Ramdan Kareem

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
aksar log ramzan main bohat naik ban jatay hain or sara saal usi tarah kay rehtay hain... .. Kia ess tarah jannat mil jaye gi... kisi ko[DOUBLEPOST=1341996818][/DOUBLEPOST]sara saal khawashait ko mabood rakhtay hain... or ramzan kay maheenay main naik ban jatay kay shaid Allah ko dokha day dian gay..
well Ramzan se humain aak inspiratiOn milti hay k Hum Khud ko acha Musalman bana lain, yah humari tarbiat ka maheena hay. Allah humain moqa deta hay k Hum Jo Ghaflat main paray huye hain is maheenay main humain us ka ahsas Hoo aur aak Month acha bananay k bad hum apni anay wali Life ko bhi acha banaen aur achay Muslim banen..! sO Hum Kab tak aur Kitnay Naik banana Chahtay hain yah hum pe depend kerta hay..![DOUBLEPOST=1342111042][/DOUBLEPOST]
jazakaAllah khair..
Khair Mubarak and beautiful creation!!!
Thanks..! :)[DOUBLEPOST=1342111102][/DOUBLEPOST]
apko bhi bht mubarik ho ye rehmaton ka mahina.....
!st ramazan kb ha???
Ist Ramzan ka tu nahi pata Laken Bohat thOray se din reh gaye hain..![DOUBLEPOST=1342111160][/DOUBLEPOST]
Khair Mubarak Guriya:)
Bohot zabardast creation hai u ka superb..:)
Thanks Bhiya..! :)[DOUBLEPOST=1342111207][/DOUBLEPOST]
behtareen design
Allah muje ye mahina naseeb karae aur zyada se zyada sahi ibadat karke apne lie akhirat ki manzil ko asaan kare ameen
sumAameen n Thanks for liking :)
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
well Ramzan se humain aak inspiratiOn milti hay k Hum Khud ko acha Musalman bana lain, yah humari tarbiat ka maheena hay. Allah humain moqa deta hay k Hum Jo Ghaflat main paray huye hain is maheenay main humain us ka ahsas Hoo aur aak Month acha bananay k bad hum apni anay wali Life ko bhi acha banaen aur achay Muslim banen..! sO Hum Kab tak aur Kitnay Naik banana Chahtay hain yah hum pe depend kerta hay..!
lol, kesi inspiration.. log ramzan main bhi ghalat kam kartay hain.. movies dekhtay hain songs suntay hain... sirf bhooka rehnay se to koi inspiration nahi milti na... mera aik dost hai jo zahiran bohat naik banta hai... har waqat islam islam karta hai... ramzan main namaz parta hai or sara saal usi tarah kay kaam karta hai.. koi ess ko yeh batay to ghussa karna shuru kar deta.. jaisay kay yahan
 
Top