تين طلاق كي حقيقت

  • Work-from-home

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
View attachment 51575View attachment 51574
ChEeRfUl>:)
Qalandar
good-muslim
Tooba Khan

ab ye na kehna 3sra fareeq kider sey aya (hgj)

fareeq nhi bnao koi yahan apney apko alim nahi sabit kro mushkil mushkil word use kr k masla sirf samjhao kyon aur kaisey....so mai is masley pr bolna nhi chah rhi thi pr jo mujhey pta hai wo ap ko bta rhi hon....(hgj)

1ik talaq aur 3 talaaq 2no hi sahi hai sirf tareeqa galat hai bus tareekey ki buniyad pr jhagrey hai.....laikin ye kehna aik dosrey ko tum galat ho ya wo galat hai sahi baat nhi hai ......so mai wazahat sey bta dia hai k ye dono masley kis tarha aur kyon hai...

shukriya
Star aap kO jO patah hai zarOori tO nahi k wOhi Sahi hO aap kOi aalima tO hai nahi k jO aap nay keh dia hum Ossi par amal karengay aap meri Attachment kO zara ghOr Say pharlay umeed hai aap kO faida hOga​
3 talaq 1.JPG
3 Talaq.JPG
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
معزز دوستوں
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
میں بار بار گذارش کرچکا ہوں کہ اس زیر بحث مسئلہ میں قلندر اور گڈ مسلم بھائی کے درمیان اصولی فیصلہ ہوچکا ہے کہ اس موضوع پر دونوں فریق قرآن و سنت کی روشنی میں بات کریں گے اور انشا اللہ یہ بات باہمی رضامندی، محبت ، اخلاق کے دائرہ کار میں رہ کر ہوگی، کیونکہ اس مسئلہ میں ہمارا اختلاف شرک و کفر کا نہیں اور نہ ہی مذہب پرستی یا فرقہ پرسےی کا ہے کہ دونوں طرف گرما گرم بحث ہو۔
انشا اللہ ہم ایمانداری سے صرف جو ہمارا مطالعہ ہے اس زیر بحث موضوع پر وہی بات قرآن و سنت اور علما امت کی تشریحات کی روشنی میں کریں گے۔
اس مسئلہ پر کسی کو جذباتی ہونے یا کسی بھی بھائی یا بہن کے متعلق غلط رویہ رکھنے یا دل میں حسد بغض پیدا کرنے کی کوئی ضرورت نہیں یہ ایسا مسئلہ نہیں کہ ہم آپس میں الجھ جائیں اور نہ ہی یہ وقت کی ضرورت ہے کہ ایسے مسائل میں مسلمان بھائی آپس میں اختلاف بڑھائیں۔
مجھے امید ہے کہ آپس میں باہمی محبت کو فروغ دیا جائے گا۔
دوسری بات یہ ہے کہ جس مسئلہ میں نص قرآن موجود ہو احادیث موجود ہوں، خلفائ راشدین کی سنت اور صحابہ کرام کا عمل موجود ہوں وہاں اپنے خیالی اور تصوراتی باتوں اور مثالوں سے پرہیز کیا جائے۔ ان مثالوں اور خیالی تصورات کا شرعی احکام سے کوئی تعلق نہیں ہوتا۔ شرعی احکام میں صرف شرعی دلیل مانی جاتی ہے۔ مثالیں تو دونوں طرف سے ہزاروں کی تعداد میں مل جائیں گی لیکن سوائے وقت کے ضیاع کے کوئی فائدہ نہیں۔
گڈ مسلم بھائی سفر پر ہیں انشا اللہ جب واپسی ہوگی تو ہمارے درمیان رابطہ ہوجائے گا۔
تھوڑا انتظار کرلیا جائے۔
شکریہ
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

walikum asalam..
i wish apki ye asan bat sab ko samaj ajaye...
gud muslim bhai apka intezar hay..inshaAllah ap dono ki bato say haq nateja samnay aye ga..
or bachkana misalo say waqe pehez kia jaye..q k islam may apki apni aqal ka koe dhakal nae...jo Allah or usk Rasool SAW nay farma diya..us par hamay jo ka too amal karna hay bs.
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
.Bhai Agar Star Qadayion ko firqa samjti hain tau kia woh jannat main nahi jayen gi. Kia Assiayat bhi Islam ka Firqa nahi hai.. Kia yahadiyot bhi islam ka firqa nahi .. Kyun kay Essa A.s Ka Deen Islam tha. Or Mosa A.s Ka deen bhi Islam tha. ab bataon biyya.​
Asalam o alikum to all muslims.

