~My Fresh Poetry Collection (Daily Update)

  • Work-from-home

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
teri nazar jo hamae dekthehi woh kam kargayee ki hamae kuch aur yaad hi nahi hamaesha tumhara chahera nazar kae samnae nazar ata hai kya karae tum itnae achae ho kyoun ho tum
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Na itna aam samjho
jitna aam dhikte hain hum.
Mana humein na aaya cheqo
per hashtakshar karna.
Lekin badi karigari se
dilo per naam likhte hain
hum.
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Jab nazar, nazar se mili,
Tab nazar ne nazar se kaha,
Ye nazar, is nazar ko us nazar se naa dekh,
Kahi nazar ko kisi ki nazar naa lag jaaye...
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Na sher e punjab ki,na sher e pakistan ki.
hai zaroorat ab hamein sirf ek insaan ki.
Aao sab karen dua,gar Khuda kare Qabool,
Qaid e Azam ko dobara laut ana chahiye
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Hum Hazaron Gham Ko Liye Baithe Soch Rahhe The Kuch.
Tabhi Ek Bighi Si Hawa Ne Aakar Sare Gham Ko Bhula Diya.
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
hum ashsiq hai shabab ke hath nahi lagate sharab mat phiraon humari san ki kardinge tumhari zindagi kharab
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
farz karo ham ehle wafa hon,farz karo deewane hon
farz karo yeh dono batein jhooti hon,afsaane hon
farz karo yeh ji ki bipta,ji se jod sunai ho
farz karo abhi aur ho itni,aadhi ham ne chupai ho
farz karo tumhe khush karne ke dhoonde ham ne bahane hon
farz karo yeh nain tumhare,sach much ke maikhane hon
farz karo yeh rog ho jhoota, jhooti peet hamari ho
farz karo is peet ke rog main sans bhi ham per bhari ho
farz karo yeh jog bajog ka ham ne dhoong rachaya ho
farz karo bass yehi haqeeqat baqi sab kuch maya ho
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
I have seen the world from near and far,found someone,She came in my life like Bahar I thought i found my future,Feel in pyaar Something happend to me,I called that a Bukhaar.I never realized,is it Din aur Raat.All the time LOve was getting sawaar,Used of think of Her bar bar.In these kind of afairs.Always remains,Hoshiyaar.I used to think
I will have berra par.But that Girl made me too much khuar.What did i get in return.Mere yaar
I will recommend people,NEVER KARNA PYAAR.
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43

chandni raat dhi
chandni raat dhi,mein uska upar dha
voh meri neeche dhi.
haathom mein haath dhi
pairon mein pair dhi
kya bathavum yarom
kya bathavum yarom
voh meri Cycle dhi
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
kal chaudhvi ki raat thi shab bhar raha charcha tera kuch ne kaha yeh chand hai kuch ne kaha chehra tera
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
KAL CHAUDHVI KI RAAT THI SHAB BHAR RAHA CHARCHA TERA
KUCH NE KAHA YEH CHAND HAI KUCH NE KAHA CHEHRA TERA
HUM BHI VAHAN MAUJOOD THE HUM SE BHI LOG POOCHA KIYE
HUM CHUP RAHE HUM HANS DIYE MANZOOR THA PARDA TERA
IS SHAHAR ME KIS SE MILE HUM SE TO CHUTI MAHFILE
HAR TARAF CHARCHA TERA HAR SHAKS DEEWANA TERA
kya khub sunni ho tochal kahta hai kya achchi ghazal
aashiq tera majnoo terashayar tera insha tera
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
chand se phool se ya meri juban se suniye
har taraf aap ka kissa hai ,jahan se suniye

sabko aata nahi duniya ko sajakar jeena
zindagi kya hai, mohabbat ki juban se suniye
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Main jab bhi tanha hota hoon,
Yadoon main khoya rehta hoon,
Or aese main tum dhire se,
Is dill par dustuk dete ho,
Sochoon ko suljha dete ho,
Yadoon ko mehka dete ho
 
Top