salman taaseer ka qatl

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Insaaf ka dohraa maiyaar ,

mein janta hoon haqq talkh hota hai , mein janta tha k aap k pas jab mere dalaiel ka jawab nahi ho ga to mujhe ban kar dein ge aur mangharat ilzaam lagaein ge.mujh pe gustaakhi e sahaba ka ilzaam lagaya aap ne , sabit kijiye mein ne kahan gustaakhi ki ??
agar "sahih bukhari" k manney walon ko sahih bukhari ki hadeesein "sahaba ki shan mein gustakhi" lagti hain to allah hee hafiz hai unka ,
ab jab keh aap la jawab ho chukey hein to rah e farar par janey k bahaney dhoond rahey hein ,
jahan tak bat "2 rukh" ki hai to 2 rukh ki condition tab apply hoti hai jab baat wazeh ya saaf na ho , to uss se koi b matlab akhaz kia jaa skta hai , lekin jin jin rivayaton ka mein ne tazkira kia , chellange karta hoon k uska 2sra rukh nikal kar de dijiye mujhe.

agar aap samajhtey hein k aap haqq par hein to dijiye mere aitraazat ka jawabaat ?? agar nahi de saktey to haqq ko tasleem kar lijiye , agar nahi kar saktey to khud ko musalman kehlana chor dijiye kyun k aap khud kehte hein jisko bukhari par yaqeen nahi wo musalman nahi...
yaqeenan khuda ne "summun bukmun umyun" aap jese logon k lye hee kaha hai , jo aankhein to rakhtey hein magar dekhte nahi ...
mujhe hairat hoti hai k saheeh bukhari ko manney waley saheeh bukhari mein likhi hui baatein bardasht nahi kartey ,
apne matlab ki rivayatein to suney phirtey hein lekin kabhi saheeh bukhari ko paRhne ki toufeeq nahi hui , issey kehte hein munafiqat...
allah aap sab ko kam az kam "saheeh bukhari" ko parhney ki toufeeq ata farmaaye , aur aapki tang nazri ko door karey.

mirza ghalib ne kia khoob kaha hai divaan e ghalib mein ;

Eendhan banana mujhko jahannum ka aey Khuda !
k dushman e Ali k kaleje jala sakooN.....
tum pir a tapkay yaha?
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
ozone i think stop this topic...sab ki apni apni raye hain hum apko kuch nai keh rahe ap hume kuch nai kahien...
topic kuch or hai buddy....
n plss yaha sab muhabbat se rehte hain...
is mahool ko koi kharab na kare...​
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Attention Everyone!!!

Asalam-o-alaikum Dear Friends...
http://www.tafrehmela.com/tm-articles/146715-killing-salman-taseer-open-letter-maulana-ilyas-qadri.html#post1014247
mai aap sub ko es thread mei bolana chahungi which is connected to this topic and a new issue have been condemned by some of our Indian Muslim intellectuals which is I think similiar to the ideas of our new member Genius who is I think banned right now iam not here to talk about the favor or against of anyone coz I also dont have the knowledge about this topic I know what media and ppl has brought up and its not an easy topic to disscuss about so now what you all think about it plzz share your ideaz there...
with regards
Sabah
[/FONT]
 
Redvirus

Business Opportunities Network
VIP
Jul 3, 2009
13,363
7,771
1,313
Torino, Italy

bro na me yaha debate ker raha hun na kisi ki side le raha hun,na me marne wale k sath hun...

DoN ager is me politics thi to bhi better hua nai thi to bhi better hua...(this is my personal thinking)
or jis din murder hua i was watching news (it was not PTV) to rehman malik ne khud kaha k ine gustak-e-rasool kerne ki waja se mara hai un k gaurd ne...

ager unhein ye pata bhi chal gaya to wo gov me hain asani se is bat per perda dal sakte they per unhun ne khud hi apne party member ki sachai batai to i was shoked n then mere zehn me shak aya k may be its politics...
rahi bat mumtaz kadri ki to me un k jazbe or un k ishq ki kaddar kerta hun....

ab sahi kya ya nai to kaafi ulama like saudi news n yaha uae me bhi kafi muftio ne kaha k sahi nai kia...kafi kehte hain sahi kia to i dont know k sahi kia ya nai...

Don me ap k comments se agree hun but kuch baat se nai ,
n ye hadeese mene suni hai :)

sab se pehle me ye abtaon k MEDIA like GEO Tv,AAJ Tv & ATV kisi gov se linked nai,ye prvt hain n apne news channels ko chalane k lie kabhi koi ghaalt news dete hain to kabhi koi,
ab raha becahra PTv wo to hai hi gov ka to no comments...

to baat ager ye ho k kya mumtaz qadri ne theek kia?
bilkul theek kia us ne apni muhabbat ka saboot dia...hum sab ko garv hona chaiye us per...

genius me apki is bat se sehmat hun agreed with u buddy ... hume pehle khud ko dekhna chaiye?
aray un goro ko hum kya sikhaein apne mazhab k bare me jab k hum khud hi gunhun ki agosh se liptey hain...

