Baatoon se khushbo aye

  • Work-from-home

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Zindagi main do baaten hamesha yaad rakhna
1. Hawa chalti hai to patte hilte hain
2.Or jab nhi chalti to nhi hilte
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Yahan par srf barebare falsafiyon ya danishwaron ki baaten share karen..baray e meherbani apni zubani kuch nahi...
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
bas bas tumko mazaqan samjhdar keh dya to iska matlab yeh nhi ke tum such much samjhdaron wali baten krna start krdo
 

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
wese fahad eik baat btaein baat tu ap ne achi ki k jb hawa chalti hai tu zahir hai paty hilty hein ab ap ye btaein agr ap itne bary danishwar hein tu btaein k jb darakht pr paty hi nae hoon gy tu hawa chalne se kya hily ga
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
wese fahad eik baat btaein baat tu ap ne achi ki k jb hawa chalti hai tu zahir hai paty hilty hein ab ap ye btaein agr ap itne bary danishwar hein tu btaein k jb darakht pr paty hi nae hoon gy tu hawa chalne se kya hily ga
yar maine kisi darakht ka to zikar tak nhi kya
maine to just yeh kaha ke hawa chalti hai to patte hilte hain
or woh patte to zameen pe pare sokhe patte b ho sakte hain
phir apne itni danishmandi dikha ker un patton ko darakhton main kaise laga dya?
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Haan waqei me ye tosocha hi nahi tha..aur wo pattay palstic k bhi hosakte hain ya kaghaz k bhi..hai na Fahadd?:s:s{(haha})
Aisi danishmandi ki baaten apke maghz e shahi ki hi dain hai..warna aam insan k bas ki baat nahi..:-bd;))
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
haana wohi to main b keh rha hon woh patte to taash ke patte b ho sakte hain islye plz zyada danishmandi na dikhayen warna apke patte b bicha sakti hai bahaar
haina bahaar?
 

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
lkn ap ne tu sirf hilne ki baat ki thi aur jnab paty dirakht k sath lagy hilty hein zameen pr pary hoye paty urty hein for ur kind information aur dakht ka tu ap ne naam nae lya {(haha)}

---------- Post added at 01:47 AM ---------- Previous post was at 01:41 AM ----------



wahi k hazrat moosa alaihissalam ne farmaya k aye Allah jab tu ziada khush hota hai to kia karta hai.to Allah ne kaha k main betiyan paida karta hon..

hmmm tu ye baat tu jnab barish bi rehmat hai ,bitiyaan bi rehmat hein ,aur mehmaan bi Allah ki rehmat hoty hein aur jb ye rehmaty ati hein duniya me tu Allah apne bandoon se hush hoty hein
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
faari itni bholi kyun ho tum
koi b patta chahe zameen pe para ho ya darakht pe latka ho hile bina nhi ur sakta hilna to usse pare ga hi na or darakht ka naam b maine isi lye hi nhi lya tha kyunke jin patton ki maine baat ki thi woh patte darakht pe lage hoye nhi the na
 
Top