Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
jee aapki iss sari logic ka jawab mery above post(post#117) main mojud ha,parh lejiyay.
ap baat hi khudi ki kr rhy hein us poetry me bhi khudi hai ap pehly ja ke is ka matlab parho phir iqbal ke shair post krna pta nae ap ko kis ne bool dya ke khudi ego ko bolty hein itni bari galtfehmi mekis ne daal dya ap ko ap khudi ko ego ka naam de rhy ho jb ye ye gatl hai ego aur cheez hai khudi aur jo main bhi apni post me bta chuki hoon post number 118 me
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
@faari aap "anaa" ko ego ka naam dae rahi hain,jab k Iqbal ne khudi ko ego ka naam diya ha(zahir ha hum aapko Allama Iqbala se bara mufakar to nahi maan saktay)
ego har banay main honi chahyay,kiounk jab tak har banda apni self respect ko ooper lay kar nahi jata tab tak wo aagay nahi barh sakta,
Iqbal ne apni shayeri aur lectures main "anaa aur khudi" main farq ko wazeh kar diya ha,jis ki wazahat mery above post main mojud ha.
 
  • Like
Reactions: Mahiya

haha...arguments dain,ghussa to na dikhaaen:-ss
Allama Iqbal ne apnay lectures main khudi ko ego kaha ha,
chalain phir aap bata dain k "khudi" ki english kia ha?
@Mahiya @Hoorain @fareena_01 @Asif_Khan @Asheer @Iceage-TM
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
@faari aap "anaa" ko ego ka naam dae rahi hain,jab k Iqbal ne khudi ko ego ka naam diya ha(zahir ha hum aapko Allama Iqbala se bara mufakar to nahi maan saktay)
ego har banay main honi chahyay,kiounk jab tak har banda apni self respect ko ooper lay kar nahi jata tab tak wo aagay nahi barh sakta,
Iqbal ne apni shayeri aur lectures main "anaa aur khudi" main farq ko wazeh kar diya ha,jis ki wazahat mery above post main mojud ha.
main ne kb kaha mujhy mufakar mano lkn main ap ko ye yaad dila rhi hoon ye shair iqbal ne tab boly jb qoum soi hoi thi ego tu door usay apni selfrespect ka bhi nae pta tha tb iqbal ne us qoum ko jagane bedaar krne krne k lye ye shair kahy ke apni izzat sambhalooo jago aur apne ap ko buland kro khudi mean apna ap ..............................na ke ego zahir hai ego tu ego hi ho gi jisy abhi ap khudi ka naam de rhy ho hahahaha @Mahiya @Shiraz-Khan @shzd
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
haha...arguments dain,ghussa to na dikhaaen:-ss
Allama Iqbal ne apnay lectures main khudi ko ego kaha ha,
chalain phir aap bata dain k "khudi" ki english kia ha?
@Mahiya @Hoorain @fareena_01 @Asif_Khan @Asheer @Iceage-TM
ji nae mujhy gusa nae ata na hi main gusa kr rhi hoon bas ap ko yaad dila hoon ap jis galatfehmi me ho nikal aooo ap ne apna point batane k lye iqbal ke un shair ka sahara lya jo is maqsad k lye hein hi nae ;)
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
ji nae mujhy gusa nae ata na hi main gusa kr rhi hoon bas ap ko yaad dila hoon ap jis galatfehmi me ho nikal aooo ap ne apna point batane k lye iqbal ke un shair ka sahara lya jo is maqsad k lye hein hi nae ;)
khudi ki english nahi batai aap ne:-?
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
aap ne jo bat ki hai woh expression of emotions ki hai kya jo izhar ka tareeqa jante hain un ma ego nhi hoti aisa nhi hai ego aik alag chez hai jo insan k ander waqr paida karti hai aur dosron ko apni zata ka ehsas dilati hai baz dafa hamain apne wajood ki ahmiat dosronko tasleem akara na bht zaroori ho jata hai aur woh ego hi hai wrna log ap ko ghar ahaem samjh k dhakka dete hoye guzar jate hain
@Hoorain @Abidi
tu kya agr hum ego laein gy tab loog hume dhika nae dein gy bibi ego nae chahiye selfrespect chahiye agr ap apni izzat krwaoo gy tu dosra kry ga ego tu insaan ko tabah kr deti hai agr ego darmiyaan aye gi garoor ho ga tu kya emotion kya tareeky sab dhary ke dhary reh jaty hein jis insaan me ego ho wo chahty hoye bhi kisi ke samne kuch izhaar nae kr sakta ego darmiyaan me aa jati hai na @Mahiya @Azeyy @Shiraz-Khan
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
aana,garoor ,ke hath se kabhi tooy hoye taary nae jurty ego ka kya krna esy hi tu loog nae bool kr gy ke apny ap ko eik naram gulab ki tara rakho jis ki khubo se loog mutasir bhi hoon aur narmi ki waja se tumhary pass bhi aein kantoon ki tara maat bano ego maat laoooo ye insaan k lye nae bani {(popcorn)}@Mahiya@Azeyy@Shiraz-Khan
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
aur main ne abidi ki baat ko bhi clear kr dya hai jo poetry unhoon ne boli
khudi ko kr buland itna .....................................
is me matlab ego hargiz bhi nae chalooo frz kro hum matlab ego ly bhi lein tu kya iqbal bool rhy hein apne ap ne ego rakho ye tu eik latifa ho ga khudi ko kr buland itna ...........apne ap ne kuch esa peda kro jo tume qabil bna saky ....us door me muslim ki halat bhi esi thi na nokri na khana hr taqdeer se pehly khuda .................teri raza kya hai jb tum is qabil ho jao gy tu apni taqder khud likho gy uaj ye loog jo tum ko zalil kr rhy hein kl tumhary samne hoon gy gardan jhukaye tu main ye hargiz mane ko tiyaar nae khudi ego ko kehty hein jis ka naam abidi ne rakh dya hai @Mahiya @Azeyy @Shiraz-Khan @shzd @DuFFer@Masoom_girl
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
dekhiyee main ap logon se appeal krta hon ke khamkha ki behes karne ka koi faida nhi hona kyunke aya to pehle anda hi tha kyunke ande ke andar se hi to choza nikla tha jo baad main murghi ban gaya tha ap in murghiyon ko nhi jaante yaar bari nakhreeli hoti hain choti choti baton ko ana ka masla bana leti hain jab inko duniya main ane ka kaha gaya hoga na to tab bhi inke nakhre shuro hogaye honge ke main kyun pehle jaon log kya kahenge ke yeh kesi murghi hai ande ke bina hi agayi in murghiyon ke nakhron ka andaza to ap log TM ki murghiyon se hi lga sakte hain yar TM ki murghiyon main or such much ki murghiyon main farq hi kitna hai? sirf itna hi na ke such much ki murghiyon ko zibah karte hain to unka khon laal hota hai
 