"JISNE KABHI KOI GUNAAH NA KIA HO"
to sarey gaon wale khamosh hogae,or apne apne gher chale gae....

saza dena wala sirf Allah rab-ul-izzat ki hai...
me mumtaz qadri k jazbaat ki kadar kerta hun per us ne bhi ek tarha se theek nai kia...[/SIZE][/COLOR][/FONT][/QUOTE]

Atif just check out your comments kahe i guess you are confuse with your own views. You don't know k apko kya kehna hai. kahe par ap GENIUS sy sehmat ho kabhi ap DON k views sy agree karty ho kahe par ap kisi sy b agree ni karty kahe par ap kehty ho k main kisi ki favor ni kar raha. I guess you are totally confuse k apko kya kehna hai. Ap apny comments sy dusro k views ko b disturb kar rahy ho. Listen yaha par hr member apny ek bat par kaim hai coz usy us k bary main full knowledge hai but apko i guess is main sy kisi bat k bary main theak sy knowledge ni hai that's why ap kabhi GENIUS sy agree karty ho kabhi DON sy jab k ye dono ek dusry k bilkul opposite bat kar rahy hain. So kindly kindly and kindly think before you write i qouted some of your posts. jaha par ap k biyaant pal main change ho jaty hain. Even you didn't stick with you own words. If em not wrong then Yaha par POLICTICS to ap kar rahy ho. lolx don't mind! Hope k ap meri bat smjh gaye ho gy.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Redvirus

Business Opportunities Network
VIP
Jul 3, 2009
13,363
7,771
1,313
Torino, Italy
Insaaf ka dohraa maiyaar ,

mein janta hoon haqq talkh hota hai , mein janta tha k aap k pas jab mere dalaiel ka jawab nahi ho ga to mujhe ban kar dein ge aur mangharat ilzaam lagaein ge.mujh pe gustaakhi e sahaba ka ilzaam lagaya aap ne , sabit kijiye mein ne kahan gustaakhi ki ??
agar "sahih bukhari" k manney walon ko sahih bukhari ki hadeesein "sahaba ki shan mein gustakhi" lagti hain to allah hee hafiz hai unka ,
ab jab keh aap la jawab ho chukey hein to rah e farar par janey k bahaney dhoond rahey hein ,
jahan tak bat "2 rukh" ki hai to 2 rukh ki condition tab apply hoti hai jab baat wazeh ya saaf na ho , to uss se koi b matlab akhaz kia jaa skta hai , lekin jin jin rivayaton ka mein ne tazkira kia , chellange karta hoon k uska 2sra rukh nikal kar de dijiye mujhe.

agar aap samajhtey hein k aap haqq par hein to dijiye mere aitraazat ka jawabaat ?? agar nahi de saktey to haqq ko tasleem kar lijiye , agar nahi kar saktey to khud ko musalman kehlana chor dijiye kyun k aap khud kehte hein jisko bukhari par yaqeen nahi wo musalman nahi...
yaqeenan khuda ne "summun bukmun umyun" aap jese logon k lye hee kaha hai , jo aankhein to rakhtey hein magar dekhte nahi ...
mujhe hairat hoti hai k saheeh bukhari ko manney waley saheeh bukhari mein likhi hui baatein bardasht nahi kartey ,
apne matlab ki rivayatein to suney phirtey hein lekin kabhi saheeh bukhari ko paRhne ki toufeeq nahi hui , issey kehte hein munafiqat...
allah aap sab ko kam az kam "saheeh bukhari" ko parhney ki toufeeq ata farmaaye , aur aapki tang nazri ko door karey.

mirza ghalib ne kia khoob kaha hai divaan e ghalib mein ;

Eendhan banana mujhko jahannum ka aey Khuda !
k dushman e Ali k kaleje jala sakooN.....

First of all you never use R.A with Hazrat Umar R.A name it means you never give him the respect or jin k bary main Khud Hazrat Muhammad SAW ny farmaya k agr mery bad ko Nabi hota to wo UMAR R.A hoty. Is sy agy hum bat he kya karain ap sy. Rahe bat ap k dusry rukh ki to Janab un ahadees ka dusra rukh ap ny nikala hai. Ap ny sirf apny matlb ki ahadees ko catch up kiya unko apni marzi sy drive kiya and paste kar diya. what about the others jaisa k main ny uppar biyaan kiya or baki members ny waqiyat and ahaadees btai. kya wo sb bekar hain? Kindly apny views ko sahe kijye. Hazrat Muhammad SAW ny deen e islam ko phelany ka kaha hai us par behas karny ka koi hukam ni hai. Hamara deen e islam complete hai hamai is main ab kisi kisam ka koi doubt ni hai jo hum apko prove dyty phiry. Doubt apko hain ap unhai search karo or apni Doubts ko clear karo. Thanks

