Kya Quran shareef ko samajhna mushkil hai ??

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
India,Bangladesh aur turkey ka bhi yehi haal hai
aaj ki tareekh mein saari ummat masaaiyb mein phansi huwi hai
kahin mazarparasti ki shakal mein shirk hai kahin jamhuriyat ki shakal mein
kahin watanparasti ki shakal mein shirk hai ALLAH is ummat ko nijat de Aameen
mai ney suna bangladesh mai ye sab nhi hai ...........
 
  • Like
Reactions: MuftiSaeed

LaaraibLikhaari

Senior Member
Dec 14, 2013
629
360
63
Mumbai Meri Jaan...........
naam nihaah mufti saahab aap kya hamare mazaaraat par builozers chalwaayenge...aap ke saudi ayyaash wahabi pehle hi wahaan mubaarak muqaamaat ko barbaad karke laanati ban chuke hain.............
riyaal ki garmi pe itraao mat ghair muqallid.....yahan ke mods tumhein bakhsh de Allaah paak tumhein dekhega...............
aur kua duality dikhaai hai yahan ke mods ne...Quran Shareef ki mubayyaana behurmati karne wale ko ab tak kuj ni kaha aur bas mera to bharosa uth gaya hai is forum se................:(
 
MuftiSaeed

Regular Member
Dec 26, 2013
124
86
528
New York, New York
Assalaam O Alaikum,

Praise Be To Allah

Sirf do logon ne yeh fatawa diya hoga, (ediTed by Star)

Yehi hota rahe jab tak in logon ki kitaben (edited by Star) na phenk den log aur haath mein Quran aur Sahih Hadith ki taleem na len.

Apne aap se poochiye. Kya Quran mein Allah ne hukkam diya hai kisi teacher se quran sikho?

ek bhi koi esi hadith hai jahan likha ho, quran keliye teacher dhoondo yaan quran ko imam se perho.

Yeh sab jhoooti shaitani baten hein Quran se hataane keliye, un ki (edited by Star) kitabon mein yeh bhi likha hai, 18 uloon aur falana uloom hona zroori hai. shaitan ne ek baat sikha di muslman kop, quran shareef ko choom per maathe se laga ker, achi tara pack kerke rassi baand ke rakhna, kahin bhaag na jaaye rassi tor ker???????

Quran 2:2
(۱) یہ وہ کتاب ہے جس میں کوئی بھی شک نہیں پرہیز گارو ں کے لیے ہدایت ہے (۲)
This is the Book; in it is guidance sure, without doubt, to those who fear Allah. (2)

Aur Allah ne baar baar surah Qamar mein fermaya

Quran 54:40

وَلَقَدۡ يَسَّرۡنَا ٱلۡقُرۡءَانَ لِلذِّكۡرِ فَهَلۡ مِن مُّدَّكِرٍ۬ (٤٠)
اور البتہ ہم نے سمجھنے کے لیے قرآن کو آسان کر دیا ہے پھر ہے کوئی سمجھنے والا (۴۰)

Ferq itna, paak saaf hoker ba wudhu 2 rakah per ker Quran shroo karen aur perne se pehle Dua kerne

Quran 2:32
سُبۡحَـٰنَكَ لَا عِلۡمَ لَنَآ إِلَّا مَا عَلَّمۡتَنَآ‌ۖ إِنَّكَ أَنتَ ٱلۡعَلِيمُ ٱلۡحَكِيمُ (٣٢ ...
تو پاک ہے ہم تو اتنا ہی جانتے ہیں جتنا تو نے ہمیں بتایاہے بے شک تو بڑے علم والا حکمت والا ہے (۳۲

Quran 20:25-26
رَبِّ ٱشۡرَحۡ لِى صَدۡرِى (٢٥) وَيَسِّرۡ لِىٓ أَمۡرِى (٢٦...
اے میرے رب میرا سینہ کھول دے (۲۵) اورمیرا کام آسان کر (۲۶)...

Quran 20:114
رَّبِّ زِدۡنِى عِلۡمً۬ا (١١٤...
اے میرے رب مجھے اور زیادہ علم دے (۱۱۴) ...

