سالگرہ منانے كا حكم

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
yea but we are not changing anything in Islam tho .....
Is terhan to bahut si aysi cheezein hain jo Muhammad SAW nay nahi ki laykin ab hum karte hain. (e.g using computer)

Celebrating birthday can be forbidden(makroh/haram) but how it can be biddah ?
Yes bro its makrooh becoz its not a valueable thing
and really if you see deeply its nothing but public is
very happy with the day of birth
and its in category of haram becoz not only non muslims
but eesaaiy or yahoodis begin this day's celebration
and we are forbidden for following them
so its haram like this and anyways my brother Muslim
actually meant about celebrating birthday of any ISLAMIC personality
is biddah and haram but may be he forgotted
mentioning becoz I think he was in hurry yester night . . .[DOUBLEPOST=1343720537][/DOUBLEPOST]
shaitaaan mehaz sirf aik sooch hai or kch bi nai , hum khud hum kitni khubsurati se sab kch shaitaan per daal detay hain halaanky gunah -o-sawab k murtakib bi khudi hotay hain ,
Mje yeh batayen k eid milan-un-nabi k siwa or kch bi bidda nazer nai aati kya tum logon ko ??[DOUBLEPOST=1343716462][/DOUBLEPOST]
maine bidaat ki iksaaam puchi hain ?
Kya mein aapko biddat ke aqsaam bataaun ??

kya mujhe ijaazat hai ??
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Aapi dar asal yahaan kuch lougon ko thaga kar eik giroh kehta hai
eik biddat siyah hoti hai eik safeid oops safeid matlab aashna

uspe saboot yeh diya jaata hai ke Sahaba e ikraam salat o salam ke daur mein
QURAN shareef ikhatti huwi aur bhi kuch aise kaamon ki baat hai
jo sahaba e ikraam salat o salam ke daur mein huwe woh kitab mere
paas bhi maujood hai ab in baaton se inko thaga liya gaya yeh samajh
gaye hain deen mein koi bhi naya aur achha kaam koi bhi eijaad
kar sakta hai aur jab musalmaan bhaion ki aksariyat kisi baat ko
sahi maanne lage to woh sahi hi maani jaani chahiye :D

ab koi yeh soch kar bataaye Sahaba e ikraam salat o salam ke
dour mein jo kaam huwa use biddat kese keh sakte hain ??
unki pairvi tak ka hukm humein kin se mila ??
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
hum ahlay deoband ki books ko to ap log mantay nae..

ye nasir bhai ka tread manay deka to apko yaha link day diya..unho nay achay tareqay say wazahat ki hay
ap parh lo mr tayyab to apko biddat ki aqasam pata chal jaye ge..[DOUBLEPOST=1343721235][/DOUBLEPOST]
Aapi dar asal yahaan kuch lougon ko thaga kar eik giroh kehta hai
eik biddat siyah hoti hai eik safeid oops safeid matlab aashna

uspe saboot yeh diya jaata hai ke Sahaba e ikraam salat o salam ke daur mein
QURAN shareef ikhatti huwi aur bhi kuch aise kaamon ki baat hai
jo sahaba e ikraam salat o salam ke daur mein huwe woh kitab mere
paas bhi maujood hai ab in baaton se inko thaga liya gaya yeh samajh
gaye hain deen mein koi bhi naya aur achha kaam koi bhi eijaad
kar sakta hai aur jab musalmaan bhaion ki aksariyat kisi baat ko
sahi maanne lage to woh sahi hi maani jaani chahiye :D

ab koi yeh soch kar bataaye Sahaba e ikraam salat o salam ke
dour mein jo kaam huwa use biddat kese keh sakte hain ??
unki pairvi tak ka hukm humein kin se mila ??
mujy itne wazahat nae ate.,lakin 1 bat deen may kame,ya beshe dono haram hay...
chachay ap 2 sajday k bajay 4 sajday karo,deknay may to ye acha amal hay k hum Allah k agay he sajda karahay hay wo b 4,lakin ye b haram hay.,q k jub Allah or usk nabi pak SAW nay 2 sajdo ka hukum diya hay to ta qiyamat 2 sajday he wajib hay...is tara har kame beshe deen may haram hy

baqe Allah behtar janta hay.
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
maine open Question kiya hai feel free to answer ,

Biddat matlab deen mein kuch naya kaam eijaad karna
aur biddat matlab deen ke ibadat ke tareeqon mein
izaafa karna jaise ke eik din ke liye kitni namaazein
farz hain 5 naa ?? aap 6 parh loge ??

