Urs,mela+qabaron Ki Zyarat|in The Light Of Islam|

  • Work-from-home

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Akhlaq ka taqaza ye nahi ha k pehlay to aap main se koi aik b mery baton ka jawab denay par amada nahi tha,aur ab aap sab ne aik dam se mil kar aik aisay aadmi par hamla kar diya ha k jo mobile se ha aur usskay browser main aj kal koi masla b ha k kal pooray din main ma siraf aik(iss thread wali) post he kar saka hoon aur wo b mujhe 4 dafa likhni parri thee,phir aapear hui,
aap sab ne itni lambi lambi posts keen,magar meray asal point ko ya to samjhay nahi ya phir jan bojh kar gol kar rahay hain,
TV ma b dekhta hoon lekon koshish karta hoon k siraf achi chezain dekhun aur internet ka b acha istamal karnay ke koshish karta hoon,
mera asal point ye ha k agar koi aisay kam se mana ho jae k jis se usska maslak ussay mana kar raha ha lekon uss kam se mana na ho k jis se deen mana kar raha ha to ye b jahalat ha,jaisay k ma ne aik masaal dee thee k aik shakhs ne kaha k ma falan maslak se hoon iss lie ma naat nahi sunta,lekon ussi waqt wo gaanay sunnay lag parra,
iss tarha mujhe meray aik aziz ne ye waqia sunaya k aik din wo apnay computer pe naat sun raha tha k usska aik aisa dost wahan aaya jo uss maslak se tualaq rakhta tha k jo naatain nahi suntay,uss ne aatay he kaha "yar ye buri c naat band karo aur acha sa gana laga do" (toba)
meray pass aap sab ke aik aik bat ka jawab ha magar aap logon ne ye bata kar mujhe dukhi kar diya ha k aap mery posts ko parray baghair he replies kartay rahay,ma jab se yahan aaya hoon mujhe issi qisam k rawayay ka samna ha k log mery posts ko parhtay nahi aur siraf ye soch kar ragra laganay ke koshish kartay hain k ye hamaray mukhalif maslak ka ha,
ab ma itni mehnat k bad aap sab ke aik aik bat ka jawab doon magar aap 2 din bad kahain k hum to aapke post parhay baghair he replies kartay rahay hain,to phir mery sari mehnat he bekar jae gee aur aapka ghair sanjeeda rawayya mujhe dil bardashta b kar day ga,
so ma ab mazeed yahan apna waqt zaya nahi karun ga aur koshish karun ga k kuch din bad aik alag thread laga kar apnay points paish karoon,
aap sab ka boht boht shukria...
Kis nay kaha naat sun na gunnah hai han Shirkiyaa naatien sun na gunnah hai Shirk hai Biddat hai ... Hum Sab Naatien suntay hain Allhamdullilah lekin Jis mien koi shirk na ho wohi suntay hain , jis mien koi bidat na ho wohi suntay hain ..... And i think Abidi bhai aap jo natien suntay hain woh shirk se bhari huwi hoti hain Per aap loug maantay nhn ke shirkiya lafz hain per asil mien woh shirkiya lafz hi hotay hain ... Shirk ki Himayat karna bhi shirk hi huwa dear ...
InshaAllah Mien Aap kay liye Achi si naatain Shirk se Pak Upload bhi karunga aap sun lena Aur phr batana ... JazakaALlah
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
ook Mohsin bhai ayenda khayal krunga ke sirf Mohsin bhai hi kahun apko yeh bat maine b abi hi note ki ke sahaba kehna waqi main thik nhi
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Ma yahan siraf @kool~nomi bro ke bat ka jawab day raha hoon taa k unko gila na rahay,lekon ma iss k bad yahan bilkul b post nahi karun ga kiounkay jab khud he sab maan chukay hain mery posts ko parhtay he nahi to phir kia faida,kioun k agar baqi sab parhain b lekon reply karnay wala parhay baghair he post kar day to iss se ziada ghalt bat kia ho sakti ha,
nomi bro,ma aapke share ke gai ahadees se bilkul inkar nahi karta,aur koi b agar yahan Qurani Ayat ya ahadees paish karta ha to ma iss tarha nahi kehta jaisay k @Fahadd bro ne iss thread k post#120 main kaha ha k(ye jo Quran sunatay hain wo b ghalt ha aur jo ahadees sunatay hain wo b ghalt ha)
pehlay he apni niyyat bata detay hain aur taqaza b kartay hain,ma fahad bhai ke tarah nahi bolon ga, agar ikhtalaf hota ha to tarjumay ya mafhoom pe hota ha,kioun k aj kal ye hota ha k ahadees se apni marzi k mafhoom nikalay jatay,lekon aap ne jo ahadees ka mafhoom paish kiya ha uss par ma abi koi comments nahi karoon ga,jab tak ma uss hawalay se khud mutalia na kar loon ya koi confirmation na hasil kar loon,
haan ma itna zarur kahoon ga k aap bar bar mandron ka hawala detay hue ye bhool jatay hain k Islam main ghair muslamon ke abadat gahon k ahtaram ka hukam diya gaya ha,iss lie muslim hukmran b unke abadat gahon ko nuqsan nahi pohnchatay thay,magar mazarat k hawalay se aap ne khud wo ahadees share ke hain k jinka aapkay nazdeek ye mafhoom banta ha k mazarat gira diyay jaen,to phir shuru se kisi ne in ahadees par amal karnay ke koshish kioun nahi ke aur aap khud b in ahadees par amal karnay ke koshish kioun nahi kartay?
Ye har surat main mery yahan last post ha,chahay mujhe kafir he kioun na qarar diya jae aur yar logon se aisa baeed b nahi k jo mery posts ko parhay baghair he fiqray kasstay rahay aur mazaq banatay rahay,
jatay jatay ye yad kara doon k naat parhna Hazrat Hassan bin sabit ke sunnat ha,aur akhir pe Allama Iqbal ka shaer duhranay ko dil karta ha,
"biyaan main nukta'e toheed aa to sakta ha
teray dimagh main but khana ho to kia kahiyay"