Majority, Quran ese perte hein, jese bachpan mein sikha aur tez tez perte gaye, issi se jinhon ne quran hifz kiyya, bachpan mein quran yaad kiyya aur saari zindgi tez tez perte rahe. saari zindgi seekha nahin k Quran kya sikhata hai.

Dedicate yourself to elarn about arabic language, online free arabic courses hein, gher bethe course complete ker sakte. Propbelm hai, shaitan islam ki taleem ki terf aane nahin deta aur dil mein boring daalta hai. yeh pata hota hai kon sa song acha hai wo 5 mnts mein yaad hojata hai , quran yad nahin hota. jis ne peda kiyya us kelye dil mein pyar nahin. Lekin yeh pata hai kon hero aur heroin kon sa fashion kerte hein. apne mein bethe fazzool mobile mein baten hoti hein. kapron ki shoping ki, shero shayri ki, fazool politics per. sab shaitan insaan ko bewakooof bana raha hai lekin kisi ko bhi nahin pata.

Example

Jab insaan sache iraade se Quran shroo kerta hai samjhne keliye dua maang ker. Pehle din perta hai, arabic perta hai.
doosre din 1% difference hota hai.
3rd day more difference
4th day more differnce
5 day more difference
6 day more difference
Phir insaan tafisr perta hai
phir hadith perta hai

ek din aata hai Allah Tallah us ka dil esa roshan kerta hai. Quran ko baghair translation ke perta hai.

Aur jo maza direct perne mein translation mein nahin.
Kyonke esa hota hai Allah Talllah directly aap se baaten ker rahe hein. Jin ke dil mein Allah ka Kalam jaata hai, wo tanhayee mein un ke aankhon se aansooo khud behte rehte hein. Jese Allah Tallah directly baat ker rahe hein. Apne aap se poochiye kya khud ba khud kabhi ansoo tapke Allah ki baten sun ker?zabar dasti nahin nikaalne lekin jo Allah ke Kalam dil ke ander ja ker girta hai. to dil ki gandgi wash kerdeta hai Allah ke alfaaz.

Aadkhi raat tak movies aur TV shows keliye jaagte hein. jis ki free ki saans le rahe hein wo dekh raha hai. lekin raheem aur kareem zaat hai, chor deta hai. kyonke jo itne barre sooraj ko khara ker sakta hai us keliye ek rooh ko nikaalna mushkil hai kya? kabhi socha hai sooraj mein kitni power hai, us mein 27 million *F temprature hai aur 149,600,000 km door hai, aur auguest mein insaan ka kya haal hota hai germi se. Socho agar Allah surah ko hukkam de de k zara zameen ke kareeb hojaao socho kya haal hoga zameen ka. agar wo duniya mein hi kisi museebat mein phasa de to pooori kainat milker us museebat se nikaal nahin sakti sawaaye Allah ke.

Us level tak pohanchne keliye mehnat aur irada chaahiye.

Aur agar koi is message ko per iraada kare, to mere liye dua kerna na bhoole, Jazakallah

Saeed
IRFNY.com
 
Last edited by a moderator:

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Ghalat suna hai behna wahan bhi yehi sub hai
Musalmaanon per qatal o gharat ka azaab is hi sabab hai
wahaan to jaadu ka shirk o kufr shiddat se hai ASTAGHFIRULLAH
oh acha waqai bangladesh ka suna tha jadu bohot khaternaak hota hai
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

LaaraibLikhaari

Senior Member
Dec 14, 2013
629
360
63
Mumbai Meri Jaan...........
quote from socalled mufti............:
jab tak in logon ki kitaben garbage na phenk den
phir is ne beizzati ki............where on earth are you @saviou
un kitaabo mein Allaah aur us ke Rasool e paak ka naam hota hai....muqaddas aayaat hoti hain....kaisa beghairat aadmi hai baar baar kitabo ki behurmati karta hai sharm nahi ise..................
@Abidi
 
  • Like
Reactions: STAR24

ap report kr sakti hai ta k admins is pr act karain...
 