chonk kar jawaab aayega nahin mein poochunga kyun
so har MUSALMAAN yehi kahega humein 5 ka hukm hai

so eik MUSALMAAN ko kitni eidon ka hukm hai do naa
to teen kis liye manana ??

aap teesri eid manaayen apne mulk ke jashn pe
per use MUSALMAANON ki eid ka naam na dein
naa Rabi ul awwal ko eid manane ki tarah
apni kitaabon mein chhaapne lagein ke
60 saal ki ibaadat ka sawab milega is din ke jashn se
kya ajeeb drama baazi hai dhol bajana gharon ko sajana
trucks mein loud speakers le kar shehr shehr phirna

aur aisi baaton ke baad kaha jaata hai achha ji sirf agar
nafali ibaadat karun to biddat nahin hai naa ??

aap karein nafali ibaadat aaj bhi karein Nabi e kareem saww
ki khushi mein kal bhi karein yeh na kahein ke is din hi karni hai
kyunke is din ka maqrooz karna khud pe khud hi waajib kar lena
durust nahin . . .[DOUBLEPOST=1343721674][/DOUBLEPOST]
hum ahlay deoband ki books ko to ap log mantay nae..

ye nasir bhai ka tread manay deka to apko yaha link day diya..unho nay achay tareqay say wazahat ki hay
ap parh lo mr tayyab to apko biddat ki aqasam pata chal jaye ge..[DOUBLEPOST=1343721235][/DOUBLEPOST]

mujy itne wazahat nae ate.,lakin 1 bat deen may kame,ya beshe dono haram hay...
chachay ap 2 sajday k bajay 4 sajday karo,deknay may to ye acha amal hay k hum Allah k agay he sajda karahay hay wo b 4,lakin ye b haram hay.,q k jub Allah or usk nabi pak SAW nay 2 sajdo ka hukum diya hay to ta qiyamat 2 sajday he wajib hay...is tara har kame beshe deen may haram hy

baqe Allah behtar janta hay.

Ji bilkul durust farmaaya aapi ji

jese ke fajar ke do farz hain ab koi mohabbat mein
chaar rukat farz parh sakta hai ??

chalein agar biddat e aashna jaisi koi cheez hai
to kya hum maghrib se fajar tak rouza rakh sakte hain
sard mausam mein naa kyunke din chote hote hain
raat bare hote hain raat ko roze ki takleef zyada hogi
sawaab zyada milega so kya yeh mumkin hai ??

jawaab hai NO kyunke rouza seher ta maghrib hi rakhna hai
aage ya peeche karne wala haraam kaam kar raha hai

ab kyun haraam hain yeh dono kahe gaye kaam
kyunke inka humein hukm nahin so milad un nabi saww ka hai ??
 

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
itnay parhay likkay or zaheen insan ki soch sun kar kafe shocked laga..lakin khair Allah pak sab ko hidayat day ameen
mje nai chaiye tamgha parhay likhay insaan ka or denay ki zarurat bi nai hai ...
jo maine on the spot Question raha hu us ky jawab chaiye mje bas ..


Agar itni hi Bidaat nazer ati hain to phr kyun apne hi TM k forum men Barh char k Birthday's celeberate ki jati hain ????

Kyun mehaz mafroosi parties day kar k G ko lubhaya jata hai ???

Us waqat Kahaan jati hai bidat , Kiya yeh bidat nai hai k her Tareekhi din to celeberate kiya jata hai , chahay wo 14 ov august ho , ya phr 6 september kyun karte ho wo din celeberate ?? na kiya karO ,

kya es tarha froum pe aik dusray se rawaabit bidat nai hai ???

kehnay to hamaray liye yeh mehas source of communication hai Lakin Kahaaan mentioned hai k yeh source of communication Jaiz hai Ya biddah nai hai ? kya es medium k throught ap kitni hi afraad se bat chez / khayalat ka izhaar ya guftoshaneed nai kartay ???? agar karty hain to islaam me to eski bi mumaniyat hai , or phr bht sakti se mumaniyat hai.[DOUBLEPOST=1343721931][/DOUBLEPOST]hum aehlay dio band , tum wio band kyun banaye gaye hain firqay jabke men apni 2nd post me bata chuka hu k Quran majeed men wazia Alfaz me btaya gia hai , k Allah Ki rassi ko mazbuti se tham lo or tafarkoon men na batO to phr kyun kar tafarkoon ki battien kartay ho ?[DOUBLEPOST=1343725077][/DOUBLEPOST]kahaan gaye sab :| hai koi jo meri batton ka jawab day sakay ???

any one , Mr. Chirag, Mohtaram toobi , Muslim bhai , horror, Any one ov you ?????????
 