wah kiya kehna hay janab ka k essayat aor yahoudiat bhi islam ka firqa hay...
janab Nabi kareem(saw) k aany k baad puraani tamam sheryatin mansookh ho gyi hain aor ab dunya k liye sirf aik hi deen islam hay aor sirf itna poochun ga k yahudiat aor eesayat islam ka hi firqa hain es pe quran aor hadees se daleel day dain aik alag topic pe.
5 Talaq isn't equal to 3 Talaq... yeni ap jitni bar marzi talaq do aik hi talaq ho gi. Dekha koi virus bhi hamari madad kar raha or samja raha kay jaisay ap jitni bar marzi post karo woh aik hi count ho..​
aap ko kis ne kaha k jitni marzi talaq de do wo aim ho gi?? janab yahan jo 2 fareeq baat kar rahy hain ye dono k khilaf hay k jitni marzi talaq de do wo aik ho gi.
barayye meharbani es baat pe quran aor hadees se daleel de dain k jitni marzi talaq do wo aik ho gi????

aor aap ne ye bhi kaha k jitni marzi post karo wo aik ho gi to thoori si AQAL istemaal kar lety,,
The Horror sahib aap ki total posts 1372 ho chuki hain to kiya ye aik hi count ho gi??
agar har post aik hi count ho gi to aap ki es forum pe posts 1372 kiyse ho gyi???
janab forum walu ko bataow k wo ghalat counting kar rahy hain k aap ki post sirf aik count ho gi aor unhun ne 1372 likh di hain.
acha bhai muje sirf aik simple si baat bataon mian ap ki baat ko sach maan loon ga. Agar kio shaks ghalti sey 4 dafa Talak ya 2 dafa talaq ka lafz use kar leta tau quran o Hadith uss kay baray main kia kehtay hain.. Kia woh 2 Talaq ho gi 3 ho gi ya 4...
janab pehly ye samjhin k yahan baat kis cheez pe ho rahi hay aor ikhtelaaf kiya hay.
Majlas se ap ki kia murad yani ap keh rahay majmay mian teen talaq deni parti hai..
yehi kahu ga k pehly samjh lo ikhtelaaf kiya haya r kis baat pe hay phir post karo.

janab ikhtelaaf ye hay k agar ksi bandy ne akhati, aik hi jagah pe, ya aik hi majlis pe apni bewi ko 3 talaq de di to kiya os talaq ko 3 count kiya jaye ga ya 1???
majlis se muraad majma lena aap ki ghalat fehmi hay.
Agar aik insan ghalti kar bettha hai to phir islam main uss ko dosra moqa kyun hai.
janab ye to insan ki apni ghalti hay k os ne shareyat ka hukam hony k bawajood ghalat tareeqy se talaq di..
ab aik insan choori kar le aor kehd e k ghalti ho gyi to kiya os ko maaf kar deya jaye??
aik insan qatal kar k kehd e k ghalti ho gyi hay mujhy aik moqa aor do to kia os ko dena chahye??
… اِمام بخاری رحمہ اللہ نے ”باب من اجاز طلاق الثلاث“ میں حضرت عائشہ صدیقہ رضی اللہ عنہا کی روایت سے رفاعہ قرظی کی بیوی کا واقعہ نقل کیا ہے، کہ رفاعہ نے اسے تین طلاقیں دے دی تھیں، اس نے عبدالرحمن بن زبیر سے نکاح کرلیا اور آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم سے شکایت کی کہ وہ عورت سے صحبت پر قادر نہیں، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ: تم رفاعہ کے پاس واپس جانا چاہتی ہو؟ (اس نے کہا: ہاں! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:) یہ نہیں ہوگا، یہاں تک کہ دُوسرے شوہر سے صحبت نہ کرو

janab aap ne jo hadees pesh ki hay k rafaya (RS) ne teen talaq de di thi aor un ki bewi ne abdulrehman bin zubair(RS) se nikah kiya tha to janab thoora samjh lety k wo teen talaq ho gyi thi tab hi to rafaya(RS) ki bewi ne doosri jagah nikah kiya tha..

agar teen talaq na hoti to kiya un ka nikah dossri jagah ho sakta tha.?
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
View attachment 51575View attachment 51574