With Best Regards

Redvirus
 
*Maan*

TM Star
Sep 9, 2010
4,718
2,160
113
Karachi
Ap ne jis thread ka link post kiya hay usme ap ne taseer k sath pic kiski lagai hay can u plz tell me???
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Insaaf ka dohraa maiyaar ,

mein janta hoon haqq talkh hota hai , mein janta tha k aap k pas jab mere dalaiel ka jawab nahi ho ga to mujhe ban kar dein ge aur mangharat ilzaam lagaein ge.mujh pe gustaakhi e sahaba ka ilzaam lagaya aap ne , sabit kijiye mein ne kahan gustaakhi ki ??
agar "sahih bukhari" k manney walon ko sahih bukhari ki hadeesein "sahaba ki shan mein gustakhi" lagti hain to allah hee hafiz hai unka ,
ab jab keh aap la jawab ho chukey hein to rah e farar par janey k bahaney dhoond rahey hein ,
jahan tak bat "2 rukh" ki hai to 2 rukh ki condition tab apply hoti hai jab baat wazeh ya saaf na ho , to uss se koi b matlab akhaz kia jaa skta hai , lekin jin jin rivayaton ka mein ne tazkira kia , chellange karta hoon k uska 2sra rukh nikal kar de dijiye mujhe.

agar aap samajhtey hein k aap haqq par hein to dijiye mere aitraazat ka jawabaat ?? agar nahi de saktey to haqq ko tasleem kar lijiye , agar nahi kar saktey to khud ko musalman kehlana chor dijiye kyun k aap khud kehte hein jisko bukhari par yaqeen nahi wo musalman nahi...
yaqeenan khuda ne "summun bukmun umyun" aap jese logon k lye hee kaha hai , jo aankhein to rakhtey hein magar dekhte nahi ...
mujhe hairat hoti hai k saheeh bukhari ko manney waley saheeh bukhari mein likhi hui baatein bardasht nahi kartey ,
apne matlab ki rivayatein to suney phirtey hein lekin kabhi saheeh bukhari ko paRhne ki toufeeq nahi hui , issey kehte hein munafiqat...
allah aap sab ko kam az kam "saheeh bukhari" ko parhney ki toufeeq ata farmaaye , aur aapki tang nazri ko door karey.

mirza ghalib ne kia khoob kaha hai divaan e ghalib mein ;

Eendhan banana mujhko jahannum ka aey Khuda !
k dushman e Ali k kaleje jala sakooN.....
ozone tum jaise kaafiraon aur munfiqaon ki wajah se hi islam ki shabi itni kharab hui hai.main koi aalim nahi hun islam ka ek chota taalib e ilm hun aur main janta hon k tum kaun ho.tum is thrd ko baar baar apne zaleel maqsad keliye istemal kar rahe ho laikin yaad rakho islam ko har zamane me badnaam karne ki koshish ki gayi laikin wo utna hi maqbool hua.

tum shia(kaafiraon) ka yahi maqsad hai k sahaba ko hazrat amma ayesha raziallahu anha ko kisi tarha se badnaam kia jaaye aur islam ki mootabar ko ko ghalat saabit karke maasoom musalmanaon ko gumrah kia jaaye.laikin yaad rakho ye jo kaam tum ab kar rahe ho wo mere nabi sallallahu alaihi wasallam k zamane se hota aaraha hai laikin Allah ko ye manzoor tha k islam dunya k tamam mazahib par ghalib hokar rahega.chahe laakh ozone,ginius,musallima kazzab,tasleema nasreem aur salman rashdi aajayen.

tumhara maqsad main janta hon ozone tum har waqt hazrat omar o usman raziallahu anhu ko kisi tarha se badnaam karne ki koshish me lage ho laikin yaad rakho.tum ek aise jaleel ul qadr sahabi ko badnaam kar rahe ho jiske baare me mere nabi(s) ne farmaya tha k aye omar tum jis raaste se guzarte ho us raaste se shaitan apna raasta badal deta hai.aur yaad rakho tum sirf ek shaitan ho.

tum yahi chahte ho k Islam ki mootebar kitabaon ko badnam karo aur maasoom muslamanaon ko in kitabaon se dur karne ki koshish karo.to main tamam sunni musalmanaon ko batadun k yaad rakho Islam me quran k baad agar kisi kitab ko motebar samjha gaya to wo bukhari shareef hai.aur ozone yahi chahta hai k sahih bukhari se sunni musalmanaon ko badzan kia jaaye.agar log in kitabaon se hut jayenge to inke paas rah jaayegi quran.aur aap jaante hain k namaz ka hukum quran me dia gaya hai laikin kitni rakaten padhna hai wo aap ko hadees se hi pata chalega.nabi(s) ne apne aakhri auqat me farmaya tha k main tumhare darmiyan do cheezaon ko chode jaaraha ho agar tum ise mazbooti se thaam loge to kabhi gumrah nahi honge aur wo do cheezen ek hai kitab Allah aur doosri hai sunnate rasool sallallahu alaihi wasallam.

mujhe afsoos hai un chund ek members par jo iski bataon ko sahih samajh rahe hain.laikin yaad rakho ozone ne jo bahes yahan chedi hai wo iski sahih jagah nahi kyunke ye ikhtelafat kayi sadyaaon se chale aarahe hain.agar aap log iski bataon ko kisi tarha se sahih mante hain to aap apne imaan ki khair manayyie agar aap is ek shia k chund ek dalayel se mutazalzul hojayenge to main aapse kia umeed karsakta hon aap tasleema nasreen ki LAJJA,aur salman rashdi ki shaitani kalmat ko padhne k baad apne imaan ko bacha payenge.

yaad rakho ozone jab tak Arshad k paas likhne ki aur bolne ki salahiat hai tab tak use tum apne against me paaoge.tum samajh rahe honge k main yahan jazbaati ho raha hon.laikin main tum ko batadun k main Islam se aur uski bunyaad rakhne walaon se saachi mohabbat karta hon aur main apne sahaba aur Islam k khilaf tauheen ko bardasht nahi karunga.inshaAllah

Andaz e bayan garche mera shauq nahi hai
shayad k tere dil me utar jaaye meri baat
 
Arshad I am speechless...

