Pari Collection

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
safar mein aane wali her azyet farz karte hain
chalo kuch duur yunhi rafaqat farz karte hain
dil e betaab ko jo mutmain kar de judai per
teri janib se ek aisee wazahat farz karte hain
wahin shahyad koi rasta nikal ata kahani mein
jahan se hum tere kehne mein hijrat farz karte hain
yh tere qurb mein kis narsai ki shabat hai
k jaise hum mohabbat ko mohabbat farz karte hain
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
yh din yh raat yh lamhe achay lagte hain
tumhain sochun tou sare silsilay achay lagte hain
bohat duur tak chalna phr bhe wahin rehna
mujhe tum se tumhain tak k faasle achay lagte hain
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
MEIN MOHABBAT BARAY IBADAT KARUN
ay khuda honsla kuch aisa de mujhe
dushmunoo k liay muskuraya karun!

dosti mein jafa ka gila na karun
dostun se wafain nibhaya karun1

sukh zara bhe mile tou yaad rakhun usse
dukh bare se bare bhool jaya karun!

un k paoun tale garam sehraiun mein
apne jazbun ki khunki bichaya karun!

chand jis raat chamk na un k nagar
apne ashkun se deep jalaya karun!

mein mohabbat baray ibadat karun
koi shikwa na un se khuda ya karu..
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
usko chaha tha bhulana tou bhula bhe na saki
daag-e-dil apna zamane ko dikha bhe na saki

ek janat jo khayalun mein basi thi mere
khoobiyan is ki zamane ko bata bhe na saki

ek saya tha jise choo bhe nahi sakti thi
ek khaka tha jis ko mein bana bhe na saki

mere aishaar ki thakleeq ka bayis wohi thi
jab wo aya tou ghazal usko suna bhe na saki

kis ki ahat se machi dil mein yh halchal
ek jhonka tha hawa ka jise mein pa bhe na saki
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hun ajeeb kashmash mein hoi zindagi parai
mere pass teri yaadein tere pass bewafai

mere il ko tuunee cheena meri preet jag ne luti
mera dil bhe hai parya meri preet bhe parai

tujhe khoab hi mein dekhun yhe bharam bhe ajj toota
tere khoab kaise dekhun mujhe neend bhe na ayi

hun ajeeb
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
bara khatan hai yhe rasta jo aasako tou sath do
yhe zindagi ka fasla mita sako tou sath do!

bare fareeb khao ge bare sitam uthao ge
yh umer ka fasla mita sako tou sath do!

jo tum kaho yh dil tou kia mein apni jaan bicha dun
jo mein kahun tou bas ek naza jo luta sako tou sath do

hazroon imthaan hazroon aazmiyaishan hain
hazroon dukh hazrooun gham jo utha sako tou sath do!

 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
A beautyful poem by mohsin naqvi...


Main nay iss toor say chaha tujhay aksar jana'n!
jaisay mehtab ko bay antt samandar chahay !!
jaisay sooraj ki kiran seep k DIL main utray
jaisay khushboo ko hawa rang say hat ker chahaay


jaisay pathar k kalaijay say kiran pothtee hay
jaisay gunchay khulay musam say hina mangtay hain
jaisay khabou'n main khayalou'n ki kama'n toot tee hay
jaisay barish ki DUA aabla paa mangtay hain !!


maira har khab mairay sach ki gawahi day ga
wusat_e_deed nay tujh say tairee khahish ki hay
mairee sochoun main kabhi daikh sarapa apna !
main nay duniya say alag tairee parastish ki hay


khahish_e_deed ka musam kabhi dundhla jo hua
nooch dali hain zamanoun ki naqabain main nay
tairee palkoun pay utartee hoie subhoun k liye
tood dali hain sitaroun ki tanabain main nay !



Main nay chaha tairay husn ki gulzar fiza !
mairee ghazloun ki qataroun say dakhaktee jaye
main nay chaha k mairay fan k gulsita'n ki bahar
tairee aankhoun k gulaboun say mahaktee jaye


tay to ye tha k sajata rahay lafzoun k kanwal
mairay khamosh khayaloun main takalum taira
raqs kerta rahay bherta rahay khushboo ka khumar
mairee khahish k jazeeroun main tabasum taira


tu magar ajnabi mahool ki perwerda kiran !!
mairee bhujhtee hoie ratoun ko sehar kar na saki
tairee sansoun main maseehaie thee lekin tu bhi
chara_e_zakhm_e_deeda_e_tar kar na saki !!


tujh ko ahsas hi kab hay k kisi dard ka dagh
Aankh say dil main utar jaye to kiya hota hay ?
tu k seemab tabiyat hay tujhay kiya maloom ??
musam_e_hijr tahar jaye to kiya hota hay ??


