Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Hmara next Topic hay Ego:

Ego bohat zaruri hay hamari shakhsiyat ko stable rakhne aur muashrey may grow karne k liye,,
Positive Ego ka matlab hamain apni silahiton aur apne strengths par mukammal aitmad hona chahiye,Ego infiradi tor par hamain hmari pehchan deti hay!
Baghair ego k hum khud ko aur apni shakhsiyat ko separately pehchan nhi dilwa sakte aur na hi ye pehchan qaym rakh sakte hain!
Aaj k din-badin badalte muashrey may apne shnakht qaym rakhne k liye Positive Ego bohat zaruri hay!
Ego aik organizer hay jo hmari shakhsiyat ko well maintained rakhta hay,
Maire nazriyat k Mutabiq "Positive Ego hona Bohat zaruri hay"!

We have an Ego
We are not the Ego
Identify your soul!

@fareena_01 @Abidi @Prince-Farry @Iceage-TM @Asif_Khan @Princess_E
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Mahiya

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Ego k haq main sab se ziada arguments to Allama Iqbal ki shayeri main nazar aatay hain,ye wohi ego ha,jis ko Iqbal ne "khudi" ka naam diya ha aur farmatay hain...
"khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlay
Khuda banday se khud puchay bta tery raza kia ha"
iss se barha kar ego k haq main aur kia daleel ho sakti ha?

@Mahiya @Hoorain @Asif_Khan @Asheer @fareena_01 @Iceage-TM
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ego k haq main sab se ziada arguments to Allama Iqbal ki shayeri main nazar aatay hain,ye wohi ego ha,jis ko Iqbal ne "khudi" ka naam diya ha aur farmatay hain...
"khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlay
Khuda banday se khud puchay bta tery raza kia ha"
iss se barha kar ego k haq main aur kia daleel ho sakti ha?
@Mahiya @Hoorain @Asif_Khan @Asheer @fareena_01 @Iceage-TM
well said :-bd
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
kon aye ..?...
ap opposition team mei ho..to jawab do mere last reply ka debate ke related...
lol acha mujhy nae pta tha ke main opponent team me hoon mere hiyaal se kuch time pehly ap bhi janty thy ap kis team me ho hahaha

haan tu explain kro na k kiyu honi chahiye ego ....main kehti hoon ego nae honi chahiye wo relationship ko toor deti hein
relationship never dies a natural death..they are murdered by EGo

kya matlab ap ka ke honi chahiye yaani ke agr ap ki sister ap se baat krna chahy hansna chahy ya bhai brother ap se apni problem share krna chahy tu ap us sab ko apni ego par qurbaan kro gy;)e friends ko ly lo agr ap un ke dost ho tu ego ap ko kahin ka nae chory hi even ke is ego me ap apne dost ko ye bhi nae bool paooo gy ke wo ap ka kitna acha dost hai ya behan ko ke ap us se pyar krty ho ya bhai ko ke jb wo nae hota tu ap usay miss krty ho phir ego kiyu honi chahiye ego rishty banati nae toorti hai insaan apni ego me rehta hai aur baad me pachtata hai aur yahaan main ye bhi clear kr dooon EGO aur SELFRESPECT me bhi faraq hota hai ap loog selfrespect ko ego ke cover me maat chupana ego eik alag cheez hai jesa ke prince-farry ne bola respect honi hai apni tu mr.ye ego ki definition tu jaan lo pehly
@shzd @Pari @Masoom_girl @DuFFer @Shizuka @Mahiya @SweeeT_AnGeL
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Ego k haq main sab se ziada arguments to Allama Iqbal ki shayeri main nazar aatay hain,ye wohi ego ha,jis ko Iqbal ne "khudi" ka naam diya ha aur farmatay hain...
"khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlay
Khuda banday se khud puchay bta tery raza kia ha"
iss se barha kar ego k haq main aur kia daleel ho sakti ha?

