well Ramzan se humain aak inspiratiOn milti hay k Hum Khud ko acha Musalman bana lain, yah humari tarbiat ka maheena hay. Allah humain moqa deta hay k Hum Jo Ghaflat main paray huye hain is maheenay main humain us ka ahsas Hoo aur aak Month acha bananay k bad hum apni anay wali Life ko bhi acha banaen aur achay Muslim banen..! sO Hum Kab tak aur Kitnay Naik banana Chahtay hain yah hum pe depend kerta hay..![DOUBLEPOST=1342111042][/DOUBLEPOST]aksar log ramzan main bohat naik ban jatay hain or sara saal usi tarah kay rehtay hain... .. Kia ess tarah jannat mil jaye gi... kisi ko[DOUBLEPOST=1341996818][/DOUBLEPOST]sara saal khawashait ko mabood rakhtay hain... or ramzan kay maheenay main naik ban jatay kay shaid Allah ko dokha day dian gay..
Thanks..! [DOUBLEPOST=1342111102][/DOUBLEPOST]jazakaAllah khair..
Khair Mubarak and beautiful creation!!!
Ist Ramzan ka tu nahi pata Laken Bohat thOray se din reh gaye hain..![DOUBLEPOST=1342111160][/DOUBLEPOST]apko bhi bht mubarik ho ye rehmaton ka mahina.....
!st ramazan kb ha???
Thanks Bhiya..! [DOUBLEPOST=1342111207][/DOUBLEPOST]Khair Mubarak Guriya
Bohot zabardast creation hai u ka superb..
sumAameen n Thanks for likingbehtareen design
Allah muje ye mahina naseeb karae aur zyada se zyada sahi ibadat karke apne lie akhirat ki manzil ko asaan kare ameen