Tell your internal feeling in the words of poetry

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Ussay kahna maze me hain hum
bas zara yaaden satati hain
Uski doori ka gham nahi mujhe
bas zara ankhen bheeg jaati hain
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wow...beautiful thread...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
aa ja k abi zabat ka mosam nhi guzra ..
aa ja k paharon pe abi baraf jami hai..
khushbu k jaziron se sitaron ki haddo tak..
is shehar me sb kuch hai faqat teri kami hai..
Ussay kahna maze me hain hum
bas zara yaaden satati hain
Uski doori ka gham nahi mujhe
bas zara ankhen bheeg jaati hain
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wow......
is shair se apna gaon yaad aa gya..
usne mujh ko apne khatt me ktne dard se likha hai,,
abb to gaaon aya karna ab to sarrkay paki hai.......
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sabaz ruton ki jhilmil me jb shakhen phool uthati hain..
behke behke rehte hain badal,chand hawa or Main..!
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
Kin lafzoon se karoon bayan meri ye ulfat
is ko kahun main kya ab meri kismat
Gum-e-dil ko zara aasan toh karloon
In chand sher ki badaulat....................​
 
Top