ALLAH AZZAWAJAL apko ajr-e-azeem ata farmaye Aameen.
 
  • Like
Reactions: Aara'af

(((OzOnE)))

Newbie
Oct 29, 2009
33
20
0

huh , calm down buddy , aap to bokhlaa hee gaye abhi to shuruaat hui hai :p
kisi ne kaha tha jab koi bokhla k apko bura bhala kehna shuru kar de to wo apna darr chupata hai , agar kuch baqi reh gya hai to wo b keh lo mujhe lekin mein aapko saheeh bukhari sunata rahun ga , aap to itna bokhlaa gaye k shair mein lafz "shokh" ko "shouq" likha dia..lol .correct it ...

yaqeen kijiye mein sahaba karam (ra) ki dil se izzat karta hoon lekin shaheeh bukhari par jab nazar dorata hoon to dil mutazalzal ho jata hai ab dekhiye umul momineen hazrat ayesha (ra) k barey mein saheeh bukhari mein kia likha hai , ek hadees suniye : sahih bukhari , jild 2 , hadees : 347 , page : 165 ...

(jesi wordings saheeh bukhari mein hein as it is qoute kar raha hooN aap tasdeeq kar saktey heiN)

"abdullah ibn e umar farmatey hein k aik dafa nabi kareem khutba de rahey thay to aap ne hazrat ayesha (ra) k hujrey ki janib ishara kar k farmaya idhar fitna hai , 3 bar ye bat dohrai , idhar se shaitan seerat log niklein ge"

ab mein na kuch comment karun ga na kuch boolun ga , phir RV bhai kahein ge tum ne khud se "derive" ki hai , lehaza mujhe iss hadees ka matlab samjha dijiye bas.....

---------- Post added at 08:54 PM ---------- Previous post was at 08:38 PM ----------

agar mumkin hota to meiN saheeh bukhari ka page hee yahan paste kar deta lekin PDF format se page alehda nahi hota ..... agar koi kar sakta hai to kar dey ya inferaadi tor par iss hadees ko dekh le aur mujhe iss ka matlab samjhaa de...
 
Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Shaan E Farooque E Azam
Sayyiduna Hazrat Umar R.A k jalal ka ye Aalam tha k Hazoor Akram S.A.W ne Farmaya k "kasam Hai Us Zaat ki Jis k hath main meri jaan hai, agar shetan tumhe dekh leta hai to us raste se katra kar dosre raste par chlta hai.(Sahi Bukhari)".

Sayyiduna Hazrat Umar R.A is baat se nawaze gae the k jo baat wo kehte the wo Quran ki Ayyat ban jati ya Hadees ban jati thi buhat se maqam py.

ik Baar Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Aap S.A.W ko kaha k maqam e Ibraheem par 2 raqat namaz parhni chahye,Aap S.A.W ne farmaya k aisa koi farman nahin hai, usi waqt wahi aai aur farman howa "maqam e Ibrahim ko Namaz parhne ki jagah bana lo".

Jab rais ul Muhajreen Abdullah bin ubi bin Sulool ka janaza Huzoor Akram S.A.W k samne laya gaya to Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Arz kia k Is Dushman e Islam ka janaza na parhaya jae, so Allah talla na Surah Tauba ki Aayat Nazil farma kar Zabit de diya k "munafiqeen ki jamat ka koi bad bakhat b mar jae to na to us ki janaza nimaz parh jae aur na us ki qabar par khada howa jae".

Arab main pehly ihtiyatan parda kiya jata tha, lazim nahi tha.ik din Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne arz kia k AAQa (P.B.U.H) ye humari gerat ko ganwara nahin hai k humari aurton k ooper parda lazim na ho, to phir hukam howa aurton k parde ka, (Tirmizi).
Hazrat Abu Bakar R.A k inteqal k baad Sayyiduna Sayyiduna Hazrat Umar R.A Muslamano k khalefa chune gae, unhone b Hazrat Abu Bakar ki Tarah Quran O Hadess ko Apna Qanoon banaya.
Duar E Khilafat
01.==> Un hone Bait ul Maal Qaim kiye.
02.==> Insaaf ki Adalten poori hukumat main banaegai, jahan py judge aur majistrates case handle karty the.
03.==>Fauji Chonkiyan lagai gai awam k bachao k liye.
04.==>Road aur nehron ki buniyad daali gai.
05.==>Schools/Madarse khole gae, jahan py Imam, Muazzin aur Ustad ko tankhuwah di jati thi.
06.==>Masajid ko Makka aur Madina main behtar banaya gaya hajion ki saholat k liye.
07.==>Thaane aur jail banae gae mujrimon k liye.
08.==>Pehla Islami Calender banaya gaya, Hijrah se le kar tab tak.
09.==>population census shuru ki gai.
10.==>yateem Khaane aur social welfares open howe.
11.==>Ghulami par banne lag gaya aur sahi sazaon ka nizam rakha gaya.
Life Style

