Question About Nimaz

  • Work-from-home

$h@hz@ib

Newbie
Jul 21, 2010
21
7
503
hyderabad
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh

Q: Mera sawal ye hai k agar hum esha ki namaz k baad alcohol perfume use kry or fajar ki namaz ada kry to ho jaye gi? kyu ki perfume ka asar to sirf 2 ya 3 ghate tak rehta hai
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh

Q: Mera sawal ye hai k agar hum esha ki namaz k baad alcohol perfume use kry or fajar ki namaz ada kry to ho jaye gi? kyu ki perfume ka asar to sirf 2 ya 3 ghate tak rehta hai
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

in sha Allah agar asar baki na rahe to apki namaz ho jayegi wallahu aalam

lekin hamara apse ye mashwara hai ke jab hame bina alcohol ke achi khush mayassar hai to phir alcohol wali perfume kyun istemal karen?

http://www.tafrehmella.com/threads/perfume-ka-istemal.162880/#post-1260243
 

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
Waalycum us salam,
Attar use kr lo. Alcohol free hota hy. Waise bhi perfume cloths pr lagi hoti hy to cloths change kr lo. in case body pr agar na lagaya ho to.
 
Top