~My Fresh Poetry Collection (Daily Update)

  • Work-from-home

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Yuhi anjaanay mein kya kuch keh betay hum,
Yuhi anjaanay mein aap ka dil dukha betay hum,
Darrday-dil diya aap ko,hudd sey khaffa ho betay hum!
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
ishq ka dard uthega tere dil mein bhi kabhi naa kabhi,tu bhi muzhe chahegi dil-o-jaan se kabhi naa kabhi,gar mein tuzhe paa naa sakaa to shayad kuch gam naa hoga muzhe,par tu muzhe paayegi is janam mein kabhi naa kabhi,
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
log samajte hai ke hum ne tumhe bula rakha hai
vo nahi jante ke dil me chupa rakha hai
dekh na le koi tumhe meri in ankho me
is daar se palko ko juka rakha hai
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
taqdeer banane wale ne koi kami nahi ki.....ab kissi ko kia mila yeh tu muqdaar ki baat hai......kissi main milan tu kissi ke hisse tanahi hai....hum tu taab bhi khuda ka shukar ada karte hain....jabke hamare muqadaar main sirf judai hai.
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
jab kismat kharab ho tu raste ke pathar bhi thokar marte hain...magar yeh bhol jate hain hum insaan tu inhein bhi khuda mante hain.....
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga..
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main..
Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain..
Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main...
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
ab rone se kia faida hum tu apki yadoon se bhi door chaley gaye.....agar wafa ka izhaar karna hai tu hath utha kaar hamari zindagi ki dua karo...
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah
Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Dukh mohabbat ka muqaddar bhi to ho saqta hai
Yeh jo aanso hai samundar bhi to ho saqta hai.

Yaar ke hath pe rakhe hoye pholon pe na ja
Yaar ke hath mein pathar bhi to ho saqta hai.

Mein tujey lafz mein,rangon mein kahan tak dekhon
To mere shair se bhar kar bhi to ho saqta hai.

Yeh tera hath hai ya dhoop hai hathon mein mere
Yeh kisi khuwab ka manzar bhi to ho saqta hai

Rooh ke zakham ko bharne nahin deta jo kabhi
Tere lehjey ka woh nishtar bhi to ho saqta hai.
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
jab yaad tumari aati hai dil khoon keh ansu rata hai
behdard zamanah kiya jeneh is pyaar mein kiya kiya hota hai,
agar tum ek bar loot kay aoo gay
tum mujhay apnay he intazar may taanha paoagay
kiyon ki ab tu intazaar may rehnay ki adat see hogayee hay
jaisay na chatay huvay bhi tumay har lamha chanay ki adat see ho gayee hay

pathar se na maro kankar se na maro
hum to khud mar jaenge zare aankh to maro?
 

~Style Mantra~

Senior Member
May 31, 2008
630
219
43
Jamin se aasmaan tak,
Aur aasmaan se jamin tak,
Jamin se aasmaan tak,
Aur aasmaan se jamin tak,
Hawa hi Hawa hai, Hawa hi Hawa hai......
 
Top