Separate Or Joint Family System?

  • Work-from-home

Separate or JOint Family?


  • Total voters
    17

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahaha taubaaaa kuch bhai log kabhi nhi sudhartey :p[DOUBLEPOST=1358153137][/DOUBLEPOST]hahaha taubaaaa kuch bhai log kabhi nhi sudhartey :p[DOUBLEPOST=1358153138][/DOUBLEPOST]hahaha taubaaaa kuch bhai log kabhi nhi sudhartey :p
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

K1ran

Newbie
Jan 12, 2013
12
18
3
Assalamu Alaykum Wrwb :)

shayad aap loog hamari baat ko samjhe nahi ya phir usko negetive way me liye hain

shadi ke baad alag rehne se muraad ye nahi ke apne maa baap ko chordo ya bhai bahen se kahin door jaa ke raho nahi aap aazu baazu bhi reh sakte hain ya ek hi ghar me apni family ke liye alag intezam kar sakte hain jisme biwi ko har tarah ki sharyee azaadi ho dusre mardon ka khalt malt na ho hatta ke dewar kyun ke dewar to bhabi ke liye maut hai aur ham musalman hain to hame hamare pyare Habeeb alayhi salam ke har farmaan ko maanna chahiye yehi ek momin ka shewa hai

Islam ke kuch qawaneen dekhne me hame sahi na lagte ho lekin isme hamare liye hi behtari aur bhalai hoti hai ye hamari samajh ki galti hai ke hame Allah ki hikmat samajh nahi aati

Afsos ke sath kehna parhta hai ke log gharon me khawind aur biwi ke rishtedar mardon ke mutalliq tasahil aur kotahi se kaam lete hain, halanke shariat mutahhara ne to in ke mutalliq dusron se zyada sakhti ki hai, kyun ke gharon me inka aapas me meil jhol aur ikhtelat hota hai, aur ghar wale in par bharosa karte hain

عقبہ بن عامر رضى اللہ تعالى عنہ بيان كرتے ہيں كہ رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" تم عورتوں كے پاس جانے سے اجتناب كيا كرو "
تو ايك انصارى شخص نے عرض كيا:
اے اللہ تعالى كے رسول صلى اللہ عليہ وسلم ذرا خاوند كے رشتہ دار مرد ( ديور ) كے متعلق تو بتائيں ؟
تو رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" ديور تو موت ہے "
صحيح بخارى حديث نمبر ( 4934 ) صحيح مسلم حديث نمبر ( 2172 ).
الحمو: خاوند كے قريبى رشتہ دار مرد كو كہا جاتا ہے.


aap dekh sakte hain ke Allah ke Rasool sallellahu alayhi wasallam ne khawind ke rishtedar mard ko is hukm se isteshna karwana chaha, to iske mutalliq bohot zyada tashdeed aur sakhti aayi, kyun ke khawind ke bhai yane dewar wagairah ke gharon me dakhil hona mayoob nahi samjha jaata

lekin dewar agar chota ho bulughat ki umar ko nahi pahuncha to is se koi khatra nahi wagarna is se parda karwana wajib hai

agar aap ek ghar me rehte huye parde ka intezaam kar sakte hain aur baki sharyee pabandion ka bhi lihaaz kar sakte hain to phir koi harj nahi lekin aaj ke daur me ye bohot mushkil hai aur khud ham is dushwari se guzar rahe hain

Allah se dua hai ke hame deen ko samajhne aur us par amal karne ki taufeeq aata farmaye Aameen

@K1ran @Prince_Farry

These are two different topics...yahan baat joint family ki hoi rhi ha "life style" ki nehn... namahram sy prda lazam ha aur Islami Sharaey tareqon py ammal krna koi itna mushkil nehn ha...aap ny likha "Islam ke kuch qawaneen dekhne me hame sahi na lagte ho...." you should rearrange this sentence , Islam ka koi bhe qanoon dekhany main galat nehn ha, galat hamari soch ha, wo life styles aur standards hain jo hamain en koubsurat asolon sy nazar chrany py majbor krti ha..back to this topic about joint family , again it's not too hard to stay in limits and live in a joint house... all you need is to cover up and lower your gaze.. and please do not quote me in it but it all depends on the parents... they are the foundation of their family, if they are practicing than it's not too hard for the kids to follow the true essence of religion..
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Assalam alaikum dosto:)

