~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

bohot khoob annu :)

Sath Chalny ko Chalay Thy Dost Dushman sb
meri manzil Tak ka Saathi Sirf mera Saya Nikla

shayed kabhi Khaloos ko manzil na mil sake..
wabasta hai Mufad har Dosti ka sath..!!!
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
boht khoob...
nasir bhai shairy se muje ek baat yaad aayi..
jb main skol me parhti thi to humare ek ustad-e-muhtaram the jo hume urdu parhate the..jb kbi b Nazmo ya ghazlon ki tashreeh krna hoti hume kehte to main ek naya hi falsafa un k samne rakhti..phr humare teacher kehte..ap b thek keh rhi hain lekin shayer ka kehne ka ye matlb nhi tha..mere pas is sawal ka ek jawab tha k hume kya pata shayer ne us waqat kya soch k ye shair kaha ho ga..han jis insan ko jo smjh aaya..use jo lga k us lafzon k peshe kya haqeeqat hai woh keh skta hai..humare teacher is baat pe hans dete or kehte thek hai ap apne khayalat izhar me aazad hain..un se waike hi humne zindgi me boht sikha hai...Allah une khush rakhe..Ameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Aameen :)

sahi kaha apne kabhi aise hota hai ke shayar kuch aur bayan karna chahta hai lekin samajhne wale kuch aur samajh lete hain

agar ham shayar kis halaat par likha hai aur uski amooman kaisi shayari hoti hai ispar bhi khayal rakhen to baat samajh me aajati hia

hamare sath bhi aksar aise hota hai khaas kar koi sher deen k mamle me ho aur uske ek se zyada matlab nikalte ho ek sahi laga ek shariat ke daire se bahar to ham us sher se door hi rehte hain
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
g thek kaha...:)

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
saviou bhai k sath humara bazm-esukhan ka ye sath yahan tak hi tha...jo aj khush'aslubi se apne ikhtitam ko puhncha..
ye silsila behtareen or yaadgar rha..is ko yaad'gar banane me nasir bhai k shairy ka umdah zoak k sath sath hoor aapa k popcorn ka boht amal'dakhal hai..:p{(moc)}
boht maza aaya..bhai boht shukaria humari Bazm me rang bharne k liye..:)

ek nazm ap k lye..Allah apko dheer sari khushiyan or musaratain aata farmaye

Umar k smundar mein roshni ki khwahish may,
Wqt k sitaray hain,
Jis Khuda ne yeh Dharti,yeh Falak sanwaray hain,
Us say ilteja hey ye,
or meri Dua hey ye,
Wo Tumhari qismat mein,
ILM ki rida likh day,
WAFA ki inteha likh day,
RIZQ bepnah likh day,
MAA ki dua likh day,
Aur Apni RAZA likh day!
Ameen sum Ameen
:)
ye chota sa tuhfa ap k liye ta'k apko yaad rhe k ap kbi humare han is bazm-e-sukhan k mehman bane the,jis se itni sari khati methi yaadain wabasta hain..

humesha khush rahen:)

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam..
sorry mai bht late hogia hoon....
abhi thread ko sahi se dekha nai hai...lagta hai nasir bhai ke related hai...parh kar jald hi comments doonga inshaAllah..
sorry once again
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
koi baat nhi farry..:)
ap bad me dekh lijiye ga..
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Accha to rukhsati ka waqt aan pahunchaa....
Nasir Sahab k muntakhibkardah ashaar bahut hi umdaa,dilchusp aur zabardast rahe hain..
Shukrya janab is bazm ko raunakh bakhshne k liye..
apki nazr ek nazm karte hain umeed k pasandeedgi ka sharf milega..

مسکراتے رہو

درد کیسا بھی ہو آنکھ نم نہ کرو
رات کالی سہی کوئی غم نہ کرو
اک ستارا بنو جگمگا تے رہو
زندگی میں سدا مسکراتے رہو

بانٹنی ہے اگر بانٹ لو ہر خوشی
غم نہ ظاہر کرو تم کسی پر کبھی
دل کی گہرائی میں غم چھپاتے رہو
زند گی میں سد ا مسکرا تے رہو

اشک انمول ہیں کھو نہ دینا کہیں
ان کی ہر بوند ہے موتیوں سے حسین
ان کو ہر آنکھ سے تم چراتے رہو
زند گی میں سد ا مسکرا تے رہو

فاصلے کم کرو دل ملاتے رہو
زندگی میں سدا مسکراتے رہو

خدا تجھے عروج ایسا نصیب کرے
کہ فلک تیرے نصیب پر رشک کرے
ہر موڑ پر ہوں فرشتے ساتھ تیرے
ہر غم سے حفاظت تیری خدا کرے

آمین

  • Like
Reactions: saviou and ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
saviou bhai k sath humara bazm-esukhan ka ye sath yahan tak hi tha...jo aj khush'aslubi se apne ikhtitam ko puhncha..
ye silsila behtareen or yaadgar rha..is ko yaad'gar banane me nasir bhai k shairy ka umdah zoak k sath sath hoor aapa k popcorn ka boht amal'dakhal hai..:p{(moc)}
boht maza aaya..bhai boht shukaria humari Bazm me rang bharne k liye..:)

ek nazm ap k lye..Allah apko dheer sari khushiyan or musaratain aata farmaye

Umar k smundar mein roshni ki khwahish may,
Wqt k sitaray hain,
Jis Khuda ne yeh Dharti,yeh Falak sanwaray hain,
Us say ilteja hey ye,
or meri Dua hey ye,
Wo Tumhari qismat mein,
ILM ki rida likh day,
WAFA ki inteha likh day,
RIZQ bepnah likh day,
MAA ki dua likh day,
Aur Apni RAZA likh day!
Ameen sum Ameen
:)
ye chota sa tuhfa ap k liye ta'k apko yaad rhe k ap kbi humare han is bazm-e-sukhan k mehman bane the,jis se itni sari khati methi yaadain wabasta hain..