Abidi Bhai Mujhay aap se yeh umeed nhn thi dear Afsos horaha hai boht mujhay Yeh rahi @Fahadd Bhai ki post
aap khud padhain aur batayein kay fahadd nay aisa kab kaha hai aap us ki poori baat lene ke bajaye sirf aik line le rahay ho haalankay us ki poori post jab idher post karogay tab hi sab ko uska matlab samajh ayega

Fahadd Bhai Ki Post <<<<<< ((((((yani inki soch kuch is tarha se hoti hai ke jo hum soch rhe hain or jo hum kar rhe hain bas woh sahi hai chahen Quran o hadees se sabit ho ya na ho lekin jo Quran yeh log suna rhe hain woh b ghalat hai or jo ahadeesen yeh log suna rhe hain woh b ghalat hai yaqin nhi to ap Quran o hadees se mukhalif amal karne wale kisi b insaan ko samjha ker dekh li jiyega)))))))))) Yeh Baat unho Nay Kahi Hai Un logo Kay liye jo Quran Wa hadees Kay Khilaaf Jaatay hain aur Mazaron aur Udhar jo shirk kartay hain Un kay baaray mien kahi hai aap kiun aitraaz kar rahay ho kiya aap bhi un logo mien shaamil ho Jo yeh shirk kartay hain Aur us ko sawab samjhtay hain ?
 

