NeW PrOvInCeS...!!!

  • Work-from-home

kya new PrOviNces bane cahiye ?

  • YeS

    Votes: 5 29.4%
  • nO

    Votes: 12 70.6%

  • Total voters
    17

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK

karachi sary sindh ko khilata he to is py sindh ko asharm ni aani chahy...?

aur aap ko sharm ni aani chahy k aap janoobi punjab ka kha rahy ho , bs bolny wala sharm kry k Q bola...?

kuch to sharm kro muft khoro , yahan humary haan Roads ni he tum log chok py croron k fwary bna rahy ho.

yahan logon ko buniyadi zaroortain poori ni ho rahi wahan aiyashian jari hain...

aur yaad aaya aap wohi hain na jo aik Alim(Dr Zakir Naik) ki videos k is liy khilaf thy k aap sunni ho..?

yahan tqseem nazar ni aai ? ap k munh se acha ni lg raha mil bethny ki bat , aap to kahain k hum khain aap bhugto..

aur dhetai ki had dekho , mazy se keh rahy hain k karachi b to khila raha he , tum b khilao , Q k khany waly jo aap log ho , to aap k to mazy lagy huy hain , had hoti he yaar..

aur yeh drama bnd kro k alg sooba , ye tum logon ki soch aur emmotional black mailing he..
Jis lehje mein abhi yeh guftugoo ki gaiy hai mein is lehje mein jawab nahin dena chahta kyunke mera kirdar aisa nahin
bhai aapke liye shaayd mere liuye bhi sab ke liye hi behetter hoga ke now dont reply to me warna.........{(nix)}
 
  • Like
Reactions: Abgeene

nrbhayo

Newbie
Nov 23, 2009
111,082
9,732
0
mhhmmmm nhi i samjh.... {(nea)}
khair.... tum bana lo sooba...
wesay aik baat to batao yaar.... yeh Kalabagh deam kiyn nahi bannay detay Sindh walay ? {(thinkg)}

yeh kisi sindhi se poocho bhai. un k kuch to tahfofzat hoon gy , ab to khaiber pakhton khawa waly b mukhalft krty hain..

jo b ho , sb ko aitmad me ly kr bnana chahy , koi khud ko All n All na samjhy mulk ka.
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
agr aaj aap soba ni dain gy to kal log alg mlk mangain gy.. aur Adhy se ziada tarki yafta mulk bewaqoof ni hain k USA k 52 , india k near 30 sooby hain..new sooby se mulk mazboot hoga , aur taqtwar bary soobon ki blackmailing khatm hogi , punjab b aik sooba he mgr wo khud ko pakistan ka baap samjhta he , Q k jis ny punjab me ziada seat li wo mulk py hakoomt bna leta he , ye black mailing ab na sirf dosrry sooby ki brdasht se bahir ja rahi h , balky khud punjab me aik sath do mukhtalif soobon ki tahreek chal rahi he.bary units controlable i hoty. is liy choty units hony chahain taky wafaq mazboot ho..aur aap ny jo ye black mailing shoro kr rahi he k akistan ki salmiyt ko khatra he to iski zara wazaht b krain k sooba bnny se pakistan ki salmiyt ko khatra Q he..?aur agr sooba itna hi khatr naak hota he to tmam soobon ko khatm kr k mazboot se mazboot tr one unit pakistan bnany k bary me kea khiyal he..?
Mr. NrByAyo First Let mE ClEar U OnE Thin..! Aap kEh rahy hain main aisE baat kEr K Black Mailin kEr rahE hOn. why r U Usin thE wOrd Black Mailin for mE? R u considerin me Political agent of any party or enemy of Pakistan? I m also a Pakistani like U. I have same Patriotic emotions in my blood as u r illustratin. I m also expressin my views and feelings as Others and as well as you are expressin. We’ve equal right to share our feelings about Our country but aap k andaz se lag raha hay k aap Hum sab se zyda Pakistani hain aur sab se zyda Pakistan se Mohabbat kertay hain Jab K aap sirf apnay Area ko represent ker rahay hain. Ager aap is k haq main hain tu phir poray Pakistan ki baat keran na. aur main nay Pakistan ki baat ki the kise specific sobay ki nahi. Phir bhi ager aap Pakistan se sab se zyda Mohabbat rakhtay hain tu I respect your vision and devotion for Pakistan. But in return you should also give respect to other opinions cuz the topic which is under discussion is very crucial and sensitive n everyone has its own point of view so we should face criticism n conflicts.Ager Main aap ki baat se agree keron k Pakistan main Further Provincial division honi chahiye. Aur ho jata hay tu yah koi Pather pe lakeer nahi hay k Pakistan main tamam musail ka solution yahe hay. Ager aap india ki misaal day rahay hain tu yah bhi zehan main rakhen k wahan Elahadgi pasand tahreekain chal rahe hain. In my view sab se pahlay Leadership n system Change hona chahiye Jis nay Pakistan ki bunaidain Khokhali ker dean hain. Jab tak Naam nihaad Leadership Change nahi hote us waqat system main change ki koi umeed nahi aur ager system change nahi hota tu Pakistan main behteri ki koi umeed nahi chahay 100 sobay hi kyun na ban jain.
 
mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
NICE REPLY SISO NAVEED ABHI TAAK PAKA PAGHAL HO GIYA HO GA,,,,,, {(blame)}{(blame)}{(blame)}

Abgeene

TM Star
Jan 7, 2010
3,620
1,457
413
Usa

AgREed
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
I think ager new province k demand intezami hawale se to bohat acha hai bilkul theek hai per us ke peeche jo soch hai keh hamara leader ho soobe me hamari khud mukhtyari ho wafaq se koi order naaa aae yeah sooch ghalat hai..... Alag sooba banao zaroor banaooo per lisaniat ki bunyad pe nahi mulk ki taraki ki soch ko dimagh me jagah de ke ..... Apne mulk ke bhaioun se nafrat ker ke nahi balke sub se muhabbat ker ke....

Naveed bhai ager aap apni guzashista sari baaten aik baar perho to aap ko bhi andaaza ho keh hamari soch ka rukh kitna palat gaya hai is me aap ka kasoor ya ghalti nahi balke is me hamare mahool ke asraat hain jo sirf aap ko nahi her Pakistani ke dil me parwarish paa rahe hain.... Aur hamare politician hume lerwa ke apne maqasad poore ker rahe hain per kya kabhi kisi ne soocha hai keh Islam ke naam pe hasil kea jane wale mulk me kya larae Islam ke naam pe ho rahi hai kya hum sub woh he muslims hain jo 1947 me the kya hum ne zuban ki sooch pe aik hisa alag nahi ker dea in 1971 kya yeah bhi such nahi ke aaj bhi hamare country me bangla bolne waloun ki achi khasi aabadi hai.....

Hum sub aap ke khilaf nahi naveed bhai hum sub us soch ke khilaf hain jo mulk ko tor rahi hai aur yeah soch lisaniat yani apni zuban bolne waloun se muhabbat aur dosron se nafrat ka darsss deti hai.... Khudaaa ke lea khud ko pehchanooo tum sirayki nahi ho tum Pakistani ho... Jahan pe koi tumhe masjid jane se nahi rokta jahan pe koi tumhare behan beti ko burqa pehnane pe pabandi nahi lagata un ko uniform ke naam pe skirt nahi pehnata jahan pe koi tumhe is lea maleech neech jaat ka nahi bolta ke tum muslim ho.....

Aur rahi baat bure halat ki kachi roads ki pani bijli na hone ki to zara apne area se bahir niklooo aur poore mulk me nazar ghumaoo kya sub tumhe pareshan nazar nahi hum karachi me rehte hain in sub ki pareshani hume bhi hai lahore chale jaooo sub se zyada traffic hajooom wahan nazar aae ga peshawer chale jaoooo sub se zyada berozgari aur qudarati aafat se tung log nazar aaen ge quetta chale jao sub se zyada bad amnii wahan dikhe gi kya in sub jagah ka hal aik alag sooooba hai kya aap ko nahi lagta naveed bhai keh hamari sooch ko asal issue se haata ker is mulk ki dhajian urane ki koshish ki ja rahi hai..... Mere bhai asal masla hamari hakim hain aur us se bhi bari wajah hum khud hain

Humen apne diloun se zehar nikal ke sub ko Islam ke nazdeek lana ho ga ager hum sub ko nahi la sakte to kum uz kum apne doosto ehbab ko to raah dikha sakte hain un ke diloun se to is lisaniat ke zehar ko nikal sakte hain.....