Hazrat Umar Farooq R.A Qalander aise the k jahan thehre kisi darakhat par chadar daal di to usi k saae main let gae, Sikander aise the k Rom ka kesar aur iran ki shenshaeyat un k naam se mashhoor thi, faqeer aise the k badan par jo karphy pehnte us main 12 rafo howa karte, sar par phata ammama aur paaon main phati jootiyan hoti theen, ameer aise the k 22 lakh marbah meel par un ki hukmirani ka parcham lehrata tha. Insaf aur hukamat ka ye aalam tha k Kasam Kha kar farmate the k "Agar meri saltanat main Insan to bari baat hai koi kutta b bookh se mar gaya to main Undallah masool hoonga."
Shahadat

Aik Majoosi Gher Muslim Abu Lulu Feroz ik Din Sayyiduna Hazrat Umar R.A k pass apne malik ki shikayat le kar aae k wo un py tax laga raha hai, Aap R.A ne tehqeeq karwai k kesi tax, jb tahqeeq poori hio to Aap R.A ne Abu lulu Feroz ko kaha k tax haqi lagi hai aur na haqi nahi, to wo gustakh guse me chala gaya, aur dosre din Subah Fajir ki Namaz main us ne Sayyiduna Hazrat Umar R.A ki peeth main 6 bar war py war kiya, aap py be behoshi ki tareki aa rahi thi k aap ne farmaya k mujhy kone main rakha jae pehle namaz poori ki jae, sab ne namaz ada ki, to Aap R.A ne poocha k kis ne mujhy maara, to kisi ne kaha k kisi majoosi ne aap py war kia, to Sayyiduna Hazrat Umar R.A k Chehre py ronak aai aur hath utha kar Khuda ka shukar kia k aap py kisi muslaman ne war nahin kia, phir aap 3 din tak zakhmi the, phir 23.A.H main Wafat kar gae.
Aap R.A 63 saal ki umer main wafat kar gae, Aap R.A ne 10 Saal, 6 maah, 4 Din Khilafat ki. aur aap 3 din zakhmon ki halat main
(((OzOnE)))
Tujh par hazarO lanatain tOo eSsay Sahabi ki baat kar raha hai jis k pawOn ki Dhool tak tOo nahi puhunch Sakta Aik baat kahOn teri bakwaS say na On ki Shan may kOi kammi asakti hai na kOi barawa hO sakta hai On kO Allah nay jO Shaan Or izzat di hai Os kO teray jeSay bad bakht Shia kia janay
Aik martaba Aik shaks nay Aik aalim Say Sawal kia k aap kehtay hain k Sahaba k Shaan may gustakhi karnay wala kafir hai tO phir Allah Shion kO Azab kiOn nahi deta tO Aalim nay muSkura kar kaha k iS say bara Or kia azab hOga k wO
lOg khOd apnay hathO say hi apna jiSam Churion Say kattay hain
Subhan Allah
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

ozone tum jaise kaafiraon aur munfiqaon ki wajah se hi islam ki shabi itni kharab hui hai.main koi aalim nahi hun islam ka ek chota taalib e ilm hun aur main janta hon k tum kaun ho.tum is thrd ko baar baar apne zaleel maqsad keliye istemal kar rahe ho laikin yaad rakho islam ko har zamane me badnaam karne ki koshish ki gayi laikin wo utna hi maqbool hua.

tum shia(kaafiraon) ka yahi maqsad hai k sahaba ko hazrat amma ayesha raziallahu anha ko kisi tarha se badnaam kia jaaye aur islam ki mootabar ko ko ghalat saabit karke maasoom musalmanaon ko gumrah kia jaaye.laikin yaad rakho ye jo kaam tum ab kar rahe ho wo mere nabi sallallahu alaihi wasallam k zamane se hota aaraha hai laikin Allah ko ye manzoor tha k islam dunya k tamam mazahib par ghalib hokar rahega.chahe laakh ozone,ginius,musallima kazzab,tasleema nasreem aur salman rashdi aajayen.

tumhara maqsad main janta hon ozone tum har waqt hazrat omar o usman raziallahu anhu ko kisi tarha se badnaam karne ki koshish me lage ho laikin yaad rakho.tum ek aise jaleel ul qadr sahabi ko badnaam kar rahe ho jiske baare me mere nabi(s) ne farmaya tha k aye omar tum jis raaste se guzarte ho us raaste se shaitan apna raasta badal deta hai.aur yaad rakho tum sirf ek shaitan ho.

tum yahi chahte ho k Islam ki mootebar kitabaon ko badnam karo aur maasoom muslamanaon ko in kitabaon se dur karne ki koshish karo.to main tamam sunni musalmanaon ko batadun k yaad rakho Islam me quran k baad agar kisi kitab ko motebar samjha gaya to wo bukhari shareef hai.aur ozone yahi chahta hai k sahih bukhari se sunni musalmanaon ko badzan kia jaaye.agar log in kitabaon se hut jayenge to inke paas rah jaayegi quran.aur aap jaante hain k namaz ka hukum quran me dia gaya hai laikin kitni rakaten padhna hai wo aap ko hadees se hi pata chalega.nabi(s) ne apne aakhri auqat me farmaya tha k main tumhare darmiyan do cheezaon ko chode jaaraha ho agar tum ise mazbooti se thaam loge to kabhi gumrah nahi honge aur wo do cheezen ek hai kitab Allah aur doosri hai sunnate rasool sallallahu alaihi wasallam.