humesha khush rahen:)

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
Aameen summa Aameen
jazakallah khair behna

aur hame bhi bohot acha laga badi khushi huyi aur ham bhi khud ko thora sa shayar mehsoos karne lage :p
aur haan jahan hoor ho wahan to popcorn zaroori hain
sath me apki dua ke bohot mashkoor hain Allah unhe qabool farmaye Aameen
baki sab doston ka bhi bohot shukriya
jazakumullahu khairan :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Accha to rukhsati ka waqt aan pahunchaa....
Nasir Sahab k muntakhibkardah ashaar bahut hi umdaa,dilchusp aur zabardast rahe hain..
Shukrya janab is bazm ko raunakh bakhshne k liye..
apki nazr ek nazm karte hain umeed k pasandeedgi ka sharf milega..

مسکراتے رہو

درد کیسا بھی ہو آنکھ نم نہ کرو
رات کالی سہی کوئی غم نہ کرو
اک ستارا بنو جگمگا تے رہو
زندگی میں سدا مسکراتے رہو

بانٹنی ہے اگر بانٹ لو ہر خوشی
غم نہ ظاہر کرو تم کسی پر کبھی
دل کی گہرائی میں غم چھپاتے رہو
زند گی میں سد ا مسکرا تے رہو

اشک انمول ہیں کھو نہ دینا کہیں
ان کی ہر بوند ہے موتیوں سے حسین
ان کو ہر آنکھ سے تم چراتے رہو
زند گی میں سد ا مسکرا تے رہو

فاصلے کم کرو دل ملاتے رہو
زندگی میں سدا مسکراتے رہو

خدا تجھے عروج ایسا نصیب کرے
کہ فلک تیرے نصیب پر رشک کرے
ہر موڑ پر ہوں فرشتے ساتھ تیرے
ہر غم سے حفاظت تیری خدا کرے

آمین

Aameen summa Aameen
jazakallah khair mohtarma
itna behtareen tohfa aur itni pyari duaen Allah qabool farmaye Aameen

shukar hai isteqbal to nahi lekin ruksati badi shandar ki apne
kahin ham iska matlab hame jaldi yahan se nikalna to na len /:)

waise bohot bohot shukriya :)
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

Aameen summa Aameen
jazakallah khair mohtarma
itna behtareen tohfa aur itni pyari duaen Allah qabool farmaye Aameen

shukar hai isteqbal to nahi lekin ruksati badi shandar ki apne
kahin ham iska matlab hame jaldi yahan se nikalna to na len /:)

waise bohot bohot shukriya :)
Hahahahaa...ji ji bilkul durust samjha apne..
Mazerath k sath k apke isteqbaal k waqt hum hi kahin rukhsat huwe thy..Beinteha kharab mausam tha..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Aameen :)
ham bhi hoorain aapa ko miss kar rahe hain
lekin hame shak hai ke ye parhai me nahi khane me masroof honge /:)
muje hamesha se yaqeen hay k aap bohat shakki mizaaj ho :p

missing hoor aapa..{)^}){(popcorn)}
aapa aj kal parhai me masroof hain..Allah une kamyaad kre..Ameen
SUM AAMEEN JAZAKALLAH annu :)

hmmmmmmmmm...

yon bazm ko khali kyun chor jati ho aapa..
parhai k bahane popcorn khane se kuch nhi milta..!/:)
{(moc)}
hawww ye bazam to hum aap k aasre khali chor jaatey hain
warna to aey popcorn chor wapis aa k hamain bhi kuch nhi milta {(nea)} :p

kuch nahi milta se phir purani yaden taza hogayi :p

Deykh kar haath phelaO dosti k liyay
Saanp Hotay hein AasteenouN mein .......
g g g waise to aapko kuch yaad nhi rehta
aisi yaadain barri jaldi taza hoti hain :-? {(haha})
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

muje hamesha se yaqeen hay k aap bohat shakki mizaaj ho :p

SUM AAMEEN JAZAKALLAH annu :)

hawww ye bazam to hum aap k aasre khali chor jaatey hain
warna to aey popcorn chor wapis aa k hamain bhi kuch nhi milta {(nea)} :p

g g g waise to aapko kuch yaad nhi rehta
aisi yaadain barri jaldi taza hoti hain :-? {(haha})

muje hamesha se yaqeen hay k aap bohat shakki mizaaj ho :p

ye buzurgon ka bhi yakeen na kya kahen :p

hawww ye bazam to hum aap k aasre khali chor jaatey hain
warna to aey popcorn chor wapis aa k hamain bhi kuch nhi milta {(nea)}
:p

khali chor jaate hain yane sab kha kar ek dam saaf
isliye to hame yahan aakar kuch nahi milta /:)

g g g waise to aapko kuch yaad nhi rehta
aisi yaadain barri jaldi taza hoti hain :-?
{(haha})

haan ji bas badon ka asar hai :p
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

hmm to mausam ka kasur tha {(thinkg)}
dil ho kharab to bahaar nahi ye bohot hi gehri baat kehdi apne
Ji Ji hum aise hi gehri baaten kah dete hain....Log ya toh dhundhte rah jate hain ya phir sar se upar chali jati hai baat..{(wacko)}
Par ap jaise ahl e zaukh hazrath se guftagu ka apna hi maza hai..apne sare alfaaz ko maanay mil jate hain.{(haha}){(haha}).
abb jisko in lafzon k samandar me tairna nahi ata kya kiya jaye..{(thinkg)}
 
Top