Sooba zarooor ban na chahiye per zuban ke naam pe nahi kyon ke zuban ke naam pe bana hua sooba kal ko alag country ho ga aur ager aise he hota raha to woh din bhi door nahi jab hume phir se aik islami riyasat ki talaash ho gi......
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E

nice commnets shagird per me kuch batein yaha clear kerna chahta hun,

pakistan islam k nam per alag nai kia gaya tha, musalmano ki manority ko hindu majority se alag kerne k lie bana tha, ye do alag alag batein hain jo humare zehen me ek ghalat history bethi hui hai, islamic nizam to bht bad me laya gaya paksitan general zia-ul-haq k door me.

mene dekha hai k jab bhi koi lecture deta hai, about pakistan to wo yehi kehta hai k islam k nam per fata hone wala mulk hai pakistan hai to ye ghalat theory hai.

ager pakistan islamic riyasat banaya gaya hota to na yaha 1947 k zamane se fil industries hoti, na modern fashion hota, na yaha western dress pehney wale log hote, n na hi gher muslims ko itne hi right milte jitne muslim ko. ager ap logu ko islamic republic dekhna ho to go n see saudia arabia, jaha sharia ka sahi kanoon hai, jahan aurtein drive tak nia ker sakti, koi theatre nai hai. koi fashion nai hia, ager wo kahien hum islamic republic hai to baat samj me ati hai.

we r just like turkey, indonesia, bangladesh, iran, oman, UAE, yemen,Egypt .
jahan muslim majorities hai n musalman bhi rehte hain, per islamic rules n regulation itne nazar nai atey.sirf kuch part hi apply kia hai in countries ne. we r just like them per fark itna hai k hum log khud sab jantey hue bhi khud ko islamic republic smajhte hain,

hum log kyu zia-ul-haq sahab k banae jhoti bato ko hi history samjh lete hain?
jinho ne islam k naam per sare ghalat kam kie?
aj hum un k hi nakshey kadam per chal rahe hain.
hum khud ko islamic keh ker islamic bato per porey kyu nai utar rahe?
kyu islam ka naam le ker hum ghalat kam ker rahe hain?

mera matlab kehne ka ye hai na ye country islamic hai na yaha k log islamic hai, her jaga lot mar katlo gharat ho raha hai phir hum kehte hain hum islamic republic of paksitan hai ap logu ko nai lagta k hum islam ka naam is tarha le ker islam ki toheen ker rahe hain?

hum aj apni barbadi ko kehte hain k is ki waja deen se doori hai?
per shayad ap sab ye bhi jante hain k jab hum ae they n jo humare buzurg they wo itne religious nai they, i know us waqt jab bodhey log ho jate they tab hi namaz or deen ki taraf jatey they, per ab mashallah yound young larke islamic scholars shok se ban rahe hain.n abhi pakistan me pehle se zada religious time hai.thx to islamic scholars n islamic jamats k hum me pehle se zada religious hai ab.

phir aj kya kami hai hum me?

insaniyat ki, humne apne dilo ko nafrato me lapet lia hai, hum aj namaz to 5 waqt ki perne lage hain per dil hi saaf nai? pehle k log mushkil se hi 5 waqt ki namaz perte they, per sukoon me rehte they y? kyu k un k dil saaf they un k iradey pak they, aj hum bhi iradey bhi pak kerne hai dilo ko saaf bhi kerna hai, phir humari yehi 5 waqt ki namaz hume sahi sukoon degi, n then hum khul ker keh sakenge k we r a muslim nation.or tab hi hum ye kehte ache lagenge.

my point is simple n valid

jo reality hia wo face karo.
jo history hai wo samjho,
jo ghaltia hai usey sudharo,
un se mun mor ker hum ek acha civilized country kabhi bhi nia bana sakenge,

rahi bat islamic republic ki to yes hum musalman hai or hume chaiye k islam ko agey le ker chalein kyu k ye humara deen hai, hume islam per lerna nai chaiye (like aj kla ek firka dosre firke se ler raha hai n only in pakistan ye ho raha hai)

ye nai hona chaiye tu shia me sunni, me deobandi tu barelwi, tum ahle hadees tum maha jir me pathan tum saraiki me punjabi, what is this? n then u call it islamic country?

yaaro jago, pehle insaniyat jagao phir islam ko sahi tarha samjhogey.
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~
Top