~*~ haazir jawabi ~*~

  • Work-from-home

ShahzadFaiz

TM Star
Jul 25, 2010
1,319
324
783
45
Multan, PK
acha thread haiy, me b kuch item pesh krne ki jasaarat karonga..........

بسـم الله الرحمـن الرحيـم
السـلام وعليـكم

ek martabe ka waqiya hai k ek vazeer badshah se kahne laga k aap ayaz ko bahot chahte hain aur hame utna nahi aaqir hum bhi to aapke vazeer hi hain aur theek us jaise hi hain.

badshah ne ye sunkar us vazeer se kaha k theek hai main ek din tum subko darbaar me bulaunga aur tum logaon ki hazir dimaghi ka imtehan lunga inshaAllah.

theek aisa hi hua chund dinaon baad badshah ne sub vizraa ko darbar me bulaya aur ek lakeer(for ex.5 mtr) zameen par kheenchdi aur saare vizraa se kaha k is lakeer ko bina choye k choti karna hai.

ye sunkar sub vizraa pareshaan hogaye k bina choye is lakeer ko kaise chota kia jaaye.saare vizraa apni bisaat bhar koshish karne lage laikin nakaam rahe.

tab badshah ne ayaaz ko bulaya aur kaha k is lakeer ko bina choye choti karo.ye sunkar ayaaz ne kaha ye to koi badi baat nahi.aur usne ek lakeer baazu me usse badi kheenchdi (for ex.6 mtr) is tarha pahli waali lakeer choti hogayi aur saare vazeer sharminda hogaye.
zabardast keep it up
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
nice one:)

بسـم الله الرحمـن الرحيـم
السـلام وعليـكم

ramazan k dinaon me ek martaba mirza ghalib bahadur shah zafar k darbaar me haazir e khidmat thei.tab badshah ne inse sawal kia.

shah : kaho ghalib abke ramaza tumne kitne roze rakhe?
ghalib : huzoor ek nahi rakha.

ye jawab sunkar bahadur shah zafar kafi pareshan hue aur soonchne me par gaye k mirza ne ek bhi roza nahi rakha ya fir ek roza nahi rakha.

aur isi tarha ek martabe ka waqiya hai k mahmood ghaznavi k daur e hukumat me unke saath ek vazeer jo bahot haazir dimaagh tha raha karta tha jiska naam ayaz tha.mahmood bhi usse bahot chahta tha.iska ye rawaiyya dekh kar dosre vazeer ayaz se hasad karne lage.

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
بسـم الله الرحـمن الرحيـم

assalam o alaikum doston kaise hain aap?
aaj main aapkeliye ek naye aur bahetreen thrd k saath haazir e khidmat hon.to aayiye likhte hain chund waqayaat.jo naamoor shaqsiat k saath guzre hain.

mirza asad ullah khan ghalib : ek martabe ka waqaya hai k mirza apne ghar me aam(mango) naush farma rahe thei.aur uske chilke baahar phenk(throw) rahe thei.utne me unke ek dost aaye to ghalib ne unhe bhi aam(mango) naush karne keliye farmaya.

mirza : lijiye aam khaiyye.
dost : nahi main aam nahi khaata.

kuch hi der me wahan raaste se ek gadhe(donkey) ka guzar hua.usne raah(road) par padey aam k chilkaon ko soongha aur chor dia.ye dekhna tha k ghalib k dost ne barjasta kaha.

dost : dekho mirza gadhe bhi aam nahi khaatey.
ghalib : beshak gadhe aam nahi khaatey.

ghalib ne fauran kaha.ye sunkar wo laa jawab hogaye.

isi tarha ek martaba ramzan me ghalib apni kothri(balcony) me chaubisi khel rahe thei.utne me unke dost wahan aagaye.aur kaha k mirza is ramzan k mubarak mahine me bhi tum ye game khel rahe ho.maine suna tha k ramzan me shayateen ko qaid kardiya jaata hai.

ye sunkar mirza ghalib fauran kahne lage k haan wo shaitan isi kothri me bund hai.

to ye chund ek waqayat thei jinka maine yahan zikr kia inshaAllah aage bhi aur waqayat ko share karne ki koshish karunga.umeed k aapko ye pasand aaye.
wssalm u alaikum
wahh..boht maze ka thread lgaya hai ap ne..
hahahhah..kya baat hai in shayer logo ki...:)
main b inshaAllah koshish kron gi..jald hi share krne ki..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

بسـم الله الرحمـن الرحيـم
السـلام وعليـكم

ramazan k dinaon me ek martaba mirza ghalib bahadur shah zafar k darbaar me haazir e khidmat thei.tab badshah ne inse sawal kia.

shah : kaho ghalib abke ramaza tumne kitne roze rakhe?
ghalib : huzoor ek nahi rakha.

ye jawab sunkar bahadur shah zafar kafi pareshan hue aur soonchne me par gaye k mirza ne ek bhi roza nahi rakha ya fir ek roza nahi rakha.

aur isi tarha ek martabe ka waqiya hai k mahmood ghaznavi k daur e hukumat me unke saath ek vazeer jo bahot haazir dimaagh tha raha karta tha jiska naam ayaz tha.mahmood bhi usse bahot chahta tha.iska ye rawaiyya dekh kar dosre vazeer ayaz se hasad karne lage.

ek martabe ka waqiya hai k ek vazeer badshah se kahne laga k aap ayaz ko bahot chahte hain aur hame utna nahi aaqir hum bhi to aapke vazeer hi hain aur theek us jaise hi hain.

badshah ne ye sunkar us vazeer se kaha k theek hai main ek din tum subko darbaar me bulaunga aur tum logaon ki hazir dimaghi ka imtehan lunga inshaAllah.

theek aisa hi hua chund dinaon baad badshah ne sub vizraa ko darbar me bulaya aur ek lakeer(for ex.5 mtr) zameen par kheenchdi aur saare vizraa se kaha k is lakeer ko bina choye k choti karna hai.

ye sunkar sub vizraa pareshaan hogaye k bina choye is lakeer ko kaise chota kia jaaye.saare vizraa apni bisaat bhar koshish karne lage laikin nakaam rahe.

tab badshah ne ayaaz ko bulaya aur kaha k is lakeer ko bina choye choti karo.ye sunkar ayaaz ne kaha ye to koi badi baat nahi.aur usne ek lakeer baazu me usse badi kheenchdi (for ex.6 mtr) is tarha pahli waali lakeer choti hogayi aur saare vazeer sharminda hogaye.
wahhhhhhh..boht dil'chasp hai ..
boht shukaria itne maze maze ki sharing krne k liye..:)
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
shukran lakum anaaya.aur mazeed share karne ki koshish karenge inshaAllah.uske alawa aap bhi yahan sahre karsakti hain.jo aapke ilm me hon.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
shukran janab
ye to roz sunate hi ho aap
kuch aisa sunayen jo nahi sunaya apne hame bhi
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukran lakum anaaya.aur mazeed share karne ki koshish karenge inshaAllah.uske alawa aap bhi yahan sahre karsakti hain.jo aapke ilm me hon.
inshaAllah..koshish kron gi..
 
Top