sabha khan collection ...........

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kashti bhi nahi badli Darya bhi nahi badla
Nasir Hum dobne walun ka jazba bhi nahi badla
Hai shawk-e-Safar aisa ek umar hue ham ne
Manzil bhi nahi payi aur raasta bhi nahi badla.
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Dard se hath na milate to or kya karte
Gam ke aansoo na bahate to oro kya karte
Us ko jo the roshni ki chah
Hum khud ko na jalate to aur kya karte
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
sihar uthte hain hum udaas hone ke khayaal se bhi...
sihar uthte hain hum udaas hone ke khayaal se bhi...
darr hain ki kahi aanso bhi humaara saath na chhod jaye
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
waqt ne sari kahani hi badal dali
pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai
zakham kuch aise bhi apno ne diye hai mujhko
ab koi haath milata hai to dar lagta hai
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Bheeg jaati hain palkien tanhai main,
Dartey hain koi jaan na le,
Pasand karte hain taiz barsaat ko
Kahain koi rotey huye pehchan na le.
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Humari jindagi pe humara hak hi nahi,
Humari jindagi ka faisla to unhone hi kar diya.
unhe laga hum unke kabil hi nahi,
isliye unhone apne aap ko kisi aur ke hawale kar diya!!
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Main usay kaise aikaila chor don is rah main
sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi.

ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main
door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Mein ney
Tumhein

Apni wafaon ki zanjeer sey
Azad kya
Khudara!
Ye matt poochna
k Mein ney
khud ko
Tumhari qaid sey
Azad kya ya nahi
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Mein ney
Tumhein

Apni wafaon ki zanjeer sey
Azad kya
Khudara!
Ye matt poochna
k Mein ney
khud ko
Tumhari qaid sey
Azad kya ya nahi
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko
Zakham khulty hain to aziyat nahi hoti mujh ko

Itna badla hun tery sheher ka pani pi kar
Jhoot bolun to ndamat nahi hoti mujh ko

Ab koi aae chala jae main khush rehta hun
Ab kisi shakhs ki adat nahi hoti mujh ko
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
ab naam teraa pyaar se likhatii hain ungaliyaan
merii taraf zamaane kii uThatii hain ungaliyaan

daaman sanam kaa haath mein aayaa thaa ek pal
din raat us ek pal se mahakatii hain ungaliyaan
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Tum yun Udaas Hoti Ho Meri udasiyon se
Bhala Ab Kya Kaam Tum Ko Mere Kaam se

Wafa ka Dam Bharte The Hum Bhi Kabhi
Ab Nafrat Ho Gai Hai Mohabbat Ke Naam se
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
tu jo pass ho wo waqt nahi hota
is jahna me tere jesa humsafar nahi hota
chahta ho me tujko aaj bhi par
kya karo tera mujhe didar nahi hota
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Kabhi yoon bhi aa meri aankh mein
ke meri nazar ko khabar na ho
mujhe ek raat nawaaz de,
magaruske baad sehar na ho

wo bada raheem-o-kareem hai
mujhe ye sifat bhi ataa kare
tujhe bhoolne ki dua karun,
to dua mein meri asar na ho
 

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
Us ki Chahat ka Sila Yaad nahi,
Yaad ha Jurm, Saza Yaad nahi
Toor kar hamsafari ka Rishta,
Wo kahan Choor Gae Yaad nahi,
Apnay girnay ka Sabab Yaad to hay,
Kiss Bilandi se gira Yaad nahi,
Yaad ha us ka Bicharna hum ko,
Phir Hamen jo bhi Mila Yaad nah
 
Top