  • Like
Reactions: hoorain

Zayneb

Regular Member
Jun 11, 2012
53
62
18
Pakistan
Bidat ka mafhoom kia ha?
me ne suna ha " AISA KAM JO DEEN MAI NA HO & USE KIA JAYE & US PR SAWAB BAYAN KIA JAYE"
jab ke koi Apne Son ki salgra manata hai tu wo use DEEN ka hukam nahi kehta, & Us pr SAWAB ki nayyat nahi karta, tu wo Biddat kese hua,
Ap ne jo Riwayat bayan ki ha us ka Salgera se koi taluq nahi.
kiu k un ka bayan DEEN ma Nayee batoon ki aijad se ha, Sagira ka DEEN se koi link nahi & no koi use DEEN kehta hai,
Bhai Be mane AAyat & Ahadees na bayan kia kren,
Jazakumallh[DOUBLEPOST=1343726797][/DOUBLEPOST]Han Bhai Ap ye keh sakte ha k ye hamere masre ki aik Kharabi hai, & Salgira manana Galat hai, Logo ki haq talfi hoti hai,
LEKIN ISE BIDDAT KEHNA GALAT HAI,
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
shaitaaan mehaz sirf aik sooch hai or kch bi nai , hum khud hum kitni khubsurati se sab kch shaitaan per daal detay hain halaanky gunah -o-sawab k murtakib bi khudi hotay hain ,
Mje yeh batayen k eid milan-un-nabi k siwa or kch bi bidda nazer nai aati kya tum logon ko ??[DOUBLEPOST=1343716462][/DOUBLEPOST]
maine bidaat ki iksaaam puchi hain ?
aapke es baat Alama Iqbal ka poem yaad aya:
hansi athe hain mujhay fitrat insan per
Gunaah kerta hain khud aur lanat bhejta hain shaitaan per
"Alama Iqbal"
 

Zayneb

Regular Member
Jun 11, 2012
53
62
18
Pakistan
islam bday,date aniversry wagera manana sab mana or haram hay.
or apni taraf say koe nia kam deen may shoro kia jaye.ya nabi Pak SAW say mansoob kia jaye wo biddat hay...chahay ap apni aqal k motabiq koe ache bat b deen may kud say start karo to b biddat or lagho k zimray may ata hay...
My Sis Ap ne Upr ka likha shayad parah nahi,
Muslim bro. ne Salgira pr bat ki kisi islami SHaksiat pr nahi,
& Muslim Bro ne tu BIDDAT kaha, lekin Ap ne HARAM bhi keh dia.[DOUBLEPOST=1343727860][/DOUBLEPOST]
yea, I also think celebrating birthday is no wise. But mujhe sirf is sawal ka jawab chaiye k apni salgirah manana bidah kayse howa?
Yahan Yahi Aik BUNyadi Q? ha, Jo DON Bro ne Poocha ha,
Sirf isi ka Jawab Chaye,
Ye Alag bat ha k apni salgira manana aik masharti kharabi hosakti hai, Lekin BIDDAT kese hui?
 
  • Like
Reactions: hoorain and Don

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Assalamo alaikum JazakALLAH khair durust farmaaya
magar theek se nahin farmaaya aap mein yehi eik khaami hai

aap ne kehna tha kisi ISLAMIC hasti ki saalgirah manana biddat hai

taake koi aur aapki baat ko knowledgeable maanta aur durust

tareeqe se samajhta kyunke is tarah ab koi kahega

mobile pc qaleen chamre ke chappal shirts paint

subhi biddat hain so not like that birthday manana

kisi ISLAMIC hasti ki biddat hai kisi aam Insan ki

maqrooh hai aur choonke iski ibtidaa ghair mazhab ne ki

humen ispe amal paira nahin hona chaahiye . . .[DOUBLEPOST=1343684414][/DOUBLEPOST]
Ji bhai to ishaare ko clear karke baat kiya karein
warna is tarah bohot confusion ho sakti hai . . .
walaikum salam bhaai

bhaai ap jitna bolte hu utna samajhne ki bhi koshish karte to ye uljhan nahi paida hoti
confuse to aap hure aur dusron ko bhi karre hy