Tu nay uss moor pay toda hay taluq k jaha'n
daikh sakta nahin koie bhi palay ker jana'n

abb ye alam ha k aankhain jo khulai'n ge apnee
yaad aye ga tairee deed ka manzar jana'n !!!

mujh say mangay ga tairay ahed_e_muhubat ka hisab
tairay hijra'n ka dahkta hua mahshar jana'n

yooun mairay dil k barabar taira gham aya hay
k jaisay shheshay k muqabil pathar jana'n !!

jaisay mahtab ko bay antt samandar chahay
main nay iss toor say chaha tujhay aksar jana'n
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
khushun ki ek tahreer!

bohat tareek jungle mein

samatee roshni mein ne

bohat gumnaam rastun se

utha li zindagi mein ne

bohat khamosh loogun se

suni hai unkahi mein ne

bohat mushkil zamne se

rakhi hai dosti mein ne
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
ugharay howay loogun se gurazan na howa kar
halaat ki qabrun k yhe kutbay bhe paraha kar

her waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de
tanhai k lamhun mein kabhe ro bhe lia kar

is shaks k tum se bhe marasam tou hun ge
wo jhut na bole ga mere samne aakar

wo ajj bhe sadyun ki musafat pe khara hai
dhunda tha jise waqt ki deewar gira kar
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Ankhen to pyaar mein dil ki zuban hoti hai
sachi chahat tau sada bezuban hoti hai
pyaar mein dard bhi mile to kya ghabrana
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....!
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hum k chehray pe na laay kabhe weerani ko
kia yhe kafi nahi zalim teri hayrani ko

kar-e- farhad se yhe kam tu nahi jo hum ne
ankh se dil ki taraf moor dia pani ko

sheesha-e-shok pe tou sang-e-mumlamat na gira
aks kalring hi kafi hai giran jani ko

tu ruke yh na ruke faisla tuj pe chora
dil ne dar khool diye teri asani ko
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
kia baat hai jis ka gham bohat hai
kuch din se yhe ankh nam bohat hai