@Mahiya @Hoorain @Asif_Khan @Asheer @fareena_01 @Iceage-TM
Bohot he ala Je Ma sha Allah
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810

@shzd @Pari @Masoom_girl @DuFFer @Shizuka @Mahiya
as hoor sis said..ego do tareeke ke hote hein..positive and negative..and i never mentioned which one I have...
and u r going after negative one...
 
  • Like
Reactions: Mahiya and Hoorain

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
ye mera jawab nae jawab @Hoorain ko bhi milly ga ap ne tu baat hi hatam kr di ap apni bolo @Mahiya
mai refer kar rahahon opar ki gae baat ko..{(doh)}.....FOR EXAMPLE, i.e....yeh sab use karna nahi ata?
wow...point lene ke lie kitni jaldi pari wi hai..
idhar negative ego par baat nahi ho rahi..ego ko favour karna hai..to hum wohi kar rahe hein.....
if u could bring an argument on positive ego..then go ahead..
 
  • Like
Reactions: Mahiya and Hoorain

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Iqbal k tusawrat ego k baray main...mulahiza kijiya...
Iqbal’s Conception of Khudi
(Ego)
The conception of Khudi has
been the most important
contribution of Iqbal to the realm
of political thought. It was not
due to the fact that he was the
first to treat the subject before
him such eminent minds as
Nietzsche, Fichte, Bergso and
William James had dealt with the
subject from the various angles
of vision. Iqbal’s originality lay in
the fact that the whole concept
of Khudi underwent a radical
change and assumed a realistic
interpretation under his masterly
pen. To Iqbal, Khudi or ego does
not signify pride or arrogance,
but the spirit of self affirmation
of one’s potentialities and their
proper utilization. Every object of
the universe exhibits this spirit in
some way or other. Even the
Creator of this universe could not
help expressing His ego and
created this world in order to be
known. One Hadith alludes to this
fact in these words:
“I was a hidden treasure. I
wished that I may be
recognized, therefore I created
the whole creature.”
Thus man being the highest
creature, should have spirit of “I-
am-ness” in its perfection, and
should assimilate and absorb in
himself the attributes of God and
thus become His vicegerent
(naib) on earth. This implies that
a limited authority has been
given to every man to fashion his
life according to ego. Ego must
then consist in creating desires
and wishes and trying to realize
them, by the authority vested in
every man.
Iqbal said,
ﺧﻮﯾﺸﺘﻦ ﺭﺍ ﭼﻮﮞ ﺧﻮﺩﯼ ﺑﯿﺪﺍﺭ ﮐﺮﺩ
ﺁﺷﮑﺎﺭﺍ ﻋﺎﻟﻢ ﭘﻨﺪﺍﺭ ﮐﺮﺩ
ﺻﺪ ﺟﮩﺎﮞ ﭘﻮﺷﯿﺪﮦ ﺍﻧﺪﺭ ﺫﺍﺕ ﺍﻭ
ﻏﯿﺮ ﺍﻭ ﭘﯿﺪﺍﺳﺖ ﺍﺯ ﺍﺛﺒﺎﺕ ﺍﻭ
ﺩﺭ ﺟﮩﺎﮞ ﺗﺨﻢ ﺧﺼﻮﻣﺖ ﮐﺎﺷﺖ ﺍﺳﺖ
ﺧﻮﯾﺸﺘﻦ ﺭﺍ ﻏﯿﺮ ﺧﻮﺩ ﭘﻨﺪﺍﺷﺖ ﺍﺳﺖ
When the Self awakened itself,
it revealed the world of
concepts.
A hundred worlds are hidden in
its being; its not-self comes to
being from its self-affirmation.
It has sown the seeds of
hostility in the world by
imagining itself to be other
than itself.
@Mahiya @Hoorain @Asif_Khan @Iceage-TM @fareena_01
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
Ego k haq main sab se ziada arguments to Allama Iqbal ki shayeri main nazar aatay hain,ye wohi ego ha,jis ko Iqbal ne "khudi" ka naam diya ha aur farmatay hain...
"khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlay
Khuda banday se khud puchay bta tery raza kia ha"
iss se barha kar ego k haq main aur kia daleel ho sakti ha?
@Mahiya @Hoorain @Asif_Khan @Asheer @fareena_01 @Iceage-TM

