Manzil

  • Work-from-home

FallenAngeL

Active Member
Oct 31, 2012
402
472
213
I need Manzil .. Ager kisi ke pass ho toh Scan ker ke ya picture khainch ker de dien .. I would be really appreciate it ...
I downloaded it online too but I don't know if its correct or wrong... because yesterday while, I was reciting Yaseen from Quran which I downloaded via Internet, I encountered too many mistakes. Mujhe to Yaad thi k kahan kia word ana hai aur kahan zayr zabar ana hai but new person koi parhyga toh usko to pata bhi nahi chalyga k vo galat parh raha hai .. Aur kitne logh to parh bhi rahy hongy .. but internet per hum kisi chez ko rok nahi sakte .. its very hard verna kuch logon ki baat hoti to alag baat thi ..

Khair now i don't trust any of the ayah's from Internet... please ager kisi k pass book mein ho kisi toh scan ker k ya download kar ke de dein ...

Thanksssss !
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Agar Quran ki hi ayath perhni hain ap nay to Quran say hi kiun nahi perh letin ? kissi or book say kiun ?
BTW, jo already ap k pass hai us k bare may bhi kuch bataiye ta k next agar koi post karna chahe to wohi same book ko dobara nay day de
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
@FallenAngeL a manzil kia hy?
kia ap net se liya gaya nusqa idar share karogi?

agreed wid @Don bhai
jab apko quran ki surat parni hy to phir internet pe kyun dhundte ho direct quran kholo aur parhlo
 
  • Like
Reactions: FallenAngeL

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore

Manzil actually Quran ki kuch verses ko ikhta kar ek wazifa bnya gya hai usy Manzil Dua khty hai : )
jo subha sham ap parh sakty ho kisi khas maqsad k ley : )
@FallenAngeL jab mein dares jati ti Quran Pak phrny k ley tab hum ny kafi Surah hifaz ki ti jin mein Manzil Dua bhi ti
tou ab mery pass wasie ek jild mein nhi hai ye cos mujy hifaz ti so kabi li hi nhi btw agar kabi koi mistake lagy tou Quran sy dhak lati ho
mein tumy yaha verses number bata dati ho bhtr hai tum bhi Quran mein hi marks laga k parh lena : ) mery pass hoti tou zaror share kar dati

Surah Al-Fatiha .. verses 1 to 7
Surah Al-Baqarah .. verses 1 to 5, 163, 255 to 257, & 284 to 286
Surah Al-Imran .. verses 18, 26 and 27
Surah Al-A’araf .. verses 54 to 56
Surah Al-Isra .. verses 110 and 111
Surat Al-Mu'minun .. verses 115 to 118
Surah Al-Saffat .. verses 1 to 11
Surah Al-Rehman .. verses 33 to 40
Surah Al-Hashr .. verses 21 to 24
Surah Al-Jin .. verses 1 to 4
and last 4 "QUL" complete : )

btw many yaha dhka ta ek bar PF bhiya ny share bhi ki ti yaha : ) check this link

http://www.tafreehmella.com/threads/manzil-dua-complete-cure-for-magic.190432/
 
pf bhai ke thread me hadees to hy lekin manzil ka koi ref nahi
quran ki in chuninda ayat ko manzil kaha jata hy muje us ka ref chahie
 
