~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


Ji Ji hum aise hi gehri baaten kah dete hain....Log ya toh dhundhte rah jate hain ya phir sar se upar chali jati hai baat..{(wacko)}
Par ap jaise ahl e zaukh hazrath se guftagu ka apna hi maza hai..apne sare alfaaz ko maanay mil jate hain.{(haha}){(haha}).
abb jisko in lafzon k samandar me tairna nahi ata kya kiya jaye..{(thinkg)}

zehnaseeb mohtarma :p
jinko in lafzon k samandar me tairna nahi aata unka kya karna hai jee wo to khud doob jate hain phir bahar nikal nahi paate ab aap unko dhundne nikloge to khud bhi doob jaoge islye behtar hai door se Allah hafiz kehden /:)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~
Top