mujhe afsoos hai un chund ek members par jo iski bataon ko sahih samajh rahe hain.laikin yaad rakho ozone ne jo bahes yahan chedi hai wo iski sahih jagah nahi kyunke ye ikhtelafat kayi sadyaaon se chale aarahe hain.agar aap log iski bataon ko kisi tarha se sahih mante hain to aap apne imaan ki khair manayyie agar aap is ek shia k chund ek dalayel se mutazalzul hojayenge to main aapse kia umeed karsakta hon aap tasleema nasreen ki LAJJA,aur salman rashdi ki shaitani kalmat ko padhne k baad apne imaan ko bacha payenge.

yaad rakho ozone jab tak Arshad k paas likhne ki aur bolne ki salahiat hai tab tak use tum apne against me paaoge.tum samajh rahe honge k main yahan jazbaati ho raha hon.laikin main tum ko batadun k main Islam se aur uski bunyaad rakhne walaon se saachi mohabbat karta hon aur main apne sahaba aur Islam k khilaf tauheen ko bardasht nahi karunga.inshaAllah

Andaz e bayan garche mera shauq nahi hai
shayad k tere dil me utar jaaye meri baat
jazkAllah mohtaram bhai jazakAllah khair...
isk sat behas fazool hay bhai,q k isk dil par qoful laga hay,or is jesay logo k naseeb may hidayat hote he nae hay...
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Shaan E Farooque E Azam
Sayyiduna Hazrat Umar R.A k jalal ka ye Aalam tha k Hazoor Akram S.A.W ne Farmaya k "kasam Hai Us Zaat ki Jis k hath main meri jaan hai, agar shetan tumhe dekh leta hai to us raste se katra kar dosre raste par chlta hai.(Sahi Bukhari)".

Sayyiduna Hazrat Umar R.A is baat se nawaze gae the k jo baat wo kehte the wo Quran ki Ayyat ban jati ya Hadees ban jati thi buhat se maqam py.

ik Baar Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Aap S.A.W ko kaha k maqam e Ibraheem par 2 raqat namaz parhni chahye,Aap S.A.W ne farmaya k aisa koi farman nahin hai, usi waqt wahi aai aur farman howa "maqam e Ibrahim ko Namaz parhne ki jagah bana lo".

Jab rais ul Muhajreen Abdullah bin ubi bin Sulool ka janaza Huzoor Akram S.A.W k samne laya gaya to Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne Arz kia k Is Dushman e Islam ka janaza na parhaya jae, so Allah talla na Surah Tauba ki Aayat Nazil farma kar Zabit de diya k "munafiqeen ki jamat ka koi bad bakhat b mar jae to na to us ki janaza nimaz parh jae aur na us ki qabar par khada howa jae".

Arab main pehly ihtiyatan parda kiya jata tha, lazim nahi tha.ik din Sayyiduna Hazrat Umar R.A ne arz kia k AAQa (P.B.U.H) ye humari gerat ko ganwara nahin hai k humari aurton k ooper parda lazim na ho, to phir hukam howa aurton k parde ka, (Tirmizi).
Hazrat Abu Bakar R.A k inteqal k baad Sayyiduna Sayyiduna Hazrat Umar R.A Muslamano k khalefa chune gae, unhone b Hazrat Abu Bakar ki Tarah Quran O Hadess ko Apna Qanoon banaya.
Duar E Khilafat
01.==> Un hone Bait ul Maal Qaim kiye.
02.==> Insaaf ki Adalten poori hukumat main banaegai, jahan py judge aur majistrates case handle karty the.
03.==>Fauji Chonkiyan lagai gai awam k bachao k liye.
04.==>Road aur nehron ki buniyad daali gai.
05.==>Schools/Madarse khole gae, jahan py Imam, Muazzin aur Ustad ko tankhuwah di jati thi.
06.==>Masajid ko Makka aur Madina main behtar banaya gaya hajion ki saholat k liye.
07.==>Thaane aur jail banae gae mujrimon k liye.
08.==>Pehla Islami Calender banaya gaya, Hijrah se le kar tab tak.
09.==>population census shuru ki gai.
10.==>yateem Khaane aur social welfares open howe.
11.==>Ghulami par banne lag gaya aur sahi sazaon ka nizam rakha gaya.
Life Style

Hazrat Umar Farooq R.A Qalander aise the k jahan thehre kisi darakhat par chadar daal di to usi k saae main let gae, Sikander aise the k Rom ka kesar aur iran ki shenshaeyat un k naam se mashhoor thi, faqeer aise the k badan par jo karphy pehnte us main 12 rafo howa karte, sar par phata ammama aur paaon main phati jootiyan hoti theen, ameer aise the k 22 lakh marbah meel par un ki hukmirani ka parcham lehrata tha. Insaf aur hukamat ka ye aalam tha k Kasam Kha kar farmate the k "Agar meri saltanat main Insan to bari baat hai koi kutta b bookh se mar gaya to main Undallah masool hoonga."
Shahadat

