Kya Quran shareef ko samajhna mushkil hai ??

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum TM subse pehle wazahat kar doon ke mein kisi firqe
kisi ke aqeede ko ghalat nahin keh raha aur na kisi ko theis pohnchana
mera maqsad hai mein bas Quran e kareem ke chand aayaton se eik
baat waazeha karna chaahta hoon ke aksar loug kehte hain Quran e Pak
samajhna bohot mushkil hai iska tarjuma parhne se banda behek sakta hai
aur iske samajhne ke liye kisi khaas aalim ki zaroorat parti hai khwaah
iski aapke maadri zabaan mein hi translation kyun na ho ise samajhna
koi asaan baat nahin aapko eik aalim bil zaroor chahiye hota hai
aur is sabab laakhon musalmaan Quran e Pak ko chorh kar baqiya
kitaabon ki jaanib rujooh karte hain to aaiye Quran se jaanein ke
yeh kitni mushkil kitab naazil ki gaiy hai ??

Aur beshak hum ne wazeha
aayaten nazil farma di hain

Quran surat al Mujadilah,ayat#05

Aur beshak humne Quran ko naseehat ke liye asaan kar diya hai
to kya koi naseehat qabool karne wala hai

Quran surat al Qamar ayat#17
same in also ayat#22
same in also ayat#32

Yaqeenan hum ne waazeha aur roshan bayan wali
aayatein naazil farmaaiy hain

Quran surat al Noor,ayat#45

Is hi tarah ALLAH tumhare liye aayatein wazeha farmata hai
aur ALLAH khoob jaanne wala hikmat waala hai

Quran surat al Noor,ayat#58

Aur is hi tarah hum ne is(Quran)ko roshan dalaiyl ki
soorat mein naazil farmaaya hai aur be shak ALLAH jise
iraada farmaata hai hidaayat se nawaazta hai

Quran surat al Hajj ayat#16

Aur bhi kaiin aayatein hain is hawaale se

aur mene khud Urdu zabaan mein Quran e Pak ki translation parhi
mujhe usme koi mushkil paheli nahin mili aur khud QURAN Shareef
ke mutaabiq yeh bila shuba samajhne aur naseehat ke liye eik asaan kitab hai . . .
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Mashallah great thread

But ek baat kia app mujhy bata sakte hain jo duniya mai Auliya kAram aur buzurg hastiyan guzri hain unhon ne ba qaida apne zamane ke jayad aur sahib-e-qamil Aulma se Ilim hasil kia aur Ilm hasil karne ke liyye dor draz mulkon ka safar kia(Allah ki marzio-mansha se). Kia humain Islam ko behter tor par samjhne ke liye unke naqsh-e-qadam par chalna chahiye?
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Mashallah great thread

But ek baat kia app mujhy bata sakte hain jo duniya mai Auliya kAram aur buzurg hastiyan guzri hain unhon ne ba qaida apne zamane ke jayad aur sahib-e-qamil Aulma se Ilim hasil kia aur Ilm hasil karne ke liyye dor draz mulkon ka safar kia(Allah ki marzio-mansha se). Kia humain Islam ko behter tor par samjhne ke liye unke naqsh-e-qadam par chalna chahiye?
Ji beshak Sahaaba ke shaagird yaani taabeh aur taabe,een aur tab e tab e een se le kar
Mohidiseen tak hatta ke aaj ke bhi kisi maqbool aalim ke baat ya amal ko aap apna
kar amal peira ho sakte hain bas shart yeh eik hai ke woh baat Quran aur sahih ahadees
ke khilaaf na ho agar khilaaf hai phir bhi aap uske saath hi ho to yeh ghalat hi hoga

wagarna unki pairwi karna jo sahi se deen hi ki islaah kar rahe hain
isme koi harj nahin balke yeh to eik durust zariya hai