ek ayat ya ek hurf ek nuqte ko pakar kar baith jana samajdari wali baat nahi ap majmooi taur par mutala karen tab baat samajh me aayegi aur comment karte waqt jald bazi se kaam na lijiyega isse khud ka aur dusron ka bhi nuqsaan hota hai topic ko samjhiye parhiye ap ke ek comment se idhar bahes ka mahol khara ho gaya[DOUBLEPOST=1343733662][/DOUBLEPOST]
muslim wapis aa jaO phr baat kartay hain ... jst need to clear few of the thing ..
g bhaai kahiye main wapis agaya
mere paas jab time hota hai tabhi yahan online aata hu kal mere jane k baad apka post hua hy
kahiye my apki kia madad kar sakta hu?
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Jazak Allah khair for coming , ik dafa Sari posts par len Meri or bakioon ki to phr apni raiye De dejiye ga..!
in sha Allah zaroor bhai
wahi kar raha hun ap bhi thura tahammul se rahiyega jab tak mera jawab na ajaye aur guftugu ilm me izafe aur islah k lie hai to my aage barh char ke karunga lekin bekar ki bahes aur ana aur apna maslaq beech me lana ho to my mazirath chahta hun isme nahi parunga shukria
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Jazak Allah , musnad or shahe Ahadees k sath appki her ki janay wali baat or mere sawaalon ka jawabad ko me Appreciate karu ga.[DOUBLEPOST=1343734219][/DOUBLEPOST]
.................sleep(}
faari men once for all en roz peda hone walay masloo or masailoon ko khatem karne k liye es behas me Utra hu, dont worry bro.
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mje Aj tak yeh samaj nai ati , k hum kitni kushi se deen men tarmeen kar detay hain , jesay tifl-e-maktab ho , Jab chaha bidat bana di , or jab chaha , haram Qarar day dia. Kyun ????

Bidat ki Kitni Aksam hain ?? Koi mje bata sakta hai ??

bidat-e-Hasana ka Zikar to koi bi nai karta. Birthday ka Hukam Ko sabi nikal latay hain to phr Kyun Quaid azam / Allama Iqbal ki Barsi pe special Takareeb ka Ahtamaaa kiya jata hai ??? Kyun TooPoon ki salaami di jati hai ???? 14 August k sath her Special Din to celeberate karne ko bidat kyun nai kaha jata ??? Tab kahaaan jatay hain Saray Ulama Ikaram or saray Iema Hazart ? tab Aehl-e-ilm Log kahaaan chup jatay hain ???

Koi jawab day sakta hai to plz would love to see the answers.[DOUBLEPOST=1343715622][/DOUBLEPOST]


bidat ki kitni Iqsam hain ????[DOUBLEPOST=1343715926][/DOUBLEPOST]
Phr woi baat reh day k aajati hai k mera ishara uni ki taraf tha or un k itarafn nai tha , Kya Quran majeed men apne yeh ayat mubaarak parhi hia "​
"​
Waziah Alfaz men bayan kiya gia hai k Tafarqy men na Paro to phr kyun ap Log nominate kar rahay hain Ya isharay day day kar bat kar rahay hain ???​
ap ko Kisne sanad di hai k ap saahi ho ???​
Allah Pak her insaan ko Deen ki sahi talemaat samajne or perchar karne ki taufeeq day ..Ameen​

bidat e hasana ki daleel to ap muje denge aur bidat ki aqsam ya bidat kya hy tooba ne ju link dia hy usku parhen my ne bhi parha hy kaafi mufeed hy agar ache se samajhne k lie parha jae tu my nahi samajhta bahes ki koi gunjaish rahegi

rahi baat mohammad ali jinnah ki aur allama iqbal ki barsi ya phir is tarah ke digar kam tu bhaai jo lug ye karte hy aap unse sawal karen islam me to kahin iski ijazat nahi ab loog karte hy to kya wo sahi ho jayega?

bhaai ye ayaat my ne kai dafa parhi aur Alhamdlillah my isko samajh ta bhi hun aur is par pakka aamil bhi hun my quran aur hadees ko hi mayar e haq maanta hu kisi peer faqir ki baat ku nahi

bhai quran ki aisi bht si ayat hy jidar ek baat kahi gayi lekin ishara bht cheezon par hy tu wahi baat my ne ki tu isme tafreeqe wali baat kidar se agayi?

muje kisi ne sanad nahi di ke my sahi hu aur my ne kahin ye dawa bhi ny kia aur agar koi muje sanad de bhi de to deen me ye koi ahmiat nahi rakhta deen wohi hy ju mere aaqa Mohammad alahisalam ne bataya

muje to apki baten maktab e tifl ki nazar ayi bura na maniyega rabbana yahdeek
 
Top