ye Islamic section meia ta thread :oo ohh mujy lga ta help section mein hai :s
btw mery pass koi ref nhi hai hum tou bhot phly sy isy parh rhy hai orr ap ko market sy iss ki jild bhi mil jey gie : )
dusri bat tou fir @Prince_Farry bhiya ny uss thread ka naam Manzil Dua ku rakha hai orr uss mein sath woh Dua bhi hai
mujy laga ta sub ko pata ho ga iss bery mein pr sheyd koi koi hi janata hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ye Islamic section meia ta thread :oo ohh mujy lga ta help section mein hai :s
btw mery pass koi ref nhi hai hum tou bhot phly sy isy parh rhy hai orr ap ko market sy iss ki jild bhi mil jey gie : )
dusri bat tou fir @Prince_Farry bhiya ny uss thread ka naam Manzil Dua ku rakha hai orr uss mein sath woh Dua bhi hai
mujy laga ta sub ko pata ho ga iss bery mein pr sheyd koi koi hi janata hai
sab ko b pata hy aur koi koi janta hy ye kese mumkin hy dono ek sath?
ap ko pata hy aur ap parte b ho to apke ghar me b wo kitab hogi to ap usme dekh kar batao na muje ref
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
sab ko b pata hy aur koi koi janta hy ye kese mumkin hy dono ek sath?
ap ko pata hy aur ap parte b ho to apke ghar me b wo kitab hogi to ap usme dekh kar batao na muje ref
many ye kaha ta {(doh)} mujy laga ta sub ko pata ho ga iss bery mein pr sheyd koi koi hi janata hai
matlab iss Dua k bary mein :s btw mujy bhot dar lgta hai yaha py Islamic section mein reply krty hoey :s phly thk sy check hi nhi kia ta :s
 
  • Like
Reactions: ShyPrincess

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
many ye kaha ta {(doh)} mujy laga ta sub ko pata ho ga iss bery mein pr sheyd koi koi hi janata hai
matlab iss Dua k bary mein :s btw mujy bhot dar lgta hai yaha py Islamic section mein reply krty hoey :s phly thk sy check hi nhi kia ta :s
is me darne ki kia bat hy :confused:
ap jis cheez par amal karte ho us par yaqeen b hona chahie aur wo yaqeen sahi ref k sath hy tabhi hota hy
ye mere ilm me b izafa hoga agr ap is manzil ka ref dengi to my b dhund raha hun
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
is me darne ki kia bat hy :confused:
ap jis cheez par amal karte ho us par yaqeen b hona chahie aur wo yaqeen sahi ref k sath hy tabhi hota hy
ye mere ilm me b izafa hoga agr ap is manzil ka ref dengi to my b dhund raha hun
yaqeen hai tou yad hai na mujy zubani orr asy tou bhot sy wazifa hai jin ka ref. nhi hai lekn Allah ka naam hai
Quran ki Surah ka zikr hai orr log krty bhi hai orr ye bahishti zewar mein bhi hai
i don't no ku mujy yaha Islamic section mein aty drr lgta hai :s
mery pass bhot kuch hota hai share krny ko pr meny kab nhi kia :s cos yaha asy thread daky many k toba toba :-ss itni bhess itni larai :-ss
mera tou wasie hi b.p shut kar jaey :s
 
FallenAngeL

Active Member
Oct 31, 2012
402
472
213
Agar Quran ki hi ayath perhni hain ap nay to Quran say hi kiun nahi perh letin ? kissi or book say kiun ?
BTW, jo already ap k pass hai us k bare may bhi kuch bataiye ta k next agar koi post karna chahe to
wohi same book ko dobara nay day de
Manzil mein kuch verses different ayah's se ikhatta kar k hoti hain ... Mujhe pata nahi thy k kon kon si verses ko milaya jata hai is lein poch rahi thi .... AB pata chal gaya hai so i will read it from Quran ...

@FallenAngeL a manzil kia hy?
kia ap net se liya gaya nusqa idar share karogi?

agreed wid @Don bhai
jab apko quran ki surat parni hy to phir internet pe kyun dhundte ho direct quran kholo aur parhlo
Internet per ab trust nai hai mujhe .. is lein nai kar sakti but jo maheeen ne ayah's batai hain vo hoti hain .. Manzil subah parhne se insan pore din har tarha ki aafat se hifazat mein rehta hai chahy vo dunyavi afat ho ya hasidoon ki hasad ya shytan k shar se her tarah ki afaton se bach jata hai .... I don't have any refrences but jo jo verses hain is mein iska tarjuma dekha jaye to yeh baat sahi lagti hai kyun ke is mein ayat-ul-kursi ki tarah ki verses hain, Charon Qul hain etc .. jo har chez se safe kar dyti hain is ke parhne vale ko ....[DOUBLEPOST=1362352373][/DOUBLEPOST]
Manzil actually Quran ki kuch verses ko ikhta kar ek wazifa bnya gya hai usy Manzil Dua khty hai : )
jo subha sham ap parh sakty ho kisi khas maqsad k ley : )
@FallenAngeL jab mein dares jati ti Quran Pak phrny k ley tab hum ny kafi Surah hifaz ki ti jin mein Manzil Dua bhi ti
tou ab mery pass wasie ek jild mein nhi hai ye cos mujy hifaz ti so kabi li hi nhi btw agar kabi koi mistake lagy tou Quran sy dhak lati ho
mein tumy yaha verses number bata dati ho bhtr hai tum bhi Quran mein hi marks laga k parh lena : ) mery pass hoti tou zaror share kar dati