Aik Majoosi Gher Muslim Abu Lulu Feroz ik Din Sayyiduna Hazrat Umar R.A k pass apne malik ki shikayat le kar aae k wo un py tax laga raha hai, Aap R.A ne tehqeeq karwai k kesi tax, jb tahqeeq poori hio to Aap R.A ne Abu lulu Feroz ko kaha k tax haqi lagi hai aur na haqi nahi, to wo gustakh guse me chala gaya, aur dosre din Subah Fajir ki Namaz main us ne Sayyiduna Hazrat Umar R.A ki peeth main 6 bar war py war kiya, aap py be behoshi ki tareki aa rahi thi k aap ne farmaya k mujhy kone main rakha jae pehle namaz poori ki jae, sab ne namaz ada ki, to Aap R.A ne poocha k kis ne mujhy maara, to kisi ne kaha k kisi majoosi ne aap py war kia, to Sayyiduna Hazrat Umar R.A k Chehre py ronak aai aur hath utha kar Khuda ka shukar kia k aap py kisi muslaman ne war nahin kia, phir aap 3 din tak zakhmi the, phir 23.A.H main Wafat kar gae.
Aap R.A 63 saal ki umer main wafat kar gae, Aap R.A ne 10 Saal, 6 maah, 4 Din Khilafat ki. aur aap 3 din zakhmon ki halat main
(((OzOnE)))
Tujh par hazarO lanatain tOo eSsay Sahabi ki baat kar raha hai jis k pawOn ki Dhool tak tOo nahi puhunch Sakta Aik baat kahOn teri bakwaS say na On ki Shan may kOi kammi asakti hai na kOi barawa hO sakta hai On kO Allah nay jO Shaan Or izzat di hai Os kO teray jeSay bad bakht Shia kia janay
Aik martaba Aik shaks nay Aik aalim Say Sawal kia k aap kehtay hain k Sahaba k Shaan may gustakhi karnay wala kafir hai tO phir Allah Shion kO Azab kiOn nahi deta tO Aalim nay muSkura kar kaha k iS say bara Or kia azab hOga k wO
lOg khOd apnay hathO say hi apna jiSam Churion Say kattay hain
Subhan Allah
jazakAllah noor bhai,
zama zrah ghoware chay zu da alak ollam,but i cant do it...:(
da ta num mala,just wata kafir waye bar bar,chay day zay na lar she di...zomonga tool foram ayy napak ko...
 
  • Like
Reactions: mirza37

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
shaan e farooque e azam
sayyiduna hazrat umar r.a k jalal ka ye aalam tha k hazoor akram s.a.w ne farmaya k "kasam hai us zaat ki jis k hath main meri jaan hai, agar shetan tumhe dekh leta hai to us raste se katra kar dosre raste par chlta hai.(sahi bukhari)".

sayyiduna hazrat umar r.a is baat se nawaze gae the k jo baat wo kehte the wo quran ki ayyat ban jati ya hadees ban jati thi buhat se maqam py.

Ik baar sayyiduna hazrat umar r.a ne aap s.a.w ko kaha k maqam e ibraheem par 2 raqat namaz parhni chahye,aap s.a.w ne farmaya k aisa koi farman nahin hai, usi waqt wahi aai aur farman howa "maqam e ibrahim ko namaz parhne ki jagah bana lo".

Jab rais ul muhajreen abdullah bin ubi bin sulool ka janaza huzoor akram s.a.w k samne laya gaya to sayyiduna hazrat umar r.a ne arz kia k is dushman e islam ka janaza na parhaya jae, so allah talla na surah tauba ki aayat nazil farma kar zabit de diya k "munafiqeen ki jamat ka koi bad bakhat b mar jae to na to us ki janaza nimaz parh jae aur na us ki qabar par khada howa jae".

Arab main pehly ihtiyatan parda kiya jata tha, lazim nahi tha.ik din sayyiduna hazrat umar r.a ne arz kia k aaqa (p.b.u.h) ye humari gerat ko ganwara nahin hai k humari aurton k ooper parda lazim na ho, to phir hukam howa aurton k parde ka, (tirmizi).
hazrat abu bakar r.a k inteqal k baad sayyiduna sayyiduna hazrat umar r.a muslamano k khalefa chune gae, unhone b hazrat abu bakar ki tarah quran o hadess ko apna qanoon banaya.
duar e khilafat
01.==> un hone bait ul maal qaim kiye.
02.==> insaaf ki adalten poori hukumat main banaegai, jahan py judge aur majistrates case handle karty the.
03.==>fauji chonkiyan lagai gai awam k bachao k liye.
04.==>road aur nehron ki buniyad daali gai.
05.==>schools/madarse khole gae, jahan py imam, muazzin aur ustad ko tankhuwah di jati thi.
06.==>masajid ko makka aur madina main behtar banaya gaya hajion ki saholat k liye.
07.==>thaane aur jail banae gae mujrimon k liye.
08.==>pehla islami calender banaya gaya, hijrah se le kar tab tak.
09.==>population census shuru ki gai.
10.==>yateem khaane aur social welfares open howe.
11.==>ghulami par banne lag gaya aur sahi sazaon ka nizam rakha gaya.
life style