  • Like
Reactions: LaaraibLikhaari

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalaam O Alaikum,

Praise Be To Allah

Sirf do logon ne yeh fatawa diya hoga, (ediTed by Star)

Yehi hota rahe jab tak in logon ki kitaben (edited by Star) na phenk den log aur haath mein Quran aur Sahih Hadith ki taleem na len.

Apne aap se poochiye. Kya Quran mein Allah ne hukkam diya hai kisi teacher se quran sikho?

ek bhi koi esi hadith hai jahan likha ho, quran keliye teacher dhoondo yaan quran ko imam se perho.

Yeh sab jhoooti shaitani baten hein Quran se hataane keliye, un ki (edited by Star) kitabon mein yeh bhi likha hai, 18 uloon aur falana uloom hona zroori hai. shaitan ne ek baat sikha di muslman kop, quran shareef ko choom per maathe se laga ker, achi tara pack kerke rassi baand ke rakhna, kahin bhaag na jaaye rassi tor ker???????

Quran 2:2
(۱) یہ وہ کتاب ہے جس میں کوئی بھی شک نہیں پرہیز گارو ں کے لیے ہدایت ہے (۲)
This is the Book; in it is guidance sure, without doubt, to those who fear Allah. (2)

Aur Allah ne baar baar surah Qamar mein fermaya

Quran 54:40

وَلَقَدۡ يَسَّرۡنَا ٱلۡقُرۡءَانَ لِلذِّكۡرِ فَهَلۡ مِن مُّدَّكِرٍ۬ (٤٠)
اور البتہ ہم نے سمجھنے کے لیے قرآن کو آسان کر دیا ہے پھر ہے کوئی سمجھنے والا (۴۰)

Ferq itna, paak saaf hoker ba wudhu 2 rakah per ker Quran shroo karen aur perne se pehle Dua kerne

Quran 2:32
سُبۡحَـٰنَكَ لَا عِلۡمَ لَنَآ إِلَّا مَا عَلَّمۡتَنَآ‌ۖ إِنَّكَ أَنتَ ٱلۡعَلِيمُ ٱلۡحَكِيمُ (٣٢ ...
تو پاک ہے ہم تو اتنا ہی جانتے ہیں جتنا تو نے ہمیں بتایاہے بے شک تو بڑے علم والا حکمت والا ہے (۳۲

Quran 20:25-26
رَبِّ ٱشۡرَحۡ لِى صَدۡرِى (٢٥) وَيَسِّرۡ لِىٓ أَمۡرِى (٢٦...
اے میرے رب میرا سینہ کھول دے (۲۵) اورمیرا کام آسان کر (۲۶)...

Quran 20:114
رَّبِّ زِدۡنِى عِلۡمً۬ا (١١٤...
اے میرے رب مجھے اور زیادہ علم دے (۱۱۴) ...

Majority, Quran ese perte hein, jese bachpan mein sikha aur tez tez perte gaye, issi se jinhon ne quran hifz kiyya, bachpan mein quran yaad kiyya aur saari zindgi tez tez perte rahe. saari zindgi seekha nahin k Quran kya sikhata hai.

Dedicate yourself to elarn about arabic language, online free arabic courses hein, gher bethe course complete ker sakte. Propbelm hai, shaitan islam ki taleem ki terf aane nahin deta aur dil mein boring daalta hai. yeh pata hota hai kon sa song acha hai wo 5 mnts mein yaad hojata hai , quran yad nahin hota. jis ne peda kiyya us kelye dil mein pyar nahin. Lekin yeh pata hai kon hero aur heroin kon sa fashion kerte hein. apne mein bethe fazzool mobile mein baten hoti hein. kapron ki shoping ki, shero shayri ki, fazool politics per. sab shaitan insaan ko bewakooof bana raha hai lekin kisi ko bhi nahin pata.

Example

Jab insaan sache iraade se Quran shroo kerta hai samjhne keliye dua maang ker. Pehle din perta hai, arabic perta hai.
doosre din 1% difference hota hai.
3rd day more difference
4th day more differnce
5 day more difference
6 day more difference
Phir insaan tafisr perta hai
phir hadith perta hai

ek din aata hai Allah Tallah us ka dil esa roshan kerta hai. Quran ko baghair translation ke perta hai.