bahot accha topic hai aur aajka aham masla bhi jise aksar log samjhte nahi hai.laikin islam is baare me bhi hamari rahnumaayi kar chuka hai.Allah taala quran e majeed surat alnoor-aayath no.31 me irshaad farmaata hai.
مسلمان عورتوں سے کہو کہ وه بھی اپنی نگاہیں نیچی رکھیں اور اپنی عصمت میں فرق نہ آنے دیں اور اپنی زینت کو ﻇاہر نہ کریں، سوائے اس کے جو ﻇاہر ہے اور اپنے گریبانوں پر اپنی اوڑھنیاں ڈالے رہیں، اور اپنی آرائش کو کسی کے سامنے ﻇاہر نہ کریں، سوائے اپنے خاوندوں کے یا اپنے والد کے یا اپنے خسر کے یا اپنے لڑکوں کے یا اپنے خاوند کے لڑکوں کے یا اپنے بھائیوں کے یا اپنے بھتیجوں کے یا اپنے بھانجوں کے یا اپنے میل جول کی عورتوں کے یا غلاموں کے یا ایسے نوکر چاکر مردوں کے جو شہوت والے نہ ہوں یا ایسے بچوں کے جو عورتوں کے پردے کی باتوں سے مطلع نہیں۔ اور اس طرح زور زور سے پاؤں مار کر نہ چلیں کہ ان کی پوشیده زینت معلوم ہوجائے، اے مسلمانو! تم سب کے سب اللہ کی جناب میں توبہ کرو تاکہ تم نجات پاؤ (31)

O Prophet, enjoin the Believing women to restrain their gaze and guard their private parts. and not to display their adornment except that which is displayed of itself, and to draw their veils over their bosoms and not to display their adornment except before their husbands, their fathers, the fathers of their husbands, their sons and the sons of their husbands (from other wives), their brothers, their brothers' sons, their sisters' sons, their female associates and those in their possession and male attendants incapable of sex desire and those boys who have not yet attained knowledge of sex matters concerning women; also forbid them to stamp their feet on the ground lest their hidden ornaments should be displayed. O Believers, turn all together towards Allah: it is expected that you will attain true success.

is aayath se ye baat hame maloom hoti hai k ek aurat ko kin kin logon se parda karna chahiye aur kis se nahi.laikin jo tasavvur joint family ka hamare paas hai.wo ye k hamari ek mushtarka family hoti hai jisme bhayi,bhabian,dewar etc sabhi log ek saath hi rahte hain.jo sarasar ghalat hai.isme hum apni biwiaon ko apne dewar se parda nahi karwa sakte.

aur iske ilawa bhi bahot se problems create hote hain joint family se jinme se chund ek ko main yahan mention kardeta hon.

01 . joint family me hum apni biwioan k sahih tarha se haqooq nahi ada karsakte.unhe apni pasand ka libas pahnaana unke khaane peene ka sahih qayal rakhna aur isi tarha unki aazaadi bhi chin jaati hai.aur isi tarha se dosri bahot si aur baatein bhi hain jo yaha har shaqs samajh sakta hai.

02 . joint family se na ittefaqian bhi paida hoti hain.kyunke ksi ki kuch income hoti hai to ksi ki kuch kyunke hum ek chatt k neeche hi rahte hain isliye hamara khaana peena bhi ek hi hota hai.aur kayi baar ye dekha jaata hai k log shikayetein karte hain k dekho main itna kama kar apni family keliye karta hon laikin dosre kuch nahi karte etc.

03 . aur isi tarha ghar me aurton me bhi masle chalte hi rahte hain k maine ye kaam kia unho ne kuch nahi kia.isi tarha bacchon k larayi jhagron se bhi badon me ikhtelafaat paida hojaate hain.

laikin yahan saudi arabia me joint family k ek accha tasavvur hai wo ye k koi bhi ek larka apne maa baap ko saath me rakhleta hai.aur har tarha se unki qidmat karta hai.kyunke maine khud yahan dekha hai k yahan k log apne parents ka bahot hi ziada qayal rakhte hain.unhe har cheez ki sahulat faraham karte hain.subhanAllah bahot hi accha lagta hai.

ye thi chund baatein jont family par.umeed k aap muttafiq honge meri is quran ki daleel se :)