Surah Al-Fatiha .. verses 1 to 7
Surah Al-Baqarah .. verses 1 to 5, 163, 255 to 257, & 284 to 286
Surah Al-Imran .. verses 18, 26 and 27
Surah Al-A’araf .. verses 54 to 56
Surah Al-Isra .. verses 110 and 111
Surat Al-Mu'minun .. verses 115 to 118
Surah Al-Saffat .. verses 1 to 11
Surah Al-Rehman .. verses 33 to 40
Surah Al-Hashr .. verses 21 to 24
Surah Al-Jin .. verses 1 to 4
and last 4 "QUL" complete : )

btw many yaha dhka ta ek bar PF bhiya ny share bhi ki ti yaha : ) check this link

http://www.tafreehmella.com/threads/manzil-dua-complete-cure-for-magic.190432/
Millionssssss of Thanks Mahin :)
Yehi chaien tha mujhe :)
Thanksssssssss a lot ..
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Manzil mein kuch verses different ayah's se ikhatta kar k hoti hain ... Mujhe pata nahi thy k kon kon si verses ko milaya jata hai is lein poch rahi thi .... AB pata chal gaya hai so i will read it from Quran ...

Internet per ab trust nai hai mujhe .. is lein nai kar sakti but jo maheeen ne ayah's batai hain vo hoti hain .. Manzil subah parhne se insan pore din har tarha ki aafat se hifazat mein rehta hai chahy vo dunyavi afat ho ya hasidoon ki hasad ya shytan k shar se her tarah ki afaton se bach jata hai .... I don't have any refrences but jo jo verses hain is mein iska tarjuma dekha jaye to yeh baat sahi lagti hai kyun ke is mein ayat-ul-kursi ki tarah ki verses hain .. jo har chez se safe kar dyti hain is ke parhne vale ko ....[DOUBLEPOST=1362352373][/DOUBLEPOST]

Millionssssss of Thanks Mahin :)
Yehi chaien tha mujhe :)
Thanksssssssss a lot ..
sahi kaha {(hi5)} btw thanks ki koi bat nhi bs mery ley bhi Dua kar diya karna : )
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yaqeen hai tou yad hai na mujy zubani orr asy tou bhot sy wazifa hai jin ka ref. nhi hai lekn Allah ka naam hai
Quran ki Surah ka zikr hai orr log krty bhi hai orr ye bahishti zewar mein bhi hai
i don't no ku mujy yaha Islamic section mein aty drr lgta hai :s
mery pass bhot kuch hota hai share krny ko pr meny kab nhi kia :s cos yaha asy thread daky many k toba toba :-ss itni bhess itni larai :-ss
mera tou wasie hi b.p shut kar jaey :s
ap ke paas jo ilm hy usko share karo Allah k rasool alayhisalam ne kaha ek bhi deen ki baat pata hy to meri taraf se pahunchao