Aur jo maza direct perne mein translation mein nahin.
Kyonke esa hota hai Allah Talllah directly aap se baaten ker rahe hein. Jin ke dil mein Allah ka Kalam jaata hai, wo tanhayee mein un ke aankhon se aansooo khud behte rehte hein. Jese Allah Tallah directly baat ker rahe hein. Apne aap se poochiye kya khud ba khud kabhi ansoo tapke Allah ki baten sun ker?zabar dasti nahin nikaalne lekin jo Allah ke Kalam dil ke ander ja ker girta hai. to dil ki gandgi wash kerdeta hai Allah ke alfaaz.

Aadkhi raat tak movies aur TV shows keliye jaagte hein. jis ki free ki saans le rahe hein wo dekh raha hai. lekin raheem aur kareem zaat hai, chor deta hai. kyonke jo itne barre sooraj ko khara ker sakta hai us keliye ek rooh ko nikaalna mushkil hai kya? kabhi socha hai sooraj mein kitni power hai, us mein 27 million *F temprature hai aur 149,600,000 km door hai, aur auguest mein insaan ka kya haal hota hai germi se. Socho agar Allah surah ko hukkam de de k zara zameen ke kareeb hojaao socho kya haal hoga zameen ka. agar wo duniya mein hi kisi museebat mein phasa de to pooori kainat milker us museebat se nikaal nahin sakti sawaaye Allah ke.

Us level tak pohanchne keliye mehnat aur irada chaahiye.

Aur agar koi is message ko per iraada kare, to mere liye dua kerna na bhoole, Jazakallah

Saeed
IRFNY.com
walekum salam, try to deliver your message without insulting or bitter talking about anyone.

Hold to forgiveness; command what is right; But turn away from the ignorant. [Quran 7:199]

Prophet Muhammad (Peace be upon him) said
“The strong is not the one who overcomes the people by his strength, but the strong is the one who controls himself while in anger.”(Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 135)
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213

وَلَقَدۡ يَسَّرۡنَا ٱلۡقُرۡءَانَ لِلذِّكۡرِ فَهَلۡ مِن مُّدَّكِرٍ۬

اور البتہ ہم نے سمجھنے کے لیے قرآن کو آسان کر دیا ہے پھر ہے کوئی سمجھنے والا

اللہ تعالی نے قرآن کا پڑھنا اور اس کو سمجھنا ہر اس شخص پر آسان کردیا ہے جو اس سے نصیحت حاصل کرنا چاہے-

ایک آسانی یہ بھی ہے کہ اسے سات قرات میں تلاوت کیا جاسکتا ہے- اس کا سمجھنا ان کے لئے جنھیں عربی آتی ہے بہت آسان ھے- جنھیں عربی نہیں آتی ہے وہ ترجمہ کی مدد لے سکتے ہیں- عربی زبان سیکھنا‘ عام بول چال کے لئےاور ہوتا ہے- لیکن قرآنی آیات کا ترجمہ کرنے کےلئے آپ کا گرامرپر پورا عبور ہونا چاہئے- اس کےلئے آپ کو کسی عالم حق سے مدد لینی ہوگی- اور عالم سوء سے بچنا ہوگا-

اگر آپ کو نصیحت پکڑنی ہےتو آپ خلوصِ دل سے تلاوت کلام پاک کریں پھر دیکھیں قرآن کا معجزہ- صرف عربی زبان کا جاننا یا قرآن کا ترجمہ مقصود نہیں ہے- بلکہ قرآن سے ہدایت حاصل کرنا ہی اصل کامیابی ہے-

یہاں ہمیں اُن علماء کی اہمیت کو گرانا نہیں چاہئے جو علم قرآنی کو سیکھنے اور سکھانے میں مشغول ہیں- خاص کر جن سے آپ کو فقہی اختلاف ہے ان پر ہمیشہ تیر اندازی کرنا فرقہ واریت کے فروغ دیتی ہے
-​
 
Top