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Ma yahan siraf @kool~nomi bro ke bat ka jawab day raha hoon taa k unko gila na rahay,lekon ma iss k bad yahan bilkul b post nahi karun ga kiounkay jab khud he sab maan chukay hain mery posts ko parhtay he nahi to phir kia faida,kioun k agar baqi sab parhain b lekon reply karnay wala parhay baghair he post kar day to iss se ziada ghalt bat kia ho sakti ha,
nomi bro,ma aapke share ke gai ahadees se bilkul inkar nahi karta,aur koi b agar yahan Qurani Ayat ya ahadees paish karta ha to ma iss tarha nahi kehta jaisay k @Fahadd bro ne iss thread k post#120 main kaha ha k(ye jo Quran sunatay hain wo b ghalt ha aur jo ahadees sunatay hain wo b ghalt ha)
pehlay he apni niyyat bata detay hain aur taqaza b kartay hain,ma fahad bhai ke tarah nahi bolon ga, agar ikhtalaf hota ha to tarjumay ya mafhoom pe hota ha,kioun k aj kal ye hota ha k ahadees se apni marzi k mafhoom nikalay jatay,lekon aap ne jo ahadees ka mafhoom paish kiya ha uss par ma abi koi comments nahi karoon ga,jab tak ma uss hawalay se khud mutalia na kar loon ya koi confirmation na hasil kar loon,
haan ma itna zarur kahoon ga k aap bar bar mandron ka hawala detay hue ye bhool jatay hain k Islam main ghair muslamon ke abadat gahon k ahtaram ka hukam diya gaya ha,iss lie muslim hukmran b unke abadat gahon ko nuqsan nahi pohnchatay thay,magar mazarat k hawalay se aap ne khud wo ahadees share ke hain k jinka aapkay nazdeek ye mafhoom banta ha k mazarat gira diyay jaen,to phir shuru se kisi ne in ahadees par amal karnay ke koshish kioun nahi ke aur aap khud b in ahadees par amal karnay ke koshish kioun nahi kartay?
Ye har surat main mery yahan last post ha,chahay mujhe kafir he kioun na qarar diya jae aur yar logon se aisa baeed b nahi k jo mery posts ko parhay baghair he fiqray kasstay rahay aur mazaq banatay rahay,
jatay jatay ye yad kara doon k naat parhna Hazrat Hassan bin sabit ke sunnat ha,aur akhir pe Allama Iqbal ka shaer duhranay ko dil karta ha,
"biyaan main nukta'e toheed aa to sakta ha
teray dimagh main but khana ho to kia kahiyay"
Janab Abidi Bhai Agar aap in ahaadees se inkaar nhn kartay toh aap In Shirkiya jaghon per jaatay kiun ho phr ?Theek hai aap Sajday nhn kartay aap un se duyien nhn maangtay per wahan dusre loug shirk kartay hain is liye woh shirkiya jagah hogayi toh in shirkiyan jaghon se kay shar se bhi door rehna chaye mere bhai ....
aur aap jo bar bar apnay qissay sunatay hain dear toh jin kay aap qissay sunatay hain woh unka zaati amal hai humien unse koi lena dena nhn hai her kisi ko apni qabar churaani hai aur humien apni Jo bhi koi gunnah kar raha hai woh apnay gunnah badha raha hai aap yeh dekho kay hum kiya kar rahay hain bas , aap jab un logo se milo jin kay aap kissay sunatay hain un ko jakar aap kehna kay yeh gunnah aap kartay ho yeh woh ok dear ... Baaki fahad bro ki baat ko mene clear kardiya hai alag post mien ... Baahi Mazaaaraat giraanay wala amal itna asaan nhn hai aur yeh mazar hain badi badi imaraton jaisii koi chota sa khilona nhn kay hum jayein aur gira kay ajayein :eek: hum toh chahtay hain in shirk ki jadon ko giraadain but in per hukumat ka kabza hai hukumat and bado bado ka hath hai so hum in sab cheezon ko dil mien toh bura samajh rahay hain aur shirk karnay walon ki taadaad Quran Wa Hadees per amal karnay walon se ziyada hai jis din SAchay Shirk Se Paak Sachay Islam Kay mujahido ki taaadaad badh gayi na mere bhai toh us din aap dekhna aik bhi shirkiyaa jaga ka wujuud aap ko nhn milega inshaAllah
Aur bhai aap jo bata rahay ho na naatien saabit hain hazrat hassan bin saabit se toh bhai un ki hadees idher post karo aur saabit karo ke woh shirkiya naaton ki hadees hai :) ...
Aap meri yeh thread toh visit karo bhai aap aaye hi nhn please aik bar visit karkay apna reply de dain ...
http://www.tafreehmella.com/threads/mazaron-per-allah-kay-naam-ki-nazro-niyaz-kheraat-please-must-read.210371/#post-1856523