ab agr koi bekar ki bahes kare to aap quit kardo baat khatam

Internet per ab trust nai hai mujhe .. is lein nai kar sakti but jo maheeen ne ayah's batai hain vo hoti hain .. Manzil subah parhne se insan pore din har tarha ki aafat se hifazat mein rehta hai chahy vo dunyavi afat ho ya hasidoon ki hasad ya shytan k shar se her tarah ki afaton se bach jata hai .... I don't have any refrences but jo jo verses hain is mein iska tarjuma dekha jaye to yeh baat sahi lagti hai kyun ke is mein ayat-ul-kursi ki tarah ki verses hain, Charon Qul hain etc .. jo har chez se safe kar dyti hain is ke parhne vale ko ....
Islam nam hy Quran aur Hadees ka Allah aur uske Rasool k farameen ka
apke paas ref nahi to kisi khaas ayat ko khaas maqsad k lie istemal nahi kar sakte ye alag baat hy k poora quran rehmat aur barkat wala hy lekin apni taraf se kisi ayat ko khaas karke iska khaas faidah apni taraf se ejaad kar lena ye sahi nahi is k lie Rasool alayhi salam ka farman zaroori hy nahi to phir ye amal faide ki bajae nuqsan me daldega

ap namaz parhte ho to Nabi ke tariqe pe parte ho roza nabi k tariqe pe haj zakat to is tarah se zikar azkar khaas wazaif b Nabi ke tariqe pe hone chahie ye b ibadat hy islie agr apke pas ref nahi to isko mat karo aur jahan tak my ne tahqeeq ki hy aisa koi amal sabit nahi wallahu alam

shukria
 
ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX
many ye kaha ta {(doh)} mujy laga ta sub ko pata ho ga iss bery mein pr sheyd koi koi hi janata hai
matlab iss Dua k bary mein :s btw mujy bhot dar lgta hai yaha py Islamic section mein reply krty hoey :s phly thk sy check hi nhi kia ta :s
same here :s
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
manzil hmare ghar me rawayat rahi ha fajar or maghrib k baad parhna
mere pas jo jild ha me usme diya gaya ref yahan share kr rahi hu
Asnad e Manzil

Aseeb waghaira k liye kutab e ahadess masln Mastdrk, ibne majja or musand e Ahmed me qurani ayat hain, musanad e ahmad me ak qissa bhi ha.
tarjuma: Hazrat Abi Bin Kaab r,a riwayat krty hain k me Hazoor e Aqdas p,b,u,h ki khidmat me hazir tha k ak dihatti ayaor usne kaha k Ay Allah k Nabi mera ak bhai ha or usko takleef ha. APP ne farmaya k usko mere paas le ao. wo usko le aya or APP k samne kr diya. NABI PAK ne us pr ye ayyat parh din jis k natejy me wo sehat yaab ho gya ese k goya usko koi takleef thi hi nahi (musand Ahmad rakm:21232)

iske ilawa AL Qool Ul Jameel me hazrat shah wali ul allah muhadis dehlwi farmaty hain:" Ye 33 ayat hain jo JADO k assar ko raffah krti hain or shaitan or chooron or darinde janwaron se bachati hain."

dosri baat ye ha k is me jitni bhi ayat hain kisi bhi kisam k shhar se bchana mukhtalif AHADEES se sabit ha, yahan sab likhna mere liye mumkin nai q k ghalati ka dar ha lakn me koshish kru gi k pics bna k yahan de du.

@*Muslim* @FallenAngeL @Mahen
 
Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore

jazKAllaH nicee Sharing
 
  • Like
Reactions: Bela

bahen asal me idar koi meri baat samje nahi

agar kisi ayat ki fazilat sahih hadees me ayi hai to us par amal karna jaez hai balke karna chahie

lekin khud se chund ayat chunlena aur usko koi nam dena phir uski fazilat khud se bayan karna ye to bht bada gunah ho gia, kiun ke na is ki fazilat aur na iski ahmiat Allah ke nabi alayhisalam se sabit hai

apne jo hadees share ki agar waqai wo sahih hadees hai to phir kisi takleef par Allah par tawaqqal karte hue wo ayat parh sakte hai lekin usko manzil ka nam dena aur usmi itni ayat aur aisi aisi fazilat bayan karna jo na hadees me ho na quran me wo kaise jaez ho sakti hai?

apki share karda hadees me na manzil ka zikr hai na manzil ke parne walon ko jo fazilat batai jati hai uska zikr hai

apne ko riwayat se nikal kar haqeeqat ki taraf ana hai jo sirf Quran aur Sahih ahadees me hi mil sakti hai

shukria
 
Top