sabha khan poetry....

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
shayri..

Kuch Ajeeb Faslo Ka Janam Ho Raha Hai,
Naseeb Mera Jaagkar Bhi So Raha Hai,
Kaise Keh Dun Toota Dil Dhadakta Nahi,
Jabki Aaj Dilka Har Tukda Ro Raha Hai.
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Chiragh dasht k zinda jala gaye mujh ko

ye dard shaam k lamhoon main kha gaye mujh ko.

hamain to phool ki khushbu pe neend aati thi.

najaney khaak pe kaisey sula gaye mujh ko.

yahan to waqt ki aankhoon se khoon tapakta hai.

ye maizbaan kahan per bitha gaye mujh ko
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Hamne to sharaab pee hai tanhaai main
seh liye situm teri judaai main
abh-to yeh faryaad hai khudha se
koi aur na terpe....teri bewafaai main..!!
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Koi Cheez Be-Wafai Se Badh Ker Kya Hogi
Ghum-e-Tanhai Judai Se BadhKer Kya Hogi
Kisi Ko Deni Ho Jawani Main Saza To
Wo Saza PARDHAI Se Badh Ker Kya Hogi:
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
yeh sakoon-e jaan ki ghari dhale tau chiragh-e dil hi na bujh chale
wo bala se ho ghum-e ishq ya ghum-e rozgaar koi to ho
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Zindagi Ne Zindagi Bhar Ghum Diye
Jitnay Bhi Mausam Diye Sub Num Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Ghum Diye
Jitnay Bhi Mausam Diye Sub Num Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Ghum Diye
Jitnay Bhi Mausam Diye Sub Num Diye
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kucch na socha kabhi maine kucch na chaha tha tere siwa
Keh na paaya dil kii baat shayad thi ye meri khata
Kaash main iqraar kar deta apni mohabbat ka
Toh anjaam e- Ishq main na milti ye saza ........
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Thokrake us ne mujh ko kaha ke muskurao,
maine hans diya kyunki sawaal uski khushi ka tha,
maine khoya wo jo mera tha hi nahi ,
usne khoya woh jo sirf ussi ka tha....
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
iss jagha teri jafa ki inteha ho jayegi
sabr ki mere wahan se ibteda ho jayegi

kia khabar thi zindagi ab to dua ho jayegi
unkey paney ki tamanna ilteja ho jayegi

ye kahan maloom tha qasd e safar k sath hi
tum badal jaogey dunya bewafa ho jayeg
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Tujhay dil say hamnay bhula diya kiya bura kya?
har jafa ka badla wafa diya kiya bura keya!

Tujhay bhoolnay tujhay chahney he k darma'yan
Khud apna aap bhula diya kiya bura keya!
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Umar Bhar Chaha k Zamen-o-Aasman Hamara Hota
Kash K Khwahishon Ka B Koi Kinara Hota
Ye Soch K Us MUSAFIR Ko Roka Hi Nhi
Door Jata Hi Q Agr Wo Hamara Hot
 
Top