~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313



hahaha

jab kuch milta nhi to kiya q :-? :p



ahan nice reply

shukran :)

afwan

ye debate thread nhi warna debate hoti :p

koi baat nahi munazare k liye aap adminz se ijazat le kar ek thread bana len
aaj kal sab ko hamse debate karna hai pata nahi kyun /:)

bas g maza aaying na aap se debate karne may :p chlain is tajweez par ghaur kartey hain :-?


maine kaha k kuch shayer aise hain jo shayri jaise azeem hunar se koi azeem kaam nhi karte maslan jaisa azeem kaam alama iqbal ne kiya

haan behna har koi azeem kaam karle to phir wo azeem nahi keh lata isliye hazaron me koi ek hi aise azeem kaam par faiz hota hai :)

har koi azeem kaam karna chahey to ALLAH ki madad se kar sakta hay masla yhi hay k har koi chahta nhi :)


maira matlab ye k bohat se logon k paas ye azeem hunar hay par wo isse ache maqsad k liye istamal nhi kartey
ghalat tarz pe le jaatey hain
anywayz nice reply

haan bilkul sahi kaha apne waisa hi haal aalimo ka bhi hai ilm to sikh lete hain sab jaan to lete hain lekin jab ilm ajaye usko apne mufad k liye istemal karte hain aur deen ko galat raah par le jaate hain
Allah hame ilm de nafe ilm de jisse sabhi ko faida ho aur akhirat k liye najat ka sabab bane Aameen :)
AAMEEN SUM AAMEEN
jee bilkul aaj logon k paas ilm hay par wo ba amal nhi hain



aap se kis ne kaha k aap shayer nhi :-?
agar shayer na hote to is thread may thori hotey :p

hame to aisa hunar nahi na k kisko bewaqoof bana den :p
is amr ne hame kaha k Nasir shayad ap shayar nahi ho
hosakta hai is tarah k shayar nahi honge isliye shayad is thread me hain :)
aur ye to khaas taur par annu ki maherbani hai jo inhone hame yahan dawat diye aur apka bhi shukriya ke itne ahem sawal puch rahe hain :)

hahaha arre nhi nhi aap se ye sawal is liye poocha k aap bhi aik shayer ho behtar jawab daite is sawal ka aur main ye daikhna chahti thi k waqe hi ye sach hay ya sirf maira zaati andaza hay :)q k shayer haqeeqat ko ziada qareeb se daikhne ki salahiat rakhtey hain deeply sochtey hain ye alag baat hay k kuch haqeeqat pasand bantey hain aur kuch jaantey hue bhi haqeeqat ko jhutlaatey hain



agla sawal

aaj k nojawan shayron k naam koi eham paigham ??

yehi ke apne sheron me jis tarah se ham wazan ko talash karte hain waise hi ham ye bhi koshish karen ke isme haq baten hi shamil karen :)


aap k khayal may aaj k shayron ki soch may kisi cheez ki kami hay agar hay to kia?


kami to har kisi me hai pehle ke shayaron me bhi thi aur aj bhi hai haan bohot kam hote hain jo iski nishan dahi karte hain

aaj k shayaron me jahan tak hamne gaur kiya jisme ham khud bhi shamil hain wo ye ke ham shayari karte huye kabhi haqeeqat ke bahar chale jate hain aur kabhi aisi galtian kardete hain jo shar'ee taur par bhi sahi nahi hoti to hame qusoosan iska khayal rakhna chahiye :)

MASHAALLAH perfect answer :-bd



afwan
marhaban :p bas g maza aaying na aap se debate karne may :p chlain is tajweez par ghaur kartey hain :-?

haan ji zaroor is tajweez par gaur karen barahe karam /:)

har koi azeem kaam karna chahey to ALLAH ki madad se kar sakta hay masla yhi hay k har koi chahta nhi :)

bilkul behna
Allah hamari behna ko koi azeem kaam ki taufeeq de Aameen
ab azeem kaam aap kya karsakte ho sochne den {(thinkg)}


AAMEEN SUM AAMEEN

:)

jee bilkul aaj logon k paas ilm hay par wo ba amal nhi hain

tabhi to itne ekhtelafat hote hain har mamle me

hahaha arre nhi nhi aap se ye sawal is liye poocha k aap bhi aik shayer ho behtar jawab daite is sawal ka aur main ye daikhna chahti thi k waqe hi ye sach hay ya sirf maira zaati andaza hay :)q k shayer haqeeqat ko ziada qareeb se daikhne ki salahiat rakhtey hain deeply sochtey hain ye alag baat hay k kuch haqeeqat pasand bantey hain aur kuch jaantey hue bhi haqeeqat ko jhutlaatey hain

jee sahi kaha apne
aur sirf apki zaati soch nahi balke aisa hai
kyun shayar jab kisi mauzu par apna qalam uthata hai to uski gehrayi tak ja


agla sawal

aaj k nojawan shayron k naam koi eham paigham ??

yehi ke apne sheron me jis tarah se ham wazan ko talash karte hain waise hi ham ye bhi koshish karen ke isme haq baten hi shamil karen :)


aap k khayal may aaj k shayron ki soch may kisi cheez ki kami hay agar hay to kia?
kami to har kisi me hai pehle ke shayaron me bhi thi aur aj bhi hai haan bohot kam hote hain jo iski nishan dahi karte hain

aaj k shayaron me jahan tak hamne gaur kiya jisme ham khud bhi shamil hain wo ye ke ham shayari karte huye kabhi haqeeqat ke bahar chale jate hain aur kabhi aisi galtian kardete hain jo shar'ee taur par bhi sahi nahi hoti to hame qusoosan iska khayal rakhna chahiye :)

MASHAALLAH perfect answer :-bd

shukran :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
nasir bhai..kahan gum gye????{(thinkg)}
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
nice thread Anaaya....
TM shayari maen aap ne mashaAllah bohat achhe silsile ka aghaaz kya hai... well done for it...

and nice replies Nasir bhai, mashaAllah aap ka bhee shaer-o-shayari se acha khasa lagao hae, well done for it....

and in last sorry to both of you for this such late...
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
nice thread Anaaya....
TM shayari maen aap ne mashaAllah bohat achhe silsile ka aghaaz kya hai... well done for it...

and nice replies Nasir bhai, mashaAllah aap ka bhee shaer-o-shayari se acha khasa lagao hae, well done for it....

and in last sorry to both of you for this such late...

bohot bohot shukriya janab :)
haan acha khasa lagao to hogaya hai aur ye din ba din badhta hi jaa raha hai

Jazakallah khair
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
aray savio bro sawal aapse kye gaye hain per javab dene ke lye to mashriqi larkay ko hi bola gaya haina
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
2 . ksi sher ka pahla bundh qaafia aur doosra bundh kia kahlata hai ?

janab agar ghazal likh rahe hain to phir har qaafia ki last line Radeef hogi :)

is sawal ki muje smjh nhi aayi..{(thinkg)}
mere khayal me sawal ye hona chaheye tha k ghazal ka pehla shair to matla hota hai last kon sa hota hai? jise maqta kehte hain..hai na..
shair k to dono misre hi hote hain na...wese ye qafia to ghazal me aane wale hum'awaz or hum'wazn alfaz hote hain jo shair k radeef se pehle aate hain or radeef qafia k bad bar bar aane wala lazf hota hai..kya khayal hai ap ka?

jee bilkul sahi kaha apne
mohdbinqasim ko phr se madrasa me dakhila dilana hoga /:)
 
Top