mill leti hai guftugu kia haad tak
itna hi tera karam bohat hai

ghar aap ki jagmaga uthay ga
dehleez pe ek qadam hi bohat hai

mill jay agar teri rafaqat
muj ko toh yahi janab bohat hai

kiun bujhne lage chiragh mere
ab k toh hawa bhe kam hai

chup kiun tujhe lag gai
sunte thay k tuj mein dam bohat hai
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
barsoon k baad dekha ek shaks dil ruba sa
ab zahan mein nahi hai per naam tha bhala sa
abroo khiche khiche se,ankhin jhuki jhuki see
batein ruki ruki see,lajha thaka thaka sa
alfaaz k thay jugnoo,awaz k safar mein
ban jay junglo mein jistra rasta sa
khoabon mein khoab usk,yaadun mein yad uski
neendun mein ghul gaya ho jaise k raat jaga sa
pehle bhe loog kitne hi zindagi mein
wo har tra se lakin aurun se tha juda sa
kuch yhe k mudatun se hum bhe nahi thay rooay
kuch zaher mein bujha tha ahbab ka dilasa
phir yun k sawan ankhun mein abase
phir yun howa k jaise dil bhe tha abla pa sa
ab sach kahin toh yaarun,humko khabar nahi thi
ban jay ga qaymat ik waqiya zara sa
tawar thay berukhi k andaaz disti ka
wo ajnabi tha lakin lagta tha aashana sa
hum dasht thay k daryahum zaher thay k imrat
nahaq thay zaym humkojab wo nahi tha pyasa
hum ne usse dekha kal shaam itfaqan
apna bhe haal hai ab loogun FARAZ ka sa
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
jo achi cheez hoti hai ,wo aksar kho bhe jati hai
kabhe koi angothi ,jo nishani hoti hai "uski"
makeen hota hai jo dil mein
kahin goom ho hi jati hai
kabhe guldan laataay hain bare hi shol se ghar mein
wo anjane mein
mamoli se ek thokar se aksar toot jata hai
bare hi chao se,le aate hain koi naya malboos
apne chahne wale ka
iaka koi hisa jal hi jata hai
wohi,jisk liay raaton mein jagaain
aur din mein khoab dekhin jisk
jo ankhun mein basta hai
isee apna bna k koi dooja le hi jata hai
na jane kaise kaise khoab apne toot jate hain
toh jana!isqadar tum pyar karna chor do muj ko
mujhe dharka laga rehta hai her lamhe
jo achi cheez hoti hai wo aksar kho bhe jati hai
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
iss qadar gor se uss shakas ko dekha na karo
wo bhare ghar ka aadi hai usse tanha na karo
shor mein dab na rah jay tumhari awaz
shahr mein agar khao zakham toh chikha na karo
gar wo aadi na raha dhoop na seh pay ga
chand lamhun ka kisee shaks pe saya na karo
dostoon ne jo diay hain tumhain palkun k liay
aisee moti ser-e-mehfil toh lutaya na karo
zard chehray per jo ghazay ka gulabi pan hai
bheegi ankhoon se tum isko rang ko ruswa na karo
sookhay paatun ki sadaoun se karo samjhota
waqt se pehle bahroun ki tamana na karo
mand par jay HUMERA na damak chehroon ki
pichlay khoaboun ko ser-e-bazm sunaya na karo
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
kisee k zikar ka jab hum irada rakhtay hain
toh hassne wale bhe aansoo zaida rakhtay hain
jo apne gulshan -e-hasti se phool chunte rahay
lahu mein aage ki gardish zaida rakhtay hain
hamesha rahtay hain khush poosh uski yaadon se
hum eihal-e-ishq mahakta libada rakhtay hain
sitarawar sajatay hain ashq ankhun mein
hunar yhe khak nashee kuch zaida rakhaty hain
jo chahay aay mohabbat k phool le jay
hum aihal-e-khair bohat dil koshida rakhatay hain
wo inqlaab jo uthtay hain in nighaoun se
humare dil se taluq zaida rakhaty hain
wafa ki rah mein dhoka howa jo phir ADIL
toh wapasi ka musafi irada rakhatay hain
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
kya zamee,kia aasmaan,kuch bhe nahi
hum na hun toh yhe jahan ,kuch bhe nahi
deeda-o-dil ki rafaqat k bighar
fasal-e-gul ho yh khiza,kuch bhe nahi
pathroon mein,ab hum bhe phatar ho gay
ab gham-e-sood-o-zia kuch bhe nahi
kia qayamat hai apne shahar mein
aitbaar -e-jism-o-jaan,kuch bhe nahi
ek ahsaas-e-mohabbat k siwa
hisal-e-umar-e-rawan kuch bhe nahi
kaise kaise sir koshida loog thay
jin ka ab naam o nishaan kuch bhe nahi
koi moozu sukhan hi jab na ho
sirf andaaz-e-biyan kuch bhe nahi
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
muj se mill kar juda na ho jay
phir koi hadsa na ho jay
her sitam inka seh raha hun magar
ab yhe rasm-e-wafa na ho jay
hasa aur hass k qatal kar dena
khas inki ada na ho jay
zulm se kaise rookin inko hum
dar yhe hai k wo khafa na ho jay
durri kar de na kam mohabbat ko
namuwaqif fiza na ho jay
zindagi thi mohaal pehle hi
wo sitamger khuda na ho jay
rah ro hoisyaar rehna tum
rahzan rahnuma na ho jay
jurm nakarda bhe hai jurm waheed
dekh tuj ko saza na hi jay
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
mein sumandarun ka mizaj hun abhe is nadi ko pata nahi
sabhi naadiyan muj se milen magar mein kisee se ja kar mila nahi

mere dil ki simat na dekh tu kisee aur ka yhe maqaam hai
yahan iski yaadein muqeem hain yhe kisee ko mein ne dia nahi

mere dil ko khushboo se bhar gaya wo qareeb se yun guzar gaya
wo meri nazar mein toh phool hai usse kia laga mein pata nahi

yhe muqadrun ki likhawatin jo chamak gain wo phari gain
jo mere qalam se likha gaya usse kiun kisee ne phara nahi?

yhe BADAR ab bhe sawaal hai k berukhi hai k pyar hai
kabhe pass is k gaya nahi kabhe durr uss se raha nahi
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
phir chand nikla,phir raat thami
phir dil ne kaha haan uski kami
phir yaad k jhonkay mahak gay
phir pagal armaan bahak gay
phir janat se lagi yhe zamee
phir dil ne kaha haan uski kami
phir jagi jagi si raatein
phir guzre lamhun ki baatein
phir thar gai palko pe nami
phir dil ne haan uski kami........
 
Top