JazakaAllah Khair[DOUBLEPOST=1355687236][/DOUBLEPOST]
Akhlaq ka taqaza ye nahi ha k pehlay to aap main se koi aik b mery baton ka jawab denay par amada nahi tha,aur ab aap sab ne aik dam se mil kar aik aisay aadmi par hamla kar diya ha k jo mobile se ha aur usskay browser main aj kal koi masla b ha k kal pooray din main ma siraf aik(iss thread wali) post he kar saka hoon aur wo b mujhe 4 dafa likhni parri thee,phir aapear hui,
aap sab ne itni lambi lambi posts keen,magar meray asal point ko ya to samjhay nahi ya phir jan bojh kar gol kar rahay hain,
TV ma b dekhta hoon lekon koshish karta hoon k siraf achi chezain dekhun aur internet ka b acha istamal karnay ke koshish karta hoon,
mera asal point ye ha k agar koi aisay kam se mana ho jae k jis se usska maslak ussay mana kar raha ha lekon uss kam se mana na ho k jis se deen mana kar raha ha to ye b jahalat ha,jaisay k ma ne aik masaal dee thee k aik shakhs ne kaha k ma falan maslak se hoon iss lie ma naat nahi sunta,lekon ussi waqt wo gaanay sunnay lag parra,
iss tarha mujhe meray aik aziz ne ye waqia sunaya k aik din wo apnay computer pe naat sun raha tha k usska aik aisa dost wahan aaya jo uss maslak se tualaq rakhta tha k jo naatain nahi suntay,uss ne aatay he kaha "yar ye buri c naat band karo aur acha sa gana laga do" (toba)
meray pass aap sab ke aik aik bat ka jawab ha magar aap logon ne ye bata kar mujhe dukhi kar diya ha k aap mery posts ko parray baghair he replies kartay rahay,ma jab se yahan aaya hoon mujhe issi qisam k rawayay ka samna ha k log mery posts ko parhtay nahi aur siraf ye soch kar ragra laganay ke koshish kartay hain k ye hamaray mukhalif maslak ka ha,
ab ma itni mehnat k bad aap sab ke aik aik bat ka jawab doon magar aap 2 din bad kahain k hum to aapke post parhay baghair he replies kartay rahay hain,to phir mery sari mehnat he bekar jae gee aur aapka ghair sanjeeda rawayya mujhe dil bardashta b kar day ga,
so ma ab mazeed yahan apna waqt zaya nahi karun ga aur koshish karun ga k kuch din bad aik alag thread laga kar apnay points paish karoon,
aap sab ka boht boht shukria...
ap muje batain ke Qabron ko mazbut banane ke hawalen se Qabron ko ibadatgah banane ke hawale se or Qabron per aurton ke mojod hone ke hawale se jo Rasool Allah ki ahadeesen mojod hain woh deen ka hissa nahi balke maslak ka hissa hain?
gana sunna to ghalat hai gunah hai jahalat hai lekin us larkay ne agar naaton ko chor ker gaana sunna pasand kya to usne gunah hi kya
lekin woh larka gaane sunne ke bajai apke hukm par sir jhuka ker naaten sun leta to kya woh sawab hojata?kya naaton ko b ap Quran o hadees se naik kaam sabit kar sakte ho? Ho Sakta hai aap ka dost shirkiya natain sun raha ho , Agar shirkiya naatain thi aur us ne band karayi toh theek kiya per gaanay laganay ka galat kiya ...
or muje yeh baat samjh nhi aati yeh jo aap waqiyaat sunate rehte hain na jane kis kis ke or un per yaqin b kar lete hain to apka imaan kya itna kamzur hai ke apko Quran pak ki ek ayat per yaqin nhi ho pata Rasool Allah ki ek hadees per yaqin nhi aa pata lekin yeh jo apke aziz doston ki tarf se bataye gaye waqiyaat hote hain ap in per foren yaqin kar ke yahan mention kr dete ho?
mere bhai Quran o hadees Haq hai or Haq ko tasleem karen or is baat ko b tasleem karen ke apke pas aisi ek ayat b nhi aisi ek hadees b nhi jo yeh sabit kar de ke mazaraat ko banana mazaraat per ibadat karna mazaraat per aurton ko le jana ghalt nhi balke sawab hai
 
Top