Star aap kO jO patah hai zarOori tO nahi k wOhi Sahi hO aap kOi aalima tO hai nahi k jO aap nay keh dia hum Ossi par amal karengay aap meri Attachment kO zara ghOr Say pharlay umeed hai aap kO faida hOga​
View attachment 51577View attachment 51576
(hgj)(hgj)(hgj)(hgj)(hgj)(hgj)

mai tou pehley hi iqraar kr chuki hon k mai jhoothi hon khush....
aur mai ye kis waqt kaha mera ye firqa hai....
mai kisi firqey ko nhi manti aur ye kahan likha hai k ahle hadees hi sachey hai baqi sab jhoothey hai...

sab logon n apni marzi k kanoon bna rakhey hai apni merzi sey jidher chahtey hadees aur ayyat ka rukh more daitey hai...

shukriya,,,,,,uncle g.....[DOUBLEPOST=1342597621][/DOUBLEPOST]
Star brO 3 talaq ka masla kafi arsy se khara hay
mien aap lOgO k Saath saudia ke ullama ka 3 talaq ke bary mien fatwa Share ker raha hOn yeh tO aap k Maslak ka hi fatwa hai iS k baray may kia kahaingay
2=
3=
4=
5=
6=
7=
g uncle g mai tou in logon ko nhi manti (hgj)
tou ye batain mai apni pehley post mai bayan kr chuki thi ap log bus copy paste kia kro......(hgj)[DOUBLEPOST=1342597706][/DOUBLEPOST]
ASLAMO ALAIKUM

3 talaq k masley pr itna hi kehna chahon gi.....k 3 talaaq ya aik talaaq mai bohot farq hai.....ager aik admi gussa mai apni zuban sey talaaq...talaaq.....talaaq aisey ada krey is mai koi baat kiye bagair ya rukey bagair tou ye aik talaq hi kehlaey gi......phir dosrey moqa pr ager wohi admi phir sey talaq ...talaaq talaaq kahey tou ye uski 2sri talaaq kehlaye gi.......is k baaad ager us k monh sey aik bar bhi talaq ka lafz ada hua tou ye talaaq waqia ho jati hai.....

dosri soorat mai ager koi admi 3 bar tallaq dey wo bhi aisey aik bart kahey k mai tumko talaaq daita hon.....phir rukey ....phir aisa boley k mai tumhai 2sri talaq daita hon aur isi trha thora rukney k baad mai kahey asur mai tumko 3sri talaq daita hon tou ye talaaq waqia ho jati hai......

asaan alfaaz mai samjha rhi hon ....itney mushkil word sey samjhna mushkil hai....

pehli missal ka bayaan aisa hai k ager aik admi lgatar monh sey firing krey k talaq...talaq...talaaq tou us ki missal aisi hai k ager ap haj pr jao aur wahan shaitan ko kankariya maro tou 7 kankariyan aik aik kr k maro gey na tou phir 7 gini jaey gi laikin ager ap wohi aik sath maro gey tou wo aik hi gini jaey gi...

ye meri post shayed ap n nahi parhi......is sab batain waziha hai k 2no halaton mai talaak hoti hai.....[DOUBLEPOST=1342597998][/DOUBLEPOST]ab ye keh na k nahi 80 ya 70 dafa talaaq kehney sey hi talaaq ho gi,,sirf guzarish hai deen ko samjho......sarey firqey apni mutabic ahadees ka rukh more rhey hai.....shukriya....
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Asalam o alikum to all muslims.

wah kiya kehna hay janab ka k essayat aor yahoudiat bhi islam ka firqa hay...
janab Nabi kareem(saw) k aany k baad puraani tamam sheryatin mansookh ho gyi hain aor ab dunya k liye sirf aik hi deen islam hay aor sirf itna poochun ga k yahudiat aor eesayat islam ka hi firqa hain es pe quran aor hadees se daleel day dain aik alag topic pe.
acha to phir aj jo log christian hian kia woh nabi kareem ki ummat nahi hain.. aj jo yahodi hain jo kia woh nabi kareem ki ummat main se nahi.. Ummat ka lafz majmoi tor par use kar raha hun.. Jo purani ummat thian un kay lie nabi attay thay.. ess tarah Nabi Kareem ki Yeh ummat hai.. Ab bolo biyya . :)
Kia christain or jews ka talaq kisi or nabi se hai..​