@Abidi ap ne khudi ko ego bana dya mujhy lagta hai ke ap ko khudi ka matlab samjhana pary ga khudi means ...pride,self conscious khudaari jisay ap ego ka naam de rhy ho .... jb ap ne ye shair bola tu mujhy lagta hai ke pura bolna chahiye tha ta ke ap matlab samjh paaty

khird-mandoon se kya puchon ke meri ibtida kya hai
ke main is fikar mein rehta hoon meri intiha kya hai

"khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlay
Khuda banday se khud puchay bta tery raza kia ha"

jnab yahaan khudi se murad ego nae apni izaat ,apni khoi hoi khudari hasil krna hai apny goal ko samjhna hai us intha tak jana hai jaha kamyaabi insaan ko milti hai aur jaha khuda bandy se khud puchta hai tu bta teri kya raza hai
ap kehny pr jaein tu hum ego me rahein aur ego wala insaan kabhi apny maqsad tak nae ja sakta ego usay bandy rakhti hai tu mujhy nae lagta ke ye clear howa iqbal ne ye shair ap ki is debate k lye bola tha ego

@Asif_Khan @Hoorain @Abidi @shzd @DuFFer @SweeeT_AnGeL @Masoom_girl @Mahiya @Shiraz-Khan
 
jee aapki iss sari logic ka jawab mery above post(post#117) main mojud ha,parh lejiyay.
 
fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
lol acha mujhy nae pta tha ke main opponent team me hoon mere hiyaal se kuch time pehly ap bhi janty thy ap kis team me ho hahaha

haan tu explain kro na k kiyu honi chahiye ego ....main kehti hoon ego nae honi chahiye wo relationship ko toor deti hein
relationship never dies a natural death..they are murdered by EGo

kya matlab ap ka ke honi chahiye yaani ke agr ap ki sister ap se baat krna chahy hansna chahy ya bhai brother ap se apni problem share krna chahy tu ap us sab ko apni ego par qurbaan kro gy;)e friends ko ly lo agr ap un ke dost ho tu ego ap ko kahin ka nae chory hi even ke is ego me ap apne dost ko ye bhi nae bool paooo gy ke wo ap ka kitna acha dost hai ya behan ko ke ap us se pyar krty ho ya bhai ko ke jb wo nae hota tu ap usay miss krty ho phir ego kiyu honi chahiye ego rishty banati nae toorti hai insaan apni ego me rehta hai aur baad me pachtata hai aur yahaan main ye bhi clear kr dooon EGO aur SELFRESPECT me bhi faraq hota hai ap loog selfrespect ko ego ke cover me maat chupana ego eik alag cheez hai jesa ke prince-farry ne bola respect honi hai apni tu mr.ye ego ki definition tu jaan lo pehly
@shzd @Pari @Masoom_girl @DuFFer @Shizuka @Mahiya @SweeeT_AnGeL
aap ne jo bat ki hai woh expression of emotions ki hai kya jo izhar ka tareeqa jante hain un ma ego nhi hoti aisa nhi hai ego aik alag chez hai jo insan k ander waqr paida karti hai aur dosron ko apni zata ka ehsas dilati hai baz dafa hamain apne wajood ki ahmiat dosronko tasleem akara na bht zaroori ho jata hai aur woh ego hi hai wrna log ap ko ghar ahaem samjh k dhakka dete hoye guzar jate hain
@Hoorain @Abidi
 
Status
Not open for further replies.
Top