Urdu Adab Competition

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
Assalam o Alykum
Umeed hay aap sab theek hon gaye :)
iss competition mein ap ny Wasif Ali Wasif ka koi bhi iqtabas share karna hai.!
Rules:
ek member sirf 1 hi sharing kr sakta hai.
iqtibas share krne se pehle ye tasali kr len k ye iqtibas pehle se kisi ne share to nhi kia.
iqtibas share karwane ki last date 25th august hai
umeed hai ap sb is muqable me bharpor shirkat kren ge : )
winner ko award diye jaayega ..!
me b hisaa ley sakta hu kiya.:)
 
  • Like
Reactions: Mahiya

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
WAlaikum slam
@Mahiya sis very nice competetion :)
Wasif Ali Wasif Kii Kitab"dill Derya Samunder" Sayiqtibas
------------KARAWAN-E-WUJOOD---------
te kaainaat her hal mein badaltii hay, bas ek chalti hay k chal rahii hay.pees rahii hay zindagii ko aur janam de rahii hay naee zindagii ko.rang bantay hain aur rang mit,tay hain.ek rang jo hamesha qaaim rhta hay, wo hay allaah ka rang.jab k her shay tabdeel hotay hotay mit,tii chalii jatii hay, lekin allaah ka rang, shaan wala rang naee tabaniyon k saath qaaim rehta hay.kaainat badaltii hay,lekin kaainat ko tabdeeliyaan ata kernay wala qaaim-o-daaim hay.joon ka toon, uss mein na kamii hotii hay or na izafa.wo apnay jalwon mein baqii rehta hay.iss k ilawa her tabdeelii, her taghayyurr, pegham-e-fana hay.her rang aarizii hay,her ikhtiyar be-bas hay, her hasill mehroomii hay, her hona na hona hay.ham say koee umr poochay to ham guzrii huee umr bata detay hain.jo apnay pas nahein hay, usska shumar kertay rhtay hai.jp kherch hogaya ussko gintay rehtay hain.haalaan-k hamarii asl umr to wo hay jo baaqii hay.insan samajhta nahein,tabdeeliyon k aarizay mein mubtala insan aur insan kii zindagii aur(gird-o-pesh)ka kaainat sab say aarizii aur faanii hay.ye qaafila thehr nahein sakta.her zerra tarap raha hay aur mer raha hay.taghayyurr ko zaroor sabat hay, lekin ye sabaat bhi mutaghayyurr hay. asl sabaat uss k liyey hay jo zaat-e-zul-jalal wal akraam hay.baqii sab wehm-o-gumaan kii badaltii huee mehfill hay.baqii sab aaraaish,jamal-e-kaainaat ka husn hay.lekin yehii kaainaat ka raaz hay aur ye raaz yuun aashkaar hota hay k insaan samajh leta hay k "awwal-o-aakhirr fana baatin-o-zahirr fana"
 
huny

TM Star
Dec 12, 2010
4,395
1,714
1,313
Islamabad

nice post :)
 
  • Like
Reactions: Ghustakh_Nigah

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore

ahan very nice sharing good luck :-bd
 
  • Like
Reactions: Ghustakh_Nigah

isma33

TM Star
Jul 7, 2013
1,045
271
233
in ur heart

v nysh post :D
 
  • Like
Reactions: Ghustakh_Nigah

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
i meant easy hai thanks to hoorain yaha waha kisi section mai maine usey wasif ali wasif ki threads lagaty dekha hai
wahi se copy karungi :D BTW woh hai kaun? :-ss
Wasif Ali Wasif was a teacher, writer, poet and sufi intellectual from Pakistan .. google use it :p waha kafi iqtabas milye gye inn k ..
 
Status
Not open for further replies.
Top