aap ko kis ne kaha k jitni marzi talaq de do wo aim ho gi?? janab yahan jo 2 fareeq baat kar rahy hain ye dono k khilaf hay k jitni marzi talaq de do wo aik ho gi.
barayye meharbani es baat pe quran aor hadees se daleel de dain k jitni marzi talaq do wo aik ho gi????
bhiyaa sachi bataon quran ko log apni marzi se interpret kartay hain.. Jo Teen Talaq walay hain woh teen lalaq wali ayaton se sabit karain gay.. jo aik talaq walay hain woh aik talaq se sabit karay gay.. main esi kio ghalat nahi karna chahta.. Aik hadess main ne opr paish ki thi..
aor aap ne ye bhi kaha k jitni marzi post karo wo aik ho gi to thoori si AQAL istemaal kar lety,,
The Horror sahib aap ki total posts 1372 ho chuki hain to kiya ye aik hi count ho gi??
agar har post aik hi count ho gi to aap ki es forum pe posts 1372 kiyse ho gyi???
janab forum walu ko bataow k wo ghalat counting kar rahy hain k aap ki post sirf aik count ho gi aor unhun ne 1372 likh di hain.
agar 1372 post ko aik post main merge kar dain to woh kia aik post ho gi ya 1372 lol.. ess tarah ap agar at a time 3 baar talaq keh kar post merge kartay ho to woh aik post count ho gi.. kyun baqi postain ap ne kuch arsay baad karni ho gi.. Ta kay ap tanday dimagh se sochian kay kahin ap ne apni poston mian koi ghalti tau nahi ki.... Agar ap ko direct ban kar dia... to ap ko acha nahi laga ga... ess lie askar foram Teen warning detay hain.. Agar koi ap ko akhta "Teen Warning " ka lafaz likh day to woh aik hi warning ho.. Ab bolo biyya..​

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
acha to phir aj jo log christian hian kia woh nabi kareem ki ummat nahi hain.. aj jo yahodi hain jo kia woh nabi kareem ki ummat main se nahi.. Ummat ka lafz majmoi tor par use kar raha hun.. Jo purani ummat thian un kay lie nabi attay thay.. ess tarah Nabi Kareem ki Yeh ummat hai.. Ab bolo biyya . :)
Kia christain or jews ka talaq kisi or nabi se hai..​

bhiyaa sachi bataon quran ko log apni marzi se interpret kartay hain.. Jo Teen Talaq walay hain woh teen lalaq wali ayaton se sabit karain gay.. jo aik talaq walay hain woh aik talaq se sabit karay gay.. main esi kio ghalat nahi karna chahta.. Aik hadess main ne opr paish ki thi..

agar 1372 post ko aik post main merge kar dain to woh kia aik post ho gi ya 1372 lol.. ess tarah ap agar at a time 3 baar talaq keh kar post merge kartay ho to woh aik post count ho gi.. kyun baqi postain ap ne kuch arsay baad karni ho gi.. Ta kay ap tanday dimagh se sochian kay kahin ap ne apni poston mian koi ghalti tau nahi ki.... Agar ap ko direct ban kar dia... to ap ko acha nahi laga ga... ess lie askar foram Teen warning detay hain.. Agar koi ap ko akhta "Teen Warning " ka lafaz likh day to woh aik hi warning ho.. Ab bolo biyya..​

bilkul sahi kaha horror bhai
 
  • Like
Reactions: The horror

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
my teen din bas is thread me comment karra hu ju ke ny krne wala tha
ek du point clear karna tha

ek bhai ku Detective ke misalu se chirh hu gai aur eteraz ke shariat hy tu misal ki kia zarurat hy tu my ye kahunga jab wo isi topic pr misal die tu unku yaad nahi raha?

ek du bhaai saudi olama ke fatwe idar dal die bhai shariat quran hadees hy ya olama ke fatwe, saudi olama ke aur b fatwe hy tu kia ap un fatwo ku b manoge? ya phir bas ju fatwa apki taid me huga usku lelu ju na hu us pr ilzam tarashi karte rahu wah

ek bhai bar bar kehre k qalandar bhai good muslim bhai ku bat karne du aur wu khud beech me bar bar ajare dusru k jawab dene bhai ap post hi mat karu tu koi kiu bolega ?

kher meri darkhwast hy adban sab bhai behnu se k thura sabr karlu baat karne du ap du fareeq ku tarteeb se jab sab keh die tu in dunu ku b kehne du aur Allah se dua karu ke wu hame haq ki rah dikhae ameen

shukria:)
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
(hgj)hehehe mai kyon chupan chupai khailon ALHAHAMDULILLAH haq ki baat ki hai....koi chore thori hon...:)
 
  • Like
Reactions: The horror
Top