LEKIN kisi bhi aalim ki baat ko sirf uske keh dene se ISLAM ka hissa na samajh liya jaaye
Quran ki ayaat se ya sahih ahadees se baat saabit ho to woh ISLAM ka hissa hai
uske ilaawa koi kuch kahe to woh ISLAM mein nahin ho sakta naa . . .
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Lekin Jo buzurgan-e-deen ne Jin teachers(soory) se ilim hasil kia hai unse ilim hasil karne ke liye Allah ki taraf se hidayat milti thi. Ek aam aadmi ajj ke dor main kis tarhan ek sahi Alim ko dhondh skate hain jabke har koi appne appko Qamil Alim Fazil zahir karta hai.
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Masha Allah,
Jazak Allah............................!!!!
ALLAHI BARIK FEEK . . .[DOUBLEPOST=1341599529][/DOUBLEPOST]
Lekin Jo buzurgan-e-deen ne Jin teachers(soory) se ilim hasil kia hai unse ilim hasil karne ke liye Allah ki taraf se hidayat milti thi. Ek aam aadmi ajj ke dor main kis tarhan ek sahi Alim ko dhondh skate hain jabke har koi appne appko Qamil Alim Fazil zahir karta hai.
Ji to aap ke paas ahadees ke kitab tarjume ke saath hone chahiyen
aur Quran shareef bhi so inse jis aalim ki baat milti julti hai use rakh lein
jo baat ALLAH ke naazil karda Quran aur rasool saww ke farman ke khilaf jaaye
woh to ghalat hi hogi naa agar baat samajh na aaye to u can ask again . . .
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
ALLAHI BARIK FEEK . . .[DOUBLEPOST=1341599529][/DOUBLEPOST]
Ji to aap ke paas ahadees ke kitab tarjume ke saath hone chahiyen
aur Quran shareef bhi so inse jis aalim ki baat milti julti hai use rakh lein
jo baat ALLAH ke naazil karda Quran aur rasool saww ke farman ke khilaf jaaye
woh to ghalat hi hogi naa agar baat samajh na aaye to u can ask again . . .
jee Haan bas mujhy yahi janna tha ke hum kis tarhan se apne deen ko behtar tor par samjh sakte hain waqai yahi behtarreen tareeqa hai Quran aur Ahadees se rehti duniya tak aane wale logon ko hidayat hasil ko kaha gaya hai aur humain bhi inhi se Hidayat aur rehnumai leni chahiye :)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
jee Haan bas mujhy yahi janna tha ke hum kis tarhan se apne deen ko behtar tor par samjh sakte hain waqai yahi behtarreen tareeqa hai Quran aur Ahadees se rehti duniya tak hidayat lene ko kaha gaya hai aur humain bhi yahi Hidayat aur rehnumai leni chahiye :)
Ji deen ko jaanne ke liye Quran aur ahadees kaafi hain
balke aap khud nazar utha kar dekhein to aksar kisi
aalim ki baat per Quran ki ayat ki reference
ya ahadees ke kitaabon ka hawala maanga jaata hai
koi aalim inheen ko parh kar banta hai aur inheen
ki baat baant kar aalim kehlata hai jo apni marzi se
baat kehta jaaye woh gumraah hai aalim nahin . . .
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Walekum Assalam Wr Wb Saif..
Bohot hi acha thread lagaya hai aapne...

Quran-e-pak ek aisi muqaddas kitaab hai jo hamare liye ALLAH RABBUL IZZAT ne bheji hai..

Quran-e-pak ko samajna jitna mushkil hai utna hi aasan hai..
Agar hum kisi Ulema ko is zamane me apna rehnuma nahi bana sakte to bus ALLAH TAALA se yahi dua karen ki hame Seerat ul mustaqeem per chalae.
Ameen:)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Walekum Assalam Wr Wb Saif..
Bohot hi acha thread lagaya hai aapne...

Quran-e-pak ek aisi muqaddas kitaab hai jo hamare liye ALLAH RABBUL IZZAT ne bheji hai..

Quran-e-pak ko samajna jitna mushkil hai utna hi aasan hai..
Agar hum kisi Ulema ko is zamane me apna rehnuma nahi bana sakte to bus ALLAH TAALA se yahi dua karen ki hame Seerat ul mustaqeem per chalae.
Ameen:)
Sum Ameen on dua

aur bhai mujhe asaani ka jawab khud Quran e Pak ne diya hai
aur aapko mushkil hone ka pata hai to woh aapka aqeedah
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Sum Ameen on dua

aur bhai mujhe asaani ka jawab khud Quran e Pak ne diya hai
aur aapko mushkil hone ka pata hai to woh aapka aqeedah
Mai apne aqeede ki baat nahi ki hai Saif, bus maine commenly kaha hai, aur har baat ka raasta zarur hota hai bina raaste ke koi manzil nahi hoti.
Agar dhundoge to jisko mushkil kage unko Quran-e-Pak aasan bhi lag jaegi....

ALLAH RUBBUL IZZAT se ye dua hai ki tamaam Ummat-e-Muhammadia ko seerat ul mustaqeem per chalaen aur hum sabke andar taqwa, parezgaari paida kare.
Hame hamare Rasool Allah Sallal Laahu Walaihua sallam ki sunnaton per mukammal chalne wala banade..
Hamare Imaan me pukhtagi ataa kAriye Ya ALLAH..
AMEEN SUMAMEEN..:)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Hmmmmm ab samajh aaiy aapki baat bhai jan

durust farmaaya ab jo mushkil keh keh kar door bhaagega use to mushkil hi lagegi

aur Sum Ameen on dua

JAZAKALLAH khair . . .
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
w slaam
MASHA ALLAH....JAZAKUMULLAH khair

