Mujhe jawab chaiye nahi tu

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aur wesay mein soch raha tha k pata nahi kion aaj kal sab hi k dimagh mein shadi k topics kion aarahay hein. warna mere saath pehlay tu aesa nahi huwa kuch dino se jab falton beth ta hoon koi na koi topics shadi k baray mein aajata hei aur zaban mein khujli shuru hu jati hei k sab se zikir karon. pata nahi kiya huga mera yaar dua karo. agar aesay hi chalta raha na tu hu gayi mery parhai. :(


OMG Zaban Pay kHUJLI :eek:
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Hhehehe ahmed apnay dil ki batain ham sab k sath kio mix kar rahay ho, sab k mind may aisay topics nai balkay sirf tumharay mind may aisay topics aa rahay hain :p
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada

sadafzubairi

Newbie
Jun 29, 2010
236
17
0
ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???

or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...

3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???

or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...

3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}

ryt boli app ;)
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???

or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...

3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
ye bat to thek kahi lekin larke 20 k hote hain to shadi ka saochte hian,larkian to bachpan se hi shadi ka sochti hain lols,...:Desa kyun??
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???

or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...

3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
kuch nahi 3 lafz bol don gan usi waqt.
larkon ko shadi ki par jati hu gi lakin woh apnay maan baap se tu nahi kehtay naa. kyon?
 

sadafzubairi

Newbie
Jun 29, 2010
236
17
0
kuch nahi 3 lafz bol don gan usi waqt.
larkon ko shadi ki par jati hu gi lakin woh apnay maan baap se tu nahi kehtay naa. kyon?(ahmed)



ooooooooooooo realyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada



tum mughe choroo, main tumse to bari hon na, apna batao k aisay topics kio aa rahay hain mind may:p
yeh kis ne kaha k aap bari hein mashalla se 22 years k honay wala hoon. aur rahay aesay topics ka sawal tu Mein Phd karnay wala hoon shadi aur larkion ki soch k baray mein. isi liye jitna jan sakon acha hei. :p

---------- Post added at 12:03 PM ---------- Previous post was at 12:01 PM ----------

RR mai bataoon ahmed ka raaz? ;)
chinoo u tu apna munh hi band rakhna jab bhi kholti hu galat hi golti hu. aesa lagta hei k mein ne tum se paisay udhar liye hon aur wapis na kiye hon.
 
Top