga apni mun mani nahi karey ga.... ghora bina lagam ka nahi ho jaye ga :-?
 
  • Like
Reactions: The horror

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
ary shb bro ap ko bachy oar ghorhy mae frq nhi pta chalta kya??

bacha aesa hota hy jo mere avi mae hy :p bachy ki 2 tangaen hoti haen ghory ki 4

ary mae kal sy sb ko ye diff smjha rhi hun sb hnsty haen bs koi sunta he nhi :(
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
to azaaad chorney se bacha zidddi nahi ho ga apni mun mani nahi karey ga.... ghora bina lagam ka nahi ho jaye ga :-?
kabi nahi.. muj dekho ab kisi cheez ki khawaish nahi hia.. Na Mal, Na Zar, Na Zun.. Azadi bohat bari naimat hoti .. Jo bachay ghulami ki zindagi guzartay hain ya jin bacho ko un kay maan baap hamesha khof diltay hain.. woh bachay ehsas e kamtari ka shikar ho jatay hai.. Woh choti choti batain mehsoos kartaiy hain.. Un kay sath koi mazak bhi kartay tau woh serious ho jatay hain... Ghulam bachay kabi life enjoy nahi kar saktay.. Bohat gehri baat hai..
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ess ki simple si misaal hai koi bhi society perfect nahi hoti har mashray main jahil log hotay hain.. or Jahil logon ko asani se "Dar or Khof" kay naam pe control kia ja sakta hai.. Pakistan mashray main Literacy 45% hai.. yani illiteracy ziada hai. .. ap ne kaha koi esay hilaat create na karay jis ki waja se bachay zid na karain... Yeah asal Maain khud bacho ko zidi banati hai.. Jahalat ki waja/ Ignorance ki waja se un ko Laad day kar.. Un ki har khawaish poori kar kay.. Ap jo baat kar rahi hai woh aik soorat mian ho sakti hai.. agar maain educated ho... aur un ko bacho ki parwarish karna ati hai.. Baaz main khud zidi hoti hai.. or bachay un ki habbit ko adopt kar lati hain.. or pakistani mashray mian ap ki baat na mukin hai.. bacho ne zid lazmi karni hai.. Main ess haq main hun un ko azad chor dia jaye ta kay woh apni marzi se decide karain ..
wahh kia baat hay aapka matlab jo muashrey may control thora bohat bcha hay wo bhi na rhe?
aik khaaws age tak to bilkul aazad nhi chorna chahiye,,,bachon ki raaye un k shauq ka khayal rakha jaaye aik had tak freedom di jaaye magar poori supervision ki jaaye q k buryai ki taraf jaldi attarct hote hain sab aur bachon may is mamley may resistance power bhi kam hoti hay,,,haan jab wo mature ho jayain tab unhe aazadi di jaaye ,,magar hamesha parents ka thora control rhe to behtar hay!
 
  • Like
Reactions: The horror

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
wahh kia baat hay aapka matlab jo muashrey may control thora bohat bcha hay wo bhi na rhe?
aik khaaws age tak to bilkul aazad nhi chorna chahiye,,,bachon ki raaye un k shauq ka khayal rakha jaaye aik had tak freedom di jaaye magar poori supervision ki jaaye q k buryai ki taraf jaldi attarct hote hain sab aur bachon may is mamley may resistance power bhi kam hoti hay,,,haan jab wo mature ho jayain tab unhe aazadi di jaaye ,,magar hamesha parents ka thora control rhe to behtar hay!
ahan... achaai or burai har nafas main Allah ne dali hai.. Bila waja ki rok Tauk hamesha bachay ko kharab karti hai aur uss kay zehen ko weak karti hai... aksar maan baap apnay bacho pe sakhti kar kay un ka dimagh karab kartay hai.. Jis se bichay chirchray hotay hian.... Kisi ki baat nahi suntay ..... Zidi hotay hain.. Agar aik bacha internet use kar raha hai to us ko khuli azadi di jaye.. Taka woh uss cheez se khud tang aye aur khud deside karay yeh cheez us kay liey kahan achi hai.... Agar us pe panbandian lagao gay tau phir woh ghalat tareeqay use karay ga.. Azadi bohat bhari naimat hai Appa... Jo log bacho pe sakhti kartay hain woh log bacho ko ghulam banatay hain.. Aesay bachay kuch soch nahi saktay.. Un ki soch bohat mehdood hoti .. Indian movies dekhtay hain.. kyun kay english un ko samj nahi ati ... Hamesha dosron pe depend kartay hain... Azadi ki koi age nahi hoti jo bacha shuru se azad hota hai woh hamesha azad rehta hai.. mje dekho koi dar nahi koi khof nahi.. :p
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
ary shb bro ap ko bachy oar ghorhy mae frq nhi pta chalta kya??

bacha aesa hota hy jo mere avi mae hy :p bachy ki 2 tangaen hoti haen ghory ki 4

ary mae kal sy sb ko ye diff smjha rhi hun sb hnsty haen bs koi sunta he nhi :(
arey bachey aur ghoorey mai to bohat faraq hota per bachooo ko aazaad chooorh do to woh ghoorey se bhi zyada hat dharam ho jaatey.... {(order)}[DOUBLEPOST=1343239919][/DOUBLEPOST]
kabi nahi.. muj dekho ab kisi cheez ki khawaish nahi hia.. Na Mal, Na Zar, Na Zun.. Azadi bohat bari naimat hoti .. Jo bachay ghulami ki zindagi guzartay hain ya jin bacho ko un kay maan baap hamesha khof diltay hain.. woh bachay ehsas e kamtari ka shikar ho jatay hai.. Woh choti choti batain mehsoos kartaiy hain.. Un kay sath koi mazak bhi kartay tau woh serious ho jatay hain... Ghulam bachay kabi life enjoy nahi kar saktay.. Bohat gehri baat hai..
yaar kum uz kum apni misaaal to naaa doooo.... mai to nahi dena wala apne bachoun ko aaazadi ager aisa injaam hota aazadi ka to :-ss
 
  • Like
Reactions: Sis
Top