  • Like
Reactions: faari

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
main ne kb kaha mujhy mufakar mano lkn main ap ko ye yaad dila rhi hoon ye shair iqbal ne tab boly jb qoum soi hoi thi ego tu door usay apni selfrespect ka bhi nae pta tha tb iqbal ne us qoum ko jagane bedaar krne krne k lye ye shair kahy ke apni izzat sambhalooo jago aur apne ap ko buland kro khudi mean apna ap ..............................na ke ego zahir hai ego tu ego hi ho gi jisy abhi ap khudi ka naam de rhy ho hahahaha @Mahiya @Shiraz-Khan @shzd
aap to aisay keh rahi hain k jaisay qom to ussi waqt soi thee aur ab jagi hui ha?
Iqbal ki taleemat to aj b hamaray lie mashal-e-rah ha,aur ye b nahi k siraf bahasiyyat qom,balkay infaradi tour par b apni ego ko bedar rakhnay ki bat ki ha,aur siraf shayeri he nahi balkay Allama Iqbal k ego par english lecture b mojud hain.
 
fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
hayen? topic change krdya or mujhe btaya hi nhi kisi ne main khamkha murghi or ande ke peeche hi pra hoa hn chalo its ook fareena n thank u for telling us ap log yeh samjh len ke oper wali post main ki hi nahi
ye to mahi p hai woh add krti hai aap ki post k nhi
new topic hai ego aap ki team against bole gi is k
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
aap to aisay keh rahi hain k jaisay qom to ussi waqt soi thee aur ab jagi hui ha?
Iqbal ki taleemat to aj b hamaray lie mashal-e-rah ha,aur ye b nahi k siraf bahasiyyat qom,balkay infaradi tour par b apni ego ko bedar rakhnay ki bat ki ha,aur siraf shayeri he nahi balkay Allama Iqbal k ego par english lecture b mojud hain.
ap ye farq jaanty ho ab main aur tab tab mulk hmara tha hi kb khair hum is behas me nae prna chaahty baat itni si hai bas ke ego insaan mein nae honi chahiye :)
 
Status
Not open for further replies.
Top