Tell your internal feeling in the words of poetry

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
raaz keh dete hain naazuk se ishaare aksar....
itni hasas muhabbat ki zuban hoti hy......
 

-Mahi-

TM Star
Sep 1, 2011
3,833
1,147
413
hum ne har dukh ko
muhbat ki anayat samjha..
hum koi tum thy jo zamane
se shikayat karty...
Wah wah kya baat hai aaqibkhalil
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
ya toh apne dil ki maano , ya duniya walon ki...
mashwara uska acha hy , wqt mila toh sochenge..!;)
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Teri Rehmaton py hai Munhasir Mere her Ammal ki Qabooliyat

Yaa Rab...!

Na mujhe Saleeqaa-e -Iltija, Na mujhe Shaoor-e-Namaz hai...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Maot ka ek din muyyan hai
Nend kyun raat bhar nhi aati..
 
  • Like
Reactions: Lonely

Lonely

Newbie
Jul 24, 2011
20
11
3
Singapore
khabar yunhi nahi us paikar-e-husn ki ameer-e-shehar tak pohanchi
jaane kitne halakaton ka raaz chupaye raat sehar tak pohanchi

phool kuch yun bhi mukhalif huey hain zamaney bhar k
shabnam tere honton se guzar kar jo sehar tak pohanchi

raat yun hi rusva nahi hoti kisi anjum-o-mahtaab se
palkein uth-tey hi teri jo NOOR anwaar-e-sehar tak pohanchi

shaam jyunhi tere jalwanuma hone ki khabar pohanchi sab tak
roshini sharmsaar khud ko chupatey huey sehar tak pohanchi

khushboo yunhi nahi namdeeda hui teri aamad ki khabar sun kar
sham-e-hijr ki musafat aakhir jo anjam-e-sehar tak pohanchi

Ishrat p yun bhi apni itrana kuch theek nahi aye 'Wasim'
kahani raqeebon ki bhi us hamdard sifat ki sehar tak pohanchi
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hum ajab tarz k log the
humare aur hi rog the..!
 
Top