hazrat umar farooq r.a qalander aise the k jahan thehre kisi darakhat par chadar daal di to usi k saae main let gae, sikander aise the k rom ka kesar aur iran ki shenshaeyat un k naam se mashhoor thi, faqeer aise the k badan par jo karphy pehnte us main 12 rafo howa karte, sar par phata ammama aur paaon main phati jootiyan hoti theen, ameer aise the k 22 lakh marbah meel par un ki hukmirani ka parcham lehrata tha. Insaf aur hukamat ka ye aalam tha k kasam kha kar farmate the k "agar meri saltanat main insan to bari baat hai koi kutta b bookh se mar gaya to main undallah masool hoonga."
shahadat

aik majoosi gher muslim abu lulu feroz ik din sayyiduna hazrat umar r.a k pass apne malik ki shikayat le kar aae k wo un py tax laga raha hai, aap r.a ne tehqeeq karwai k kesi tax, jb tahqeeq poori hio to aap r.a ne abu lulu feroz ko kaha k tax haqi lagi hai aur na haqi nahi, to wo gustakh guse me chala gaya, aur dosre din subah fajir ki namaz main us ne sayyiduna hazrat umar r.a ki peeth main 6 bar war py war kiya, aap py be behoshi ki tareki aa rahi thi k aap ne farmaya k mujhy kone main rakha jae pehle namaz poori ki jae, sab ne namaz ada ki, to aap r.a ne poocha k kis ne mujhy maara, to kisi ne kaha k kisi majoosi ne aap py war kia, to sayyiduna hazrat umar r.a k chehre py ronak aai aur hath utha kar khuda ka shukar kia k aap py kisi muslaman ne war nahin kia, phir aap 3 din tak zakhmi the, phir 23.a.h main wafat kar gae.
Aap r.a 63 saal ki umer main wafat kar gae, aap r.a ne 10 saal, 6 maah, 4 din khilafat ki. Aur aap 3 din zakhmon ki halat main
(((ozone)))
tujh par hazaro lanatain too essay sahabi ki baat kar raha hai jis k pawon ki dhool tak too nahi puhunch sakta aik baat kahon teri bakwas say na on ki shan may koi kammi asakti hai na koi barawa ho sakta hai on ko allah nay jo shaan or izzat di hai os ko teray jesay bad bakht shia kia janay
aik martaba aik shaks nay aik aalim say sawal kia k aap kehtay hain k sahaba k shaan may gustakhi karnay wala kafir hai to phir allah shion ko azab kion nahi deta to aalim nay muskura kar kaha k is say bara or kia azab hoga k wo
log khod apnay hatho say hi apna jisam churion say kattay hain
subhan allah
jazak allah noor bhai ,, bohit hi nice reply,
 
(((OzOnE)))

Newbie
Oct 29, 2009
33
20
0
bhai aap ne sahih bukhari ki dusri hadeesein to muje suna deeiN zara inn do hadeesoN ka matlab bhi samjhaa dijiye mujhe.

sahih bukhari , jild 2 , hadees : 347

"abdullah ibn e umar farmatey hein k aik dafa nabi kareem khutba de rahey thay to aap ne hazrat ayesha (ra) k hujrey ki janib ishara kar k farmaya idhar fitna hai , 3 bar ye bat dohrai , idhar se shaitan seerat log niklein ge"
---------------------------------------
sahih bukhari jild 3 , baab 390 , hadees 629.

nabi kareem ne aik dafa hazrat umar se kaghaz aur qalam ka taqaza kia aur farmaya mujhe kaghaz aur qalam do k meiN tumheiN wo cheezeiN likh dooN jin se tum kabhi gumrah nah hogey (zahir hai rasool saww wasiyat karna chahtey thay) , hazrat umar ne kaha k hameiN aap k kisi hukm ki zarurat nahiN hai ab , hamarey liye quraan kafi hai , ahle bait ne hazrat umar ki mukhalifat ki aur hazrat umar se behes ki , "hazrat umar ki wajah se rasool ko bohot aziyyat mili aur rasool saww ne inheiN hukm na manney par hujrey se bahir nikal dia"

leiN janab , zara iss rivayat pe ghor kijiye , ye meiN nahiN keh raha "imam bukhari" keh rahey heiN , jahaN quraan keh raha hai k rasool k samne ooncha bolne se aamal zaya ho jatey heiN , waheiN hazrat umar(ra) rasool k samne ooncha bolna to darkinaar rasool ki nafarmani kar rahey heiN , quraan kehta hai k rasool saww ko aziyyat dene wala jahannumi hai jabkeh imam bukhari ki pesh karda rivayat k mutabiq hazrat umar ki wajah se huzoor saww ko aziyyat bhi hui aur unhoN ne inheiN hujrey se bahir nikaal dia , ab khud fesla kar lijiye , ya to hazrat umar ra ko ghalat maan lijiye ya imam bukhari ko .... fesla aap k pas...
 
Top