Assalamu Alaykum Wrwb :)

shayad aap loog hamari baat ko samjhe nahi ya phir usko negetive way me liye hain

shadi ke baad alag rehne se muraad ye nahi ke apne maa baap ko chordo ya bhai bahen se kahin door jaa ke raho nahi aap aazu baazu bhi reh sakte hain ya ek hi ghar me apni family ke liye alag intezam kar sakte hain jisme biwi ko har tarah ki sharyee azaadi ho dusre mardon ka khalt malt na ho hatta ke dewar kyun ke dewar to bhabi ke liye maut hai aur ham musalman hain to hame hamare pyare Habeeb alayhi salam ke har farmaan ko maanna chahiye yehi ek momin ka shewa hai

Islam ke kuch qawaneen dekhne me hame sahi na lagte ho lekin isme hamare liye hi behtari aur bhalai hoti hai ye hamari samajh ki galti hai ke hame Allah ki hikmat samajh nahi aati

Afsos ke sath kehna parhta hai ke log gharon me khawind aur biwi ke rishtedar mardon ke mutalliq tasahil aur kotahi se kaam lete hain, halanke shariat mutahhara ne to in ke mutalliq dusron se zyada sakhti ki hai, kyun ke gharon me inka aapas me meil jhol aur ikhtelat hota hai, aur ghar wale in par bharosa karte hain

عقبہ بن عامر رضى اللہ تعالى عنہ بيان كرتے ہيں كہ رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" تم عورتوں كے پاس جانے سے اجتناب كيا كرو "
تو ايك انصارى شخص نے عرض كيا:
اے اللہ تعالى كے رسول صلى اللہ عليہ وسلم ذرا خاوند كے رشتہ دار مرد ( ديور ) كے متعلق تو بتائيں ؟
تو رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" ديور تو موت ہے "
صحيح بخارى حديث نمبر ( 4934 ) صحيح مسلم حديث نمبر ( 2172 ).
الحمو: خاوند كے قريبى رشتہ دار مرد كو كہا جاتا ہے.


aap dekh sakte hain ke Allah ke Rasool sallellahu alayhi wasallam ne khawind ke rishtedar mard ko is hukm se isteshna karwana chaha, to iske mutalliq bohot zyada tashdeed aur sakhti aayi, kyun ke khawind ke bhai yane dewar wagairah ke gharon me dakhil hona mayoob nahi samjha jaata

lekin dewar agar chota ho bulughat ki umar ko nahi pahuncha to is se koi khatra nahi wagarna is se parda karwana wajib hai

agar aap ek ghar me rehte huye parde ka intezaam kar sakte hain aur baki sharyee pabandion ka bhi lihaaz kar sakte hain to phir koi harj nahi lekin aaj ke daur me ye bohot mushkil hai aur khud ham is dushwari se guzar rahe hain

Allah se dua hai ke hame deen ko samajhne aur us par amal karne ki taufeeq aata farmaye Aameen

@K1ran @Prince_Farry
jazakaAllah khair brothers...........
AAMEEN @ dua...
 
  • Like
Reactions: Dawn

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hahahaha...! itna Lamba waittt.......
haha kia kare ab ashir sahab ne he pahlay se mother in-law hoker sochne ka mashwera diya jeske lie buhut se stairs charne baki hain :p[DOUBLEPOST=1358174459][/DOUBLEPOST]
well it actualy depends on the situation.
i wont give my vote to family or joint.
cuz both have there own pros n cons.

abhi tak meri famiy me to joint system hi chaling.
who knows bad me change hojae. cuz gher me ager koi rule breaker hai to wo me hi hun lols :p
i like changes. :)

n abhi me azad hun means unmarried so there is no sign of changes in rules n regulations of my family :p
Waah life ho tu aise /:)
 

ahmadali123

Regular Member
Jan 15, 2013
68
30
18
Assalam o ALaikum
jaise k waqt k saath baqi cheezain aur habits change ho rhe hain ussi tara family system b joint se separate ki taraf move kar rhe hain!
vote karain Aapko kia lagta hay which one is better joint or separate??,,
aap kisse prefer karte hain..
Also apne vote ki reason b btayain! {(popcorn)}
Joint Family :p

Independent Family :p


@Sabah @masoom_se_chahat @Atif-adi @Don @RedRose64 @saviou @Dawn @Mahen
 
Top