bohot achi baat ki aap n yehi haal hai....k sab yehi kehtey hai k quran ka tarjuma galat hai ..... sab log barey fakher sey kehtey k hum n quran khatam kia ya aik month mai aik quraan parhtey kabhi un sey pocho k unho n is mai kya parha hai unko kuch pta nhi hota sirf aik race lgai hoti hai aik din mai aik sipara parhney ki......aap mai sey kitney loug hai jo bagair google ko ya quraan ko daikhey bagair mujhey quran mai btaey gaey waqiat bta sakey......bohot hi kam log hai jo quran ko samjhney aur hidayat k liye parhtey ho....ye quran ajkal sirf swab ki niyat sey parha jata ya phir kisi ayyat ko lai ker bahas ka neshana bnaney k liye...

kabhi tilawat sun kr aap ki ankhon mai ansu aye ....ya kabhi tilawat sun kr apk ronghtey kharey ho......nahi kyon k jab apko pta hi nhi k Quraan mai kaha kya ja rha hai tou ap pr ye kaifiyat kaisey ayey gi.....
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Ji Bilkul Durust farmaaya Star sis

hum apne bachon ko English bina samjhe parhne pe

daantte hain ya pitaaiy kar dete hain phir yeh KITAB jo

aaiy hi hidayat ke liye samajhne ke liye beshaq Arabic mein

ise parhne ke bohot se fazaiyl aur bohot saara sawaab hai

lekin is aarh mein is azeem KITAB ki azmat ko bhool jaana

bohot bari ghuflat hai humein Quran samajh

samajh kar parhna chahiye ALLAH sub

ko hidayat de Ameen Sum Ameen . . .
 
  • Like
Reactions: star24

Diva

Newbie
Mar 7, 2012
1,676
599
113
JazakAllah Khaira

bht hi acchi sharing .. i completely agree with wht you said

BUT ..... chiragh baat yeh hian k huf e ilahi ko samjhne k liye madad zaroor darkaar hain kyunki hamari naqis akal har aayaat ki gehraai tak nhain pohach sakti ...

ek hadees suni thi maine .. woh kuch yun thi k Hazrat Umar (Allah muaf karein gar naam main galti ki ho to ) ne SURAH BAKRA samjhne mian 2 saal laga diye the...

isliye hamari koshih honi chahiye k hum khud samjhne ke SAATH SAATH Alam e deen ki bhi madad lein .. khud se padh kar galat matlab akhaz karne se to yeh behtar hi hian .. or mera manna hian . ka jab koi banda kisi naik k barey mian sochta hian tab hi RAB E KAREEM us ki asaani k wasayel mohayya kar detey hian :)
 
ALLAHI BARIK FEEK

ji pehli baat us hadees ka hawala aapke paas ho to de dein
doosri baat yeh ke Diva ji masla aalim ke paas jaane ka nahin
beshak agar aapko Quran ki tafseer jaanni hai to aap aalim ke
paas jaayen lekin yahaan subne apne maslak ke hisaab se
tafseer baant rakhe hain to eik mujh jesa banda jo sirf MUSALMAN hai
jo WALA TAFFARAQU pe amal pera hai woh kya karega ??

Aur eik aur ehem baat yeh ke mene poore Quran ki ALHAMDULILLAH
urdu translation parhi hai mujhe koi mushkil peish nahin aaiy
aur naa hi mein ISLAM se behka na bigra albatta yeh baat durust hi hai
ke kounsi ayat kab naazil huwi ISLAM mein malumaat ke liye
ulma ki taraf rujooh karna chahiye lekin Quran hukm kya deta hai
woh sirf apne zaban mein parh kar hi samajh aa jata hai . . .[DOUBLEPOST=1341661844][/DOUBLEPOST]
sura al qamar ayat 17,22,40
اور ہم نے قرآن کو سمجھنے کے لئے آسان کردیا ہے تو کوئی ہے کہ سوچے سمجھے؟
JazakALLAH khair . . .[DOUBLEPOST=1341661902][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH KHAIR..:)

thx for such a beautifull and usefull shring ..:)
ALLAHI BARIK FEEK . . .
 
  • Like
Reactions: star24 and Piya

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
mashaAllah jazakAllah ...
main nain 1 jga pera tha k Quran Paak ko Kalam Paak b kehtay hain or is lia keha jata hai k yai hum say baat krta hai bus bat itni hai k hum is pookar ko samjhtay he nai ya shaid samjhna nai chahtay :(
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Ji ji bilkul sahi parhe ise to wahi samajh sakta hai jise ALLAH PAK ki taraf se hidayat mile

aur maan bhi wahi sakta hai jo hidayatyafta ho . . .
 
  • Like
Reactions: zoonia
Top