Wo To Khwab Tha

  • Work-from-home

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
walikum salam
mashAllah bht hi acha likha hai nasir bhai​
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ji bilkul apne khyalath ko safhaat p phailate rahen..ek roz DEEWAN E NASIR pay e takmeel ko pahunchega

array nahi mohtarma wahan tak nahi pahunchna hame :)
waise apne abhi tak hame intezar me rakha hai
kab dekhne ko parhne ko milega apka kalaam
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
wssalm u alaikum
boht arse baad apki ko shairy parhne ko mili..:)
boht umdah..
boht ache andaz me ap ne ek khawb ko shairy ka sahara lete huve bayan kia hai..mashAllah..
bohot bohot shukriya behna :)
jazakallah khair
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bohot khoob bhai jan kya khoob andaz se aapne khwaab ko
ghazal mein bayaan kiya maza aa gaya bohot hi umdaah

Rehmat e khushi ko har koi karna chahe apna
phir kyun rehmat e ghum ko har koi karna chahe sapna

***S_ChiragH***

shukran janab :)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
u tu pahle bhi read kerchuke hain but wakiye mei buhut achi poem likhe aapne and enke kuch lines hame buhut passand aye:

Kyun Bhaag Rahaa Hun Mainn Khud Se Door

Ye Ajeeb Si Kaifiat Kaisi,Kyun Hun Uljhan Me

Milaa Tab Qalb Ko Sukoon, Hai Zindagii Baki
Warna Kya Leke Jata, Ye Khote Sikke Daman Me

Rabb Ke Aage Tah e Dil Se Dua'go Hai Nasir

Naa Aaye Phir Kabhii Aisi Aafat Jeewan Me..

in short sabhe buhut ache hain keep it up :)


 
  • Like
Reactions: princess of Moon

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
wa alikum asalam wrwb..:)

masha Allah aap ne waqi buhot acha likha.
kia aap ne bhi koi esa khwab dekha tha k phir aap ne ye likha?
bohot shukriya mohtarma :)
haan ji kuch is tarah ka khwab dekhe the ham aur bohot se dost bhi apne khwab hamse share karte hain to samjhe ke ye sabke majmuae ko hamne ek jagah jama kiya hai

isliye isme alfaz bhi urdu ke sath hindi me hain
 
Top